what about trend line ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: "Jaiza" ye theard 'TREND LINE' ke uses aur importance per mabni hai...

    Market analysis ko acche se samajhne ke liye trendline ek bahut acchi technique hai isase aap perfectly profit Hasil kar sakte hain is main losses ke chance bahut kam Hote Hain aapko 99% profit ka chance Hota Hai trendline ko use karna aur kaise use karna yah donon Kabil e gor Hain metatrader 4 mein jakar aapko candlestick chart main Jana Hai uske bad aapko screen per touch karna hai touch karne ke bad Ek Gol Sa circle A Jayega use per aapane different shapes ka banaa hua option select karna hai uske bad sari setting a Jayegi usmein aapane trendline ko click karna hai uske bad Wapas chart par jana hai vahan aapane Ek trendline draw karni hai aur trendline Aise draw karni hai ki Agar market niche ja rahi hai to niche ki taraf trend line draw kar den aur Yad rakhen trendline Hamesha candles ke last per Lagate Hain ISI Tarah Agar market ka trend Upar ja raha hai matlab Ke Jo curve hai vah Upar ja rahi hai to aapane Upar ki taraf Ek Aur Trend line draw kar deni hai Is Tarah aap Dekhenge ki agar niche wali candle trendline ko touch kar rahi hai tu to aapane buy ka order lagana hai aur Agar Upar Wali candle trend line ko touch Karen to aapane sell ka order lagana hai aap arrows lagakar bhi trend ko dekh sakte hain is se aapko Kafi profit hoga aur loss ke chances kam Honge 2 trend lines ke bich ka jo gap Hota Hai vah aapka profit Hota Hai Jab market use gap ko cross kar Jayegi Tu aapne apna order close kar dena hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: &quot;Jaiza&quot; ye theard 'TREND LINE' ke uses aur importance per mabni hai...

      trading main aap trending Lines aur trend ko identify karte hain uske baad aap us trend ko line ki soorat mein clear karte hain k trend kon sa ha aur trend ki boundries per line lagate hain aur us line ke zariye aap trading karte hain Jaisy hi woh line market break karti hai toh aap ko pata chal jata hai K trend khatam ho gaya hai aur ab trend change ho sakta hai is se aapko market mein enter aur exit hone ka pata chal jata ha.
      Basically Trend 3 tarah ke hote hain
      1. Up Trend
      2. Down Trend
      3. Sideways Trend

      UpTrend:
      Uptrend main market Upar ki taraf move karti hai aur jab down aati hai to trendline ko touch karke wapas chali Jati hai aisy trend main market ki movement Up trend jaati ha
      Jab market up trend mein ho aur trendline ko touch karke wapas jaye uss wakt aap buy ki trade lagaa sakte hain aur jab dobara sy trendline Ko cross kar ke neechy aay us wakt trade close kar dain

      Down Trend
      Down trend main market ki value niche ki taraf aati hai aur wapas Jab Up jati hai tu trendline ko touch karke dobara se neeche aa jati ha Down trend main strategy Up trend ke hoti hai magar up trend main buy ke trade lagti hai aur down trend main sell ke trade lagaty hain.

      Sideways Trend
      Sideways trend main market Ek range mein move karti hai aur sideways trend main two lines lagai jati Hai ek Up Wali limit per aur ek niche wali limit par aur is strategy sy hum kabhi Trending lines ko Up trend aur kabhi Down trend main follow krty Han

      Trend Line
      Market ke trend Ko Jab Ham acche tarike se samajh Lete Hain Uske baad Hamen market ky trend line per Apne indication ko follow karna bahut easy ho jata hai basically trendline se Ham apni market ki entry karte hain aur price level ko Dekhte Hue trend line se apni trade ko profitable banane ke liye apply Karte Hain
      • #48 Collapse

        Re: &quot;Jaiza&quot; ye theard 'TREND LINE' ke uses aur importance per mabni hai...

        Yes dear jab aap market ke trend ke sath apni trading Karte Hain To usmein aap bahut jyada profit Hasil karne ki position mein ho sakte hain isliye aapko Hamesha market Trend ke sath hi trading Karni chahie Jab aap market trend ko find karne ki koshish Karte Hain To ismein aap market Mein Ek trend line draw karte hain aur use trend Line ki Vishesh per aap apni trading ko continue kar sakte hain market Mein trend line kodra karne ke liye aap apne different analysis karte hain aur apne a knowledge ko istemal karte hue trend line ko draw Karke Uske bad usko apni trading per reply karne ki koshish Karte Hain.

        No doubt market main trend ko observe karna bahut difficult hota hai Kyunki jab tak aapke pass market se related Jyada knowledge Nahin Hoga aap market ke trend ko completely focus nahin kar sakte aur agar aap market Mein trend ko ignore Karke trading karte hain to aapko bahut jyada nuksan hone ke chances ho sakte hain isliye aap ki puri koshish honi chahie ki market Mein sabse pahle market ke trend ko focus Karen aur isko observe karne ke bad uske sath apni trading Karen.

        Jab aapko market ke train ke bare mein confirmation Nahin Hoti aur aap Aisi situation Mein kam kar rahe Hote Hain Jab market ka trend confirm Nahin Hota To is time per aapko market Mein trading karne se avoid karna chahie Kyunki jab tak aapko market ke Trend ke bare mein confirmation Nahin milati use time tak aapki trading aapke liye bahut jyada nuksan ka sabab ho sakti hai.

        Jo member market Mein trend line ko draw karna learn kar lete hain no doubt Unki trading bahut jyada effective aur profitable ho sakti hai aur vah market se completely benefits Hasil karne ki position mein mein ho sakte hain lekin Jab aapko trend line se related complete knowledge Nahin Hota To aap kabhi bhi market Mein successful trader Nahin ho sakte isliye market Mein friend ko observe karne ke liye aapko is related learning Hasil karna Hogi aur Market ke trend ko phone karne ke bad hi apni trading co Jari Rakhna hoga.
         
        • #49 Collapse

          Re: &quot;Jaiza&quot; ye theard 'TREND LINE' ke uses aur importance per mabni hai...

          trading karne mein maximum aise factors hai ke Jo members ki help bhi kar rahe hote hain aur unmen se ek factor trend line hai aur usko bhi acchi tarah Se members ko analyse karna hota hai aur members agar isko acchi tarah Se analyse kar lenge to unko trading karne mein aur bhi acchi tarah Se help mil jayegi aur vah apni trades ko profitable banane mein successful Ho jaenge koi bhi member without any help apni trading co continue nahin kar sakta aur trading ko acchi tarah Se Kar lene ke liye members ko apne liye help khud Se Hi provide karna hoti hai aur members ko apna experience ko Se Hi istemal karna hota hai members ko trading se related apne experience ko hasil kar lene ke liye trading se related har tarah ki maloomat Lena hoti hai aur use maloomat ko hasil kar lene ke liye members ko maximum online hokar apne kaam par acchi tarah Se focus karna hota hai aur members chane ke pass trading se related Koi experience nahin hota yahi vajah hai ki unko apne kam mein maximum nuksan ho raha hota hai aur sab se important baat members ko kam start kar lene se pahle aur apni trading co start kar lene se pahle learning kar lena chahie aur uske bad mein bus ko practice account per acchi tarah Se apne kam ko karke aur expert ho jana chahie aur is SAB kar lene ke bad mein bus ko achcha experience Mil jata hai aur vah har tarah Se apni trading co continue karke aur acchi earning karte Hain
           
          • #50 Collapse

            Re: &quot;Jaiza&quot; ye theard 'TREND LINE' ke uses aur importance per mabni hai...

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
            Trend li hamari trading ke liye ek bahut hi important tool hai hi hamen is tool ke related good knowledge hona chahie tab hi Ham isko thik tarike se use kar sakte hain aur isase benefits Le sakte hain agar Ham friend line ke related God knowledge rakhte Hain aur is puthi tarike se use kar lete hain to trading hamare liye kafi iji Ho jaati hai hai isliye hamen try karna chahie ki Ham Bar bar iski practis Karen aur is ko samajhne ki koshish karen.

            Practice of trendline

            trendline ko use karne ke liye pahle hamen iski acche tarike se practice karni padati hai tab hi Ham is ko use kar sakte hain jab tak Ham iski acche tarike se practis nahin karte Hain to tab tak Ham isko use nahin kar sakte hain aastha faasle hamen iske related knowledge Lena chahie ki is ko use kaise karna hai iske bad hamen use karna chahie trendline ko ham technical hi method ke liye use karte hain jab Ham market ke technically analyses karte hain to trendline hamare liye bahut helpful tool hota hai hai aur ham is kafi e fayda utha sakte hain.

            Importance of trend line:

            per forex market mein trend line tool ki bahut hi importance hai kyunki jitne bhi professional aur technical trader hote hain vah School ko jarur use karte hain hamen bhi chahie ki Ham bhi iski practis Kiya Karen aur iski importance isliye jyada hai ki is hamen market ke trend ko find karne mein kafi help milati hai Ham kabhi bhi market mein idea lagakar trading nahin kar sakte hain isliye hamen kisi aisi tool ki jarurat hoti Jo hamen confirmation de sake market ki confirmation ke liye trendline bahut important hai.

            Find good entry point by trendline:

            Trendline ko proper use karne se ham market ke trend ko easily find kar sakte hain aur market mein good entry lekar profitable trading kar sakte hain jab tak Ham market mein good entry point nahin Le jaate Hain tab tak hamari trade profitable nahin hoti hai kyunki market mein trade tab hi profitable hoti hai jab hamari entry good hoti hai isliye jitna possible ho sake trendline ko importance Deni chahie.

            Share your own opinion and reviews for trendline

            main apne sab doston se request karta Hun ki vah trendline ke related apna apna experience aur apne opinion share Karen Taki Jo new members hai aur jinko trendline tool ke bare mein koi information nahin hai to vah is benefits Le saken isliye sab doston ko apne reviews aur apne niyam share karne chahie.[ATTACH]18824[/ATTACH]
            Dear friend aap ne bohat ache tareeky see apni baat ko hmare saath share Kiya Hai yeh bohat he acha way hai yeh hum sab members ky liye bohat zayada informative hai is ko Agar hum read krny KY saath saath apni trading Mein follow bhi kren to hum behtreen results hasil krny mein Kamyab ho sakty hain kyun KY forex trading business mein trend line ko follow krna bohat zayada zaroori hota hai Jab tak hum trend line ko follow nahi kren ge tab tak successful trading krna mushkil he nahi balky namumkin bhi hai is liye humein chaheye KY jab bhi market Mein trade open kren to is thread ki information ko apny mind Mein rakhty Howe kaam krny ki koshish kren ta ky hum market ky risky horn ky bawajood is mein acha profit haisl krny mein Kamyab ho jaen aur successful traders Ban kar khud ko aur apni family ko behter tareeky see support kr saken is ky ilawa hum is business Mein kisi tarha se bhi kamyabi Hasil nahi kr sakty hain
             
            • #51 Collapse

              Re: &quot;Jaiza&quot; ye theard 'TREND LINE' ke uses aur importance per mabni hai...

              according to forex market mein trend line tool ki bahut hello importance hai kyunki jitne bhi professional aur technical trader hote hain vah school ko jarur use karte hain hamen bhi chahie ki Ham bhi iski practis Kiya Karen aur iski significance isliye jyada hai ki is hamen market ke fashion ko discover karne mein kafi help milati hai Ham kabhi bhi marketplace mein concept lagakar trading nahin kar sakte hain isliye hamen kisi aisi tool ki jarurat hoti Jo hamen affirmation de sake market ki confirmation ke liye trendline bahut critical hai.
              • #52 Collapse

                Re: &quot;Jaiza&quot; ye theard 'TREND LINE' ke uses aur importance per mabni hai...

                Ji, forex main different indicators ko use karny ka maqsad trend line ki next movement predict karna he hay. Trend line say murad charts per up and down candles ki line hay jo down ho to bearish trend aur ager up and high ho to bullish trend ko show kar rahi hoti bay. Indiactors ko use karny kay liye ham isi trend lines per mukhtalif kisam ki calculations karty hain. Trend line har time frame aur har security main mojud hoti hay. Ye price movement aur time kay sath right side per banti rehti hay. Chart ko zoom out kar kay ham previous aur more time zone main isko ziada achy say daikh kar analysis kar sakty hain. Trend line say he ham support and resistance points highlight karty hain. Jiski base per ham technical analysis karty hain. Forex main trend line ko samjhna itna mushkil nai hay. Laikin isko use karna aur next trade karna bahut mushkil hay. Mojooda trend line per trading kay liye hamain isky past points per analysis karna hoty hain. Aur is he base per ham mazeed koi bhi trading ki paishan goi karty hain.

                Ager to trend line upward ja rahi ho to iska matab hay keh yeh bullish trend shuru hay. Yahan per ham buy ki trade laga sakty hain. Stop loss ham trend start hony kay point per set kar sakty hain aur take profit limit resistance point per set kar sakty hain. Similarly ager trend line uper jany kay bad downward position main ana shuru ho jaye to iska matlab hay keh ye ab downtrend main a rahi hay, yahan ham buy ki bajaye sell ki trade lagayain gay. Aur take profit support level per set karain gay jab keh stop loss latest previous resistance per laga dain gay. Trend line ko samjhna aur trend per he trade karna aik profitable trade ki zamanat hay
                • #53 Collapse

                  Re: &quot;Jaiza&quot; ye theard 'TREND LINE' ke uses aur importance per mabni hai...

                  dear friend, forex trading ma trend lines technical anaylisis k liay bht commonly use hoti hain. in ko bht saray traders dusray indicators par prefer kartay hain, agr in ko proper tarikay sa draw kar lia jay to ye dusray indicators sa behtar indication daiti hain jis sa market ki prediction asan ho jati ha, trend lines un spots ko talash karna asan bnati hain jahan market trend line ya support and resistance sa door ho jati ha ya trend line, support aur resistance break out kar k opposite direction ma jatay hain, ziadatar traders trend lines ko thek tarah draw nhi kar patay, jis sa wo market ko thek tarah judge nhi kar patay,
                  trrend lines ki three types hoti hain jin ma

                  uptrend
                  down trend
                  sideways

                  uptrend : trend lines ki basic form ha, jo ascending order ma hoti hain in ko uptrend ki taraf draw kartay hain aur support areas ko identify kartay hain.

                  down trend : ye decending order maa hoti hain aur inhain downtrend k liay draw kartay hain ye resistance areas ko identify karti ha,

                  sideways : ye aik normal range ma move karti hain, sideways trend ma two lines draw kartay hain aik upper limit paar aur aik lower limit par, aur isis strategy sa hm uptrend aur downtrend ko follow kartay hain.

                  trend line jitni steeper hogi itni hi km reliable ho gi aur jaldi break ho jay gi. jb support aur resistance levels horizontal hon gay to trend lines ziada mazboot ho gi aur sb sa aham k kbi b trend lines ko zabardasti market ma fit karnay ki koshish na karain, agr wo sahi draw nhi hon gi to trend lines valid b nhi hon gi
                  • #54 Collapse

                    Re: &quot;Jaiza&quot; ye theard 'TREND LINE' ke uses aur importance per mabni hai...

                    Introduction :
                    Assalam o Alaikum dear friends forex trading aik risky business hai leking agar ise seekh samjh kar kiya jay to ham is ko easy bana sakte hai our acha profit hasil kar sakte hai Forex trading main market ko smjhne k liye our acha profit hasil karne k liye TREND line ehm kirdar ada karti hai TREND line drasal ek simple line hi hai jisy ham apne trading chart par trading market k Trend ko smjhne k liye lagate hai our ye hame trend k bare main malomat deti hai is ki madad se ham andaza laga sakte hai k market ka pehla trend kiya tha our next kia trend rahe ga is traha ham apni trading k liye koi achi strategy our planing kar sakte hai our asaani se profit hasil kar sakte hai is liye traders trend line ko bari ahmiyat dete ha


                    Click image for larger version

Name:	TrendLineBounceExample (1).jpg
Views:	8
Size:	177.2 کلوبائٹ
ID:	12330691
                    why we use trend line ?

                    dear friends trend line simple ek line hi hoti hai jise ham chart par market ki position k mutabik lgate hai our ye hame market k real trend k about btati hai our hamen trade karte wakat is bat ka pata chalta hai k market ki next movement kia ho gi is tarha trend line buhat zayda ahmiyta ki hamil hoti hai na sirf chote traders balke bare bare investors our experts traders b apni trade main Trend line ka lazmi use karte hai our trend line ka maqsad trend ko btana hai ku k ye misaal mashahor hai k Trend is our friend our is treha agar hame trend ka pata ho our ham just trend ko hi Follow karte huye trade kare to ham achi earning kar sakte hai is liye ham trend ko janne k liye trend line lagate hai

                    how to trade with using trend line ?

                    dear friends trend line bari ahmiyat ki hamil hoti hai is liye is ko smjh lena buhat zaroori hota hai just trend line laga kar hi hame khush nahi ho jana chahiye trend line par entry points ko dondna sab se bara kam hai Q k trend har lamhe change ho rha hota hai our ye trend small time frame par to kuch zayda hi unexpected change hota hai is liye hamare pass jab tak good entry points na ho ge ham trend line par trade nahi kar sakte hai is liye aap ko sab se pehle trend line par entry points dondne k liye supports and resistance level k about jan lene chaiye ku k trend line par mojod supports and resistance level aap k liye best Forex entry points ho sakte hai ku k yaha par market trend line ko touch kar k dobara back ko jati hai our aap ko good entery points deti hai


                    Types of trend :
                    dear friends market main trend 3 trha k hota hai

                    Up Trend
                    Down Trend
                    SideWay Trend
                    منسلک شدہ فائلیں
                     
                    Ayisha Cutey's Trading Journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                    • #55 Collapse

                      Re: Trend lines kiya hoti hain?

                      Jitendra line 1 line hoti hai jo Ham Apne chart paper draw karte hain aur Jisko Dekhkar Ham apni trading open or close Karte Hain To iski study Hamen Karni chahie Agar Hamen turant long ko Sahi tarike se use karna aata hai To Ham Apna profit increase kar sakte hain to isiliye Hamen Yahan per Marti ladki history ko check karna chahie aur Agar Hamari history Hamare knowledge Ke mutabik Ho To fir Hamen vahan per trendline draw Karni chahie aur Hamen Usi line ke andar apni trading co buy or sell karna chahie ISI se aap apni trading co Kamyab bana sakte ho isiliye is Line ki important bahut hi jyada hai aur Jis Bande Ko is trendline ki samajh nahin aati usko chahie YouTube per aur Google per score study Karen iski learning Karen vahan per different video Jo iska use aap ko batati hain SO isiliye Ham Sab ko bhi apna knowledge increase karna chahie iske sath sath aur different lines Hote Hain jinko Ham drive kar apni trading ko kar sakte hain aur different indicator Hote Hain jinko Ham falon ka Kitni trading co Kamyab bana sakte hain SO isliye Ham Sabko Yahan per different indicator ko use Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Mahila ke sath Apna Kam karna chahie aur apne bonus ko improve Karya ke kamyabi Hasil Karen ki continue koshish karne chahie ISI Mein Ham Sab Ki kamyabi Hai so Ham Sab Ko Apne time per Apna Kam karna hoga aur successful hone Ki Koshish Karna Hogi
                      • #56 Collapse

                        Re: Trend lines kiya hoti hain?

                        Trend line is an imaginary line which is drawn by the senior traders and senior expert analysis about the trend of the market and their draw a line which predicts that how the market will move in the future as this line basically predict that our trading is going to move in the future this trend line always show the movement of market according to the analysis of candlestick pattern in those traders who can analyse the candlestick patterns in a very good way they set a trend line and market is predictable to move in that and lines there are two basic lines which are drawn by the expert traders first is a support line the other is Resistance line sport line is that LINE which is at the support levels and resistance lines is there a line which is drawn at the resistance level trend line always shows the trend of market in upcoming days and this line is drawn with the experience and fundamental analysis people do fundamental and technical analysis and then they start proper lines for trading and they analyse that the market is moving in a specified directions and according to that's directions it can move in this pattern and that's pattern is stored in the form of trendline different traders draw different trend lines according to their analysis we should follow the trend of market if we want to get good profit in trading and if we are not following the trend of market and putting our trades without any analysis and without prediction of trend line then we can face losses in our trading so solving the trend of weddings is a very important for every traders so every trader should follow the trading charts and trading analysis and then set his trade according to the trend of market thank you very much
                         
                        • #57 Collapse

                          Re: what about trend line ?

                          asslam o alaikum umeed kartahu ap sab thk hu ga ,forex aik bohat bara karobar ha jo aik international business ha es ko karna ka liya hamy zyada sa zyada mehnat ki zarot huti ha es tara koi lajawab business koi nai ha es kam ko karna ma hamy es ma har pair ka aik chart dikhai data ha hamy jo bi trade karni ha jis pair ma bi karni ha es ka hamy chart open karna huta ha es ma hamy lines dikhai dati han jin ko ham trend line kahta han hamy es ko follow karna huta ha es ma hamy different analysis karna huta ha es ma hamy markit ma jo hu choka ha jo hona ha es ka bara ma ham jan sakta han es liya hamy markit ko es samjna ma time lata ha in trend lino ma bohat khuch chopa huta ha es ma hamy agr samj a ajtai ha markit ka trend ka pat lag jata ha to ham es ma bohat kamyabi hasl kar sakta han agr markit storng ha to hamy es ma acha analys ki zarort huti hai
                          • #58 Collapse

                            Re: what about trend line ?

                            Trend lines basically forex trading eak common firm hai technical anysis ki.
                            Or ye almost sab sy ziada underutilised hain.
                            Agr in lines ko theek sy draw kia jaye tou ye kisi b dusrey method sy behtar prove ho skti hain.
                            Unfortunately kuch forex trader in lines ko theek sy draw nhi krtay.
                            In main sy sab sy basic Uptrend line hai jo k along the bottom side draw ki jati hai. Isko ascending trend line b bola jata hai.
                            Downtrend line main lines ko a along the top side draw kia jata hai
                            Isko descending trend line b kaha jata hai.
                            Eak hoti hai sideways trend lines. Inko Ranging b bola jata hai.
                            • #59 Collapse

                              Jaiza market trend line

                              Market trend line technical analysis ka important concept hota hay jo key bahot hi simple charting technique be hota hay jes ko samjna har technical analysis karny waly traders key ley zarori hay, chart me line draw karny ka tool available kia jata hay jab be market some time kesi direction me movement start karti hay aur ham ne jes point par draw line lagi hoti hay agar ye break howy baghir hi up ya down direction me movement Jari rakti hay to es ko trend line ka name dia jata hay ye trend line up direction me agar ho to es ko market ka strong bullish trend samja jata hay aur agar down direction me market move karti hay aur hamary expect key Gaye line ko market ki movement break nahi karti to ye market ka strong bearish trend hota hay,
                              Click image for larger version

Name:	fig1_trendlines_beginners-300x164.png
Views:	1
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12333822
                              jes tarha screenshot me nazar a raha hay ye bullish trend line hay jo key bullish market trend ko hi represent karti hay sab se important ye hay key kesi be trend line ko right time me kesy identify kia ja sakta hay es key ley sab se important technical indicators key signals be use key ja sakty hey aur sath me agar financial economic news ko be use key jaye to es base par be market trend ko identify karna asaan hota hay, market trend line ko follow karty howy profitable trading karny me new aur expert traders ko kamyabi mil sakti hay hamary ley important ye hay key ham market trend line ka achi tarha se study Karen aur demo account me chart ka use karty howy es ki practice be karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Jaiza market trend line

                                dear forex trading main trend line wo line hoti hai jo hum market ko analysis karny k liye lgaty hain trend line se humain forex main banny waly patterns ki smjh ati hai jis ko hum apni trading k liye follow karty hain or os main humain trading krna hoti hai trend line lagny ka bhi tarika hota hai q k trend line aik line ki traha hoti hai jo har traf move kar jati hai laken jub wo lagi jati hai tu zarori yah hota hai k wo sahi ho q k aik chart par sirf line draw kar lena he pora nahi hota hai osko yah bhi chek krna hota hai k kiya yah trend line sahi hai k nahi es liye humain trend line ko smjhna he kamybhi hoti hai
                                Trend line kesy lgaty hain:
                                trend line lagny ka sahi method yah hota hai k humari trend line do se 3 candles ko touch lazmi kary q k aghr 2 toches kar rahi hai tu sahi hai laken aghr trend line 3 touches main a rahi hai tu trend line bilkul sahi hai or yah aik confirm trend hai jo hum market main find out karty hain forex main jub hum trading k liye trend line lagty hain tu ska maqsad yah hota hai k market bullish main hai k bearish main hai or yah trend line main hoty hain jis k bad hum forex main market ko boht achi tarha se follow kar k os main apni trade kar skty hain or acha profit mil skta hai q k markt ko smjhna he humari kamybhi hoti ahi aghr um market ko achi tarh se smjh kar apni tarding karengy tu he hum forex main kamyab ho skty hain or os main apna profit lay skty hain jis main hum apni trade confirm kar skty hain or os main acha profit lay skty hain.

                                Click image for larger version

Name:	trend line romank.png
Views:	1
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12333825
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X