Trading mai kon se trading best hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai kon se trading best hai?
    G dear friends asslam alkum dear friends mera phuchnye ka maqsad ye hai iay fored trading mai trading kon se theak rhatye hai matlab kay scalping theak hai ya pher es mai long turn trading theak hai kiyu kay kafi log hai jo kay trading kartye hain aur dono tarha ki kartye hain per ap kay mutabiq kon say best hai ?
    $$$ Never Give Up $$$
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai kon se trading best hai?

    Members assalam o alikim umeed hy k ap sb kheriyat sy hongy hamy forex mai new any wale members ko chahiye k wo curnacy pairs pr trading krain qk ye trades asan hoti hain or is mai loss hony k chances b kam hoty hain jese jese ap working krty jaty hain or experiance hasil krty hain wese hi ap trades b change krty jai lakin crudoil or gold ki trades with out knowladge na mumkin hy hame sb sy pehly esi hard trades k liye forex trading ka knowlage isk analysis ko samjhna or market trend ko smjhna ana chahiye jab ham ye sab samjh jaty hai to hame trades krny mai asani hoti hy agr hamry passs ye sb knowladge nhi hy to hamm forex mai trading k mamly mai flop ho jaty hain hame sb sy pehly forex ko smjhna hoga or isk rules ko follow krna hoga usk bad trades ki tarf jany ka sochna chahiye jo members hard working kr rhy hai forex mai wo kamyab b ho rhy hain direct koi b banda a k is business mai kamyab nhi ho jata mehnt krni prti hy isko smjhny mai or sekhny mai currency pairs ki trades hi best option hota hy new members k liye. Shukria
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai kon se trading best hai?

      Trading ek bahut bara business hai aur ismein mukhtalif kishan ki trading hoti Hai yani foreign currency, stocks, commodity, futures, metals. yah tamam woh categories Hain jin mein Ham trading kar sakte hain. Har item mein trading different tarike se hoti Hai aur aur market ke analysis bhi change hote rahte hain lekin Agar Ham baat Karen ke jitne bhi new trailer Hain unke liye sabse suitable trading kaun si hai tu mere haal mein sabse suitable trading foreign currency trading hoti hai. Foreign currency trading me spread bahut tight hoti hai aur aapko ismein kam karna aasan lagta hai iske alava Jab ek trader lot size sambhal use karta Hai to fir usko kam profit aur loss aata Hai jiski vajah se vo trading ko Sikh sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai kon se trading best hai?

        Pyare doston Forex trading market mein three type ki trading ki jaati hai short term trading long term trading scalping trading aapki experience aur knowledge ko samne rakhte hue trading strategies use karni chahie agar aap trading strategy ke bare mein information rakhte ho aap mein dam ho account mein kam keya hua hai aur aapko confidence hai ki aap market mein pending orders ko use kar sakte ho aur apne account ki safety ke sath account manage kar sakte ho to aapko short term trading karni chahie ismein aapko instant profit mil sakta hai lekin risk bhi increase ho jata hai short term trading karne ke liye stop loss lagakar kam karna hoga Forex trading market mein technical candlestick chart baton hamari guidance ke liye hai agar ham prediction aur movement ko understand kar lenge to hamare liye koi bhi trading mushkil nahin hai balke scalping trading bahut aasan ho jaati hai iske liye aapko important indicator sambhal karna hote hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai kon se trading best hai?

          apne aik acha sawal kiya hai jis me apne trading ke bare me poacha hai ke trading kon c ki jaye trading me b hum bohat sari strategies laga sakte hai.
          1 Scalping trading
          2 short term trading
          3 long term trading
          4 swing trading
          5 intraday Trading
          ag hum in sub per bat kare ke hume kisi qisam ki trading karni chahiye tu har kisi ka apna hi jawab ho ga kuch log scalping trading ko best kahe gy tu kuch trader long term trading ko best kahe gy bat ya hai ke hume is business me earning karni hai chahe hum short term trading se earning kare ya long term se lakin hume is business me earning karni hai agr hum daikhe tu is me sub se zaida jis trading ko expert trader like karte hai wo hai swing trading jaisa ke har kisi ko pata ho ke swing trading me hum bohat sari trades mil jati hai jin me hum acha profit book kar sakte hai swing trading karne wale trader sub se zaida earning karte hai swing trading me RSI indicator bohat acha kam karta hai hum achi planing bana kar acha kam kar sakte hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai kon se trading best hai?

            Best trading ki baat ki jaey tou jiss mai jiss waqt ziada profit ho raha ho wohi best trading hoti hai. Traders na tou her waqt scalping kertay hain aur na he her waqt long term trading kertay hain. Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn ki madad say woh acha business ker saktay hain. Iss liye yeh nahi kaha jaa sakta kay traders ko koi aik he strategy seekhni chaiye bulkay traders ko market mai movement ko daikhtay huay he faisla kerna chaiye kay kiss waqt kon so trading strategies behtar rahengi. Scalping uss waqt kerni chaiye jabb market mai koi pair ya commodity up aur down aik range mai movement ker rahi ho laikin scalping kay liye movement ko samajhna bhi bohat zaruri hai kiyu kay opposite trend pay scalping bohat ziada loss bhi day sakti hai. Aur scalping kertay huay hamesha apni trade ka aik profit target zarur rakhna chaiye takay uss pay trade Close ho sakey
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai kon se trading best hai?

              Dear friends forex market mein har trader ki apni trading strategy hoti hai aur agar ap forex mein new hain tu pehly ap apni trading strategy banayn k ap log term trading karna chahty hain ya short term ya phir ap scalping karna chahty hain ap jo bhi strategy use karyn apko mehnat karni ho gi aur knowledge gain karna hoga aur jab ap k pass knowledge aa jaye tu apni trading strategy par work out karyn aur demo account par practice karyn apko pata chal jaye ga k apki strategy kamyab hai ya ni kyun k account balance ko dekh k strategy banani parti hai aur maximum traders long term trading karty hain aur bary time frame mein analysis kar k small lot k sath trade open karty hain aur jo traders scalping karty hain wo account balance zayada rakhty hain aur bari lot lagaty hain aur 10 se 15 pip market ki movement ho tu unko acha profit ho jata hai aur wo trade lagany k bad market k sath tuch rehty hain kyun k market thora sa move kary tu trade close karni hoti hai but dear jo bhi strategy use karyn us k liye apko workout bahut zayada karna hoga aur aik he strategy ko achi tarha seekhyn aur us k liye achi tarha analysis karyn aur indicator use karyn aur demo account par practice karyn aur jab strategy kamyab ho jaye tab real account par use karyn aur apni strategy k liye kuch apny rules aur limits rakhyn aur unko follow karyn aur trading aik planing se karyn tu apko kamyabi mily gi
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai kon se trading best hai?

                Dear friend forex trading aik tough aur risky business hey iss men trading karna mushkil hota hey kiun k forex trading men bahut ziyada log aatay hen lekin bahut ziyada log nakam ho jatay hen aur jahan tak mera khayal hey forex trading men 50 percent log nakam ho jatay hen iss liay agar forex trading men kamyabi chahtay hen tu phir pahlay 3 months posting k zariay aur seniors se achi learning aur knowledge hasil karen aur phir 3 months demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir market ka analysis karna seekhen aur phir regular trading start karen aur currency pairs men trading karen aur small lot size ko use karen aur kam profit pe compromise karen aur trend ko zaroor follow karen aur trading k daoran stop loss aur take profit ko zaroor manage karen tu zaroor achi trading kar k achi earning hasil kar saktay hen aur jaldi aik kamyab trader ban saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai kon se trading best hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
                  G dear friends asslam alkum dear friends mera phuchnye ka maqsad ye hai iay fored trading mai trading kon se theak rhatye hai matlab kay scalping theak hai ya pher es mai long turn trading theak hai kiyu kay kafi log hai jo kay trading kartye hain aur dono tarha ki kartye hain per ap kay mutabiq kon say best hai ?
                  Dear ais market mai ap ne agar trading karni hai to ap ko ais market mai scalping kar sakty hai ais market mai ap agar hedging kar sakty hai ais k sath ap agar ais market mai long term par kaam kar sakty hai ais market mai ap ki apni marzi hoti hai k ais mai kaisy kaam karty hai ap ko ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai ais market mai ap ko time lagana hota hai ais market mai ap ne agar kamyab hona hai to ap ko ais market mai time lagana hota hai aus k baad ap ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k baad ap ais market mai learning kary gy to ap ko ais market mai kamyabi milti hai ap ko ais markt mai faida hona start ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai tab hi faida hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai kon se trading best hai?

                    g bhai jan agr ham aik achy trader ki bat karan ga jis ka pass knowldge or exprience sab khuch majod ha or es ka sath account balance bi bohat acha ha os ka liya tarading ya mayni nai dati ka wo kis pa trade karan on ka liya khuch bi karna muskil nai ha jo es sab chezo ka sath mehnat bi kary or jo bhai trading ma new ota han on ka pass na hi itna exprience hota ha or na hi zyada knowldge en tara ka membres ka liya zarori ha ko wo currency pa trading karan q ka en ma trading kar ka zyada losse bi nai hota or profit bi bohat acha mil jata ha or en pa trade karna ka liya hamy zyada balance ki bi zrorat nai parti or aik noraml trader es bat ko wo khyal sa nikal dan ka wo gold crudoil ya business shaer pa trad kar sakta han en pa jo trading karta ha wo bohat hi papular trader hota ha jis ka pass bohat lamba exprience hota ha or balance bi or en ma profit ho to wo bohat zyada hota ha or agr losse hu to wo bi bohta zyada es liya agr aik local trader kisi sa paso ka bandobas kar ka agr es ma es basse pa trade kara ka es ma profit ha to wo ya bi khyal rakhy agr losse hu gya to wo zindgi bar brdasht nai kara ga sab sa achi trading ka liya curranct beast ha es pa har koi kar sakta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai kon se trading best hai?

                      long term traiding ziada best hai ais sey ap h4 ya h1 ,d1 sey agar ik acha analysis karna janty hain to ap forex traiding sey ik acha profit earn kar skty hain long term traiding main ham ko ziada loss nahi hota hai ais main profit ka chance ziada hoty hain ais main ap serf technical analysis sey market ko analysis karty hoy acha analysi kar skty hain .
                      short term traiding bhe bahot ziada best traiding hai is sey ap short time main ik acha khas paisa kama skty hain ais k lia ap ko technical analysis or fundamenatal analysis ka acha knowledge hona chahi hai or ap k pass ik bara knowledge or expriance bhe hona zarori hai foerex ka ais trha ap acha paisa kama skty hain short term sey .os k bad scalping sey bhe acha paisa kamaya ja skata hai sub depend karta hai hamry knowledge k oper
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai kon se trading best hai?

                        Asalam o Alikum ji dear forex member umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak bahut he achaa or lajawab business ha is main kaam karny kay leye hammy bahut sarii mehnat ki zarorat ha is main hammy dil lagaa kay kaam karna chaheye ta kay is ki markit ko achy say jan sakee or is main bhi achi kamyabi hasil kar kay ak achy trader ban sakee or is main achaa kaam karny say achaa experience bhi hasil kar kay trade achi kar kay achy resuls hasil kar kay is main say achy results gain kar sakeee or jab koi bhi new trader is main achy results sirf usi sorat main hasil kareee gay jab wo is pa achi parectice karny kay bad achy experience bhi hasil kareen gay ye ak bahut he baraa business ha ye ak international markit bhi ha is main hammy achaa kaam karnaa chaheye or ye sab knowledge say mumkin hanor apni trade ko loss say bachaa sakee gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai kon se trading best hai?

                          Assalamualaikum dear ismein trading sirf ek hi hoti hai jo Ham ismein kam karte hain vahin wedding hoti hai agar aap apni trading ko acchi Achcha karne Chahte Hain To uske liye aap kaun kshma Karen demo account mein Ham trading ko Sikh sakte hain new member pahle Kaun kam Karen aur ismein Jyada Se Jyada learning Karen cancel Karke ismein kam Karen trading ke bare mein knowledge Hasil Karen aur trading tool ke bare mein bhi Pata Hona chahie yes Ham target select karte hain aur uske sath Hamen track pura fat aur stop loss ka Bij use karna hota hai yah bahut hi jaruri hai trade open karne ke liye
                          :1f60d: hard work :1f60d:
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai kon se trading best hai?

                            scalping trading se bhi profit earn kea ja sakta ha or long term trading se bhi profit earn kea ja sakta ha yeh ap kay knowkedge par bhi depend karta ha ager ap kay pass scalping trading strategy ka acha knowledge ha tu ap is se bhi asani se profit earn kar sakte hain or long term trading se bhi profit earn kea ja sakta ha scalping trading jo hoti ha os me risk zeyda hota ha or os me trades ko loss hone kay chances hotay hain scalping strategy ka traders isliey use kartay hain kyun kay is me jald profit mill jata ha par profit wohi traders earn kar patay hain jin kay pass zeyda knowledge or experience hota ha ager ap kay pass strong knowledge nehi ha pehle knowledge hasil karay phir scalping trading ka use karay long term trading kuch kam risk hoti ha par is me boht zeyda time invest karna parta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai kon se trading best hai?

                              Forex trading mein kam karte hue Ham 3 method se trade ko laga sakte hain Jo first hai jisko Ham achcha tasvir karte Hain vah hai long term trading ismein aapko loss ke chance bahut hi kam hote Hain aur profit ke chance ziada hote Hain magar is triky main aapko ek lambe time ke liye intezar karna padta hai hi jo ki agar aap forex mein part time hai to aapke liye bahut achcha method hai agar aap isme full time work karte hain aur aise serious hai to aap ke liye long term traiding bilkul bhi sahi nahin hai. Uske bad sharten trading ki Bari aati hai yah bahut ziada istemal ki jaati hai ismein Ham jo bhi traide lgate Hain hamara target 20 se 150 pipes Tak ka hota hai aur doraniya kuchh minut se a kuchh ghante ka hota hai ya phir kuchh din Tak hota hai uske bad phir Ham traided close kar dete Hain ismein Ham ek accha profit hasil kar sakte hain aur bahut hi kam waqt mein to yah method bahut hi achcha method hai trading karne ke liye .ais main Jo 3rd method atta hai wo scalping ka hai isko expert log istemal karte hain aur se fayda uthate Hain ismein hamara target sirf 5 se 20 pip Tak hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X