Trading mai kon se trading best hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading mai kon se trading best hai?

    Traders har strategy key sath trading key ley market me azaad hota hay scalping trading, swing trading, day trading, long term trading ye sab hi traders kar sakty hey magar same time me kesi 1 hi strategy ka sahara le kar ham trading kar sakty hey aur zahir hay jes strategy ki ham ne experience hasil ki hoti hay agar ham yahi strategy use karty howy trading karen to hamy acha profit hasil ho sakta hay, kesi be type ki trading ki jaye market condition ko samny rakty howy hi ham achy tareeqy se es me trading kar sakty hey, agar scalping trading be ki jaye to market ko es key ley suitable hona zarori hona chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading mai kon se trading best hai?

      Real Forex member Forex trading main aapko bahut se trading terms mil Jaate Hain Jin main aapko Kisi Ek Ko follow karke trading karna hoti hai aapke liye vah trading best hoti hai jismein aap ka experience Achcha Hota Hai Itna Achcha experience aapko Hoga utna hi aapko fayda bhi hoga isliye zaroori hai ki aap se pahle use trending term ko select Karen jisse aapko experience Achcha hai aur aap usko acchi Tarah Se manage Karke kar sakte hain Forex mein bahut trading method hai jo ki aapke experience ke according aapko fayda de sakte hain Forex Mein Koi Bhi trading method Aisa nahin hai ki jismein aapko na Kami hoti hai aap koi bhi method use karte hain aapki mehnat hi usmein kamyabi milati hai jismein aap Kamyab Ho Kar acchi trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Forex mein jyada trading swing trading ki jaati hai joki bahut Sa traders daily base per market mein enter hote hain aur aur profit Hasil karne ke bad market Ko Chhod Dete Hain yah vah method hai jismein bahut zayada member earning kar rahe hain
      • #18 Collapse

        Re: Trading mai kon se trading best hai?

        Forex trading ma har trader ka kam karnay ka andaz different hota ha kuch scalping trading ko like kartay hain to kuch hedging ko pasand kartay hain, kuch long trading kartay hain to kuch short traders hotay hain, aur kuch to swing traders hotay hain, har trader ka apna trading style hota ha, is lye ap jis pe bhi kam karain dil se karain aur un rules ko follow karain,
        I like swing trading strategy q k is ma trend ko follow kia jata ha aur yeh boaht hi simple trading method use kia jata ha, just moving average k sath koi bhi oscillator ko use kar saktay hain, is lye ma to swing trading strategy ko use karta houn is ma ham ashi earning kar saktay hain, market ko ham correction ka baad entry lay saktay hain, lakin rules ko hamesha follow karna chaye rules ko jo break karay wohi is ma loss karay ga,
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Trading mai kon se trading best hai?

          Assalamu Alaikum ya to aap per depend karta hai ki aap kaun si trading Mein vyast Hai yah Jaruri Nahin ki aap ko dusre usiki trading Ki Tarah e-trading karni hai agar aap khud fundamental aur technical analysis ke sath trading kar rahi hai to vah sabse best Hai Kyunki Jis Tarah Se aapko fayda ho raha aur Jis chij ko aap acchi Tarah Se samajh Le vaise hi aapko training Karni chahie aur Jaisa ke Kuchh log sochte Hain Ki Gold Mein Achcha profit Hasil Kiya Ja sakta hai lekin gold Mein Jaruri Nahin ki aap Achcha profit Hasil kar sake aap currency mein agar acchi Maharaj rakhte hain aur currency ko acchi Tarah Se read kar paate Hain To aapko chahie ki aap currency Mein Hi trading Karen jisse aap acchi aur Behtar trading kar Saken aur accha profit Hasil kar sake

          اب آن لائن

          Working...
          X