jaiza : learning kaha sy gain kary ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : learning kaha sy gain kary ?
    agar hum forex mai new hain to hamy learning gain karne ho ge hamy aik tiem tbale bana kar kam karna ho ga pher he hum pasisa kma saky gy forex aik unique business hain hum is mi 24 gant mai sy kese be wkat ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai demo mai kam kar ky learning gain karr sakty hain hamy aik sal demo mai kam akrna ho ga pher he hum expert ban saky gy forex mai hum agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho j yga is mai market ka balm nahi htoa or hum internet py babaypips py be forex mai kam karnay ke learning gan kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex jasa ko iro business nahi hain dunya bar mai hum is mai apny boss kud ap he hoty hain yai aik wolrd wide business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

    Forex market main trade kerny ky liay bahot zaruri hai ky ham investment kerny sy pehly forex ki achi terha learn ker lain kyun ky yahan per investment ker ky trade kerna bahot bara risk hota hai ham forex market main investment ker ky trade continue ker ky sirf usi waqat kamyab Ho sakta hain jab ham forex ko completely learn ker chuky hon jis ky liay hamary pas different options hoty hain jin main sy koi bhi option ham select ker ky forex ki complete learning ker sakty hain so following options main sy koi bhi option ap learning ky liay choose ker ky forex market main trading ko learn ker sakty hain

    Sab sy pehla aur best option yeh hai ky ham forex ki learning ky liay expert forex trader sy forex market main trading ki mukamal training hasil kerain jab ham kisi expert trader ko llearning ky liay choose kerty hain tou expert traders apko pant experience ky mutabiq train kerty hain tou ap expert trader ky experience sy bahot zyada faida hasil ker sakty hain kyun ky previous experience sy hi hamain khud bhi trading ka pata chalta hai ky kis terha ki trade kerny per hamain profit hasil hota hai aur kis terha ki trading main hamain loss hota hai tou expert traders ko forex market main trading ka wide experience hota hai so wahan sy learning kerny per ham bahot jald forex market main achy trader ban jaty hain

    Other options main online forex trading ki learning hai ky ham internet use kerty huey YouTube ka Sahara bhi ly sakty hain aur Pakistan forex forum bhi hamary pas best learning source hai ky ham yahan sy bhi forex market main trading ki mukamal learning hasil ker sakty hain agar hamain forex market main risk free trading kerni hai tou hamain continue forum main posting ker ky forex ko learn kerny ka yeh faida hota hai ky hamain forum bonus bhi deta hai jis per ham trade start ker ky kuch aersa loss bhi kerty hain lekin same bonus per ham real account sy trade kerty huey forex market main trading ka mukamal experience bhi hasil ker lety hain hamain personal investment bhi nehi kerna perti ky hamain loss ho saky

    Option ham learning ky liay koi sa bhi use ker sakty hain lekin agar ap forex ko professionaly join kerna chahty hain tou apko forex ki complete learning kerna hogi ky jab forex market main investment ker ky trade continue ki jaey tou koi aesa option na ho jisy apko dobara learn kerna pery trade start kerny sy pehly hi apki tamam learning complete honi chahiay
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

      Forex trading ki learning kay liye pak forex forum bihat best jagah hai. Pak forex forum pay senior members bohat achi information aur knowledge share kertay rehtay hain. Forex tardung ki learning kay liye demo trading account bhi aik acha option hai kiyu kay demo trading account pay junior aur new traders bohat achay tareekay say trading seekh saktay hain aur forex kay related apni learning ko bohat improve ker saktay hain. Her trader ki yeh koshish hoti hai kay woh apni learning aur knowledge ko improve ker lain takay unhain achi trading ker kay acha business kernay ka moqa mill sakey. Aab technology ki wajah say traders apni learning kay liye social media pay bhi senior aur expert traders ki Banai hui videos say faida utha saktay hain.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

        Forex main .agar ap Achi learning gain.karma. Chahty hain Tu forex ko ziyada time den Forex knaik aik point ko learn karen.aur isko. Achi trah sy samjhen istrah sy ap Forex main Achi learning gain hogi aur ap Achi learning sy Forex main Achi earning kama sakty Hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

          Forex ka business aik Worldwide profitable ha jis ma trading k zarye ham ashi earning kar saktay hain, forex jahan pe aik munafabakhsh ha wahan risky bhi ha, forex ma successful trader bananay k lye learning ki zarurat hoti ha, forex ko jab tak ashi learn ni kia jata ha os waqat tak ham is se ashi earning ni kar saktay hain,
          Forex ko learn kahan se kia jaye? forex ko learn karnay k lye bohat saray sources hain jaisay
          a) Senior traders: forex ko seekhnay k lye apnay senior traders se ham seekh saktay hain, kisi bhi ashay teacher, mentor aur guider se ham forex ko learn kar saktay hain
          b) Using Internet: ham Internet pe different websites, Youtube channels, pe bhi ham is ko easily learn kar saktay hain
          c) Different books ko read kar k bhi ham is se knowledge ko gain kar saktay hain
          d) Forum: sab se best learning k source woh ha forex forum jaha pe ham har topic ko detail seekh saktay hain, is lye is forum ko ap ziadah se zidah time dain tak ap is se faidah utha sakain
          e) Demo trading: demo pe practice sab se best ha jahan pe ap apni trading ki practice kar saktay hain aur boaht kuch learn kar saktay hain
          f) Yourself: ap jab apni mistakes se learn karain gay to ap khud hi sab se apnay baday teacher ho
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

            Learning karny ka base strong hona chaye kesi teacher se learning ki jaye ya self base par learning ki jaye traders jab tak hard work se kam nahi karen gey to us ki learning incomplete aur weak hoti hay, learning difference websites se be ho sakti hay Forex expert teacher se ho sakta hay, aur social media key through useful learning videos be available hoty hey, kesi be source se learning kinu na ki jaye agar traders interest nahi len gey ya per hard work nahi karen gey to un ko kamyabi nahi mil paye gi, learning key ley Forex forum ko be sab se best option aur source samja jata hay, jaha kahi se be learning ki jaye traders ko demo account be sath me use karna chaye.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

              assalamu alaikum dear forex members for accept bahut hi jabardast aur kamal ka business hai foreign se kaise business hai jo hamen learning ke sath earning bhi deta hai forex mein Ham din ke kisi bhi time timetable bulakar kam kar sakte hain forex ka samudra se Jo kabhi khatm hone wala business hai Ham ismein lifetime kam karke lifetime earning bhi kar sakte hain Ham ismein part time kam bhi kar sakte hain forex aik aisa business jis mein hamen kisi office mein jaane ki jarurat nahin hoti Ham ghar baithkar bhi ismein kam kar sakte hain forex mein Koi hamara boss nahin hota forex bahut hi kamal ka business hai Ham ismein learning ke liye senior member ki post se ya unse guidelines lekar learning abhi kar sakte hain iske bad form ki information ko padh kar bhi learning Castle kar sakte hain iske sath itna Jada time market mein spend karenge market ki moment ko samjhenge itni acchi no knowledge experience aur ladki hoti jayegi
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

                Gee Han brother forex ek unique business hai Jo 24 hours chalta rehta hai ap kise bhe time forex trading kr saktey hain Aur is se acha profit bhe earn kr saktey Hain jitna ho sakey mehnat Karen aur forex ko proper samjhen Aur is ki market ko proper analysis Karen money management bhe achi tarah se Karen aur apna Kam Mukamal tareekey se Karen jitna ho sakey khud ko ralex rakh kr Kam Karen achi tarah Kam kr k he acha fayda hoga
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

                  Dear agar ap ne ais market mai kaam karna hai to aus k liay learning bahot zarori hai aus k baghair agar ap ais market mai kaam kary gay to ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais liay sab se phly to ap ais market mai ye dekhy k jo online data majood hai aus se ap asani se learning kar sakty hai ya nai agar ap aus par learning kar skaty hai to ap net se videos dekh k learning kar saty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai agar ap ais market mai koi trade lagaty hai aor aus par ap ko loss ho ga to aus se bhi ap ki learing ho gi aisy hi ap kisi teacher se learning kar k ais market mai kaam kar skaty hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais forum par kaam karny se bhi kafi zayda learning ho jati hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

                    forex markeet main sab say ziada important hay k ham achi earning k liye achi learning kahan say karain agar ham is baat main success hain k ham achi learning main succes hain to ham aik professional traders ban saktay hain aur agar ham achay aur propper tareekay say learn nai kr saktay hain to hamko har trades main lose hota jayega aur haamri trading bhi uncomplete hoty jayege,forex market ki learning k bahut saray tareeky hain agar ham reading kr saktay hain to forex ko ham books ki help say bhi learn kr saktay hain agar ham internet k master hain to forex learning k liye bahut sari aisi free sights bhi hain jinki help say ham markeet k baray main acha kuch learn bhi kr saktay hain agar hamaray pass achay resources hain to ham forex market ki sab say achi learning ko pay krk kisi achay teacher say bhi learn kr saktay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

                      Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading main kamyab trading k liay learning behad zrori hy achi learning k bagar ham forex m kam ni kr skty achi learning k liay hamy forex forum ko join karna chaey forex forum ka maqsad acha knowledge or achi learning share krna hy yahan ham apny senior members sy trading sekhty han forex trading aik bot bara or behad profitable business hony k sath sath aik risky business b hy hamy achi learning hasil krni ho gi tbi ham achi earning kr sken gy forex hamy achi earning k sath sath bahtreen learning b dyta hy hamy is sy faida utha kr zyada sy zyada mehnat kr k earning karni chaiy
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

                        dear forex trading ki learning karny k liye hmain boht se resouces mil jaty hain jis se hum apni learning kar skty hain sub se pahly tu hmain forex se related boht se books market se mil jati hain jis se hum learning kar skty hain or aghr hum apni leraning k sath sath or bhi koi fiada othna chahty hain tu os k liye bhi best option hmary pass mojood hai jis main hum leraning bhi kar skty hain sath main hmain trading ko mumkin bnnay k liye bonus bhi mil jata hai or yah forum main possible hota hai forex forum main hum aghr kam karen tu hum forex ki leraning bhi kar skty hain sath main hum bonus bhi lay skty hain es liye hmain aghr forex main achi learning karni hai tu hmain daily base par forum main apna time dena hoga jis se hum apni trading ko bahtr karny k liye achi kasi learning kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

                          ji Bhai aapane yah bahut achcha sawal Kiya agar aap koi bhi kam shuru karte Hain to iske liye aapko lene ki jarurat hoti hai ISI tarah Forex main bhi agar aap kam karna chahte hain to iske liye aapko lene ki jarurat hai to Matlab yah hai ki aap learning kahan se Karen iske liye jaroori hai ki aap form ko join Karen yahan se logon ka mufti experience share karte hain usko follow Karen aur kisi expert ko follow Karen daily basis main market canalize Karen aur demo account per kam Karen jitna jyada kaun sa kaam karenge utna hi aapke liye behtar hogaaap jitna bhi demo account per profit hasil karenge vah real trading main bhi aapko itna hi fayda hoga use aap bahut kavya ho sakte hain aap kisi expert ko follow kar sakte hain iske alava aap news ko dekh sakte hain kisi bhi website per iske bare mein search kar sakte hain tabhi aap kamyab ho sakte hain kyunki jitna jyada experience hoga online karenge utna hi behtar office mein kam kar sakenge aur ismein successful ho sake
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

                            dear forex trading main learning karny k liye sub se best place forex forum hai jahan par hum kam kar k forex ki learning karni chahye forum main boht se mamber ayse hain jo boht acha knowledge share karty hain jin ko read kar k hum apni learning kar skty hain or aghr hum forum main aily kam kaen tu hmain zona ka kuj na kuj sikhny ko milta rahta hai jis se hmari learning achi hoti rahti hai or forex main jub hum learning karty hain tu he hum apni trading ko bhi bahtr kar skty hain es liye hmaisha he apni trading main kamyab hona hai tu learning karni chahye or leraning k liye forum best paltform hai jis main hum learning kar k achi earning ka skty hain or kamyab trading kar skty hain tu hmaisha he apni trading ko bahtr se bahtr kar k karen jitni achi tradig karengy otna he hmain apni trading main kamyab ho skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : learning kaha sy gain kary ?

                              Dear friend Forex trading agar aap Kamyab trading karna chahte hain to aapke pass Achcha experience Ka Hona bahut jaruri hai jo ki sirf aur sirf aap demo account mein practis Karke Hasil kar sakte hain aur uske alava agar aap form Mein Kafi Achcha time spend Karte Hain To aap form se bhi Kafi acchi learning Hasil kar sakte hain Kyunki koi bhi Duniya ka business hai usme agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To Uske bare mein aapke pass Achcha experience Ka Hona bahut jaruri hai to ISI Tarah Forex trading bhi Aisa business hai jismein aapke pass Achcha experience Hoga tabhi aapas Mein Kamyab aur vector earning Hasil kar sakte hain isliye pahle acchi learning Hasil Karen aur Dena aap ismein Kamyab aur Achcha profit Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X