Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta hai?
    Behtarin jawab ke contest mein Main zyada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

    bahrarin jawab k contest main hume rule ko fallow kr kma krna hota dear is main hum tab hi bonas be hasil kr sakte hein acha kam krne k liye hume menat krni hoti ha is bar eik bandey ne sarif rule ko fallow kr k kam kiya hai ur sarif ose hi bonas mila ha baki sab ki menat waste gai hai is ka matlab k k hume contest main rule ko fallow kr k kam krna lazmi ha ur contest main hume zada kam krna hota ha hamra kam jitna acha hoga hum utna hi acha is business se faida be hasil kr sakte hein hume contest main eik post 500 world ki krni lazmi ha agr nai krein gey tu os post ka hume bonas hasil nai hoga acha kam krein jis ka hume acha knowledge hasil ho saken ur hume is main kameyab hone main asani hasil ho hum menat krein ur success mil jaye
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

      assalamu Alaikum dear parents forum member of ko agar yahan per hamara behtarin jawab contest mukabala mein jyada bonus hasil karna hai to aap ko is mein qualitative kam karna hoga aur quantity ki bhi respect karna hogi responsibility ke sath agar aap friend ka reply karo aur repeated kam na Karo to aapko fayda hota hai trading market mein earning ke liye perfect indicators maujud Hain momentum indicator leading indicators bhi maujud hai lagging indicator bhi maujood hai aapko yahan per prediction ke sath banakar trading kar na hoti hai aur use karna hota hi nahin karna hoti emotional control ke sath ke sath applause ko control karne ke liye emotional control for fear of loss ko control karne ke liye aapko trading karna hoti hai aur mehnat karna hoti hai struggle karna hoti trend ko follow karna hota hai moving average use karte hue trading karke aap yahan par apni earning ko increase kar sakte ho
      • #4 Collapse

        Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

        Dear forum members kaisy hain ap log.Dear friends agar ap ne forum mein contest par kam kar k acha bonus hasil karna hai tu apko kuch tips deta hon ap ko sab se pehly tu daily ka time table bana k regular forum par kam karna hoga aur daily k jitny threads hoty hain ap daily un par rply post kiya karyn aur apko ye pata hona chahye k contest ki post minimum 500 caracters ki post karni hoti hai is se short post na karyn aur post mein jo bhi thread ho us k mutabiq knowledge share karyn ap post ki quality achi rakhyn jis ko parhny se sab members k knowledge mein izafa ho aur apki post mein koi spelling mistakes ni honi chahiye aur asaan alfaz mein likhi honi chahye jo sab ko asani se parhi ja saky aur jis ka matlab bhi samjh aa jaye aur agar apki post informative hogi aur sab members ko achi lagy gi tu apko thanks bhi dyn gy aur apko contest ka result jab aye ga tu zaroor bonus zayada mily ga aur contest k bonus ka bahut zayada faida hai k ap ko is bonus par trading karny ki zaroorat ni hoti ap direct withdraw laga sakty hain is liye mehnat karyn aur forum ko zayada time dyn ta k apko zayada faida ho aur bonus acha mily
        • #5 Collapse

          Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

          dear friend forex forum pa contest mn agr ap achha bonus hasil krna chahtay hn to posting mokablay ko win kren keun k contest mn achha bonus usay he milta ha jis ki posten achhi hon to isliay apko achha bonus hasil krnay k liay chayay k apni posting ki quality ko behtr bnayn aur apni posting ko forex sa related ziada sa ziada informstive bnsyn jin mn forex k baray mn achha knowledge aur achha trading experience share ho jis sa km az km new join krnay walay memberan ko bhi kuch seekhnay ko milay aur ap jb bhi posting kren to post ko submit krnay sa pehlay aik bsr read zroor kren sur posting mn jo mistskes hon unhen door kr k phir post submit kren ta k apki post ki quality bhi achhi ho sur jis sa dosron ko fayeda ho aur spko ziada log thanks bhi den to apko contest mn bonus bhi achha mil skay
          • #6 Collapse

            Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

            Assalamu Alaikum dear friend contest Mein Kam Karne Ka Yahi fayda Hai Ki contest mein aap jitni bhi amount Hasil Karte Hain Jo Bhi aapki winning amount Hoti Hai To usko aap Mukammal Taur per nikalwa sakte hain to isliye Jab aap Forex contest Mein kaam karte hain to uske liye jaruri hai ki use rules ko follow karte hue kam Karen jaise ki usmein Sabhi rules maujud hai aapki post 500 word ki honi chahie aur uske alava acchi aur quality wali honi chahie Kyunki acchi aur quality per hi depend karta hai ki aap Achcha bonus Hasil kar sake aur sath sath aap ki post Kitni acchi honi chahie Ke Log usko like Karen usko Pasand Karen jisse aapka bonus Mein izafa hoga
            • #7 Collapse

              Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

              behtreen jawab kay contest ka bonus ap ko contest kay name se hi pata chal jata ha kay jis kay answers sub se behtreen hun gay un ko sub se zeyda bonus dea jae ga behtreen contest isliey start kea gaya ha takay ju new members hain ya ju juniors members hain wo question kay zariey best answers reward me seniors traders se mukalma kar sakte hain or apni trading me anay wali mushkilaat ka question kay zariey seniors traders se rabta kar sakte hain or seniors traders un question ka answers de kar un ki rehnumai kar sakte hain or jin seniors traders kay answers sub se zeyda knowledge walay hun gay wo members sub se zeyda bonus hasil karne kay haqdar hun gay ap knowledge wali post kar kay acha bonus hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

                "behreen jawab" key contest me zeyada bonus thanks ki waja se hi mil sakta hay aur thanks hasil karny ka tareeqa ye hay key posts ki quality ko increase kia jaye, agar posts ki quality achi na ho aur posts short line key ho to koi be member thanks deny ka risk nahi le ga, zeyada thanks ka matlab hay zeyada bonus, hamy har tarha se hi contest key bonus ko increase karny ki koshish karni chaye aur posts key sath threads es tarha se informative banany chaye key har koi thanks de saky, pehly contest me thanks ka bonus jama nahi kia jata ta magar ab ye rule hay key jo member contest key posts me zeyada thanks hasil kary ga bonus be un ko zeyada limit ka de dia jaye ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

                  g bahi jan agr ham kisi swal ka jawab bohat acha data ha ap ki posting quality achi ha ap ki post ma kisi kesm ki koi galti nai ha to ap na jo bat ki ha wo bi agr 100% accourat ha to es waja sa ap na es ma bohat mehnat bi ki hoti ha to ap ko bohat acha bounes bi milta ha agr ham chata han to ham apni poting quality ko bohat acha bna sakta han jis ka liya hamy regular kam karna hu ga or jo bat karta han es ko aik simple andaz ma byan karna hu ga taky jo bat ham karta han wo har aik tarder ki samj ma a jay jab hamri bat dosro ko samj a jati ha to wo hamra shukriya bi kart han or like bi jis sa hamy bounes bi kafi acha milta ha log wo chiz ko pasand karta han jo on ki samj ma a jay hamy on ka khyal ka mtabk asi bat karni chahiya jo on ko asan lagy jis sa on ko bi hamri bat sa faida hu or badly ma hamri earning ka sath sath acha bouness bi mila es achy bounes ki os wakt umeed hoti ha jab ham bohat mehnat karta han
                  • #10 Collapse

                    Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

                    g jahan tak mairay experience ki baat hai tu mujhay khud is kai baray main isi month pata chala hai kai humay agar contest ka muqabla jeetna hai ya is contest say acha bonus earn krna hai tu humay apni posting main quality lani paray gi aur quality laanay kai liyay hum maximum lenght ki posting karni ho gi aur is baray main mari aik moderator say bhi baat hoi hai jin ka kehna tha kai ap ki aik post ki length minimum 500 words per honi chahiyay becuase yeh bench mark hai is forum per acha bonus hasil karnay kai liyay aur siraf yehi nai ap ki posting thread kai content kai mutabiq honi chahiyiay aur jo thread main question kiya ja raha hai siraf usi kai baray main maximum answer daina chahiyay. in ka system ab kafi smart ho chuka hai jo kai in sub cheezon ko check karta hai aur us kai baad best jawab dainay walay ko winner karar diya jata hai aur sub say zaida bonus bhi diya jata hai ap ko yeh jaan kar khush ho gi kai ab is contest ka inaam bhi pehlay say barh chuka hai tu humay umeed hai ab kai taqreeban sub ko hi acha bonus milay ga contest kai end per lakin jo log winner hon gay un ko tu buhat hi acha bonus milnay wala hai tu zaida say zaida mehnat karain aur contest ko win karnay ki koshsih karain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
                      Behtarin jawab ke contest mein Main zyada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta hai?
                      Dear ap ne agar ais forum k contest mai kaam kar k zayda bonus hasil karna hai to ap ko ais forum par sab se phly ais contest k rules ko read karna ho ga aus k baad ap ais mai agar kaam karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai kun k ais forum par ap jab rules ko follow kar k kaam karty hai to ap ko ais mai acha bonus mil jata hai ais forum par ap ko rules k hisab se kaam karna ho ga aor ais mai thread quality waly lagany ho gay ais k sath ap agar ais forum par koi thread lagaty hai to aus par ap ko soch samjh k kaam karna ho ga ais forum par ap agar mehnat karty hai to ap ko ais mai acha result zaror milta hai ais forum par ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais mai faida ho jata hai ais forum par ap jitna zayda time lagaty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

                        Dear friend forum pe hamaray contest aik behtreen platform hey kiun k jin logon k pass forex trading ka acha knowledge aur experience nhi hota aur woh achi trading nhi kar saktay tu unn k contest aik bahut achi opportunity hey kiun k aesay tamam log contest men hissa ley saktay hen aur mukablay ki posts ziyada se ziyada karen tu acha bonus hasil kar saktay hen aur yeh bonus direct withdraw kar saktay hen iss liay contest men acha bonus hasil karnay k liay her thread pe reply post karen aur achi quality ki full of knowledge post karen ta k log thanks bhi karen kiun k jab posts bhi achi quality ki hon gi aur thanks bhi ziyada hon gey tu automatically bahut acha bonus mil jay ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

                          Assalamu Alaikum dear friend Forex forum per contact mein agar aap Achcha bonus Hasil karna chahte hain to posting mukabale Ko Bhi Na Karen Kyunki contest Mein Achcha bonus use hi Milte Hai Jiski post acchi ho to isiliye aapko accha bonus Hasil karne ke liye chahie ki apni posting ki quality ko Behtar banaen aur apni posting ko Forex se related Jyada Se Jyada informative banae jismein Forex ke bare mein Achcha knowledge aur accha trading experience share Ho jisse kam kam new join Karne Wale member ko bhi Kuchh sikhane ko Mile aur aap Jab Bhi posting karen to post ko submit karne se pahle Ek Bar Jarur Karen aur posting mein jo mistake hone Se Dur Karke FIR post submit Karen Taki aapki post ki quality bhi acchi Ho Aur jisse dusron Ko fayda Ho Aur aapko Jyada log thanks bhi deta K aapko contest Mein bonus bhi achcha mil sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

                            MEMBERS ASSALAM O ALIKUM UMED KRTA HN AP KHERIYAT SY HON GY contest mai zyda bounas ham apni mehnat sy hasil krty hain qk is fourm ka maqsad hy information pehlana hame contest mai zyada bounas hasil krny k liye is fourm pr informative or lenghty post krny ki zarorat hoti hy jitni achi post apki utna hi acha bounas hoga apna contest mai bounas leny ka trika only posting hi nhi like or thanks b hain agr ham is mai samjhny wali post karain gy or likes or thanks hasil karain gy us sy b apna bounas mai izafa kia jata hy jis sy ham asani sy withdraw b krwa sakty hain contest mai agr hamri post gair zrori or topic sy hat kr hoti hy hamrai post del b kr di jati hain or bounas b hasil nhi hota hame hamesha post contest k reslated mtlb jo question dia jai usk mutabk apni rai apna experiance share krna chahiye (AB THANKS NHI DO GY BHAI KO?)
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Behtarin jawab ke contest mein Main ziada bonus kis tarike Hasil Kiya ja sakta ha

                              Pak Forex forum pay acha aur ziada bonus chahay normal posting ka ho ya phir contests ka bonus ho uss kay liye aik he rule hai kay mehnat aur ziada mehnat ki jaey. Bahtreen jawabaat kay contest mai acha bonus kay liye 3 eham points hain jinhain zehan mai rakhna bohat zaruri hai. Pehla important point jiss ka khayaal rakhna zaruri hai woh posts ki quality hai jiss mai posts kay characters ka minimum Pura hona zaruri hai aur uss kay baad uss mai mojud information excellent honi zaruri hai. Dusra point posts ki tadaad hain jisay Kamm say Kamm bhi 700 plus hona chaiye aur yeh mushkil nahi hai kiyu kay 20 say 25 posts daily iss target ko Pura ker laiti hain. Teesra point thanks ka hai. Jitnay ziada thanks hongay bonus bhi utna barh jaey ga. Bahtreen jawabaat kay contests mai acha bonus lainay say direct benifit hota hai iss liye acha bonus zarur lainay ki koshish kerni chaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X