Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain
    forex market friday ko close hoti hain or monday ko again open hoti hain hamy is main makret ky close hony par apni trade ko close kar dena chahey or monday ko market ky open hony par is ki movement ko achy sy samaj kar is main trade laagni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky makret main run kar sakty hain ham is main bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kr sakty hain agr ham is main tukky laga kar is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho sakta han or hamara acount be wash ho sakta hain is main makret ka yai hamary broekrs ka koibe qasoor nahi hota hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota ham is main apny boss ap hi hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

    Mere dost aapane Kafi acchi information Yahan per share ki hai main aapki Di Hui information Se Wafa karta hun forex market jo hai vah Monday ko start hoti hai aur Ghar Kisi interaction ke Friday Tak Jari rahti hai market Jo Monday ko raat do Baje start hoti hai aur Chalti rahti hai 24 August Friday ko raat teen baje jakar market close Ho Jaati Hai in 5 Dinon Mein market bilkul Bhi Kahin staff nahin karti Banke Chalti rahti hai aap ismein trading kar sakte hain Uske alava Saturday aur Sunday ko cryptocurrency iski market open rahti Hain Jin per aap trading kar sakte hain lekin forex market closed kar di Jaati Hai currency is gold aur oil per aap trading nahin kar sakte vah aap Monday se lekar Friday Tak kar sakte hain Jab Ke cryptocurrency ko aap Saturday aur Sunday ko bhi trading kar sakte hain in 5 Dinon Ke alava Bhi
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

      International trading markets kay timing wesay tou mukhtalif hain kiyu kay pooray world ko 3 international sessions mai divide kia gaya hai. Pakistan mai forex trading market kay timings Monday subha Pakistani waqt kay mutabiq subha 3 bajey open ho jaati hai aur woh Asian session hota hai uss kay baad jab market close hoti hai tou Friday aur Saturday ki darmiyaan raat 3 bajey he close ho jaati hai aur woh session USA market ka session hota hai. Ab Agar iss baat ko iss tarah daikha jaey kay Monday say friday tak lagataar 5 din open rehti hai aur yeh total 120 hours bantay hain. Traders pay koi pabandi nahi hoti kay woh 120 ghantay mai kitni dair trading kerna chahtay hain.

      Forex trading kertay huay yeh bilkul bhi zaruri nahi hai kay woh apni trades ko Friday ko close ker Lia karain aur Monday ko dobara open ker Liya karain. Iss Tarah bohat si trades hoti hain jo kay aisi conditions mai hoti hain jinhain close kernay ki bajaey open kerna zaruri hota hai. Aisi trades ko close kerna chaiye jo munasib profits mai already ho
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

        Dear hum baat karty hai Pakistan k time hisab se market k open aor close k time ki to ye market aik week mai 5 din open hoti hai jaisy ap ne dekha ho ga k monday ko subha 3 bajy ye market open hoti hai magar ais market mai ap ko ye pata ho ga k oil, gold, silver wagera subha 4 bajy open hoty hai ain par ap ne agar trade karni ho to ap ko 1 ghanta baad market mai enter hona chaye ais sath agar hum baat kary market k closing time ki to market daily raat ko 15 mint k liay close hoti hai 0245 mint par band hoti hai aor 0300 bajy dobara open ho jati hai ye market daily aik dafa 15 mint k liay close hoti hai aor aus time ap ais market mai trade nai kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

          even though markets in lots of foreign nations are closed whilst North American markets are open, trading on overseas currencies nevertheless takes location. whilst the majority of trading on a particular foreign money occurs while its principal marketplace is open, many other banks around the arena hold overseas currencies enabling them to be traded at instances when the primary marketplace is closed. as an example, the North American markets are open when the japanese markets are closed, however North American investors are nevertheless able to shop for and promote eastern yen thru their brokerages and banks. however, the market for jap yen is greater liquid at instances when the japanese market is open.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

            dear forex friend ap ne sahi kaha hai jab bhi market close hoti hai humen apni trade ko close kr dyna chaheye aur jab market monday ko open hoti hai to ache tarah market ka analysis krny ky baad apni trade ko open krna chaheye aur ache entry par apni trade ko open krny ka risk lyna chaheye kyun ky is market ky andar bgher sochy samajhy trade open krna khud ko loss khud he dyny ky equal hai is ky ilawa agar hum chahty hain ky humen is business mein kam se kam nuqsaan ka saman ho to humen proper time table bna kr apny business ky har pehlo ko time dyny ki koshish krni chaheye chahe posting ho trading ho practice ho ya market ka analysis ho humen time table ky mutabiq time dy kr apny har kaam mein khud ko strong bnane ki koshish krni chaheye us ky bad he hmare liye is kaam mein ache kamyabi hasil krna possible ho sake ga is ky ilawa humen is business ko na he job samajhna chaheye na koi game aur na he tiem pass agar aisa samjhen ge to kamyabi se bohat door ho jaen ge
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

              Forex business me trading karny waly kesi be trader key ley ye yaad rakna bahot mushkil ho jata hay key es time kon sa market session chal raha hay aur next market session key open hony ka time kia hay agar traders es key ley market session show karny wala tool terminal me use karen to mery khayal me traders key ley bahot asani se display par ye identify ho jata hay key es time kon sa market session chal raha hay aur next market session kon sa hay aur es key open hony ka right time kia hay es key ley sab se best tool jo key me ne find kia hay wo hay (Forex market hours monitor), es ko terminal me use kar key Pakistan time key mutabeq be ye maloom ki ja sakta hay key market session key open aur close hony ka right time kia hay.
              Click image for larger version

Name:	Screenshot_1.png
Views:	1
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12326491
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

                Forex trading market ke open and close time discuss ho chuke hain according guarding to Pakistan time monday ko early in the morning 3:00 a.m. market open ho jaati hai aur trading start ho jaati hai sabse pahle Forex trading market mein tokyo sation start hota hai aur uske bad london fashion start ho jata hai lekin please mein baki british ration card hote hain trading ke liye hamare pass agar knowledge nahin hoga to ham successful nahin ho sakte hain aapko sydney trading session mein bhi kam karna chahie aur Tokyo trading session main market slow hoti hai isliye aasani ho sakti hai lekin monday ko market slow ho jaati hai according to Pakistan time evening ke time per New York session start hota hai jismein market bahut strong ho jaati hai aur ismein trading karne per kafi xyada hota hai lekin profit bhi mil sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

                  Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai Jaise ke Forex trading market Ek bich Mein Panch Din open hoti hai aur Market Monday Subah do Baje open hoti hai aur Friday ko raat do Baje cross Hoti Hai To iska matlab Ek bich Mein Panch Din market open Hoti Hai To aapki baat Mein aagrah Karta Hun Ki Jab Bhi market closed Hone Lage to aapko trade cross Karni chahie aur Mande ko Dobara newtrade se aagaaj karna chahie Kyunki vah sahi mein aisa hota hai ki market mein bahut jyada gayab ho jata hai to uski vajah se aap aapka Kafi loss ho jata hai to isliye jaruri hai ki Hamesha trade ko close karne ki koshish Kare aur profit isliye acchi Tarah Se trading Karen Aur Do Din weekend enjoy karen Forex trading Ek bahut hi Achcha aur professional work Hai To isliye ismein kam karna aur ismein mehnat Karke achha profit Hasi karna Ek acche trader Ki Nishani Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

                    Salam to all dear Trading members👋.
                    Doston Forex trading Friday ko close Ho Jaati Hai Aur Monday ko subah do Baje open hoti hai yah Friday ko raat do Baje close Ho Jaati Hai
                    isliye Hamen Friday ko trading Nahin Karni chahie. Iska matlab hai ki yah Ek week mein 5 Din open Hoti Hai or 2 din close Ho Jaati Hai isliye jo bhi yah 2 din close Hoti Hai Hamen trading Nahin Karni chahie isase Ham profit Hasil karne ki Vidya Kafi loss Mein Gir Jaate Hain aur isase Hamare business ko Kafi loss ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

                      Forex markeet har friday ko close hoti ha or monday ko dobra se open hoti ha or humy ye chahea ke hum apni trade ko friday waly din close kar dain or jab dobara monday ko markeet open hoti ha to humy markeet ko dekh kar or analysis kar ke hi trade shoro karni chahea agar hum bina dekhe kam karen gy or rrade lgayen gy to humy loss ho jaye ga or ho sakta ha humara account wash bhi ho jaye is lea zarori ha ke hum dekh kar or soch samjh kar trade lgayen to behtar hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

                        Forex market ka sub members ko pta hy k ye week m 2 din bnd rhti hy r 5 din open rhti hy seturdy ko rat 2 bjy tk mrket bnd ho jati hy r mundy ko open hoti hy hmy seturdy ko jo b tread ho usy closs kr dena chaiye ta k munday ko jb market open ho tu us ki movmnt ko smjh k tread order karen munday ko market kafi slow hoti hy m ne demo acount ko py prectis kr k experience hasil kiya hy k munday ko mrket kafi slow e rhti hy soch smjh k tread open krean .
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

                          Forex trading daily 23 hours open hoti ha jab k weekend pe close hoti ha week main 5 days kam hota ha or 2 din chuti hoti ha is tahra hum week main 5 days kam kar sakty han or 2 days chuti karty han ta k rest ho jay or next week k ley ache analysis kar lan jis main trading karni ho hum ny is ley humy chae ha k hum log behtar sy behtar planning or strategy sy trading karny ta k hum log ache trading kar k ache earning kar saken Pakistan k waqat k mutabiq market har Monday ko suhba 3 bajy open hoti ha or phr raat ko 2 bajy close hoti ha is main 3 sessions hoty han jin Asian session Landon session or last USA session hota ha daily isi tahra market 23 hours open hoti ha or aik ganta rest hota ha daily
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

                            Assalamu alaikum doston umeed kerta hun ki aap log khairiyat se Honge doston Forex forum online profitable business hai iska opening time Monday hai aur iska closing time Friday hai ya Friday ko close Ho Jaati Hai Aur again Monday ko open Ho Jaati Hai Jab yah Friday ko close Hoti Hai To Hamen apni trade ko close kar dena chahie Kyunki Agar Ham apni trade ko close Nahin karte hain tab Hamen loss ho sakta hai. Monday ko again open Hoti Hai tab Ham ismein apni trade ko acchi Tarah samajh kar open ker sakte hain aur isko samajhne ke liye Hamen iski news per focus Rakhna hota hai vah yah Ek week mein 5 Din open Hote Hai or 2 Din close Hoti Hai Jab uska closing time hota hai tab Hamen trading co open nahin karna chahie aur jab yah online Hoti Hai open Hoti Hai Tabhi Hamen ismein trade Lagani chahie Is Tarah lossse bach sakte hain aur accha profit Kama sakte hain.THANKX
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : forex market ka closing or open time kia hain

                              g bhai jan bohat acha question ha ka markit ka open or closse hona ka time ha to ap ko btata hu ka forex aik online business ha jis ma ham 5 din kam karta han hafta ka or 2 din markit bilkol closse rahti ha wo friday ki sham sa sunday ki sham ha monday ko markit open hoti ha to os wakt bohat slow hoti ha agr ham over all bat karan ga to sab sa phly open hony wali markit tokyo ki ha es wakt marki bohat slow hoti ha ya asa business ha jo in 5 dino ma harwakt open hot ha ham es ma kisi bi wakt apni trade lga sakta ha agr sab sa zyada hony wali tarading new york ma or london ma hoti ha es wakt markit bohat zyada up word hoti ha or ya pakistani time ka hisab sa dakha jay to ya markit sham 8 bajy sa rat 2 bay tak upen rahti ha ya pakistannio ka pass aik sonhari moka hota ha jis ma ham bohat acha kam kar sakta han es time ham bilkol free hota han or prsakon bi or asi markit ma kam karan sa hamy kam wakt ma acha profit milta ha q ka ya aik dolden timme ha jis ma markit ma sab sa zyada work hota ha or ham trading karta han to os trad ko ham friday ki sham tak closse kar dani chaiya taky jab markit monday ko open honi ha os ma bohat movement ati ha or markit slow bi hu jati ha jis sa hamri trad ma risk a jata ha monday ko markit slow hoti ha or friday ko markit band hoti ha jis ki waja sa kahi sust hu jati ha en do din ma trad lgan losse ka braber ha or es ka elawa hamry pass 3 din rah gy en 3 dino ma ham khub mehnat kar ka acha profit hasil karna chahiya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X