Jaiza: Saal ka Aakhri Hafta aur Traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Saal ka Aakhri Hafta aur Traders
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Her saal mai 52 weeks ya haftay hotay hain aur 52nd week bohat lamba shumaar kia Jata hai haalakay iss mai bhi 7 days he hotay hain laikin ye khatam honay mai nahi aata hai. Agar daikha jaey tou saal kay aakhri haftay mai bohat kuch aisa hota hai jo kisi bhi business pay bohat saara negative ya positive pressure aur stress build kerta Hai. Saal kay aakhri week mai Pakistan mai chuttiyaa he chuttiyaa chalti hain. Schools ki chutiyaa, mosam ki shiddat, Quaid day/Christmas, new year aur Bank holiday bhi hoti hai. Ye sub kuch traders kay liye bhi aik impact rakhta hai kiyu kay trader bhi aik social life rakhta hai.

    Internationally bhi year kay last week mai Christmas aur new year asiay day hain jinn kay saath Pura week he chutti chutti mai Jata hai aur saath saath states aur companies apni annual reports out ker rahi hoti hain jinn ka bohat asar trading market pay araha hota hai. Jaisay kay iss waqt bhi her roz mukhtalif quarterly aur annually financial reports arahi hai jinn ka impact trading market pay directly nazar araha hai. Us dollar pay pressure, brexit ki wajah say euro aur gbp pay pressure, gold aur crude oil pay pressure hai aur barh raha hai.

    Traders ko saal ka last week bohat soch samajh kay kaam kerna chaiye kiyu kay big companies long term mai trading kerti hain jiss wajah say unhain koi aisa nuqsaan nahi horaha hota laikin hum jaisay smaal aur individual traders kay liye aik ghalat trade bhi sub kuch khatam ker sakti hai. 52nd week mai sirf market watch he behtar rehti hai takay experience mai izafa ho sakey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Saal ka Aakhri Hafta aur Traders

    Expert traders ky liay tou koi special days nehi hoty ky her waqat forex market main trade kerty hain aur acha profit hasil kerty rehty hain hamain bhi forex market main trade aik hi terha sy continue kerni chahiay ky sal ka start ho ya end hamari trading ko effect nehi kerta tou hamain forex market main continue trade kerni chahiay ky aesi na ho ky abhi crusual days hai tou ab trade sy avoid kerna hai aur abhi trading ky liay achy din hain hamain ab zyada trade kerni hai forex market main agar ham trade business ker rehy hain tou hamain pure sal aik jesi hi Trade kerni chahiay ky market tou apni movement continue rakhti hai tou ham kyun trading stop ker lain

    Her sal jab December ka last chal raha hota hai tou traders kehty hain ky aesy dino main trade kerni mushkil hoti hai ky market in dino main kisi trend ko follow nehi kerti ky agar ham trend ko follow kerty huey trade open kerty hain tou hamain loss ho jata hai lekin market tou hamesha apni movement kisi aik direction main kerti hi rehti hai tou hamain trading stretigies bhi aesi use kerni chahiay jin sy hamain loss na ho ky ham year ky last days main bhi trade kerty huey apny forex trading sy earning continue rakhain

    Sal ka start ho mid ho ya sal ka end ho raha ho hamain forex market main trading ka itna expert hona chahiay ky hamary liay tamam days main trade kerna mushkil na ho agar market ka behavior Change hota hai tou hamary pas her terha ky market ky behaviour ky sath trade kerny ky liay separate stretigy honi chahiay ky ham trade kerty huey earning kerty rehain hamari forex sy earning stop nehi honi chahiay ky hamara business hamesha run kerta rehy
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Saal ka Aakhri Hafta aur Traders

      Dear jaisy ap ko pata hai k ye market her time chal rahe hai aor ais mai her koi kaam karta hai ais market mai bahot sary banks kaam kar rahy hoty hai aor saal k end par banks apna sara hisab check karty hai aor closing karty hai ais time market mai jo moment ho rahe hoti hai wo ajeeb hoti hai ais mai samjh hi ni aata k market ne kaisy move karna hai agar hum ais market mai trade karna chaty hai to hum ko hamesha long term par kaam karna chaye aor ais mai lot atni use karni chaye k hum ko ais mai kafi zayda faida ho jaye agar hum ais market mai mehnat karty hai to hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum ais market mai time waste kary gay to hum ko ais market mai loss ho ga ais liay soch samjh k kaam kary aor ais market mai professional ki traha kaam kary.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Saal ka Aakhri Hafta aur Traders

        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy ache earning karny k ley both ahtiyat karni ho ge q k ye week saal k last main chal raha ha is sy market main both half chal hoti ha movement ki koi samj ni aati ha is ley humy safe trading kar k ache earning karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy or behtar trading or planning sy ache earning kar sakeny forex trading main ache earning k ley humy ziada sy ziada behtar trading k ley sab sy pehly analysis karny hon gy or proper money management or risk management sy trading karni ho ge tab hum behtar planning or strategy sy kam kar k kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar trading karni ho ge jab tak humy market ki samj na aay to humy wait karna chae ha jab tak movement clear na ho jay jab clear ho tab he trading karni chae ha
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Saal ka Aakhri Hafta aur Traders

          Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading aik asa business hy jisy ap rat ya din m kisi b time kr skty han ap ki bt bilkal durst hy k year k last week m hmary Pakistan m bot chutien hoti han year ka last day hmara quaid day or winter vacation sb m zyada chutien guzar jati han jin m hamy sb kuch manage karna hota hy lakin forex aik asa wahid business hy jo hamy bot c saholyat b frahm krta hy jasa k ham rat or din m kisi b time kam kr skty han to is liay hamy chaiy k ham market slow ho ya fast hamy aik timetable bna kr or money management or risk management k sath soch smj kr kam krna chaiy hamy trading stop ni karni chaiy balky zyada achy treqy sy is m mehnat kr k kam krna chaiy vacation hon ya tahwar hamy apny kam ko proper treqy sy krna ho ga tbi ham forex trading main successful hon gy
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Saal ka Aakhri Hafta aur Traders

            Apne bohot hi achey opinion share kiye hein last week of the year ke hawale se aur yaqinan hamen is saal ko aik achi yadon aur achey lamhon ke sath rukhsat karna hoga aur mein umeed karta hun keh next year hamare liye aik bohot hi acha year sabit hoga aur hum is mein ziada achey tarike se work kar sakengey aur is mein kamiyab ho sakengey isliye hamen chahiye keh hum apni learning ko always ziada se ziada kartey rahen is trha se hum is business mein din ba din taraki kartey jatey hein aur uske sath sath hum achi earning bhi kartey jatey hein hamen forex ke rules ko achi trha se follow karke is mein work karna hoga aur umed he keh next year hamare liye aik bohot hi acha year sabit hoga.
            https://t.me/pump_upp

            اب آن لائن

            Working...
            X