forex market friday ko close hoti hain or monday ko again open hoti hain hamy is main makret ky close hony par apni trade ko close kar dena chahey or monday ko market ky open hony par is ki movement ko achy sy samaj kar is main trade laagni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky makret main run kar sakty hain ham is main bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kr sakty hain agr ham is main tukky laga kar is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho sakta han or hamara acount be wash ho sakta hain is main makret ka yai hamary broekrs ka koibe qasoor nahi hota hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota ham is main apny boss ap hi hoty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим