kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?
    dear forum members maira aap sab say yeh swal hay k kia hamko markeet main entery lainay k liye yeh daikhna lazmi hota hay k jahan say ham enter ho rahay hain us k kareeb koi support ya resistence nazdeek hay jahan pay ham apna stoplose laga kr easy ho kar kaam karain ya aisa hona lazmi nai hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

    jab bhi market price kisi asy support ya resistance area main jati hai tu wahn pay aksar trader trade karty hain jiss ki waja say market uss level ko respect daiti hai es lea forex main ager ap ko support aur resistance pay kam karna hai tu pehly ap ko demo account main achi tara say practice arni ho ge phir he ap support aur resistance level ko samjh sakty hain demo main ap jitni ziada practice karain gay utna he ap forex main success hon gay es lea forex main ap ko pehly es ko sekhna chaheay aur real main kam karny ki bjay ap ko demo account achi tara say practice kar kam akrna chheay market main sa sy ziada ju chez work karti hai wo support aur resistance level he hoty hain es lea hamain jitna en ko skehy gay utni he aci accuracy mily ge.
    • #3 Collapse

      Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
      dear forum members maira aap sab say yeh swal hay k kia hamko markeet main entery lainay k liye yeh daikhna lazmi hota hay k jahan say ham enter ho rahay hain us k kareeb koi support ya resistence nazdeek hay jahan pay ham apna stoplose laga kr easy ho kar kaam karain ya aisa hona lazmi nai hay?
      support and resistance aapki trading mein bahut jyada value rakhte hain aur technical analysis Main To yah bahut hi jyada important hote hain for example Agar market support yah resistance ko breaks kar Jati Hai To Uske bad aapke pass trading karne ke aur Achcha profit gain karne ke chances increase Ho Jaate Hain bahut Sare traders trading karte hue support and resistance ko break hone ka wait Karte Hain Kyunki Iske bad acchi trading karne aur acche profit Hasil karne ke chances bahut jyada increase Ho Jaate Hain isliye traders ko chahie ke Aise chance ka vate Karte Rahe aur Jab Bhi Aisa chance Mile To usko avail Jarur Karen
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

        hum agar forex mai kam karny ka acha expeirnece rahty hain to hamy suport or resistance mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex pakistan mai legal ban cuka hin hum isy apna life time career be bna saty hain yai aik asa business hain jo hamy leanring be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai agar mahnet nahai kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik acha busness hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kaer sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary baray mumalik sahml hain forex business pruy pakiatan mai legal business ban cuk hain
        • #5 Collapse

          Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

          Jab ham forex market main technical analysis ko follow kerty huey trade ker rehy hoty hain tou phir hamary liay zaruri ho jata hai ky ham forex market main us waqat trade enter ker lain jab market support ya resistance ky nazdeeq ponch chuki ho ky jab market kisi bhi support ya resistance per ponchti hai tou bahot zyada chances hoty hain ky market jahan sy reverse move kerty huey phir sy support ya resistance ki taraf move kerna shoru ker dy tou aesy time per hamain open ki jany wali trade main acha profit hasil ho sakta hai lekin her dafa aesa bhi nehi hota ky market kisi pair main move kerty huey support ya resistance ko break kiay reverse move ker jaey kabhi kabhi market support ya resistance ko break bhi kerti hai aur aesy time per open ki jany wali trade main bhi Bara loss ho sakta hai

          Hamain wait kerna chahiay ky jab market kisi support ya resistance ky qareeb ponch chuki ho tou trade open kerny main jaldi kerty ki bajaey wait kerna chahiay ky jab market same support ya resistance ko break kiay baghair reverse move start ker dy tou aesy time main trade open kerni chahiay aur agar support ya resistance break ho jati hai tou phir reverse order main trade open kerny ki bajaey demo order main trade open ker ky next support ya resistance tak trade continue kerni chahiay ky bary loss sy bacha ja saky

          Agar ham support ya resistance ky break out per pending orders use kerty hain tou aesy order jab open hoty hain tou hamain zarur acha profit bhi dety hain so hamain support ya resistance per trade open ker ky loss kerny ki bajaey pending order use kerna chahiay ky jis waqat tak pending order open nehi hota tab tak hamain loss nehi hota aur jab hamara pending order open ho jata hai tou hamain acha profit bhi jo jata hai
          • #6 Collapse

            Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

            forex trading main supports R resistance ki bahut value hai hum jab bhi trading krne lagan tu market main supports r resistance ko zaror dekhn agr market supports r resistance ki had par krti hai tu humre profit earn krne k chance bahr jate hn humsha market main jaldbazi nahi krni chae bal k market mai supports r resistance par nazar rakhni chae k kea market en main sy kisi ak ko cross krti hai agr krti hai tu hume wahn trade laga kr profit earn krna chae
            • #7 Collapse

              Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

              support aur resistance say tab he entery li jati hai jab wahn pay koi pattren bany ya koi candle stick ki formation bany phir he ham wahn say entery lay sakty hain forex main support aur resistance level bohut he market ko respect daity hain aur yeh aik real price action hai jis ko ager ham samajh kar trade karain tu hamay koi bhi other strategy ki zrorat na pary es lea forex main en ko samjhna bohut he zrori hai aur koi bhi forex main strategy support aur resistance ky bgair success nahi ho sakti ha es lea demo account main en par achi tarah say practice karni chahea phir he ham ko en level ki samjh ayy ge aur ham en par trade kar ky acha profit hasil akr sakian gay bgair practice ky kbhi bhi en par kam nahi karna chahea.
              • #8 Collapse

                Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

                Jab ham log support aur resistance ko follow Karte Hain To Ham log achha profit Hasil kar sakte hain isliye Ham Logon Ko chahie ki ham log support aur resistance ko follow karte hue forex market Mein trading Karte Rahen jisse Ham Logon Ko kamyabi milati Rahegi
                • #9 Collapse

                  Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

                  Dear agar ap ne ais market mai kisi chart par dekha ho to jab market kisi resistance ya support level k pass jati hai aor waha par koi candle stick pattern banati hai to au par hum ko ye pata chal jata hai k market ne ais level se wapis jana hai agar ap ais market mai koi resistance ya support level draw kar lety hai to aus par ap acha profit bana skaty hai kun k aus level se market wapis jati hai aor aus par ap acha profit bana sakty hai ais tarha agar ap ais market mai resistance aor support level se trade lagaty hai to aus par ap ko acha profit ho jata hai agar ap ais market mai price action par kaam karty hai to aus par ap ko achi trade mil jati hai aor aus par acha profit bana sakty hai aor kamyab ho sakty hain.

                  Click image for larger version

Name:	Resistance support level.png
Views:	10
Size:	26.3 کلوبائٹ
ID:	12325721
                  • #10 Collapse

                    Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

                    ji Bhai aapane bahut achcha swargiya jab bhi market price Kashi se support resistance area mein jaati hai to vahan per aksar trade karte hain jiski vajah se markets level per dastak deti hai aur iske liye agar aapko support resistance per kam karna hai to pahle aapka dimag bahut acchi tarah se practis karni chahie kyunki uski samajh nahin hai to aap ismein Kam nahin kar sakte distance level ko samajh sakte hain kaun mein practis Karen utna hi aapko jyada hi rakhte Hainsupport and resistance trading mein bahut jyada value rahte hain aur technical bahut hi jyada important hote hain for example a market mein support resistance compare kar jati hai dost ke bad aapke pas staining karne ke aur achcha profit gain karne ke chances increase Ho jaate Hain sare trading trading karte hue sports car brake hone ka wait karte hain kyunki iske bad acchi trading karna aur achcha profit hasil karne ke chances badh jaate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

                      Yes dear ap ne bahut acha sawal kiya ha resistance aur support bahut he important rule rakhty hain agar ap chart banaty hain tu agar resistance ya support p koi pattren ban raha ho tu apko entry ly leni chahye mean agr market extreme top p resistance p pohnch jaye aur koi candal kisi time frame mein agar signal dy tu entry ly leni chahye aur acha profit bana sakty hain aur support p bhi agar market aye tu agar koi pin bar bany tu apko buy ki entry leni chahye lekin agar resistance ya support ko tor jaye tu phir ap market k trend mein he laga dyn kyun k resistance ya support ko break karny k bad market wpas bahut mushkil se ati ha is liye achi tarha chart bana k aur analysis kar k trade open karyn ta k ap loss se bach jayn aur profit gain karyn.
                      • #12 Collapse

                        Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

                        Support and resistance levels forex trading tools ma sab se important tools hain, forex market ma price hamesha high se higher aur low se lower points ki taraf move karti ha jo market ma support and resistance levels kehlati hain, marke ma resistance levels hamesha pivot lines se uper hotay hain aur support levels points line se hamesha nechay hoti hain, jab market support level ko cross karti ha to wohi level os k lye resistance ban jati ha,
                        My suggestion:
                        a) jab bhi market support aur resistance levels k qareeb ho to kabhi bhi koi entry na lain q k may be market os level pe ruk kar apni movement change kar lay is lye jab market ma price line in levels ko cross kar jaye tab hi koi entry lain
                        b) is lye behar ha ap fibonacci retracements use karain, q k market exact uni levels k according move karti ha
                        c) agar ap currencies ma trading kartay hain to hamesha H4 chart ko use kar support and resistance levels ki base pe trade karain,
                        d) entry aur exist point pe H4 chart sab se best ha, support and resistance levels check karnay k lye
                        caution: support and resistance levels pe koi entry na lain balke reverse trading open kar saktay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

                          Ji bhai ji aapane bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai market price Kashi se support resistance Main Jaati Hai To vahan per Aksar trade karte hain Jiski vajah se market level per Dastak deti hai aur iske liye Agar aapko support resistance per kam karna hai to pahle aapka dimag bahut acchi Tarah se practice se Karni chahie Kyunki uski samajh nahin hai to aap ismein kam nahin kar sakte distance level ko samajh sakte hain Kyunki factors Karen utna hi aapko jyada hi rakhte Hain hi sport resistance compare Kar Jaati Hai Dost ke bad aapke pass standing karne ke liye Achcha profit gain karna Kitchen Sink racks Ho Jaate Hain Sare trading trading karte hue Sports car brake hone ka wait karte hain Kyunki Iske bad acchi trading karna aur accha profit Hasil karne ke chance Bade Hote Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

                            G han dear agar ham support and resistance levels key nazdeek orders place karny ki strategy use karen gey to es ka faida hamy ye ho ga key kam risk face kar key big profit earn karny ka advantage hamy hasil ho jata hay, magar es ka be 1 tareeqa hay agar 3 times support and resistance levels break na ho to esy levels key break hony key chances bilkul be khatam ho jaty hey jab ham market ko watch karen aur ye support and resistance levels break na ho to hi hamy support and resistance levels key kareeb buying selling orders ki strategy par amaal karna chaye, ye levels break ho jaye to hamy es strategy ko be ignore karni ho gi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia support and resistence k kareeb entery laina zaruri hota hay?

                              Forex trading business mai market movements ko up ya down kaha Jata hai. Bullish and bearish kaha Jata hai aur issi tarah jab market mai kisi pair ya commodity ki prices mai reversals hotay hain tou unn ko define kernay kay liye support aur resistance kay technical words ya terms use hoti hain. Support ka Matlab yeh Lia jata hai kay market mai prices uss level pay jaa kay mazeed down he jaengi aur up fillhaal nahi hongi issi tarah resistance ka Matlab yeh hota hai kay market apnay lowest point pay aa chuki hai aur ab mazeed neechay janay say resist Karey gi aur up janay kay chances bantay hain. Yeh baat bilkul darust hai kay support aur resistance levels pay trade entry bihta faida daiti hai laikin iss faiday ko haasil kernay kay liye sub say zaruri cheez traders ka experience hota hai. Kiyu kay support aur resistance kay barey mai market ya companies nahi batati bulkay expert traders kay analysis aur individual traders ko indicators apply kernay say pata chalta hai aur iss ko samajhnay kay liye experience aur bohat achi repeatedly practice he kaam aati hai. Resistance aur support ko monitor ker kay trading bohat ziada earnings day jaati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X