Ham forex market mein kesay trade kar sakty hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ham forex market mein kesay trade kar sakty hein?

    Chidiya bilkul aapkiGTR aapki baat bilkul theek hai ki Forex mein trading karna bahut hi mushkil kam hai khaas aur per junior hazrat ke liye kyunki wo new new ise kam mein hote Hain to vah sabse pahle training na Karen balki apne Hi Sina se rahata Karen Sina se raabta karne se unko bahut jyada information mil sakti hai
    tu jab hamare pass trading ki mukmmal maloomat hogi acchi se acchi maloomat hogi to fir Ham ko trading karni chahie agar maloom baat nahin hogi to fir Ham ko trading nahin karni chahie agar Ham ne Mal matke bugari trading Kari to hamen nuksan ka samna karna pry ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ham forex market mein kesay trade kar sakty hein?

      Forex my kimat rate karne ke liye aapke pass Aap Ka punsah Sona bahut hi jaruri hai isliye aapko chahie Apna bonus level use Karen aur apne bonus ko increase Karen agar aap apne bolo score increase Karenge to aap Usi bonus ki base per apni trading college or trading se jo profit aaega aap usko withdrawal Karva Sakoge isliye aapko chahie Yahan per Apna Kam Karen aur Apna Kam Karke mehnat Karke Apna bonus level improve Karen agar aap Sapna bonus improve Karenge to aapko kamyabi Hasil Hogi so it's Ham Sab Ko Dil Laga kar Apna Kam karna chahie Dil lagakar Apna Kam Karne Mein Hamara bahut hi advantage hai so Ham Sabko Apne time par Apna Kam karna hoga Agar Ham Sab Apne time par Apna Kam Karen aaenge to definitely Hamen kamyabi Milegi so Ham Sab Ko Dil Laga kar Apna Kam karna hoga Dil Laga kar apna kam karne mein Hamari kamyabi hai so hamen bhi Apne time per Apna Kam karna chahie aur mehnat Karke apna Kam karna chahie Agar Ham Sar mehnat ke sath Apna Kam Karenge To Ham Kamyab Honge so isiliye Hamen Dil Laga kar kam karna chahie aur Apna bonus improve karna chahie Agar Ham Sapna bonus improve kar lenge To isase Hamen kamyabi Hasil Hogi so Dil lagakar kam Karen aur Apna confidence level increase karne ki koshish karen aur aap sab Yahan per Apna Kam Apne Timepass Karoge To definitely aapko kamyabi milegi so Ham Sabko Yahan Per Dil Laga kar kam karna hoga
      • #18 Collapse

        Re: Ham forex market mein kesay trade kar sakty hein?

        Forex trading mein hamen trading us waqt karni chahiye jab market ki taraf se hamen ache aur strong signals hasil ho rahe ho aur is tarah se forex mein ache aur strong signals se ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex mein ache aur strong signal hasil karne ke liye market ka acha our strong analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur zyada se zyada forex market mein hamen apna time invest karna chahie kyunki forex market mein ham jitna zyada apna time invest karenge forex mein hamen utna hi knowledge hasil hoga our forex main ache knowledge se hum achi trading kar sakte hain aur acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain lekin forex trading main hamen begair market analysis ke trading nahin karni chahie jisse forex main hum achi trading nahin kar sakte aur forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai aur forex main achi trading ke liye our market ke ache analysis ke liye achi learning ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work aur trading se pahle hamen apne experience our knowledge ko bhi jitna ho sake increase karna chahie aur forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie kyunki forex mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai aur forex mein apne bonus account ko safe rakhne ke liye hamesha trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex main hamara bonus account wash hone se bach sakta hai.
        • #19 Collapse

          Re: Ham forex market mein kesay trade kar sakty hein?

          assalamualaikum member ji ha to agar aap aap new hain aur Forex trading ke mutaliq Jyada knowledge Nahin rakhte hain aur aap Forex trading karna chahte hain aur ek Achcha profit Hasil karna chahte hain aur aapko Nahin pata ki aap Kis Tarah Se trade lagakar Ek accha profit hasal kar sakte hain to Aap Hamare is post ko complete padhen sabse pahle a to Jab aap Forex trading Mein inter karte hain to aapko Forex trading ka account banana Hota Hai real account aur demo account Ek Sath banana Hota Hai Uske bad FIR aap demo account ko use karna Hota Hai aur Forex trading ka knowledge Hasil karna Hota Hai Jab aap Forex trading ka basic knowledge Hasil kar lete hain Jaisa ke stop loss take profit pending order analysis time frame chart support resistant etc to Uske bad aapko iska experiment demo account ke upar karna padta hai ki aapane jo knowledge Hasil kiya hai kya hua knowledge aapko fayda De sakta hai ya fayda nahin De Sakta Jab aap use Dam account ke upar test karte hain aur vahan se aapko acche results Milte Hain To Uske bad FIR aapka real account mein investment Karke real account Par trade Laga sakte hain.Or zyada experince hasil krny k liy ap ko zyada sy zyada practice ki zrurat b darkaar ho gi zyada hard working sy ap me zyada kableat b ay gi ap aik achy trader k tor py ubren gy or ap ko is kaam me maza b ay ga k jab ap achy bonus hasil kr paen gy or ap ko zyada sy zyada profit b isi cheez sy mily ga.Apny kaam me aik nikhar paeda kren k jo sab ko psand ay.
          • #20 Collapse

            Re: Ham forex market mein kesay trade kar sakty hein?

            Forex market mein Ham tab hi trading kar sakte hain jab hamare pass market ke related information Ho hamare analysis strong Ho jab tak hamare analysis strong nahin Ho jaate tab tak Ham acchi aur successful trading mein nahin kar paate agar Ham Forex mein kamyabi hasil karna chahte hain acchi aur successful trading karna chahte hain to iske liye hamen mehnat aur learning ki zarurat hoti hai jab tak Ham mehnat nahin kar lete apne learning ko improve nahin kar lete tab tak Ham Forex mein kamyab bhi nahin ho sakte to hamen chahie ki Ham hamesha mehnat learning ke sath apna Kam Kare apna Kam 1 responsibility samajhkar Karen Jo log mehnat nahin karte vah kamyabi hasil nahin kar sakte market ko samajhna har kisi ke bus ki baat nahin hai vah log market ko acche se samajh lete Hain Jo market mein apne analysis ko strong banaa lete Hain jab Ham apne analysis ko strong banaa lete Hain to Ham market se acha response hasil karke acchi aur successful trading bhi kar sakte hain to hamen chahie Kya hamesha mehnat ke sath kam Karen kabhi bhi trading karte hue jaldbazi na Karen agar Ham jaldbaji ke sath reading karte Hain account balance se zyada lot size ka use karte hain to Ham kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte agar hamen trading karna nahin aata to hamen kabhi bhi khud se trading nahin karni chahie sabse pahle dam ho kaun sa use karna chahie use per practis karke hi Ham real mein acche aur successful trader Ban sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Ham forex market mein kesay trade kar sakty hein?

              Dekhein frndz ap k paas trading k liye jo sb se important bt ha wo ha practice. Ap ka paas practice achi honi chaiye jitni ziyada practice ap k paas ho gi ap utna he acha work kr skein ge forex pr so achi earning ap k Kam pe depend krti ha k ap forex pr kitna Kam krte hein apna Kam mehnat k sth krien dil lga kr forex mein Kam krein ise ap apni job smjein jis trah job k liye bnda roz jata ha or bot sari mushkilat hoti hein agr ap forex ko apni job k sth compare krein to forex kahin ziyada better ha mtlb a forex k liye na he koi jugha makhssoss chaiye jahan ap Kam krein ise ap kahin b use kr skte hein or na he time requires ha ap forex ko jb chaiyen use kr skte hein chaye subha krein Chae rt ko Lakin ap ise time lazmi dein ap ise jitna ziyada time dein ge ap ko utna ziyada bonus mile ga jise ap trade mein invest kr k acha bonus hasil kr skte hein dekhein jb b trade lgayn to ap ko chaiye k pehle market ka analysis krein us k badh trade lgayn trading k liye ap k paas knowledge ka hon about lazmi ha ap pehle knowledge hasil krein us k badh trade ka sochein or ziyada risk b na lein jese gold pr trade krna gold pr trade k liye lazmi ha k ap ka balance jo ha wo strong ho ziyada ho tb he ap metal or trade kr skte hein Thank you.
              • #22 Collapse

                Re: Ham forex market mein kesay trade kar sakty hein?

                assalamu alaikum dear friend forex market mein agar trading karni hai to aapke pass experience or knowledge hona bahut zaruri hai agar aapke pass trading ka experience or knowledge hoga to aap aur ek mein unlimited earning kar sakenge apne experience or knowledge ke sath market ko acchi tarah hai analyses Karen soch samajh Kar aur money management ke sath trading Karen money management ke sath trading karenge to aapka account bhi safe rahega aur aap achha profit hasel kar sakenge isiliye Forex trading mein agar apni trade ko successful banana hai tu soch samajhkar market ko acchi tarah analysis Karen jaldbazi se nahin jaldbazi se trading karenge to aapko sirf loss hoga aur aapka account wash ho sakta hai isiliye agar apne account ko safe rakhna hai forex mein apne experience or knowledge ke sath market ki movement ko samajh Kar market ko acchi tarah analysis karke trade open Karen aur kam lot use Karen zyada lot size trade open karenge to risk bhi zyada hoga aur aapka account wash ho sakta hai apne account ko safe rakhen money management ke sath trading Karen aur soch samajh Kar jaldbazi yah tuky ke sath trading na kare
                technical analysis Karen aur apni trade open Karen Taki aap Jo trade open Karen usse aapko bahut accha profit ho aur aap Forex trading mein kamyab trader Ban sake mehnat Karen aur kamyabi hasil karne ki koshish karen ek kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai mehnat karke kam karenge to unlimited earning kar sakenge Forex online business hai ismein wahi log kamyab hote Hain Jo mehanti hote hain mehnat karke acha profit hasil karte Hain
                • #23 Collapse

                  Re: Ham forex market mein kesay trade kar sakty hein?

                  forex market main trading karna bohat mushkil hai new juniors kay lea kayun kay yei aik aisi market hai jis main ham bgair knowledge kay kam nahi kar skaty hain hamry pas iska bohat sar knowledge hona chaea phir hi ham is main kam kar skae gay or hamen isko shru karny say pahly hamry pas itni amuont ho ky ham is main kam say kam risk lay saken or jitna ham is main kam risk len gay ham is main kamyab hon gay is lea hamen is main kamyabi kay lea hamen chaea kay ham kisi senior say contect main rah kar kaam karen or jitna ho skay is main pahly apna experience bharhaty jain ta kay ham bhe dosry seniors members ki tarha aik kamayb tarader ban jain or kam karen.
                  • #24 Collapse

                    Forex market mein safe trading ke liye sabse pehle apna proper risk management plan banayein aur har trade par stop-loss lagana na bhoolein. Market ke trends aur news ko samajhne ke liye technical aur fundamental analysis ka use karein. Hamesha apne trading capital ka chhota hissa (2-3%) hi risk mein daalein aur overtrading se bachein. Achi trading strategy develop karein aur sirf wahi trades lein jo logically justify ho sakti hain. Apne emotions ko control mein rakhein aur patience ke saath disciplined approach apnaayein.
                     
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Forex market mein safe trading ke liye sabse pehle apna proper risk management plan banayein aur har trade par stop-loss lagana na bhoolein. Market ke trends aur news ko samajhne ke liye technical aur fundamental analysis ka use karein. Hamesha apne trading capital ka chhota hissa (2-3%) hi risk mein daalein aur overtrading se bachein. Achi trading strategy develop karein aur sirf wahi trades lein jo logically justify ho sakti hain. Apne emotions ko control mein rakhein aur patience ke saath disciplined approach apnaayein.
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X