Market ka Trend kesy Change Hota Hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ka Trend kesy Change Hota Hai ?
    Assalamu alaikum all dear friends doston kaise hain aap sab ummid karta hun aap sab log theek Honge aur aapki trading bahut acchi ja rahi Hogi doston main aap sab Logon Se Ek Baat puchna chahta hun ki market Mein Ham kam kar rahe ho tum Log Kahate Hain Hamesha friend ke sath trading Karni chahie train ko check karne ke liye Ham different types ke indicators use karte hain lekin mere dost Hamen Kaise Pata chalega ki market ka trend change ho gaya hai kaun sa Aisa indicator hai jo Hamen bataega ke filhal market ka trend change ho gaya hai agar kisi ko pata hai to kindly Banjara Yahan per share kar de sake Tamam doston Ko Pata Chal Jaega market ka train Kaise change hota hai aur usmein kaise Ham kam kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ka Trend kesy Change Hota Hai ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
    Assalamu alaikum all dear friends doston kaise hain aap sab ummid karta hun aap sab log theek Honge aur aapki trading bahut acchi ja rahi Hogi doston main aap sab Logon Se Ek Baat puchna chahta hun ki market Mein Ham kam kar rahe ho tum Log Kahate Hain Hamesha friend ke sath trading Karni chahie train ko check karne ke liye Ham different types ke indicators use karte hain lekin mere dost Hamen Kaise Pata chalega ki market ka trend change ho gaya hai kaun sa Aisa indicator hai jo Hamen bataega ke filhal market ka trend change ho gaya hai agar kisi ko pata hai to kindly Banjara Yahan per share kar de sake Tamam doston Ko Pata Chal Jaega market ka train Kaise change hota hai aur usmein kaise Ham kam kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain
    Dear apne agar ais market mai trend ko dekha ho to ap ko ye pata ho ga k ais market mai jab market aik trend mai ja rahe ho aor aus mai seller ya buyyer change ho jaye to aus time ais market mai trend change ho jata hai ais market mai volume dekha jata hai jis ki waja se ye market apna trend change karti hai ap ne agar ais market mai trade lagani ho to ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai ap agar ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ap ais market mai agar trend ko samjh jaty hai to aus k sath ap jo trade lagaty hai aus ko long term k lehaz se hold rakh k aus par kafi zayda acha profit bana skaty hai ap ko ais market mai khud hi decide karna hota hai aus k baad ap ko ais mai kamyabi milti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Market ka Trend kesy Change Hota Hai ?

      Forex trading main trend ki both ziada importance ha or jab trend change hona ho to us waqat koi fundamental news ya phr technical analysis main different candles pattern banty han jin sy hum log samj jaty han k market apna trend change kar rehe ha ye sab humy apny technical analysis or fundamental analysis sy confirm hota ha is ley humy apny analysis ache karny hon gy jab hum ache analysis karny gy to hum easily trend ko samj saken gy or trend ko follow karny gy to hum ache trading kar k ache earning kar saken or forex trading main trend ko follow karna both zarori ha is ley humy trend ko samjena lazmi ha
      • #4 Collapse

        Re: Market ka Trend kesy Change Hota Hai ?

        Forex trading kay trends ko MT4 trading terminal kay charts pay daikha jaa sakta hai. Iss kay elawa koi aisa traeeka nahi hai. Jitnay bhi indicators apply hotay hain woh trading pairs ya commodities kay charts pay he apply hotay hain aur graphics presentations say mukhtalif trends identify kia Jata hai. Forex trading mai market ki movement aur uss kay trend ko daikh kay he trading ki jaati hai iss kay elawa koi dusra traeeka nahi hai. Trends ko baghair indicators kay bhi daikha jaa sakta hai uss kay liye indicators zaruri nahi hain. Trend ko daikhna hoto iss waqt bhi crude oil kay pattern ko daikh kay downward trend ko watch kia jaa sakta hai. Crude oil iss waqt musalsal aaj kay 3rd session mai down ward movement mai hai aur aik continue down trend Bana chuka hai. Trends ko hamesha mukhtalif time frames mai daikhna chaiye iss Tarah trends confirm hotay hain aur achay analysis ker laitay hain. Forex traders ko trends ko read Kerna zarur seekhna chaiye kiyu kay achi trading kay liye yeh laazmi aur zaruri hai
        • #5 Collapse

          Re: Market ka Trend kesy Change Hota Hai ?

          market ke trend ka change hone ka pata ap technical indicators like macd moving averages or parabolic sar se bhi pata chala sakte hain or trend ke change hone ka pata ap price action analysis or technical tools ki help se bhi pata chala sakte hain jis me trend line or channel trading ki help se analysis karke bhi pata chala sakte hain technical indiactors ki help se pata chalane ke liey ap ko technical indicators ka knowledge hasil karna ho ga or un ki value or level ki help se trend ke change hone ka pata chala sakte hain
          technical tools like trend line or channel trading system me trend ke change hone ka pata trend line or channel ke breakout hone par pata chalaya ja sakta ha
          agr market aik trend line me up ki janib move kar rehi ha or achanak high movement se os ko down me break kar de tu is se pata chalta ha ke trend ab change ho gaya ha
          • #6 Collapse

            Re: Market ka Trend kesy Change Hota Hai ?

            Market change hony key ley big news ka release hona zarori hota hay jab tak koi big jo key economy par effect kar sakti ho esi news jab tak release nahi hoti market trend esi trend key base par move kar rahi hoti aur jesy hi news release ho jati hay koch hi wakt key bad market trend me changing hona start ho jati hay aur ye trend opposite direction me move karna start kar deti hay, important news economy se related be ho sakti hay aur social news be ho sakti hay es ka be important hona zarori hay, social news wo hoti hay jesy key corona virus ki waja se worldwide me deaths hona start howa ye esi news ti jo direct economy par effect ho rahi ti.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Market ka Trend kesy Change Hota Hai ?

              Forex trading market mein trend tab change hota hai jab market mein fundamental analysis aap karte hain aur Market mein news release hone ke bad data change hone ki vajah se market mein supply and demand zone change hote hain aur sellers and buyers ratio up down hone ki vajah se bhi market mein price action strategy change hoti hai support and resistance per big investors market mein inter hote hain aur buying trade opportunity use ki jaati hai shailendra trade opportunity use ki jaati hai aise hi market mein different factors effect karte hain market ko aur Market mein changing aati hai aur hamen again analysis karne ki zarurat pesh aati hai isliye aapko chahie ke Forex trading market mein daily basis per market ka trend check karo aur uske accordingly direction aur movement ko samajhkar trading karo isase aapko zeyada fayda hoga aur nuksan nahin hoga

              اب آن لائن

              Working...
              X