Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: experience aur unexperinced mein frak
    Assalamu alaikum dear friends jaisa ke ek unexperienced trader hoga to vah sirf ek tuka lagaegaagar to sahi lag Gaya to trade ho jayegi lekin agar galat ho gaya to loss ho jaega aur aisa loss mein aapka account wash bhi ho sakta hai aur is tarah ki training mein jyadatar hamen loss hota hai to experience ke saath agar Ham trade karenge to usmein loss ke chances bahut kam hote hain aur ham ek bahut acchi earning kar sakte hain bahut hi kam risk mein aur acche experience ke liye hamen demo account mein kam karna chaye jitna jyada acche se ismein kam karenge utna hi achcha experience hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

    Dear jab ap ais market mai kaam start karty hai to aus time ap k pass ais market mai kaam karny ka atna zayda experince ni hota hai aor ap aus time ais market mai jo trades lagaty hai aus par ap ho sakta hai k kafi zayda risk ley agar ap ais market mai demo par kaam kar lety hai to aus time ap ko ais market mai kaam karny ka pata chal jata hai k ais market mai kaam kaisy karna hai aus k baad ap ais market mai ye samjh jaty hai k ye aik risky market hai aor ais mai atna zayda risk ni lena jis se ap ka account wash ho jaye agar ap k pass experince ho ga to ap ais market mai jo risk ley gay aus par ap ko koi pattern pata ho ga tab hi ap risk ley gy ta k ap ko agar loss ho to atna zayda na ho aor aus trade par ap ko agar profit ho to zayda ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

      Forex market main trade kerty huey loss hona bhi must hai ky aesa nehi ho sakta ky ham trade open bhi kerty rehain aur hamain loss bhi na ho sirf hamain trades main profit hi hasil hota rehain lekin experienced forec traders ko jab loss ho raha hota hai tou woh loss ko start main hi control ker lety hain aur loss aik limit sy exceed nehi hota jabky inexperienced forex traders ko job open trade main loss ho raha hota hai tou woh aesy time per sirf dua ker rehy hoty hain ky market reverse movement start kery ky hamara loss kam hona shoru ho aur market kuch profit main jaey tou ham trade close ker sakain

      Jab trade kerty huey loss ho jata hai tou experienced traders just normal trade kerty huey loss ko recover ker lety hain jabky inexperienced traders loss hony per bara risk lena shoru ker dety hain tou loss increase ho jata hai ya phir account bhi aesy hi wash hota hai ky her bar aesy traders account wash kerty rehty hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

        Asslam o Alaikum Dear experience or un experience main frq as bat ka hota hy k jas k pass acha experience hota hy wo kbii nakm nii hota usy br br loss nuksan nii hota us k pass acha khowlage hota hy usy profit ko gain krny ka experience hota hy ku k forex pay profit gain krna
        Har bandy ka kam nii hota ku k as lay buht khowlage or achy experience ko zurart hotii hy as lay humy as pay humsha jatna zyda ho sky mahant k sth acha or quality wla kam krna chye jo humry lay fiday mind ir kamyabi ka zaria bany
        Un experience log wo hoty hy jen k pass na hi koi khass ya zyda khowlage hota hy na hi un k pas forex ka koi experience hota hy un logo ko buht zyda loss hota hy na hi un ko market ki movement ka pta hota hy na hi wo shii pair pay treading kr skty hy na hi wo achii khowlage wli meyarii quality wli posty kar skty hy wo Mary khayl say.
        Koi bhi asa acha kam nii kar skty jen say un ko buht fida ir e3hasil ho sky jab k hn k sary kam thk nii hoty as lay kam krny k lay phly sabr krna chye wqt k sth sth mahant krty hy apna experience gain kry loss say seekh kr humsha agy bhry jatna ho sky apni mahant ko continue rkty hy achi posty kary meyarii thread kary jen ki badolt ap ko
        Acha experience bhi hasil ho sky or ap un say acha profit gain kry or aik achy kamyab business main or expert treadr ban sky....
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

          dear forex trading main expiernce osko kahty hain jin mambers ki trading histry kafi zyda hai or wo kafi apna time spend kar chuky hoty hain or jo mambers zyda sinors hoty hain un ko he expiernce acha hota hai es liye aghr hum apni trading ko bahtr krna chahty hain tu hmain apny expiernce ko gain krna hoga es k ilwa jo log unexperince hoty hain un ki trading life kam hoti hai or wo trading kam kar chuky hoty hain un main wo mambers hoty hain jo thory arsy pahly trading start kar rahy hoty hain forex main kamyab hony k liye expiernce ka hona zarori hai q k jub hum trading ka expiernce gain karty hain tab he hmain acha profit milta hai expiernce gain karny se hmain boht se faidy milty hain q k hu apni trading ko bara acha kar skty hain or profitable bna skty hain es liye pahly apny expiernce ko enhance kar k trading karen os k bad trading karen ta k ap kamyab ho saken
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

            Bhai experience waesy kaam krny sy hota h jab hum koi kaam start krty hn to hum ko koi experience nhi hota h r hum ko yeh b nhi pta hota keh hum kamyab hngy ya nhi lkn kaam krny keleay experience keleay risk Lena parta h r kaam krna parta h phr waqt k sath experience ho jata h r hum bht kuch seekh b jaty hn r Jo nuqsan kry r Jo kaam NH janta hn r woh NH kry to woh unexperience hi hova,
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

              Dear jab bhi koi new trader forex market join karta hai aur bonus any p trading start karta hai tu usko loss ka samna karna parta hai aur kafi new traders k account bhi wash ho jaty hain aur aisa sirf experience na hony ya experience kam hony ki waja se hota hai lekin agar achi tarha se demo account p kam kar k practice ki jaye tu experience ho jata hai ya time to time experience barhta rehta hai aur loss ki bajaye profit hona start ho jata hai aur phir new trader jo hota ha wo acha trader ban jata hai lekin agar loss ho raha ho tu apny knowledge aur practice p tawaju dyn jab practice karyn gy tu confidence peda hoga aur jab confidence k sath kam karyn gy tu loss kam hoga aur ap aik experience trader kelayn gy aur forex se apko faida hoga
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

                bhai jan forex trading aik best online trading ka business hai jis main hum jitni mahnat karengy otna he es se faida otha skty hain forex ain jub hum trading karty hain tu hum apni trading ki ability se forex main earning karty hain hum kbhi bhi apni ability se zyda forex se kuch haisl nahi kar skty hain or forex main agr hum expiernce or unexpiernce ki bat karen tu yah bhi hum par he depended hoti hai bat q k jub hum expiernce k sah trading karty hain tu hmain es main afida mil jata hai or jub hmain expiernce nahi hota hai tu hum kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain or na he hum kamyab ho skty hain es liye hmain chahye k hum apny expiernce ki base ahty howe trading karen jis se hmara account kbhi bhi wahs nahi ho skta hai or na he hmain loss hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

                  Asalam o alikum friend ap ny both acha question kea ha forex trading main experience both zarori ha q k jab hum log aik bar acha knowledge or experience hasil kar k trading karty han to proper money management or risk management k sath trading karty han jab k jin k pass experience ni hota ha wo wasy he trading karty han jis main maximum chance loss k he hoty han is ley humy jab tak humary pass acha knowledge or experience na ho to trading na karny balky humy pehly seekena samjena chae ha ta k hum easily successful ho saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

                    exprience or un exprience traders me jo zeyda farak hota ha wo yeh hota ha ke exprience traders market ki tough or hard condition ko Apne exprience ki help se easily read karke profit earn kar leta ha or loss se bach sakta ha
                    or jo un exprience traders hota ha os ko market ki hard or tough condition ko handle karna ka koi exprience nehi hota ha wo market ki hard or tough condition ko bhi normal condition or situation samaj kar trades open karta rehta ha jisse os ko profit na hone ke barabar or loss hota rehta ha or un exprience traders se analysis karte wakt mistake bhi boht zeyda hoti ha jo ke loss ki waja banti hain

                    exprience traders market ke strong trend ko asani se identify kar leta ha or profit hasil kar sakta ha easily trend me or un exprience traders market ke strong trend ko identify ne kar pata ha aur baz oukat trend reverse hone ke Time per hota ha or un exprience traders os trend ko continue samjte hue trade open karke loss kar leta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

                      Forex market Mein trade karte hue loss Hona bhi most Hai Ke Aisa Nahin ho sakta ki Ham trade open Bhi Karte Rahe aur Hamen loss Bhi Na Ho Sirf Hamen trade Mein profit hi Hasil Hota Rahe lekin experience direct traders Ko Jab loss ho raha hota hai to vah loss ko start Mein Hi control kar leta hai aur lost Ek limit se Exide Nahin Hota Jab Ke inexperinced Forex traders Ko Jab opentrade Mein loss ho raha Hota Hai To vah Aise time per sirf Dua Kar Rahe Hote Hain Ki market reverse movement start karen ki Hamara loss kam Hona shuru ho aur Market Kuchh profit Mein Jaaye To Hamen trade cloth kar Saken Jab traders read karte ho weight loss ho jata hai to expired Teda just normal trade karte hue loss ko recover kar lete hain Jab Ke inxperinencd traders loss hone per Bada risk Lena Shuru kar dete hain to loss in cracks ho jata hai ya FIR account bhi aise hi baat Hota Hai Ki Har Baar Aise traders account was Karte rahte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

                        Forex trading business mai experienced aur inexperienced traders mai bohat faraq hota hai. Forex trading aik aisa online business hai jiss mai earnings ki koi limit nahi hai aur Dusri taraf yehi aisa business bhi hai jiss mai loss ki bhi koi limit nahi hai. Yaha aik acha faisla aik he trade mai hazaaroo Pakistani rupees ka profit day daita hai aur yehi issi business mai aik choti si mistake ya misjudgment pooray account ko Dabo bhi daiti hai. Forex trading business mai traders ko pata bhi nahi chalta hai kay kiss waqt kia ho Jaye kiyu kay yeh totally demand aur supply ka business hai.

                        Experienced trader kabhi bhi trade open kernay mai jaldi bhi nahi kerta aur na he trade ko close kernay ki jaldi kerta hai. Laikin inexperienced traders trades open kernay mai bhi bohat jaldi kertay hain aur phir trade open kernay mai bhi bohat jaldi kertay hain. Kabhi bohat ziada loss ker laitay hain aur kabhi bohat acha profit he miss ker daitay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Husnainah پيغام ديکھيے
                          Assalamu alaikum dear friends jaisa ke ek unexperienced trader hoga to vah sirf ek tuka lagaegaagar to sahi lag Gaya to trade ho jayegi lekin agar galat ho gaya to loss ho jaega aur aisa loss mein aapka account wash bhi ho sakta hai aur is tarah ki training mein jyadatar hamen loss hota hai to experience ke saath agar Ham trade karenge to usmein loss ke chances bahut kam hote hain aur ham ek bahut acchi earning kar sakte hain bahut hi kam risk mein aur acche experience ke liye hamen demo account mein kam karna chaye jitna jyada acche se ismein kam karenge utna hi achcha experience hoga
                          Experience or an experience do traders mein bahut jyada difference hota hai experience day traders bahut acchi drawing kar sakte hain Kyunki vah market ke friend ko bahut acche tarike se understand kar lete hain lekin koi bhi experience day trader start Se Hi acchi trading nahin kar Leta bahut jyada mehnat karne ke bad Ek accha trailer banaa Ja sakta hai aur koi bhi mehnat Karke Achcha trader Ban sakta hai lekin mehnat karna sabse Jyada jaruri hai Jitna Jyada mehnat Karenge kamyabi milane Ke chances kitne hi jyada increase Ho jaenge isliye mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ke liye learning Karte Rahen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: experience aur unexperinced mein frak

                            Assalamu Alaikum Mere Pyare Bhai Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Ji Bhai Jaan baat ki Jaaye experience aur an experience traders mein jo Jyada Fark hota hai vah yah hota hai ki experience traders market ko acche se follow karte hain aur hard condition ko Apne experience ki help se easily edit karke profit on kar lete hain aur lost se baith Jaate Hain aur jo and experience traders Hote Hain usko market ki hard aur aur falon Ke Nishan ko handli karne ka koi experience Nahin hota hai aur vah Market ki hard aur falon condition ko bhi normal condition aur aur solution samajhkar open Karte rahte hain jisse usko perfect na hone ke barabar aur loss hota rahata hai aur an experience traders se analysis karte waqt mistake bhi bahut jyada hoti hai jo jo Khel or uski vajah se banti hai experience status market ko strong train ko aasani se bhi kar lete hain aur profit Hasil kar sakte hain isiliye train mein an experience traders market ko strong turnkey intensity Na Kar paate hain aur bus ticket train drivers hone ke time per hota hai aur an experience traders se friend ko

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X