Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?
    Pak forex forum pay normally her member ki daily thread ki limit 4 hai. Contest mai sawaalia aur jaiza ki threads ki jaati hain. Contest mai jaiza kay threads ki limit kitni hai jo kay aik member daily ker sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

    Dear friend Pakistan forex forum main jahan tak mara knowledge ha is k mutabiq to ap 4 he thread kar sakty han chae ap jis main marzi ha thread kar lan ab ye modulator sy he confirm karna ho ga k contest main posts ki limit kya ha or normal main kya ha ya phr donu ki mila k ktni ha hum ktny thread kar sakty han or kis hessab sy apny thread post kar sakty han tab he humy sahe pata chal sakta ha is ley humy jab tak sahe confirm na ho to humy 4 sy ziada thread na karny q k agr ziada karny gy to ho sakta ha k humara account bi block kar dea jay is ley humy apni limits main reh k posts karny chae han
    • #3 Collapse

      Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

      Hamara behtarin jawab contest muqabla mein yeh aisa koi zaruri nahin hai ki aapane jaiza wale threads kitne banane hain balke aap aapko maloom hona chahie kyi first thread yah question ka koi bonus nahin milta hai jo bhai bhi pahla thread banaa raha hai usko yah baat yad rakhna chahie ki Forex trading forum mein pahle sawal ka koi bonus nahin hota hai aapko sirf jawab ka hi bonus mil sakta hai isliye aapko chahie kya Forex trading market ke related perfect questions generate karen aur repeated questions na banaen ta ky contest mein interest increase ho log motivate hokar yahan per kam karen aur Forex encyclopaedia ka purpose bhe yahi hai ki market ke related each and everything ko discuss kiya jaaye. Waisy aam forex ki guftagu ma apko daily char threads bnana hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

        dear yah apk threads k miyar par depend hota hai es main apk jo threads rules k according hoti hain osi main he apko acha bonus milta hai es liye apko aghr forum se threads bnany par acha bonus chahye tu apko informative threads bnani hongi jis main apko information share karni hogi or forex se related par apko aik topic behas k liye choose krna hoga q k jub tak ap apna kam bahtr nahi karengy tu ap forex main kamyab nahi ho skty hain na tu apko bonus acha milta hai or na he apko thanks zyda milty hain es liye hmain chahye k bus apny kam k miyar ko bahtr krna chahye jis main hum kamyab ho skty hain or acha bonus k liye hmain forum rules ko follow kar k kam krna chahye jis main hum apny kam k miyar ko bhi bahtr kar skty hain or kis trha forum main kam karna hai oska bhi hmain pta chal jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

          Dear Forum me total thread ki limitation 8 hay ye 8 threads jaiza key be ho sakty hey aur question threads be ho sakty hey jetny be forum me sections hey total 8 threads key ja sakty hey magar ye zarori nahi key har member agar 8 threads karen gey to hi un ko acha bonus mily ga members ko reasonable aur informative topic par hi threads create karny hon gey, esy members jo key daily 8 threads karty hey ye be mumken hay key wo esy members se kam bonus hasil kar ley jo key daily bahot zeyada posts to karta ho magar threads create na karta ho, agar daily ya 5 threads key jaye magar achy topic key aur quality es ki behtar raki jaye to members ko es ka faida ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

            Dear ais forum par ap ne agar contest k rules ko read kia ho to ais mai ap ko ye pata chaly ga k ap ne agar ais forum k contest mai kaam karna hai to ais mai kam az kam aik thread aor aik post ho to ap ko ais contest mai shamil kia jata hai ais k sath sath ap ne agar ais contest mai acha bonus lena hai to ais mai ye zarori nai hai k ap ais mai thread zayda lagye ais mai ap beshak posts zayda kary magar ais mai thread atna zayda na lagye ais mai ap apni routine bana ley aor aus k hisab se ais forum par jab ap kam karty hai to ap ko ais mai kafi zayda acha bonus mil jata hai agar ap ais forum par kaam karty hai to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais forum par mehnat kary tab ap ko ais mai faida ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

              Ji bhaijaan is form per aapane Agar contest ke rules ko red kiya ho to ismein aapko yah Pata chalega ki aap Main Agar is form ke contest Mein kam karna hai to ismein kam se kam Ek Friend aur ek post ho to aapko is contest Mein Shamil Kiya Jata Hai iske sath sath aapane Agar is contest Mein Achcha bonus lena hai to ismein yah Jaruri nahin hai ki aap is main thread Jyada lagaen ismein aap beshak post Jyada Karen Magar is main thread utna Jyada Na Lage ismein Aap Apne relation banaa Le aur uske hisab se is forum per Jab aap kam karte hain to aapko ismein Kafi Jyada Achcha bonus Mil Jata Hai agar aap is form per kam karte hain to aapko ismein Kafi jyada fayda ho jata hai is form per mehnat Karen tab hi aap ko isme fayda ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

                Ji Bhai aapane bahut Achcha Sawal Kiya lekin Agar aapke pass ismein experience nahin hai to aap ismein trade post kar sakte hain aur ismein Jyada Se Jyada friend post kar sakte hain mere hisab se ismein koi limit nahin hai agar aap Hamen 5 day leave it friend post karen to ho sakte hain ismein aap Kisi bhi Jagah trade post kar sakte hain aap kaun test Mein karna chah Rahe to contact kar sakte hain mere hisab se ismein aap Panch contest ismein aap 5 friend post kar sakte hain daily basis per ismein aap kam kar sakte hain ismein ab jitni Jyada quality post quality thread Karenge utna hi jyada aapko fayda Hoga aur aapko iska kya bonus Milega ismein kam karne ke liye aapko kis chij ki jarurat hoti Har mahine ki jarurat Hoti Hai Tabhi aap kar sakte hain aur aapko batata aap ismein daily basis per sirf Python post kar sakte hain aur Usi Se Jyada bhi aap kar sakte hain lekin aapko daily 2057 Panchgani chahie Vahi aapko fayda mat ho gaya jismein Jyada like ho reply aaega utna hi jyada aapke liye fayda hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

                  Dear friend agar aap Delhi Kitni bhi post karen to aap kar sakte hain ismein koi bhi limit nahin hai ki aap contact Mein trade kitne post karte hain Kyunki ismein basically yah hota hai ki aap ek Din Mein 50 post kar sakte hain to ismein aap usmein jitne Marji question poochh sakte hain aur jitne Marji question ka reply de sakte hain to isliye aap acche question ka reply Nahin aur acchi posting Karen jisse aapko bhi fayda ho aur form ki value ka bhi Pata Chale dusre log bhi form se acchi earning kar sake aur accha benefit Hasil kar sake Taki sab log is ko Ek Mukam per le kar ja sake aur isase acchi earning kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

                    Dear member Pakistan Forex forum mein aap ek Din mein 4 new thread create kar sakte hain. Masjid agar Ham baat karte hain new threads ki to vah do kism ki hoti Hai ek aap ne aim ? Ke sath sawal puchna hota hai aur dusra hota hai jaiza threads. In donon new threads mein Fark yahi hota hai ki zyada post aap use Surat mein karte Hain Jab aapke pass kisi bhi topic par zyada knowledge hota hai aur aap dusron tak share karna chahe to aap post mein tamam balon ka jayja lete hue new 3rd create karte Hain. New trend jaiza daily basis per aap thread create kar sakte hain is se ziada aapko create karna prohibited hota Hai. Dear member Pakistan Forex forum mein aap jis bhi form mein kam Karen aur jitna bhi kam Karen hamesha is baat Ka khyal rakhen ki aapki post mein quality honi chahie Taki aapko jyada se jyada reward mile.
                    • #11 Collapse

                      Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

                      Ji Pyare member Pakistan Forex forum mein aap 1 Din Mein 4 newtrade character kar sakte hain Agar Ham baat karte hain new trailers ki to vah do kism ke hote hain Ek aapane in Ka Sath Sawal poochha hota hai aur dusra hota hai Jaisa Trends ine donon Mein Fark Yahi hota hai ki Jyada post aap use Surat Mein Karte Hain Jo aapke pass Kisi bhi topic per Jyada knowledge hota hai aur aap dusron tak Sher Karte Hain To aap post Mein Tamam balon ka jayja lete Hue new correct karte hain new trend charger daily basic per our prayers correct Ke Saath Hain Is Se Jyada aapko connect karna prohibited Hota Hai Pyare member Pakistan Forex form mein aap jisse bhi form Mein kam Ham Karen aur Jitna Bhi kam Karen Hamesha is Baat Ka Khyal rakhen ke aapki post Mein quality honi chahie Taki aapko Jyada Se Jyada record Mere aur aap Kamyab ho sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

                        Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex m contest aik muqabila hota hy jis m ham posting or thread karty han ham posting or thread muqabily m karty han jo contestant jitny ziada post or thread ki quilty or qunitity ziada achi rakhta hy usy us k mutabiq utna hi bonus frahm kia jata hy jasa k hr kam k kuch rules hoty han isi tra contest m kam karny k b rules han jasa k forum k rules han k hamy daily k 50 posts or 4 thread karni hoti han yahan contest m b yahi rules hoty han ham 50 sy ziada posts ni kr skty or 4 sy ziada thread ni kr skty q k ye rules k khlaf hota hy or agr ham rules k khlaf ja kr koi b kam karty han to hmari zyada ki gai posts or thread delete kr di jati han jin ka hamy koi faida ni hota is liay hamy rules k mutabiq kam kr k zyada bonus hasil karna chaiy jo k widraw able hota hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

                          Deal friend Pakistan Forex forum mein agar aap posting karna chahte hain aur contest Mein hissa Lena Chahte Hain To ismein Jab Bhi aap new thread open Karenge to usmein Aap Jaisa se shuru Karenge aur iski limit daily ki 4 post Hai To isliye aap rozana Ke Char thread post kar sakte hain isase Jyada Agra posting Karenge to vah rules Ke khilaf Hoga to aapko chahie ki aap acche aur Behtar thread post Karen jisse dusron ko bhi fayda ho aur vah acchi Avengers Forex trading ke related Hasil kar Saken to isliye rules ko follow karte hue kam Karen aap Behtar aur accha profit Hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

                            janab thread ki limit ka koi issue nai hai forum per ap jitni chahayn thread kar saktay hain lakin thread ka ap ko bonus ki sorat main koi faida nai honay wala because thread ka bonus nai milta lakin thread open karnay say yeh faida zarror hota hai kai agar ap ki thread achi aur informative ho tu us per ap ko achay likes mil saktay hain aur un likes ki badolat bhi ap ko acha bonus mil sakta hai lakin koshish karni chahiyay kai daily ki 4 say zaida threads na karain takay ap ka time bhi waste na ho zaida. Threads open karnay ki bajaye humay zaida tawaja posting per daini chahiyay takay at the end of the week or month hum zaida say zaida poting kar kai acha bonus hasil kar sakain aur us bonus say trading kar kai acha profit hasil kar sakain. contest main acha bonus hasil karnay kai liyay humay quality work ki zaroorat hoti hai aur agar hum threads hi open kartay rahay gay tu wo humaray quality work per asar andaz hota hai tu koshish karain kai forum per quality work karain takay ap ko bonus bhi quality hi milay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Contest mai jaiza kay threads ki per day kitni limit hai?

                              Pyare Dosto Assalamu Alaikum jaise ki main form ke rules Kapda Hai To usmein likha gaya hai ki aap ek din mein sirf aur sirf 4 question poochh sakte hain to Mere Khyal se Hamen form ke Rul ko follow karte hue kam karna chahie Taki Hamen Aane Wale Waqt Mein Achcha aur bata profit mil sake to bonus Ek bahut hi accha Tarika Hai Jiski madad se Ham free mein Achcha Paisa Kama sakte hain to Mere Khyal se yah bahut hi Behtar Tarika hai to aap form ke Rule ko follow Karen aur Sabhi form ke rules ko follow Karte Rahen to acchi income Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X