Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.
    Dear brother is market Mein kam karne ke liye Humko market ke friend ke hisab se Chalna hota hai agar market uptrend Mein Ja Rahi Hai To Humko ismein Aisi trade Lagan chahie jismein Humko market ki movement ke hisab se fayda hota Rahe Magar is market Mein Ham friend ko kaise find kar sakte hain uske liye hamare pass Kuchh indicators available Hote Hain jinko Ham use Karke is market Mein trade Laga sakte hain aur sabse best indicator moving average hota hai Jisko Ham use karen to Humko Kafi jyada fayda ho jata hai moving average ko use karne se Hamara yah fayda hota hai ki yah legging indicator hota hai aur yah market Ke Piche Piche chal raha Hota Hai is Humko market ka train confirm hone ke bad single Diya jata hai ismein aap Jab Bhi trade Lagate Hain To aapko ismein achha profit ho jata hai market aapko Jab signal deti hai to aap ismein trade Laga sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

    Dear friend forex trading men trend is our friend hota hey aur jo log trend ko follow kartay hen woh zaroor acha profit kama letey hen lekin jo log trend k opposite trade laga detey hen unn ko bara loss ho jata hey ya account wash ho jata hey iss liay agar trade ko kamyab banana chahtay hen tu phir trend ko samjhnay ki koshish karen aur jab market ki movement bahut slow hoti hey tu trend ko samjhna mushkil hota hey aur jab market ki movement fast hoti hey tu woh aik trend k sath lambi movement karti hey aur uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen aur trend ko samjhnay k liay market ka mukamal analysis karen aur trading chart se help len aur candles ki movement k sath signals ko follow karen tu zaroor trend ko trace kar saktay hen aur phir achi trading kar k kamyabi hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: khurram078 پيغام ديکھيے
      Dear brother is market Mein kam karne ke liye Humko market ke friend ke hisab se Chalna hota hai agar market uptrend Mein Ja Rahi Hai To Humko ismein Aisi trade Lagan chahie jismein Humko market ki movement ke hisab se fayda hota Rahe Magar is market Mein Ham friend ko kaise find kar sakte hain uske liye hamare pass Kuchh indicators available Hote Hain jinko Ham use Karke is market Mein trade Laga sakte hain aur sabse best indicator moving average hota hai Jisko Ham use karen to Humko Kafi jyada fayda ho jata hai moving average ko use karne se Hamara yah fayda hota hai ki yah legging indicator hota hai aur yah market Ke Piche Piche chal raha Hota Hai is Humko market ka train confirm hone ke bad single Diya jata hai ismein aap Jab Bhi trade Lagate Hain To aapko ismein achha profit ho jata hai market aapko Jab signal deti hai to aap ismein trade Laga sakte hain.
      Yes dear ais market mai trend ko samjhna bahot hi zarori hai ap ne agar aik trade lagani hai to aus k liay hum ko chart ko read karna ho ga aus k baad ap ais market mai trend ko samjh jaty hai to ap ko ais market mai trade karni hoti hai ais market mai ap ko trend ko dekh k kaam karna hai to ap ko ais market mai trend ko samjhny k liay pattern dekhna hota hai ais market mai ap ko pattern ko dekhna hota hai ais market mai ap ko pattern ki confirmation mily to ap ko ais market mai trade tab karni hoti hai jab ap ais market mai achi planing kar ley ais market mai ap agar ne indicator ko use karna hai to aus mai ap ko learning indicator se trades achi milti hai magar kai dafa aus par fake signal aa jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

        G bhai is market mein kamyabi wohi trader hota hai jo market k trend ko dekh kar trading karta hai aur forex market aik aisi online market hai jis mein jis mein trend ko find out karna bahut mushkil hota hai kyun k market par kafi sary factors asar andaz hoty hain jin ki waja se market ki movement mein variation hoti rehti hai aur agar ham ne is market mein kamyab hona chahiye tu hamary technical analysis strong hony chahiyn aur technical analysis karny k liye sab se pehly hamyn candlestick patrren seekhna pary ga aur hamyn har candle ki shape aur us ka market ki movement meim kya signal hota hai ye pata hona chahiye aur is k ilawa hamary pass kuch technical indicators hain jin ko use kar k ham market ka trend maloom kar sakty hain jaisy miving avrage hai aur RSI indicators hai aur bhi bahut sary achy indicators hain jin ko ham chart mein use kar k apni trading strategy k mutabiq different time frame mein use kar k market ka trend maloom kar sakty hain aur ap ne suna hoga k trend is friend tu hamesha trend ki favour mein tardes open karyn aur planing k sath aur trend ko samjh kar trading karyn tu apko acha profit mily ga air ap aik achy tarder ban jayn gy
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

          G han dear ap market kay trend ko follow krtye hain tu market ap ko faida daitye hai ap ka kam hai kay ap nay asani kay sath market kay trend ko samjhna hai tu ap ka kam hai kay ap market mai daikh kay kam.karain aur ap ka kam hai kay ap es mao histry kay hisab say kam.kartye hain tu ap ko market mai samjh a jatye hai tu ap ka kam hai kay ap forex market mai kam.kartye hain tu ap trading mai mt4 use kartye hain jub kay us mai ap ko kafi asan ho jata hai market ki samjh rakhna aur ap ka kam hai kay ap market mai news ko read kiya karain ager ap es tarha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai jub kay ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap trend ko follow kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap hamesha trend line ko follow kar kay he trade lagain ta kay bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jain tu acha kam achi kamyabi ki zamant hai
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

            dear forex market ko samjhny ka asan method yehi ky ky ap forex market ko learn karain jab ap ko is kay bary main achi tara say information aa jati hai tab ap ko demo account main experience lainy ky lea practice karni parti hai aur real experience ap ko practice karny say he milta hai kyon ky sirf knowledge ki bina par ap forex main kamyab nahi ho skaty hain ap ko practice ki bhi need hoti hai phir he ap ko forex main earning milti hai app ki bat bhi thek hai ky forex market main ham indicator say help lay sakty hain mager indicator ya koi bhi method ap ko tab tak ach earning nahi daita ha jab tak ap us main achi tara say practice nahi karain gay is lea ap ko forex market main practicaly kam karny ki 100 percent need hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

              Asalam o Alikum dear Forex friends and dear members umeed karta hon kay ap or ap kay ghar waly sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha is jesa koi bhi business nai ha is main jitni mehnat say kam kareey gay is main success ho sakeen gay Forex main hammy dil laga kar or mehnat say kam kareey gay Forex pa ham achi trading kar kay is say achy results gain kar sakteen han is pa success ki pehla step education ha is ko ham samjh kar he agar pehly step ko understand karny main kamyaab rahy to is say acha profit gain kar sakeen gay or agay anay waly tamam tar seteps main hammy koi bhi parshani ka samna nai karna parry ga is market main hammy bahut sari mehnat ki zarorat ha ta kay is kay trends ko asana say samjh sakeen
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: khurram078 پيغام ديکھيے
                Dear brother is market Mein kam karne ke liye Humko market ke friend ke hisab se Chalna hota hai agar market uptrend Mein Ja Rahi Hai To Humko ismein Aisi trade Lagan chahie jismein Humko market ki movement ke hisab se fayda hota Rahe Magar is market Mein Ham friend ko kaise find kar sakte hain uske liye hamare pass Kuchh indicators available Hote Hain jinko Ham use Karke is market Mein trade Laga sakte hain aur sabse best indicator moving average hota hai Jisko Ham use karen to Humko Kafi jyada fayda ho jata hai moving average ko use karne se Hamara yah fayda hota hai ki yah legging indicator hota hai aur yah market Ke Piche Piche chal raha Hota Hai is Humko market ka train confirm hone ke bad single Diya jata hai ismein aap Jab Bhi trade Lagate Hain To aapko ismein achha profit ho jata hai market aapko Jab signal deti hai to aap ismein trade Laga sakte hain.
                Yes dear aapki baat bilkul theek hai agar Ham market ko samajhna Chahte Hain To iske liye yah bahut hi Aasan Tarika hai ki market trend ko dekhne ke liye Ham ismein different Kishan Ke Jo indicators available hai unki madad Karen Kyunki Jab Ham Koi indicator istemal Karte Guidence Le Lete Hain To usse Humko bahut aasani ke sath market trend ko samajhne Mein aasani Ho Jaati Hai Aur yah Hamare liye bahut fayda ho jata hai aur FIR Ham Bihar se trading kar sakte hain isase Hamare nuksan bahut hi kam ho jata hai aur Hamari investment bhi bilkul Hai ful rahti hai aur ham to kamyabi Hasil hone ke chances bhi bahut jyada ho Jaate Hain Aap Jo information share ki hai main aapse bilkul aagree karta hun aapki post specially junior member ke liye bahut faydemand sabit Hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

                  Forex trading market main trendline ko understand karne ke liye aapke pass moving average aur trendline use karna important hai aap candlestick chart per trend line lagakar maloom kar sakte hoge trend kab change ho sakta hai aur trend bullish hai yah trend bare hai iske liye aapko trend line lagana ati ho draw karne ke liye aapko demo account mein mehnat karna hogi deer forest for remember aapko main ek baat batana chahta hun aapke pass agar technical and fundamental analysis sentimental combination information important hai aapko trading ke liye candlestick chart pattern mein stop loss lagana hai ek profit lagana hai aapko easy way choose karna hai jisse aapko trading ki easily samajh mein a sake aur aap apni profit earning ko double triple kar sakun agar aap apne capital ko safe rakhna chahte ho to aapko professional trading skills ko implement karna hoga taki aap ko clarify kar sakun
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

                    Jaiza: Yes dear aap k leay market k trends ko follow Krna aur Annalise Krna bot zarouri Hy jab aap trend ko follow krain gy to phr aap ko ye b pata chal Jay ga k market up main ja rahe Hy ya down main to jaisay he aap ko Annalise ho Jay k market kis traf has rahe Hy aur ap ko lagay k ap k leay ab sahe time Hy tow ap aus waqat trade shouro krain aus k Baad aap ke kamyabi shouro ho jai ge new par Nazar rakhain aur apnay ap ko cool down krnay k Baad he trading krain market ke analising aap ke jITNE ziyda ho ge autna he ziyda aap ke kamyabi k chance ho gay new sy madad lain seniors sy madad Lai. Ta k aap ko loss kam say kam ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

                      forex ma hamy market ke mkovement ko samj kar kam krna ho ga per he humk pasia kmaa saky gy hum is mai agar trend ko follow kr ky kamk ary gy to hamy kamaybe mkl jy ge hum kis maki agar tredn ko ignore kar dy gy to hamara account baned ho jy ga yai aik legal business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalac ban ky kam kary gyto hamy loss ho jy ga hum is ma agar tuka system sy kam kary gyto hamy loss ho jy ga yai aik legal business hain hum is mai emotions ko qabo mai rahk ky kam ary gy to hamy kmaaybe mil jy ge hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai aik amm b usiness jasa nahi hain hum is mai apny boss kud ap he oty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

                        Assalamu Alaikum dear friend is market Mein kamyabi Vahi hota hai jo market Mein train Ko Dekhkar trading karta hai aur forex market Kaisi online market Hai jismein jismein train ko find out karna bahut Mushkil hota hai Kyunki market per Kafi Sare factors hote hain jinki vajah se market ki movement hoti rahti hai aur agar humne is maarpeet Mein Kamyab Hona Hi chahie to hamare technical analysis problem hone chahie aur patni ka lene ke liye sabse pahle Hamen sikhana padega aur Hamen aur uska kya hota hai yah Pata Hona chahie sakte hain market cotton Maloom kar sakte hain jaise average hai aur RSS indicator hain aur bhi bahut Sare acche dikhte Hain jinko Ham chart Mein use Karke free trading strategy ke mutabik different time mein use kar ke market ka Maloom kar sakte hain aur aapane suna Hoga ke Trend is friend ID to hamesha trend ki favour Mein trade open karne aur planning ke sath aur friend ko samajhkar trading karen to aapko Achcha profit Milega aur ek aap ek acche tradable jaenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

                          Asalam o Alikum dear Forex friends umeed ha kay ap sab theek hon gay Forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha es jasa karoba kahi ai milna jis ma ham achi mahna karka acha profit hasl kar sakta han markit kab kis direction ma kam kar rahi huti ha markit ma hamy bohat zayada mehnat ki zarort huti ha achi kamyabi ka liya zyada mehnat ki zarort ha ham jab tak es ma acha kam nai kar sakta es ma kabi kamyabi hasl nai kar skata bohat sa log es ma jaldbazi karta han or aik bohat acha losse lata han es ka trand ko samjna asan nai ha agr ya itna asan huta to har koi is ma ameer huta es ma wohi kamyabi ka sath samj sakta ha jo es ma zyada sy zyada learning karta ha wohi kamyabi ka rast la sakta han aik online markit ma kam karna esi liya muskal huta ham es ma kabi bi ya nai kah sakta ka 100% markit na yaha move karna agr aik acha trader bi es bat ko sach nai samjta agr wo har trade ma asa kam karna lag jata han to es ma wo bohat kamyabi hasl kar lan or kabi bi on ko losse na hu
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

                            G ha dear jo ap nay bataya hain is say mujy bohat zayda help mili hain agar hum nay market ke trend ko samajhna hain to pahlay hamay us main zayda time spend karna ho ga tab he hum market ke trend ko samaj saktay hain hamay agar market kay hisab say is main tradind karni hain to hum is main kamyab ho saktay hain agar hum bagair kisi be experience kay is main kam karay gai to hum ko bohat zayda loss ho sakta hain is liya agar hum nay market main profet hasil karna hain to ko is main zayda say zayda practice karni chahiya pher agar hamay samaj main a jai to hum market mai kam kar saktay hain agar hum demo account per pahlay practice karni chahiya agar hum is main kamyab ho pai gai to hum market kay bohat acha profet hasil kar saktay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Market ke trend Ko samajhne Ka Aasan tarika.

                              Je ap ne trend ko identify karnay k hawlay se bohat hi important information share ki ha k ham moving averages jo different period ki use kar k jab woh crossover karain to os waqat trend ki clear honay aur identification ki taraf hamain isharah mil jata ha, is k elawah aur bhi bohat saray tools hain jo market k trend ko samjhnay k lye help karta hain jaisay
                              1) pivot line: agar price line pivot line se nechay ha to bearish trend ha, aur agar uper h to bullish trend ha, lakin darmyan hi ma chand pips move kar rahi ha to sideway trend ha
                              3) Candlestick pattern: jaisay doji canldes, engulfing bullish, engulfing bearish,etc is tarh different candles bhi market k trend ka pata bata deti hain
                              4) parabolic sar: yeh dots hain jo trend k long, short honay k baray pata detay hain
                              5) stochestic oscillator jab oversold ho aur overbought ho khas H4 aur D1 chart ma
                              6) Trend lines: ham chart pe trend line ko draw kar k bhi trend ka andazah laga saktay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X