MACD Chart main kaisy lagya jata hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD Chart main kaisy lagya jata hai ?
    asslam.alaikum.
    main ap sey ik sawal pochna chahta hun k MACD ko ham kise trha sey apney chart main laga skty hain ?
    MACD sey ham ko kaisy pata chahlta hai k markeet ab uper jayai ge ya market ab down ayai ge ?
    kiya yeh ham ko signal provide karta hai (MACD) ?
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MACD Chart main kaisy lagya jata hai ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
    asslam.alaikum.
    main ap sey ik sawal pochna chahta hun k MACD ko ham kise trha sey apney chart main laga skty hain ?
    MACD sey ham ko kaisy pata chahlta hai k markeet ab uper jayai ge ya market ab down ayai ge ?
    kiya yeh ham ko signal provide karta hai (MACD) ?
    Dear ap ne apny chart par MACD indicator lagana hai ya koi aor indicator ain sab ka same tareeka hota hai ap ko sab se phly apna metatreader 4 open karna hota hai aus k baad ap ais mai chart k sath tool bar show ho rahe hoti hai agar aus mai ap k pass tamam indicators show ho rahy ho to aus time ap ais mai se jo indicator laga chaty hai aus ko drag kar k chart par choar dety hai aor aus k sath hi indicator ki setting aa jati hai agar ap ne aus mai koi value change karni ho to change kar k aus ko apply kar dety hai aor wo indicator ap k chart par show ho jata hai ap k pass agar indicators ki list na aa rahe ho to aus time ap key board se ''Ctrl+I'' ko press kay gay to ap k pass tamam indicators show ho jaty hai jo indicator lagana ho wo use kar skaty hain.
    • #3 Collapse

      Re: MACD Chart main kaisy lagya jata hai ?

      MACD asal moving average convergence divergence ka short abbreviation hai. Yeh indicator 1970 mai gerald apple naami trader aur software developer nay create kia Tha. Iss indicator kay zariye traders ko stocks ki strength, momentum, direction aur duration ka pata chalta hai. Yeh indicator issi liye moving average ka indicator kehlata hai kay market ki movement ko monitor ker kay indications day raha hota hai.

      MACD ki best setting 12:26:9 ki samjhi jaati hai aur yeh basically aik best technical indicator hai laikin iss kay barey mai yeh bhi kaha Jata hai kay yeh indicator intraday trading mai ziada achay signals nahi daita kiyu kay isay accurate signals dainay kay liye Kamm say Kamm 9 periods ya 12 ya phir 26 periods interval required hotay hain. MACD indicator hamesha 2 exponential moving averages kay base pay he kaam kerta Hai
      • #4 Collapse

        Re: MACD Chart main kaisy lagya jata hai ?

        Dear Forex trading members aapko technical indicators ke bare mein maloom hona chahie MACD indicator take perfect indicator hai jisne different use hoti hai jismein balls bar use hoti hain aur bears bar use hoti hain agar aap trading market mein MACD indicator use karna chahte ho to aapko iske bare mein pahle complete information hasil karna chahie aur iski indication level ko study karna hoga trading market mein main aapko ek baat batana chahta hun agar aapane trading market mein leading indicators ko use karna hai to aapko in se perfect information mil sakti hai aur aap maximum profit earning kar sakte ho leading indicator to aapko Forex trading market mein direction predict karte hain aur aapko guide karte hain ki aap nettrade mein entry kab leni hai aur kab aapane exit ho jana hai short term trading ke liye leading indicators aap ki help karte hain aur long term trading ke liye legging indicator aapki help kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: MACD Chart main kaisy lagya jata hai ?

          macd ko ap chart par default value kay sath chart par apply karay ga 12 26 9 kay sath yeh default value ap ko best result farhaam karay gi ager ap value ko changes karay gay tu loss kay chances hotay hain fake signal milne se

          macd me two ema hoti hain aik 26 ki jis ko slow ema kehtay hain or aik 12 ema hoti ha jis ko fast ema kehtay hain or macd 9 sma aik trigger hota ha buy sell ka jub 12 ema Cross kar dey 26 ko tu aik signal create hota ha agr top se cros ho 12 ema ki janib se down tu sell ka signal hota ha agr bottom se Cross ho 12 ema ka 26 ema ko oper ko janib tu buy ka signal hota hai
          macd se is tarah buy or sell kay signal create hotay hain is kay ilawa exit point bhi macd kay zariey hasil kiey jatay hain
          • #6 Collapse

            Re: MACD Chart main kaisy lagya jata hai ?

            expensive foreign exchange buying and selling participants aapko technical indicators ke naked mein maloom hona chahie MACD indicator take perfect indicator hai jisne unique use hoti hai jismein balls bar use hoti hain aur bears bar use hoti hain agar aap buying and selling market mein MACD indicator use karna chahte ho to aapko iske naked mein pahle complete information hasil karna chahie aur iski indication level ko look at karna hoga trading market mein important aapko ek baat batana chahta hun agar aapane trading marketplace mein main signs ko use karna hai to aapko in se ideal facts mil sakti hai aur aap maximum earnings earning kar sakte ho main indicator to aapko foreign exchange trading market mein direction predict karte hain aur aapko manual karte hain ki aap nettrade mein access kab leni hai aur kab aapane go out ho jana hai short term trading ke liye leading signs aap ki assist karte hain aur long time trading ke liye legging indicator aapki assist kar sakte hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: MACD Chart main kaisy lagya jata hai ?

              MACD indicator MT 4 terminal me hi available hay es ko manual base par download karny ki zarorat nahi hay, MT 4 terminal me standard aur professional level par jo indicators estemal key jaty hey ye sab key sab pehly se hi terminal me majood hoty hey, aur zarorat key mutabeq apni marzi se en indicators ka use kia ja sakta hay, MACD indicator be pehly se hi include hay, terminal key indicator option me ja kar es indicator ko activate kia ja sakta hay aur chart me es ko use karna be bahot asaan hay, MACD indicator chart me market movement key moving average ko determine karta hay es ley ye indicator har time frame me perfect result de sakta hay.

              اب آن لائن

              Working...
              X