shootring star pattran

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    shootring star pattran
    Asslam o alaikum dear friend plzzzz explain shooting star pattran
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: shootring star pattran

    aoa dear members. shoorting star pattern ek candle stick ki type hai jis ka upper shadow long hota hai aur lower shadow chota hota hia ya phir hota hi nia hai and day k end p choti si body ki soorat me show hoti hai. jab market me uptrend hota hia usky bad ye candle show hoti hia.
    dar jsa k a apko pata chal gya ho ga k ye bht hi useful sabit ho sakti hai agr apko isy properly use krna ajey, jaisy hi market me uptrend ata hia ye show hoti hain isi ko dekhty hoey haa apni trade close kr skaty hian ya phir investement krty hian

    Click image for larger version

Name:	sssssssssdownload.png
Views:	7
Size:	4.2 کلوبائٹ
ID:	12329385
    • #3 Collapse

      Re: shootring star pattran

      forex market me candlestick patterns ka bahut hi important role hota hai kyunki yah candlestick pattern aapko har timeframe Mein trade de rahi hote hain is market Mein chhed karne ke liye aapko candlestick patterns per study karni hogi Taki aap is market Mein acche tarike se kam kar sake Jo trader is market Mein candlestick patterns ko study kar lete hain uske bad is market Mein acchi tarah trade open kar sakte hain agar aap is market Mein shooting Star petrol ko study karen to yah patron jab bhi banta hai iski confirmation humko Mil jaati hai agar Ham is pattern ko resistance level per find karte Hain to humko is per trade lagane Mein kafi achcha profit Mil jata hai candlestick pattern jitne bhi available hai vah achcha result aapko tab bhi dete Hain jab market kisi resistance level ya sport level per hoti hai to vahan se aapko achcha result Mil jata hai agar yah pattern apni kripa mission nahin dete to aapko is per trade nahin karni chahie kyunki candlestick patterns for trade karne ke liye aapko sath Koi indicator use kar dena chahie yah aapko apne chat per trendline use karni chahie isase aapko yah pata chal jata hai ki market nahin kis taraf munh mat karni hai is market Mein kam karne ke liye aapko analysis karne hote Hain uske bad candlestick patterns aapko achcha result dete Hain agar aap is market Mein candlestick patterns ko dekhkar jaldbaji karte hain aur confirmation ka intezar nahin karte to aapko is market mein nuksan ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: shootring star pattran

        Dear shooting candle star ko bearish candlestick bhe kaha jata hai jo ke long uper side and kuch time little lower shadow se bante hai aur shooting star ko interpreted reversal pattern bhe kaha jata hai aur shooting star candle exactly inverted hammer ki tarah hoti hai jo ke trend ki direction ko analysis krne ke liye kafi behtar tool samjhe jati hai aur is tool ki wajah se trader ko kafi asani hoti hai real trend ko define krna kyunki ye tools ke hum price ki movement ko check kr sakte hain aur kafi acchi support bhe mil jati hai price ki movement ko analysis krne mein in jesy tools ko hame aapne har trade per implement krna chahie aur jitna ho sake forex ke business se benefit uthana chahie jub shooter star candle bante hai to hum long term trade aur short term trade ko ba asani se pehchan sakte hain aur jub price move krte hai to is patter ki wajah se hum real trend ko bhe define kr payenge bs hame focus ke sath price action ko check krna hoga aur is tool ki support se price upward side ja rahe hai to hame upward side trade lagane hogie aur aapna focus os side per dena hoga ager price is tool ki wajah se down side aa rahe hai to hame os side trade lagani hogie aur apna focus down ward side dena hoga jitna ho sake hame in help full pattern aur tools ka bharpur fayda uthana chahie aur forex ke kam ko mazeed asan banana chahie in tools ki badolat jitna focus ke sath kam karenge utna he accha profit profit hum gain karenge
        • #5 Collapse

          Re: shootring star pattran

          Dear forex members shooting star candal sticks ki ake I hoti hay jiss Kay upper side pay shadow long hota hay aur lower side pay shadow chota hota hay ya pher kabhi hota bhi nai hay jab forex trading may market ki movement upwards hoti hay tou yeah appear hota hay shooting star candal sticks ko forex trading may bearish movement bhi kehtay hay shooting star candal Stick forex trading may khabhi kabhar appear hoti hay iss candal stick patterns ko learn forex trading may bohaut zayada trades shooting star candal stick ko bohaut zayada power full khyal kartay hay Kyu Kay iss ki power full formation ki waja say aur effective ness aur reliable honey ki waja say trader shooting star candal ko importance daytay hoye trading kartay hay shooting star patterns single candal patterns hay shooting star candal sticks ki waja say haumay trading kartay hoye market ki current bearish trend ki reversal ka knowledge hota hay shooting star ka combination dosaray Indicaters ka hota hay aur shooting star patterns trading may sell opportunity may istamaal hota hay.

          Forex trading may haumay trading may shooting star patterns Kay mutabiq trade open kernay Kay liye sab say pehlay patterns ko confirm karna chahiye iss Kay liye appko active bullish trend ko identify karney ki zarorat hoti hay Jab app shooting star ki madad say market may bullish trend ka pata chala laytay hay to appko phir dosaray signals ka intazar Karna hota hay.

          Dear forex members haumay Forex trading may kamyaabi hasal karney Kay liye market ki movement Kay mutabiq trading karni parti hay aur market ki movement Kay trends ko apney analaysis ki base pay identify kartay hoye trading karni chahiye takay haum trading may achi earning hasal Kar sakay aur kamyaabi Kay sath trading kar sakay.
          • #6 Collapse

            Re: shootring star pattran

            expensive taking pictures candle famous person ko bearish candlestick bhe kaha jata hai jo ke lengthy uper aspect and kuch time little decrease shadow se bante hai aur capturing superstar ko interpreted reversal sample bhe kaha jata hai aur taking pics star candle exactly inverted hammer ki tarah hoti hai jo ke trend ki route ko evaluation krne ke liye kafi behtar tool samjhe jati hai aur is device ki wajah se dealer ko kafi asani hoti hai real fashion ko outline krna kyunki ye equipment ke hum fee ki movement ko take a look at kr sakte hain aur kafi acchi guide bhe mil jati hai price ki motion ko assessment krne mein in jesy gadget ko hame aapne har trade in step with put into effect krna chahie aur jitna ho sake forex ke enterprise se benefit uthana chahie jub shooter big name candle bante hai to hum long term trade aur quick time period change ko ba asani se pehchan sakte hain aur jub price move krte hai to is patter ki wajah se hum actual trend ko bhe define kr payenge bs hame recognition ke sath rate motion ko check krna hoga aur is tool ki guide se price upward side ja rahe hai to hame upward element alternate lagane hogie aur aapna awareness os issue consistent with dena hoga ager rate is device ki wajah se down element aa rahe hai to hame os thing trade lagani hogie aur apna consciousness down ward side dena hoga jitna ho sake hame in assist entire sample aur tools ka bharpur fayda uthana chahie aur foreign exchange ke kam ko mazeed asan banana chahie in equipment ki badolat jitna focus ke sath kam karenge utna he accha earnings earnings hum advantage karenge
            • #7 Collapse

              Re: shootring star pattran

              pricey foreign exchange members taking pictures star candal sticks ki ake I hoti hay jiss Kay top facet pay shadow lengthy hota hay aur lower side pay shadow chota hota hay ya pher kabhi hota bhi nai hay jab forex trading may additionally marketplace ki movement upwards hoti hay tou yeah seem hota hay taking pictures megastar candal sticks ko forex buying and selling may also bearish motion bhi kehtay hay shooting superstar candal Stick foreign exchange buying and selling can also khabhi kabhar appear hoti hay iss candal stick styles ko learn foreign exchange buying and selling may bohaut zayada trades taking pictures megastar candal stick ko bohaut zayada energy full khyal kartay hay Kyu Kay iss ki energy full formation ki waja say aur powerful ness aur reliable honey ki waja say dealer shooting celebrity candal ko significance daytay hoye buying and selling kartay hay taking pictures superstar patterns single candal patterns hay capturing superstar candal sticks ki waja say haumay buying and selling kartay hoye market ki modern-day bearish trend ki reversal ka understanding hota hay capturing big name ka combination dosaray Indicaters ka hota hay aur capturing megastar patterns buying and selling might also sell possibility may istamaal hota hay.
              • #8 Collapse

                Re: shootring star pattran

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Malik6120 پيغام ديکھيے
                aoa dear members. shoorting star pattern ek candle stick ki type hai jis ka upper shadow long hota hai aur lower shadow chota hota hia ya phir hota hi nia hai and day k end p choti si body ki soorat me show hoti hai. jab market me uptrend hota hia usky bad ye candle show hoti hia.
                dar jsa k a apko pata chal gya ho ga k ye bht hi useful sabit ho sakti hai agr apko isy properly use krna ajey, jaisy hi market me uptrend ata hia ye show hoti hain isi ko dekhty hoey haa apni trade close kr skaty hian ya phir investement krty hian

                [ATTACH=CONFIG]15613[/ATTACH]

                Shooting star pattern definition .

                Candlestick chart ke andar Jab shooting star banta hai to usse pahle market Achcha uptrend Mein move karte hain aur uske bad Jab bahut jyada uptrend Mein move kar deti hai to shooting star candle banti hai is Candle ki jo Shadow Hota Hai vah Bada hota hai aur jo iski jo body hoti hai vah bahut hi Chhoti hoti hai .


                Click image for larger version

Name:	Screenshot_99.jpg
Views:	1
Size:	9.5 کلوبائٹ
ID:	12329644


                Shooting star bearish candle pattern Hai jab market ke andar shooting star banta hai to use Waqt Ham market ke movement ko acchi Tarah Se analysis kar sakte hain Kyunki H1 ,H4 ,w1 ke andar shooting star banta hai to use Waqt market k downtrend Mein move k bad zyada chance hoty hai use Waqt Hamen acche entry Lekar profit hassil kar sakte hain . Jab market main moslsal uptrend ke bad market shooting star candle pattern banati Hai To Ham ismein confirm Sell ki entry Le sakte hain mgar Hamen chahie ki Ham money management ka istemal karte hue entry Le Kyunki ho sakta hai ki market shooting star pattern ko follow na Karen Kyunki market Kisi bhi pattern ko 100 percent follow Nahin Karte Agar market ke andar shooting star banta hai aur ham big lot size ka istemal karte hain aur jaldbaji Karte Hain To Is Tarah Hamen profit Ki Baje loss ka Samna karna pard sakta hai forex market ke andar aapko Kitna hi Achcha strong analysis Kyon Na Mile aapane Iske andar money management ko follow karte hue kam karna hai aur entry Lene hai jaldbazi bilkulbhe Nahin karni hai knowledge ke sath uske andar kam kar agar aap knowledge ke sath kam Karenge to aapko ismein Jarur kamyabi Milegi aur aap Yahan Se Achcha profit Hasil Karenge
                • #9 Collapse

                  Re: shootring star pattran

                  Walekum assalam dear aapane bahut hi important candlestick ke bare mein question poochha hai aur is Hawale se main aapko Kuchh information deta hun jisse aapka knowledge bhi increase ho jaega aur aapko trading karne mein bahut jyada help milegi.

                  What is shootring Star Pattern:
                  Shooting star pattern Ek Aisi candlestick Hoti Hai Jiski body bahut Chhoti hoti hai aur iski Wick isase Kafi lambi banti hai Jab Bhi market Mein Ja candlestick banti hai aap isko easily pahchan sakte hain ki yah shooting star pattern ban raha hai.

                  Resembles with Hammer candlestick:

                  Agar aapko hammer candlestick ke bare mein acchi information Hasil Hai To aapke liye shootring star pattern ko samajhna bahut Aasan hai Kyunki shootring pattern star aur hammer candlestick mein bahut jyada resemblance hoti hai ine donon ki body Ek jitni hoti hai aur in Mein banne wali Wick in se bahut lambi hoti hai lekin just inmein difference yah hota hai ki Jab Kisi hammer candlestick ki Wick banti hai to uska Shadow down hota hai aur shootring pattern star Mein Jab Wick banti hai to uski ki Shadow isase Upar hoti hai.

                  Trading in Shootring Star Pattern:

                  Jab jab market Mein shootring star pattern banta hai to aapko use time per forun trading Nahin Karni chahie Kyunki Jab yah pattern ban jata hai to Iske bad Ek confirmational candle banti hai aur vah candle bearish bhi ho sakti hai aur bullish bhi ho sakti hai isliye aapko shootring pattern banne ke bad Intezar Karna hota hai aur jab tak Ek confirmational candle Nahin Ban jaati to use time per aapko trading se avoid karna chahie.

                  Confirmational Candlestick:

                  Jab shootring star pattern ke bad conformational candle aapko bata deti hai ki ab market Mein next movement bearish ya FIR bullish Hone Wali Hai to use time per aapko trading kar leni chahie Kyunki agar aap is confirmation ke bad trading Karenge to aap ka account bilkul safe Rahega aur aap ek accha profit Hasil kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: shootring star pattran

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mtayyab پيغام ديکھيے
                    Asslam o alaikum dear friend plzzzz explain shooting star pattran
                    trading ne shooting star pattern bahut hi ahmiyat rakhta hai aur ham shooting star pattern se bahut achcha fayda utha sakte hain kyunki jab bhi market ke support ke liye yah resistance area pe shooting star candle banti hai to hamen yahan se bahut acchi trade mil jaati hai aur ham yahan per bahut hi acchi trading kar sakte hain hamen koshish karni chahie ki Ham Jahan per jitna mumkin ho sake behtar trading Karen Ham jitna koshish ke sath kam karenge ham utna hi khada hoga hamari jitni behtarin aur acchi koshish hoti hai ham utna hi fayda milta hai aur agar hamari koshish pata nahin hoti to fir hamen fayda nahin Mil sakta hai hamen jarur koshish Tani chahie to Ham Bata kam Karen jitna hamara kam behtar hoga utna hi hamen fayda hoga aur agar Ham baitha Kam nahin karenge to fir hamen fayda nahin Mil sakega shooting star candle se hamen kafi acchi Madan mil jaati hai isliye hamen isko jarur istemal karna chahie aur isko samajhne ki koshish karni chahie.
                    jab bhi Koi shooting star candle banti hai to market mein hamen bahut acchi trade milati hai kaisi candle hoti hai jo hamare liye indicator ka kam karti hai aur ham standal ko istemal karke market se kafi achcha paida utha sakte hain aur hamen bahut achcha munafa mil sakta hai.
                    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                    • #11 Collapse

                      Re: shootring star pattran

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mtayyab پيغام ديکھيے
                      Asslam o alaikum dear friend plzzzz explain shooting star pattran





                      Waaalaikum salam..! G apny kafi acha question kia hai Mai apko thora Iss shooting star ki explanantion dun ga .
                      G Tu Shooting star or Inverted Hammer Dono aik hi trha ky 2 pattern hain, In dono mai just Downtrend or Uptrend ka difference hota hai, pehly bat krty hain Inverted Hammer ki.
                      Ager Market mai Pehly Downtrend Chal rha ho tu Inverted Hammer Chart ky Bottom py Nechli satah py Appear hota hai,Yeh Ulta Hathory Ki maanid hota hai,Iss ki body choti hoti hai or iss ka Shadow Lamba hota hai.
                      Iss Pattern ky banny sy yh zahir hota hai ky Buyers ny Koshis ki ky market ko ab Up trend ki taraf ly ky jaya jaye,iss ki confirmation candle yeh hai ky ager Next candle Inverted Hammer ky Closed ky upper confirmy ager closed krta hai tu yh aik positive candle ho gi or ab yh kaha jaa sakta hai ky inverted hammer ny apna bottom talash kr lia or Ab reversal trend ki pori pori gunkaaaish hai.

                      SHOOTING STAR ::: Shooting Star bilkul Inverted hammer ky ult hai Inverted hammer mai market pehly Downtrend mai rha ho, Or ab Shoooting star mai Pattern ager Pehly Up trend mai raha ho tu usy ham Shooting star kahen gy,Ab sellers ny yeh Koshis ki hai ky market ko Downtrend ki taraf lay ky jaya jaye, Iss ka bhi jab tak sath Confirmation candle na ban jaye us time tak Trade Sell ka nhi lagana ,Bagair sochy samjhy sirf aik shooting star candle py yaqeen rkhty howy LOT SIZE ko set nhi krna pehly confirmation candle ka wait kren or us ky bad Trade lagayen.
                      Click image for larger version

Name:	B8A70BD7-79E2-4109-909A-7EA212207F90.gif
Views:	10
Size:	3.6 کلوبائٹ
ID:	12330271
                      Umeed hai information Pasnd i ho gi.THANKS AND GOD BLESS U ALL.
                      • #12 Collapse

                        Re: shootring star pattran

                        main trding karnay kay ley humian es main forex kay rulz ko follow kar kay humian es main tradiing kar skty hain our hum es main ache tradiing karnay kay ley humian es main acha experience opur acha knowledge hasl kar kay hum es main kam kar skty hian ouir hum es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main boht sa profite hasl kar skty hain our humian es main market ko achay say smj kar humian es main kam karna ho ga our hum es main tyrde lganay kay ley hum es main stop loss ko use kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es maion bgir learning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our hum es main kam kar kay hum es maion ache learning be hasl kar skty hian our hum es main kam kar kay hum ache earning be hasl kar skty hain our hum es main lalche bn kar hum es mian kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main planing kar kay hum es mian kam karain gain to hum es main apnay targt ko pora kar skty hain ourt agar hum es mai kam ko copay kar kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our huamra account be banda ho jay ga our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam katr skty hainour hum es main reale main hum account bna kar hum es main kam kar skty hain our hum es main 1 den main hum es main 10 dolar kmaty hian our hum es main 1 moth main hum es maion 200 dolar kmaty hian our hum es main currencay main hum trde lga kar hum es main trading akr kay hum sucess ho skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: shootring star pattran

                          Friends main aapko shooting star k bare men batana chahta hoon, shooting star trend k top pr banta ye aik inverted hammer hota hai isse shooting star is liye kaha jata hai k iski body choti hoti hai aur iski tail lambhi hoti hai, jiss se aisa zahir hota hai jese koi tara toot kr gir rha ho.
                          Jab koi trend up hota hai to top per shooting star banne to ye trend reversal hota hai, ham smajhte hain k shaid ab sellers bhi interested ho gy hain.
                          Aap mjy apna opinion den?

                          منسلک تصاویر
                          ye candles ki hi ek qisam hay aur ye tab hi banti hay jab market main trend change ho raha ho ya hone laga ho is brilliant time main ham koi bhi trade laga sakty hein aur ek achi strategy kay sath yaha se ham behtareen profit earn kar sakty hien maximum mature traders isi point ka wait karty hein..
                          • #14 Collapse

                            Re: shootring star pattran

                            assalamu alaikum dear friend forex market ko analysis karne ke liye Ham ismein pattern ke zariye bhi market ko acche se analysis kar sakte hain hamen market mein in pattern ki pahchan honi chahie jis se hamen acchi trade mil sakte hain Star petron bhi ek behtarin patran hai jis ke aane ke bad Ham market se ek acchi trade open kar sakte hain isliye aap ko chahie hamesha Forex ka acha knowledge aur acha experience Hasil Karen aur forex ki samaj rakhen aap ko market ke bare mein maloomat Ka hona zaruri hai jaise hi aap acha analysis kar paate Hain aap ko patron ki pahchan honi chahie qun k jab Koi acha patron market mein aata hai to Ham isase behtarin trade open kar sakte hain is patron ke aane se Ham market mein behtarin profit hasil karte hain hamesha mehnat karne wale log aur kamyab log wahi Hain Jo ismein hardworking se kam kar rahe hain market ka har tarah ka analysis karna hi hamen ismein kamyabi deta hai isliye aap ko chahie forex market ko her tarah se analysis karna sikhen aur apne experience ko Hasil Karen Jo hamen mahnat se milta hai forex mein mehanti log kamyab hote hain aur jo as main time pass karte hain woh is main kabhi kamyabi Hasil nahin kar paate isliye hamesha mehnat Karen aur Forex trading mein kamyabi Hasil Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: shootring star pattran

                              Forex mein achi trading ke liye chart pattern ka acha knowledge hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex trading mein hamen koshish karne chahie ki forex mein hum trading se pahle market ko achi tarah se analyse karen forex main achi rading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex main ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamen koshish karna chahie k forex mein ham achi trading ke liye ache indicators ko use karen kyunki forex mein kuch indicators hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hote hain jis ki madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain aur forex chart mein hamen candlesticks ko bhi achi tarah se samajhna chahie forex mein achi trading ke liye candlestick ka acha knowledge our achi information hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen koshish karna chahiye k forex mein ham trading fresh aur active mind ke sath karen aur forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie forex mein achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex mein hamen koshish karna chahiye ke forex mein ham trading mein normal lot size use karen jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex trading mein hamen koshish karni chahie k forex mein ham trading money management ke sath karen forex main achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein ham ek ache trader bhi ban sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X