Price ziada honay pay spreads ziada kiyu hotay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Price ziada honay pay spreads ziada kiyu hotay hain?
    Forex market mai agar pairs aur commodities ko baghair daikha jaey tou aik baat nazar aati hai kay ziada prices pay ziada spreads hotay hain? Iss ki wajah kia hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Price ziada honay pay spreads ziada kiyu hotay hain?

    Price zyada hoty per spread zyada nehi hota balky market ki movement fast hony ki waja sy spread zyada hota hai jab ham aesy currency pairs main trade open kerty hain jis main market ki movement itni fast nehi hoti lekin price kuch main bahot kam aur kuch main bahot zyada hoti hai lekin spread sab currency pairs main equal hi hota hai agar kuch currency pairs main spread bahot zyada hai tou same pair main price itni zyada hota zaruri nehi balky same pair main agar ham check kerain tou hamain pata chaly ga ky is currency pairs main market ki movement bahot fast hoti hai hamain aesy pairs main hi trade open kerny per short time main acha profit bhi hasil jo sakta hai jin pairs main market ki movement bahot fast hoti hai ky spread agar zyada bhi ho tou bhi short time main fast movement ki waja sy spread wala recover ho jata hai aur hamain kuch hi pair main profit hasil hona shoru ho jata hai

    Hamain koi bhi trade open kerny ky liay aesa pair select kerna chahiay jis main market ki movement bahot zyada fast hoti ho aur nisabtan spread bhi kam ho jab ham aesy pair main trade open kerty hain tou foran hamain profit hasil hona shoru ho jata hai jesy crude oil main market ki movement bhi bahot zyada hoti hai aur spread bhi bahot kam hai tou aesy pairs trading ky liay best hota hain as per trend ham jab bhi trade open kerty hain tou hamain profit hasil hona shoru ho jata hai

    Agar kisi aesy pair main ham trade open kerna chahty hain jis main spread zyada hony ky sath sath price bhi bahot zyada hai tou aesy pairs main trade open kerny ky liay hamary trading account main balance bhi zyada amount main hona chahiay ky ham trade open ker ky acha profit bhi hasil ker sakain aesa na ho ky ham trade open kerny tou hamara margin sath hi minus main n chala jaey aur hamain next trade open kerny ky liay chance hi na ho usi pair main ham kamyab trade ker sakty hain jis pair main spread kam aur market ki movement bahot achi hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Price ziada honay pay spreads ziada kiyu hotay hain?

      Dear members forex market mein Jab kisi currency pair mein bahut zyada fast ya rapid movement hoti hai to us Surat mein jitne bhi brokers hote hain vah spread ko increase kar dete Hain uski wajah yah hoti hai ki wah hi waqt hota Hai Jab bahut se traders ne vah tradeplace Karni hoti hai aur broker apna ziada se ziada fayda uthane ka sochte hain. Kyunki spread sirf aur sirf broker ke sawab deed per hota hai jo vah platform muhaiya karta hai isliye market mein aisa hota hai lekin aisi situation har waqt Nahin hoti kisi special occasion per aisa hota hai normally tamam currency pair ki spread same rahti hai. Is ke alawa aapko yah baat bhi pata honi chahie ki major currency pairs mein short spread short hoti hai lekin aise per Jo major Nahin hote unmen spread large hoti Hy, major currency pair mein spread 3 pips ki hoti Hai non major pair mein 10 pips ki hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Price ziada honay pay spreads ziada kiyu hotay hain?

        Dear jaisy ap ne dekha hai k ais market mai moment her time aik jaisi ni hoti hai aor ais k sath sath her pair ka spread bhi aik jaisa ni hai kuch pairs par spread zayda hai aor kuch pairs par spread kam hai agar ap ne trade lagani hai to ap ko aisa pair select karna chaye jis par spread kam ho agar ap ne ais market mai trade laga di hai aor aus time agar spread moment ki waja se zayda hai to kuch time baad spread normal ho jaye ga aor ap ko jo extra loss ho raha ho ga wo sahe ho jaye ga ais liay ap ko chaye k ap ais market mai jo trade lagye aus par phly aik dafa moment ko check kar ley aor aus k baad trade lagye aisy pair par try kary jis par spread kam ho aor aus pair par moment zayda ho ta k ap ki trade jaldi se profit mai aa jaye.
        • #5 Collapse

          Re: Price ziada honay pay spreads ziada kiyu hotay hain?

          ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya price jyada hone per se Pyar jyada nahin hota balki market ki movement pass hone ki vajah se jyada hota hai jab Ham aise currency pair mein trade open karte hain jismein market ki movement itni fast nahin hoti lekin low price kuchh mein bahut jyada aur kam hoti hai hamen koi bhi trade open karne ke liye aisa facelite karna chahie jismein market ki movement bahut jyada fast hoti hai aur parso. Bhi kam ho jab Ham aise pair ki open karte Hain to hamen ismein profit hona hasil karna shuru ho jata hai agar kisi asi fer mein train open karna chahte hain jismein speed jyada hone ke sath price bhi bahut jyada ho to aise pair mein hamen open karne ke liye trading account mein balance bhi jyada hona jaruri hai agar balance kam hoga to hamen ismein loves me jaldi ho jaegaisiliye kahate Hain Kya Kya Forex main aapko kam karna hai to ismein aapko experience aur main uski hote Jo itna jyada experience karenge apna jyada aapko iski market ke bare mein pata lagega tab bhi aapas mein kamyab ho sakte Bina experience Kya usmein kaam yahan nahin ho sakte
          • #6 Collapse

            Re: Price ziada honay pay spreads ziada kiyu hotay hain?

            Forex market me pairs ki prices to change ho sakti hay magar spread brokers fix hi rakty hey ye possible nahi hay key market me changing ho jaye aur pairs ki keemat agar zeyada ya kam ho jaye to es se pair ka spread be change ho jaye har pair ka makhsoos spread hota hay jo key broker ki fees hoti hay es me changing nahi hoti, koch pairs me 5 pips ka spread hota hay aur koch me bahot zeyada, jo pair zeyada movement teezi key sath karta hay es ka spread zeyada ho sakta hay, jes pair me trading karni ho to sab se pehly ye wazahat karni chaye key es ka spread kia hay agar low spread key ley ye pair available ho to per traders ko risk lena chaye otherwise high spread key pairs me trading karny me risk be bahot zeyada hota hay.
            • #7 Collapse

              Re: Price ziada honay pay spreads ziada kiyu hotay hain?

              Dear forex trading mein agar ap dekhyn tu diffrent currency pairs ka spread bhi diffrent hota ha kisi ka spread kam hota ha aur kisi ka zayada hota ha tu spread basically profit hota ha jis k through ap trading kar rahy hoty hain jaisa k ap insta account p trading kar rahy hain tu mt4 apko diya gaya hai jo market mein apki tarding conect aur disconect karwata ha tu ye spread unko jata ha aur mera mashwara ha k ap ka account agar chota hai tu ap aisy pairs p trading karyn jin ka spread kam ho tu apko loss bhi kam hoga aur aisy pairs jin ka spread zayada ho jaisa k gold ka spread zayada hota hai kyun k iski movement bhi fast hoti ha aur is p bahut zayad log trades krty hain is liye iska spread bhi zayada hota hai aur same bittcoin ka bhi spread zayada hai lekin ap k analysis achy ni hain ya account chota hai tu ap kam spread waly pairs p trades open karyn.
              • #8 Collapse

                Re: Price ziada honay pay spreads ziada kiyu hotay hain?

                Forex trading mein agar aap dekhne Hain To different currency pairs ke separate be different Hota Hai Kisi Ko separate kab hota hai aur kisi ka Jyada hota hai to separate basically profit Hota Hai Jis k thontg aap Teri kah Rahe hote hain Jaisa ki aap ko install account per trading kar rahe hain to MP4 aapko Diya gaya hai jo market Mein Aapki trading contact for dis contact karwata hai to spread unko jata hai aur mera Mashwara hai ki aapka account Agar Chhota hai to aap Aise pair pe Teri Karen Jinka separate kam ho to aapko loss bhi kam Hoga aur Aise pears jyada ho ja sake gold ka separate Jyada hota hai Kyunki iski movement bhi fast hoti hai aur is per bahut jyada log traders karte hain isliye iska separate bhi zyada hota hai aur se Bitcoin KA 20 afraid Jyada hota hai lekin Aap Ki analyses acche Nahin Hai yah account Hetu aap kam separate wale pairs per trade open Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Price ziada honay pay spreads ziada kiyu hotay hain?

                  Ji as-salamu alaykum Pyare bhai Forex trading mein agar aap Dekhe to different currency pairs ke spread be different Hota Hai Kisika sprayed kam Hota Hai Aur Kisi Ka Jyada hota hai to separate peace ke liye basically basically profit hota hai Jiska aap trading kar rahe hote hain Jaisa ki aap instaforex account per trading kar rahe Tu MP4 aapko aur Diya gaya hai jo ki market Mein Aapki trading Cantt Aur karwata Hai To yah sprayed unko jata hai aur mera mashvara hai ki aapka account Agar Chhota hai to aap Aise pairs trading karne in case afraid kam ho to aap cal Los bhi kam Hoga aur is leap years in case rate jyada ho ja sake gold ka sabse Jyada hota hai Kyunki iski movement be fast hoti hai aur is per bahut jyada log traders trading karte hain iska separate bhi Jyada hota hai aur sim application bhi bahut Achcha hota hai aur yah bahut hi faydemand hota hai uski analysis bhi bahut hi acchi hoti hai aur ham ismein kam karke bahut hi Safal ho sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Brother market mai jab news koi be ati hai tu market us news kay mutabiq jab behave karti hai tu kabi kabi jo kay major pairs mai bhout kam chance hota hai kay spread bhout zaida barh jata hai or trader ko loss hona shoro ho jata hai jo spread zaida hota hai. ap exotic pairs ko jab chose karty hain tu ap ko spread mai kafi gap mil jata hai or market ki movement itni ajeeb hoti hai us ko samajna bara mushkil ho jata hai. esleye ap major pairs ko chose kar kay apni trade main achi earning kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X