money management = secure account

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management = secure account
    forex trading main aghr ap apna account save rakhna chahty hain tu apko money management k sath apni trading karen apny account ki safety k liye apkpo planning k sath trading karni chahye jis se ap kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain forex main money mangement aghr ap qaim rakhna chahty hain tu apko small ,lot k sath tarde krni hogi or apni trading main stop loss ka use krna zarori hota hai jub ap har trade main stop loss ka use karengy tu apko loss bhi kam se kam hota ha tu hmain aghr forex main kamyab hona hai or account save rakhna hai tu ap money management k sath apni trade karen ap achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: money management = secure account

    Money management aik aisa tool hai ko kisi bhi business ko kaamyab kernay mai sub say ziada madad daita hai. Forex trading ho ya koi bhi conventional business ho jab takk money management nahi hoti tab takk business mai kaamyabi bhi aik risk pay hoti hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay woh apnay business ko safe rakh sakain aur achi earnings continue haasil kertay rahain. Money management aik aisa tool hai jiss say investment, account balance, profits, earnings aur withdraws sub ko he manage kia jata hai. Forex trading mai traders ko money management ko baqayda seekhna hota hai.

    Demo trading account mai traders money management seekhtay hain. Money management seekhnay ka Matlab Forex trading kertay huay apany account balance, equity, margin aur free margin ko iss tarah utilize Kerna kay lot size aur trading pair ya commodity ki price ka tawaazan bhi barwaraar rahey. Agar aik trader inn sub cheezoo ko manage ker kay trade open kerta rahey tou usay kabhi bhi kisi trade mai aisay loss ka khatra nahi rehta jiss say uss ka account he unsecure ho jaey. Forex trading kay liye traders ko apnay account kay balance ko her waqt mai nazar mai rakhna chaiye. Trading accounts kay profits ko withdraw kernay kay liye planning bhi money management mai he count hoti hai.

    Forex trading mai jitni achi aur strong money management ki jaey utna he traders kay account ki safety rehti hai aur safe account say achi trading aur continuos earnigs hoti rehti hai. Traders ko forex ko time pass kay liye nahi aik proper business kay tore pay he kerna chaiye aur proper source of income bana kay kaam kerna chaiye
    • #3 Collapse

      Re: money management = secure account

      exactly dear Forex trading mein money management basically both important role have Forex trading mein iska kyunki Forex mein working Karne wale members ko risk management ke sath sath apna account se keval rakhne ke liye money management ko properly execution karna hoti hai.
      Money management Kay basic fffactors-

      Forex trading main aapke basic factors money management ke small lot size ka use iske saath saath small leverage Forex trading mein working Karne wale members ko yah baat batao honi chahie ke Forex trading main aapke money management ke basic factors kya hai aap jab bhi apni Mani ko manage karna chahte hain to Forex trading ke UP basic trading rules ko learn Karen Forex trading mein aap kabhi bhi money management ke bagair apna account se kyon nahin kar sakte Forex trading mein sambhal lot apne account ke according liye aapko trade open karna iske sath sath aapko ismein free margin aur equity ko mind mein rakhna hota hai Forex trading mein marking Karne wale members hamesha behtarin working tab hi complete kar sakte hain jab Forex trading ke basic factors of money management ko properly follow karte hain mehnat lagane aur interest ke sath apne kam mein confidence ke sath apna work jari rakhte hain to Forex trading mein unka account se kyon rahata hai aur working bhi county New York sakte hain sambhal account wale members ko money management bahut jyada important hoti hai kyunki without money management Forex trading mein small rashes at the and Forex trading mein nuksan ke sath account varsh ho sakta hai isliye aapko hamesha best working karne ke liye money management ko properly follow karna hoga.
      • #4 Collapse

        Re: money management = secure account

        G han dear ye bat tu hai kay ap mony managmnet karnye wala kabhi nakam nhi hota hai tu ap ka kam hai kay ap mahnet kay sath acha kam karain per ap ka kam hai kay ap es mai money managmnet kay sath kam kartye hain tu ap ka account kabhi wash nhi hota hai jub kay zayda tar ap ka account safe rhata hai aur ap es mai acha kam kartye hain tu ap ko kafi faida daita hai tu achakam kamyabi ki zamnat hai jub kay ap mony maagmnet kay hisab say kam kartye hain tu ap ka faida he faida hai es mai kafi acha ho jata hai ager ap money managmnet kay hisab say acha kam kartye hain kiyu kay zaroor hota hai kay ap ka kam hai kay ap es mai apna balance safe rahta hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: money management = secure account

          Dear forex forum member ap na bohat he acha topic chose kia hai money management trading main bohat he zurarai hai kion ka jab tak ham money management nai Kary ka Ham apnay account ko kabi be secure nai Kar sakty.is lay sub SC paly ham na dakna hai ka hamary pas account main kitni rakam available hai pher us ko Dak Kar ham na planning karni hai ka ham na kitni trade open karni hai age to hamary pas zaida balance hai hai pher to Ham Bari lot use Kar ja acha profit lay sakaty hain or agr to hamary pas balance Kam hai to pher ham small lot use Kar ka minimum profit gain Kar sakaty Hain .is main ak bath or be hamy yad rakani ho ge ka ham na apna balance fifty percent use karna hai or fifty percent ham na backup ka lay rakna hai.phet ham na active mind ka sath trade open karni hai or achi Tara market ko chk Kar ka trade open karni hai pher regular market ko watch karna hai or agr to hamy profit ho Raha hai to Ham na apni trade ko closed Kar Dana hai long duration ka lay apni trade ko open nai rakhna hai is ka sath sath stoploss or take profit ko be use karna hai ye Dona chesy money management main athi hai or hamary lay bohat best Hain .take profit or stop loss ko hamy regularly istamial karna chay or apni money's ki save karna chay.kion ka trading ke market bohat fast movement Karthi hai or is main agr to tawaja SC Kam nai Kary gay to ap loss ho Jo ap ke money ko khatam Kar day ga .is lay zuy hai ka ham achay taraky SC soach samajh Kar trade open Kary.
          • #6 Collapse

            Re: money management = secure account

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
            forex trading main aghr ap apna account save rakhna chahty hain tu apko money management k sath apni trading karen apny account ki safety k liye apkpo planning k sath trading karni chahye jis se ap kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain forex main money mangement aghr ap qaim rakhna chahty hain tu apko small ,lot k sath tarde krni hogi or apni trading main stop loss ka use krna zarori hota hai jub ap har trade main stop loss ka use karengy tu apko loss bhi kam se kam hota ha tu hmain aghr forex main kamyab hona hai or account save rakhna hai tu ap money management k sath apni trade karen ap achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain..
            Yes dear aapki baat bilkul theek hai agar Ham Apna account secure Rakhna Chahte Hain To Ham Ko money management ke rules and regulations ko follow karke apni trading ko Jari Rakhna Hoga Jab Ham money management ke rules and regulations ko Apne mind Mein rakhkar trading Karte Hain To isase Hamara account bilkul mahfooz rahata hai aur Hamara account kabhi bhi wash Nahin Hota money management ke bare mein Kuchh important information main aapse share karta hun jisse aapka knowledge increase hoga aur aap se fayda Hasil kar sakte hain.


            Money Management:
            Money management se Murad yah hai ki aap Jab trading karne Lagte Hain aur koi bhi trade Lagate Hain To usmein aap ki lot size ki selection aapke account balance ke hisab se honi chahie no doubt aap Jab lot size select to is per aapka profit aur nuksan depend kar raha hota hai jitni Badi lot size Hogi itna hi jyada profit ho sakta hai aur Itni hi jyada nuksan ke chances bhi ho sakte hain.


            Depends upon account Balance:
            Jab ap lot size select kar rahe hote hain to yah totally depend kar raha hota hai aapke account balance per Agar aapka account balance jyada hai usmein agar aap lot size Jyada bhi select kar lete hain to aapko Itna Jyada nuksan Nahin ho sakta Kyunki aapka account is condition Mein Hota Hai Ki vah Kuchh nuksan bardasht karne ke bad bhi wash Na Ho aur Market Dobara aapke favour Mein a Jaaye lekin Agar aapka account balance Thoda Hai To agar aap lot size Jyada select kar lete hain to vah usko bahut jaldi wash Kar Degi.


            Depends upon Different commodities:
            Dear aap ki information Mein izafa karne ke liye ek aur important Baat aapko batana Chahta Hun Ki Jab aap Lot ka size select karne Lagte Hain To yah aapke currency pair aur commodities per bhi depend kar raha Hota Hai. Iski explanation kay liye ap kuch commodities or currency per selection esy kr sakhty han


            Lot size on Crude Oil and Gold:
            Jab aap crudoil aur Gold per trading kar rahe ho aur aapka account balance 50 US dollars Se Lekar 100 US Dollars tak hai to aapko Hamesha lot size 0.01 hi select Karni chahie agar aap is lot Badi select Karenge to vah aapke account ke liye dangerous ho sakti hai.


            Lot size on silver:
            Agar aap silver per trading kar rahe hain aur aapka account balance 50 US dollar Se Lekar 100 US Dollars tak hai to aap lot size Hamesha 0.25 Se Jyada select na Karen ismein aapka account bilkul secure rahega.


            Lot size on Currency Pairs:
            Dear jab aap different currency pairs per trading kar rahe Hote Hain To usmein Agar aapka account balance 50 US dollar Se Lekar 100 US Dollars tak hai to usmein aap chahie ki aap 0.05 ki lot select Karen.
            • #7 Collapse

              Re: money management = secure account

              g dear ap nay sahi kaha hum logo ko forex trading mai agr hum log apnay account ko secure kar na chaty hai tu hum logo ko trading mony management kay sath kar ni chahea ku kay rules ko follow kar na chahea or planning kay sath trading kar ne chahea is may ap ko profit kay chance zayada ho ty hai or loss kay chance km hoty hai or money management agr ap ko loss ho bhi jay tu ap ka account wash nhi hota or ap ko bary loss ko face nhi kar na par ta is lea ap agr new member bhi hai tu samll lot ka istamal kary apni trade mai or money management ka istamal kary apni trade mai or kosis kary kay ap log trading say phly market ko achy say analysis kar lay ya ap ko faida day ge or jit na ho sahk ta hai trading ka knowledge zayda say zayda gain kary ap is tarha trading mai expert ho sahk tay hai or ap ko loss bohat km ho ga or ap kau pass profit kay chance zayada hoty hai or ap achi earning hasil kar sahk tay hai
              money management
              is main ap ko asy trade karni hoti hai kay ap ka account salamat rahy or ap loss mai bhi bara uqsan bardash na kar na pary or ap ka account wash na ho pay is lea small lot kay sath trade kary or trade kar tay howy stop loss ka use kary
              • #8 Collapse

                Re: money management = secure account

                hamy forex ke market mai money management kar ky kam karna ho ga then hum kam kr ky earn kar saky gy hamy soch samj kar kam karna ho ga then hum kam kr ky earn kar saky gy forex aik legal or kabe be band na hony wala business hain hamy market mai lot laga kar kam karna ho ga then hum kam kar ky agy bar saky gy forex mai hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy forex aik amm business jasa nahi hain hum is mai part timebe kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kair sakty hain is mai kam karn ky liye hamy kise be office mai jny ke need nahi hte forex ko samjna aik din ka kam nahi hai hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hai nto hamara account band ho jy ga forex aik legal busienss hain hum is mai mahnet karty ha to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex mai hum agar kam karty howe mistke kar dety hain to hamara account blcok ho jy ga hamy is mai mahnet karne ho ge forex aik asa business hain j hamy learning be deta hai or hamy earning be deta hai nhum is mai strugle karty hain to hamy kamaybe hasal h jy ga hamy soch samj kar kam karan ho ga forex aik wrld wide or kabe be katem na hon wala acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: money management = secure account

                  forex trading main kamyab hony k liye zarori hai k ap money management k sath apni trading karen q k jub ap money management k sath apni trade karengy tu ap forex main boht achi trading bhi kar skty hain or loss se bhi bach skty hain forex main money management esi liye ki jati hai ap apny account ko save rakh kar apni trading karty rahen q k jub ap money management ko ignor karty hain tu ap kbhi bhi apny account ko save nahi rakh skty hain q k apko forex main jub loss hota hai tu apka account bhi wash ho jata hai es liye apko apni trading main un factor ko avoide krna hoga jis se apko loss ho skta hai money management k liye apko apni trading main
                  1: Small risk factor:
                  forex trading main achi trading karny or apny account ko save rakh skty hain q k apki trading main jitna risk hota hai otna he apko loss hony k chances hoty hain apny profit ko kam set karen ta k apko jaldi market apka profit de skay
                  2: Set lot size in every trade:
                  forex trading main apko apni har trade main stop loss ka use karna chahye ta k apko expected loss ho or apka account secure ho skay forex main apko zyda loss tab he hota hai jub ap apni har trade main stop loss ka use nahi karty hain forex main apko har bat par apny account ko save rakhny ki traf dehan dena hoga jis se ap kamyab trader ban skty hain



                  Click image for larger version

Name:	money management.png
Views:	2
Size:	72.9 کلوبائٹ
ID:	12329255
                  • #10 Collapse

                    Re: money management = secure account

                    bhai jan ap ny boht achi bat kahi hai forex trading main aghr ap apna account secure rakhna chahty hain tu apko apni trading main money management ka khayal rakh kar apni trading kar skty hain forex main aghr ap kamyab hona chahty hain tu apko apni trading main risk ko manage kar k trading karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main apko apni trading main aghr risk ko manage kar k apna kam krna hai tu hmain apni trading main small lot k sath apni trading karen jis se apki trading main risk kam hota hai or apni trading main risk bhi kam hota hai es liye small lot k sath apni trade karen or apni trading kar k kamyab ho skty hain or forex main money management k sath trade karny main he ap successful ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main kamyab trading k liye apko mahnat se kamyab hona hoga jub ap mahnat karengy tab he ap forex main achi earning kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: money management = secure account

                      aoa dear members. forex me trading rkty hoey hamain bht si bato ka khayal rakhna parta hia jin me sy money management bht ek bht powerful and strong technique hai. agr hamary acount me raqam kam hia to hamain trade bhe small lot p krni cheye asa ni hona cheye k hamary acount p raqam hi itni nai hai aur ham ny big lot p trade ker di hia jis sy apky acount me money bilkul khatam ho jaey gi aur ap mazeed trade ni9 kr sakain gy, aur asy risk me failure k chances bhe bht ziada hoty hian ap ko loss ho jany ki sorat me dobara sy investeent dalni pary gi, bht sy log dekhhyy gay hain jo jaldbzi ya emotional ho kr ghlat trade kr bethty hain jis sy unko bhari nuqsan ka samna krna parta hia so dear friends ap jab b trade krain apny acount me balance ko dkeh k krain aur money management ki technique ko applynkrna kabhi b na bhooly chahy ap ky acopunt me money ziada hi q na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: money management = secure account

                        Forex trading mainagar aap apna acoount safe rakhna chahtay hain tu aap ko money management k sath apni trading karain apnay account ki safety k liye aap ko learning k sath trading karni chahiye jis sa aap kamyab ho saktay hain aur achi trading kar saktay hain trading main stop loss ka use karna zarori hot hai jab har trade main stop loss ka use karian gay tu aap ko loss bhee kam sa kam hota hai money management seekhnay ka matlab forex trading kartay howay apnay account balance equity margin aur free margin ko is tarha utilize karna k ah lot size aur trading pair ya commodity ki price ka tawazan bhee barkarar rahy agar aik trader in sab cheezoun ko manage kar k tade open karta rahay tu usay kabhi bhee kisi trade main loss ka khtra nahi rahta.
                        • #13 Collapse

                          Re: money management = secure account

                          Dear forex friend money management kisi bhi business may ake kamyab tareen tool samjha jata hay.forex trading may traders trading karney Kay liye hameshs rules and regulations Kay mutabiq appni strategy aur planning ko tarteeb daytay hay phir Forex trading may survival position liye Koi na koi mangement ksrtay hoye trading kartay hay.forex trading may money management ko bunyadi hasiyat hasal hoti hay.agar aap money management kartay hoye trading kartay hay to appko khabhi bhi trading Kay doraan mushkil nai hoti hay.achay traders money management ka khyal rakhtay hoye trading may commodities aur lot size ki selection kartay hay . Agar trading may trade open kartay hoye traders apnay account ko bhi dekhty hoye lot size select kartay hay to iss time unki money management ki skills nazar ati hay.forex trading ake aysa business hay jiss may app ko risk lena parta hay.app ko Agar trading ki learning aur information hoti hay to hi app Koi bhi mangement ko behtareen tareekay say bna kar apna Kam asan aur successful kar saktay hay.forex trading may haumay apni abilities ko improve karna chahiye takay haumay daily basis pay trading karney may knowledge aur information milti rahay.jab haum trading kartay hay aur lot size bara Kar Kay trede place kartay hay to Agar appkay account may balance zayada majood hay tou app ko Agar koi nuksaan hota hay bhi tou appkay account Kay balance pay zayada effective nai hoga nuksaan magar jab appkay account may balance hi Kam mojud hay tou appko loss ki soorat may account wash honay ka khatra bhi hota hay.huamay forex trading may appni learning ki hamesha increase kartay rehna chahiye aur market ki movement aur trends Kay mutabiq apni trading may money management Kay sath Kam karna chahiye phir hi kamyaabi hasal hoti hay.forex trading may traders ko bohut zayada patience Kay sath trading karni chahiye.aur apni trade ko open kartay hoye money management lazmi Karay uss say appko faida hi hoga lehaza forex trading may money management Kay bagair Kam karna bohat mushkil hota hay haumay trading may achi earning hasal karney Kay liye mehnut kerni chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: money management = secure account

                            Assalam o alikum!fr=orex trading main aghr ap apna account rakhna chahty hain tu apko apni trading main money management ka khayal rakh kar apni trading kar skty hain forex main aghr ap kamyab hona chahty hain tu apko apni trading main risk ko manage kar k trading karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main apko apni trading main aghr risk ko manage kar k apna kam krna hai tu hmain apni trading main small lot k sath apni trading karen jis se apki trading main risk kam hota hai or apni trading main risk bhi kam hota hai es liye small lot k sath apni trade karen or apni trading kar k kamyab ho skty hain or forex main money management k sath trade karny main he ap successful ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main kamyab trading k liye apko mahnat se kamyab hona hoga mahnat tab he ap forex main achi earning kr sajty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: money management = secure account

                              Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy. Market Mein apne business ko acche se chalane ke liye fayda Hasil karne ke liye zaroori hai ki Iske rules ko follow kiya jae aur Money management To Aisa Ek Rule Hai Jisko Hamesha follow karna chahie money management ka use karke hi bahut Sare members ko fayda hua hai aur jo iska use Nahin Karte Shayad vah loss main bhi ja rahi hun lekin money management ka use Karke hmara business secure rehta hai. Money management ke bahut se benefit hain. money management ka Agar Ham use karte hain to isase Hamara account safe rahata hai aur ham ismein Kisi bhi pareshani ke bagair trading kar sakte hain jo ki bahut hi jyada faydemand hai. Money management ka use Karke Ham profit Hasil karne ke chances zyada Rakh sakte hain aur isase loss ke chances bahut hi jyada kam ho Jaate hain. forex aik aisa business hai Jisme Agar ise Samajh Kar kam kiya jaaye To Ham ismein Jyada Se Jyada earning Hasil kar sakte hain unlimited earning Hasil kar sakte hain lekin Agar Ham Iske rules ko follow Nahin Karenge To Ham ismein kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte aur loss Ka Shikar ho sakte hain.THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X