jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

    Kbi is k dr kbi us k dr kbi Dr badr gham e zindgi tera shukria tu ny kahan kahan sy phira dea. Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or hm hyn forex trade pe. 100 and 10% agreed mere dost ku insan thoker sy seekhta hy. Nuqsan sy milny wala experience koi expert bi explain ni kr skta jo feelings nuqsan k bd ati hyn wo aesy kesy aa jayn. Nusan k bd wo her ak ko btata hy k bhai yeh aesy hy aesy ni or kbi aesa mt keryo. Dukh ka andaza wohi lga skta hy jisy wo dukh mila ho dosry to sirf dilasa dy skty hyn. Is leay dosto experience zroor lyn per nuqsan sy ni apni behtr hikmat e amli sy. Shukria
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

      Asalam o Alikum dear fiends and members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak world wide business ha is main ham kam kar kay acha profit gain kar sakteen han ye ak esa online business ha jo ham ghar bethy achy tareeqy say kar sakteen han bas is ko achy tareeqy say karny kay leye is ki achi education ka hona bahut zarori ha is main hamary pass jitna knowledge ho ga is main ham utni achi success gain kar sakeen gay is market main hammy loss bhi hamari ghaltioon ki waja say hota ha or profit bhi hamari khud ki mehnat ki waja say hota ha jab hammy is market main loss hota ha to hammy is ko loss hony kay bad chor nai dena chaheye balky wo waja talash karni chaheye jis ki waja say hammy loss howa hota ha is ko pher analysis kar kay apni ghalti sahi kareen or isis tarha hammy apni sari ghaltiaan sahi karni chaheye or pher ak din esa ho ga kay ap ki har trade ghaltioon say pak ho gay gi
      • #18 Collapse

        Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

        Dear Jaisa ki aap Jante Hain Forex Ek best business hai Ham ismein Jab galtiyan ka ke kam Karte Hain Hamara account Band Ho Jaega Hamen learning Karke ismein kam karna hoga Forex best business hai Ham ismein 24 kam kar sakte hain ismein koi bhi time ki bhi limit nahin hai aur na hi koi age aur chatai ki limit hai yah Ek behtarin business hai apni trading ko Achcha kar sakte hain ismein mehnat Karen aur kamyabi Hasil Karen Hamen Jyada Se Jyada acchi trading Karni Hogi Taki Ham ismein kamyabi Hasil kar sake aur cprofit Hasil kar sake main chahie case ke Tamam ko follow karte hue ismein work Karen aur kisi Kishan Ki Galti na hone den yah baat bhi theek hai ki Jab Hamen loss hota hai to usse Hamara experience badhta hai vah koi expert Hamen Nahin De sakta Kyunki Hamen Pata hota hai Humne Kis vajah Se ismein lost aaya hai isiliye Hamen chahie ki use galti se Ham sikhen Na Kar Dobara Aisi Galti Karen tabhi Ham ismein success kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

          Je bilkul insan hamesha mistakes se hi learn karta ha, ghalti insan ka sab se bada teacher hoti ha agar woh os mistake ko seriously samjhay to woh successful ban sakta ha, ap ki bat bilkul thek ha k forex trading ma jab ham loss kartay hain to jo hamain lesson milta ha, woh ham kisi aur se hasil ni kar saktay hain q k mistakes se hamain experience ma izafah hota ha, is lye expert, professional traders hamesha apni mistakes se learn kartay hain aur un ko correct karny ki koshish kartay rehtay hain, forex chun k aik risky aur complicated work ha jis ma soch samjh kar trading karna padti ha, is lye sab se pehaly to demo account pe is ki trading ki practice karain is se trading experience ma izafah ho ga, jitna ap k pass experience ho ga utna ap is se ashi earning kar saktay hain aur loss se bach saktay hain, mistakes pe bhi overcome ho sakta ha, jab bhi kisi bhi currency pair pe work karain to os ka proper knowledge hasil karain,
          • #20 Collapse

            Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

            Forex trading may loss aur profit dono ko face karna parta hay.forex trading may experience hasal hota hay jab haum loss ko face kartay hay hamari mistakes haumay zayada acha lesson sikhati hay haum Apnay loss say bhi experience gain Kartay hay profit aur loss har business ka Lazmi part hota hay esa kisi bhi business may nai hota hay Kay profit hi profit milta rahay aur khabhi bhi loss ko face hi na karna paray esa reallty may nai hota hay forex trading may loss honey ki waja traders ki jaldi jaldi Kam karnay ki adat ki waja say hota hay haum jab sabar say Kam nai kartay hay aur greedy hotay hay thabhi haumay nuksaan start ho jata hay Forex trading may experience bohat matter karta hay app experience apney seniors say bhi Gain kartay hay aur app ko loss ki waja say bhi trading may experience hota hay app apney loss say experience uss tarha gain kartay hay jab app ki gi mistakes ko dobara say repeat nai kartay hay aur apni mistakes ko seriously cover ksrtay hoye trading Kartay hay to appko kamyaabi bhi hasal hoti hay experience chahey seniors say hasal kartay hay ya appni mistake say Gain kartay hay experience lazmi hasiyat rakhta hay.
            • #21 Collapse

              Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
              dear friends forex market main hum bohat achy aur expert trader say sekh bhi lain tu humy ju experience loss say milta hai wo ham ko un say nahi mil sakta hai kyon ky teachers nay ham ko sekha daina hota hai aur ham un ki bat par tab tak amal nahi karty hain jab tak ham ko khud loss na ho phir he ap un ki bat samjhty hain ky hamry teacher waky he ham ko thek kehty hain es lea forex main ju experience ham ko loss say milta hai wo kisi bhi teacher say ya kisi bhi expert nahi milta hai jab ham market main real account main kam karty hain tu ham apni bohut sari galtian loss say sekhty hain aur phir un ko thek karty hain.
              Ji han ap nay bohat acha jaiza paish kia hay aor jaiza kay zariay bohat hi important information share ki hay main ap ki en baton say agree karta hoon. Forex trading ko traders sekh kar aor knowledge gain kar kay demo pay achi practice say bohat ziada experience to hasil kar laitay hain aor esi taran kisi expert trader say live Forex trading sekh kar aor un say achi learning kay sath sath Forex trading ka practical kar kay bhi acha experience hasil nahi kar patay jab k aik Forex trader trading kay doran bar bar Forex trading main loss karnay say ziada experiencehasil kar laita hay dosray lafzon main ham keh saktay hain k Forex trading main bar bar loss honay say bhi trader ko acha experience hasil ho jata hay aor aisa experience hasil hota hay jo k expert traders say bhi hasil nahi ho sakta aor na hi kisi demo practice account main practice karnay say hasil hota hay yehni loss say ziada experience hasil hota hay.
              • #22 Collapse

                Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

                Absolutly right baat hy brother k hmen jo experience hmari losses sy milta hy wo koe b bada trader ya skill full banda nae dy skta hy hmen chahey k apni losses sy dil bardashta na
                hon or in sy zyada sy zyada faeda uthaen or in me hony wali tmaam ghalteon ko madenazar rkhen agar aap aesa krny me kamyab ho jaty hen to aap ko losses ka khatra utna hi kaam
                ho jay ga k agar aap is cheez ko nazron me rkhaen gy k pichli trading me ye ghalti ki thi ab agar dobara ye ghalti ki to zyada loss ho skta hy is khyal k sath hi aap ko forex trading me
                aghy badhna ho ga agar aap aesa krny me kamyab ho jaen gy to hi aap aik perfect trader ban paen gy warna aap ko losses ka samna hi rhy ga har mukaam sy k agar aap ny apni purani
                ghalteon sy sabak na seekha to aap ko mun ki khani pady gi or is business me zyada losses ka samna krna pdy ga isi liy aap ko hmesha hi apni ghalteon sy seekhna chahey or aghy
                badhty jana chahey isi me apki kamyabi hy.
                • #23 Collapse

                  Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

                  my dears friends
                  umeed gha kay app sab thk ho gay ji forex aik international business ha or log is ko ghar bath kar achy earning hasil kar rahy ha or ya sab app ki learning or achy knowledge or achy analysis or achy practice say hi mumkin ha jis say app ko achy rsults mil sakty ha or jab bi app market ma trade karty ha to jab bi app loss karty ha to app parshan na ho or app apny loss ko cover kar sakty ha or ya mumkin ha or ya sab app par hi depands karta ha kay app apni mistake ko cover kary or is ki main reasion ko find kary or sath hi apni loss hony waly sab news ko jis par app ko dout ha app achy mehnat kary or is ki reasion ko tlash kary or achy profit ko gain kay or jo app apni mistake say learn kary gay who app ko ksi bi achy expert trader say nai mil sakta ha
                  • #24 Collapse

                    Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

                    Han ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai Jab Bhi aap Forex trading Mein kam Karte Hain To usmein Aisa Hota Hai Kya aapko nuksan bhi hota hai Kyunki Duniya ka koi bhi business hai usmein profit or loss ki ratio Agar Hoti Hai Tabhi aapas Mein acchi learning Hasil kar sakte hain to isliye jaruri hai ki aap Jab Bhi nuksan Karte Hain to use chij se aap acchi learning Hasil Karen Kyunki Jab aapko Maloom Hoga ke Forex trading main aapko nuksan Hua Hai To vah Kis vajah Se Hua Hai vah reason Agar aapko Maloom Ho Jaaye to next aap loss karne se bacha sakte hain To Itni chijon Se Jab aap Achcha experience asali Karte Hain To Yahi aapke expert hone ka jariya ban jata hai Kyunki Forex trading Mein Jitna Achcha experience or knowledge Hoga utna hi benefit hota hai aur utani hi aap Baithe aur acchi trading kar sakte hain Jiski wajah se aap kahan main aap aur Achcha profit kaise kar sakte hain to isliye Jo Banda Apne loss se acchi learning Hasil kar le vah Hamesha ke liye Kamyab aur Achcha trader Ban sakta hai Rasiya Jab Bhi aap Forex trading Mein kam karna Chahe to uske liye Jaruri hota hai ki sabse pahle aap acchi learning Hasil Karen aur Jin chijon se aapko nuksan ho raha hun chijon ko Dur karne ki koshish karen Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai jo kya aapko lifetime Ek acchi achievement De sakta hai to isliye ismein aapki acchi mehnat aur apni acchi trading aapko Kamyab banaa sakti hai
                    • #25 Collapse

                      Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

                      forex aik best business hain hum is mai jab mistake kaar ky kam karty hain to hamara account baned ho jy ba hamy learning gain kar ky kam karna ho ga forex aik best business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mein agar greedy ban ky kam lkary gy to hamara account banend ho jy ga hum is mai out off balance bana kar be kam kar sakty hain hum is mai pairs ma or currncy ma kam kari sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex maai hum agar kam karty how market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamara account baned ho jy ga forex aik international or kaabe be band na hony wala busines hain.
                      • #26 Collapse

                        Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

                        Forex business mein profit aur loss business ka hisaa hota hai aur forex mein Jo bhi experience trader hota hai un ko bhi forex market se loss zaroor hota hai aur is traha hi woh forex mein experience trader banty han aur loss se Jo log sekh jatay han woh kise experience trader se bhi nahin sekh saktay kiok ye khud ka experience hota hai aur loss jab bhi hota hai apni kise galti se hota hai aur forex mein jn ko loss hota hai woh apni mistake ko cover karta hai aur aur loss se sekhne ki koshish karta hai woh lazmi forex mein kaamyaab ho sakta hai hum ko apne loss se sekhne ki koshish karni cahaiye aur js mistake se loss hota hai us ko cover karna cahaiye aur forex mein loss hota hai woh bhi aik experience hota hai aur Jo profit hota hai woh bhi aik experience hota hai aur hum ko is se faida hasil karna cahaiye
                        • #27 Collapse

                          Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

                          ji aapki baat bilkul theek hai teacher ney to sirf hamen sikha dena hai Bata Dena hai magar sensible to humne karna hai vah to humne khud karna hai na demo account consistent with yah actual account in step with jab bhi hamen demo account ya phir actual account ke upar loss hota hai to apply loss ki vajah se Ham bahut bada expertise hasil kar lete hain agar ek sikhane wale insan ho to loss se hello buying and selling ko Sikh leta hai agar vah is per seek karne lag jaaye ke use okay wajah se loss hua hai aur vah use mistake ko sahi kar leta hai to dobara use mistake ki vajah se unhy loss ka samna nahin karna padta aur loss ke danger kam ho jaate Hain aur income ke hazard bharr jaate Hain isliye hamen chahie ki Ham apni galti consistent with seek Karen aur un mistake ko jald se jald durust kar len.
                          • #28 Collapse

                            Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

                            ji bilkul jab Ham kisi kaam ko karte Hain to Ham samajhte Hain ki Ham usko acche tarike ke sath Kar Rahe Hain magar jab uska result aata hai to pata chalta hai ki uska natija achcha nahin hai humko prakat nahin Mila ke loss ki wja jaan Kar hum usse experience hasil kar sakte hain agar Ham uske loss ki vajah nahin janenge to bar bar mein nuksan ho sakta hai is isliye hamen loose ki vajah jaan se bhi experience and slow sakta hai agar koi kam karen to shuru shuru mein insan se galti hoti rahti hai aur insaan galti Hui se experience and sale karta hai experience hamesha galati hona chahie hasil Kiya jata hai agar hamare pass experience nahin hoga to kam bhi acche tarike ke sath nahin kiya ja sakta experience yah jisko jaan se kam achha hota hai

                            As ma knowledge or experience aasan kar sakte hain jitna hamare pass Na Lage aur experience jyada hoga utna hi hamara jyada fayda hoga utna yad aakaam shaadi ki taraf ja sakte hain
                            • #29 Collapse

                              Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

                              Dear friend jaisa ki aapko pata hai ki trading karna aik risky kam hai aur ismein kabhi-kabhi loss ho jata hai lekin us loss main bhi kuchh Na kuchh experience experienceho jata hai aur forex main kamyabi hasil karne k liye loss se bachna bahut hi zarori hai our forex main loss se bachne k liye apne experience our knowledge ko increase karen jis ki wajah se forex main hum kamyab ho sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain Ham ko is main loss ki waja se hi ham forex main kamyab nahi hote hain daily posting karna chhye oar is mein ham ko mehnat bhi karna hoga is mein ham kamyb ho ksat hein oart is mein daily posting karna chhye is main ham ko daily 35 posts kare to hi ap is main kamya ho skate hain aur forex main hum tab kamyab trader kehlate hain jab hamare sare ke sare trades profit main jaen or hamare aik bhe trade loss main na jae q ke agar hamare trades loss main hon ge to hamen acha profit nhe mil sakta hae aur forex ma loss hone ki weja se hum kamyab nhi ho sakte hen lakin baz defa loss ki weja se insan kamyabi hasil ker leta ha lyun ke kuch log loss se sabeq hasil ker ke kamyab ho jate hen or loss un ki kamyabi ka zariya bun jata ha lakin loss ko le ker preshan nhi hona chahye bulke mehnat jari rekhen mehnat keren ge to zaror kamyabi mile gi or ap loss ko profit ma change ker sakte hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: jaiza:loss say milny wala experience kisi expert sy nahi mil sakta hai.

                                Ki bilkul theek kaha Jo experience hamen khud ke concept aur kutte trade lagane ke bad apni mistake se milta hai vah experience hamen kahai se bhi hasil nahin ho sakta hamen uthne se pahle ek bar girna zrur hota hai sometime hamare pass was your experience is hote Hain vah baten humne delete ki hoti hai lekin Ham apne mind se skip out kr dete Hain objective experience mein sath hota hai aur ham apni concepts ko dekhte hue apni Man ke sath trade lagate Hain aur hamen loss hote hain vah experience Ham kabhi bhi nahin Hui the aur use experience se Ham apni trade ko best se best banaa sakte hain aur experience hasil karne ke liye sabse pahle Ham demo account per practice karke experience hasil kar sakte hain
                                1: Demo account for experience
                                Ham agar experience hasil karna chahte hain To Ham demo account per Apna knowledge aur apni learning ko share karte hue apne concepts ko dekhte hue market ki movement graph for flooraur candlesticks ko dekhte hue Ham apne trade laga sakte hain aur demo account ke ki Ham practice karke experience hasil kar sakte hain hamare pass chitti learning and knowledge jab tak Ham practice nahin karenge karenge Tum hamare saare knowledge useless ho jaega

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X