Re: Jaiza: trading mein emotional nai hona chaye
Assalam alaikum dear forex traders kisi bhi business ko krtay wakt chahay woh wese koi
Karobar ho ya online business ho humien kuch asolon ka paband rehna parta hai aur woh
Asol yh hai k humien kabhi bhi aonay business k mutaliq emotional nahi hona chahye.
Jesa k hum janta hain k kisi bhi business ko kartay wakt hmaray samnay 2 suspects hotay hain.
1: Loss 2:Profit
Iss lye humien kabhi bhi sirf yh nahi sochna chahye k hum jo trading krnay walay hain is sa humien
Srf profit hi millega.Ku k hum jb aisa sochtay hain tou jab kabhi kisi mor par humien loss hota hai to
Hum emotionally bhut zyada hurt ho jatay hain.Jo k hmari trading ko bhi nuksan pnchata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим