Jaiza : loss hony par forex ko chorna nahi chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : loss hony par forex ko chorna nahi chahey
    agr hamy lss ho jaye to hamy tense nahi hona chahey hamy jazbat main aa kar forex business ko chorna nahi chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain loss ko cover karna or acha profit hasil karna aik achy or kamyab trader ki nishani hain forex aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik wasee business hain yai usa or china or new youkr main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain ham is main 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain agr ham job less hain to ham forex ko part yai pher full time join kar ky acha profit hasil kar ky apni life sy gurbat ko kathem kar sakty hain yai aik reall business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : loss hony par forex ko chorna nahi chahey

    Loss honay pay business close nahi hotay aur na he chore diye jatey hain. Business mai agar loss ho bhi jaey tou usay recover kernay kay liye koshish kerni chaiye kiyu kay business chalta rahey ga tou he loss recover kia jaa sakey. Forex trading business mai bhi aisa he hota hai kiyu kay Forex business mai loss honay ki sub say Bari wajah experience ki kami aur knowledge ka na hona hai. Forex traders jab iss business mai new aur junior hotay hain tab he unn say ghaltiaa hoti hain tou aisi soorat mai trading business ko nahi chorna chaiye iss Tarah loss kabhi recover he nahi kia jaa sakta. Forex trading business mai loss honay pay sub say pehlay trading kuch time kay liye stop ker laini chaiye aur apni loss mai closed trades ko daikhna aur analyze kerna chaiye kay unn mai kia mistakes hain. Aur phir unn mistakes ko darust kernay kay liye apna experience aur knowledge ko barhanay kay liye work out kerna chaiye. Iss tarah traders ko bohat acha experience aur skills develop kernay ka moqa bhi mill Jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : loss hony par forex ko chorna nahi chahey

      Dear ap ko ye pata hai k ye market kafi zayda risky hai ap agar ais mai kaam karty hai to ap ko ais mai planing kar k kaam karna chaye agar ap ais market mai ghalti ki waja se loss kar lety hai to ap ko ais market mai kaam nai chorna chaye agar ap ais market mai kaam choar dety hai to ap ko ais mai kabi bhi kamyabi nai ho gi ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai mehnat aor sabar k sath kaam karna ho ga ta k ap ais market mai kamyab ho jaye agar ap ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna hota hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais mai atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko learning karny k baad hi investment karni chyae.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : loss hony par forex ko chorna nahi chahey

        Dear member Forex trading ek Aisa online business hai jis mein aapko profit and last donon hi a sakte hain. Forex trading 1 risky or difficult business hai agar aap chahte Hain ki ek acchi trader banna chahte Hain to aapko is per mustaqil Mizaji ke sath kam karna hoga kyunki ismein loss ki shara bahut zyada hoti Hai un trader mein jinke pass knowledge ki kami hoti hai. Ham yahan per learning ki stage mein guzar Rahe hote hain to is vajah se hamen apni trade mein loss ziada aata hai isliye aapane pareshan Nahin Hona balki apni losses se learning Hasil karni hai aur koshish karni hai ki jo buniyadi step Hai money management ka usko aap apni tamam trade mein follow karen to aapko Koi Bada nuksan Nahin Ho sakega.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : loss hony par forex ko chorna nahi chahey

          bilkul dear main bhi app ki bat say agree karta forex main jab bhi ham ko loss hota hai tu ham ko himmat nahi harni chahye kyon ky forex main jab koi trader ata hai tu uss ky bad experience nahi hota hai na he acha knowledge hota hai jiss ki waja say forex main hum ko loss hota hai jesy jesy hamra forex main experience ziada hota jata hai ham es main loss kam karty jaty hain yeh har trader ky sath hota hai kyon ky yeh aik risky market hai es main ham profit ka apni mind say ziada sochty hain jiss ki wajah say hamra lalch main aa kar loss hota hai es lea ap ko es business main success hasil karny lea pehly loss bhi bardasht karna parta hai kyon forex main ap ko loss say bhe bohut ziada experience milta hai jiss say ap es market main success hoty hain es lea jab bhi ap ko bar bar loss hota hai tu ap ko himat nahi harni chaye ap ko es main achi tara say mehnat karty rehna chaye phir he ap es business main kamyab hoty hain saber karna bohut zrori hai phir he ap es main kamyyab hoty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : loss hony par forex ko chorna nahi chahey

            dear maine jub say is markeet ka kaam start kia hay mujhay kaafi daffa say markeet say lose bhi mila hay aur sath sath kabhi kabhi mujhay apnay totaly account ko washed bhi hota daikha gaya hay is liye lose ho jana ya kabhi account washed ho jana to sath sath chalta rehta hay magar agar ham amrkeet main kaam karnay ko he stop kar daitay hain isay chornay ka faisla kartay hain to ham amrkeet say kabhi bhi kuch bhi hasil nai kar saktay hain aur sath sath ham jub bhi kabhi koi aur kaam ko start kartay hain to hamko us main bhi jaldi hoge aur ham us amin bhi kabhi success nai ho sakaingay is liye hamko yeh sab kuch soch samjh kar start karna chaye k ham nay lose aur earning dono surton main markeet ko kisi surat main bhi nai chorna hay to ham daikhanigay k hamko thoray he arsay main markeet say bahut kuch mil sakta hay aur ham sath mustakil mizaaj bhi ban jayengay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : loss hony par forex ko chorna nahi chahey

              Apane yah bahut acchi baat ki hai ki loss hone per hamen forum aor trading ko parhaai nahin chhodana chahie aur na hi Pakistan Forex form chhorana chahie aur na hi Paras trading international market ko like karna chahie aapko kam karte hue understanding ke sath aur aur zyada mehnat aur struggle karte hue kam karna hoga trading membership form mein aisi information maujud hai jo aapko har tarah se guide karti hai aapko yahan per koi bhi baat buri lage to aap usko ignore karo aur dusron ki shikayat na karo complain karne se aapko bhi knowledge kam milega aur dusron ko bhi pareshani hogi Forex trading market mein shuru mein har kisi ko loss hota hai market ki understanding nahin hoti jiski vajah se shuru mein aapko loss zada ho sakta hai is vajah se pareshan nahin hona
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : loss hony par forex ko chorna nahi chahey

                Dear Forex trading member is bat Mein Koi shak Nahin K trading Ek risky game hai aur usmein income hoti rahti hai lekin loss ke liye bhi Hamen mentally Taur per taiyar Rahana padta hai karobaar ho ya koi bhi field Ho business Ho usmein fayde ke sath sath nuksan bhi ho jata hai iska hargiz yah matlab Nahin Ki Ham trading Chorr dy halanky Hamen trading ko mazeed Behtar tarike se aur planning strategy ko change karte hue Karni chahie aur ummid rakhni chahie ke har bar loss Nahin hoga profit mein Apni trading Ko chalane Ka Azam Hona chahie aur aur yahi khubsurti hai trading mein kay Agar Aaj lost Hota Hai To Ham usse bahut Kuchh sakte hain aur aainda apni galtiyan jo Humne Ki Hai use khatm kar dete hain aur apne trading ko profit main tabdeel kar lete hain trading ko naye Andaaz Mein start kar lete hain aur usse profit kamate Hain yeah strategy aur planning depend karta hai ki Ham kab aur Kyon change Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : loss hony par forex ko chorna nahi chahey

                  Assalamu Alaikum dear friend aapane bilkul bahut hi acchi baat ki hai koi bhi Duniya ka business hai usmein profit aur loss hota rahata hai ISI Tarah Forex trading bhi Aisa business hai ismein bhi aapko loss ho sakta hai Kyunki yah Krishi market hai lekin Jab aapko loss hota hai uski Badi vajah Yahi banti hai yah to aap lalach ki vajah se loss karte hain ya FIR aapke pass Achcha experience maujud Nahin Hota To isliye agar aap ine donon chijon ko pura kar le to aap bahut hi acchi aur vector trading kar sakte hain to isliye aapko chahie kya aap hard worker mehnat Karen jisse aap Kamyab aur Behtar profit Hasil kar sakte hain aur apne Aane Wale Waqt mein bahut hi accha profit book kar sakte hain to isliye Forex Ko chhodana Nahin chahie ismein aur mehnat Karni chahie Sar Ke Aane Wale Waqt mein aap se Kamyab Ho Sako
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : loss hony par forex ko chorna nahi chahey

                    Dear member forex market aik esa business hai jismein profit and loss donon hi aa sakte hain isliye kabhi bhi ek trader coal or se pareshan Nahin Hona chahie balki hamesha Jab vo trading start karne lagta hai to usko chahie ki risk to reward ratio nikale aur uske bad tradeplace Karen Taki usko yah consider ho jaega vah kis after close utha sakta hai. Forex market mein kisi bhi title ko risk to reward aur aur lost to reward ratio ki madad se judgement ki jaati Hai ki vah trader trading mein kis had Tak kamyab hai aur usne a market mein kitni jyada nuksan uthe Hain. Forex market mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko learning Hasil karna hogi jo ki waqt Ke sath sath step-by-step aapko milegi isliye apna focus learning per rakhen.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X