Re: Loss recover kesy kia jata hay?
Dear Friends Forex mein Hamesha soch smjh ke har trade lagani chahye kyun ke agr big loss ho jaey Tu usey recover krna boht Mushkil he Tu us se acha he ke pehle se account management ko Barqar rkhna chahye
Forex trading mai loss recover kernay kay liye sub say pehli jagah ya nursery demo account hota hai Junior ya new traders ko instaforex ka minimum 100 dollar balance wala account banana chaiye takay real trading say qareeb tareen balance say he practice ki jaa sakey aur phir traders ko sirf aik koshish he kerni chaiye kay uss balance ko iss tarah trading mai use karain kay woh balance kamm na ho. New traders ko apnay liye aik time select kerna chaiye aur trading ki lots ka total figure makhsus ker laina chaiye kay kitni trades kerni hai aur total trading volume kia hona chaiye phir uss kay mutabiq demo trading shuru kerni chaiey takay woh sirf apnay balance ko safe rakh kay trading ki practice karian. Aur apany balance ko apnay trading volume aur total lots ko achieve kernay takk 100 dollars say Kamm bilkul na honay dain. Aisay trader jab practices kertay hain tou unhain apna account safe rakh kay trading ki practice ho jaati hai jo real trading mai unn kay bohat kaam aati hai aur AP ki learning jitni achi ho gi AP ko utna zyda faida ho ga aur AP ka loss bhi utna Kam ho ga daily Hamesha soch smjh Kar aur learn Kar ke trade lagaen

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим