Kia stock exchange main bhi online trade hi ja sakti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia stock exchange main bhi online trade hi ja sakti hai?
    Jis terha ham forex market main online trade ker lety hain tou kia stock exchange main bhi ham online trade ker sakty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia stock exchange main bhi online trade hi ja sakti hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
    Jis terha ham forex market main online trade ker lety hain tou kia stock exchange main bhi ham online trade ker sakty hain?
    Dear friend ap ny both acha sawal kea ha forex trading main hum online trading karty han q k ye aik international business ha or is ko puri duniya sy join kea ja sakta ha jab k stock market just aik country ki hoti ha or us country main he kam kea ja sakta ha or is k ley stock market main ja k trading karni hoti ha or physical wahan available rehna parta ha
    Is ley mary khayal main forex trading best ye hum log apny ghar sy start kar sakty han or is k ley bahir jany ki zarorat bi ni hoti ha or hum apna kam apny ghar ya jahan bi jany to sath main mobile sy apny account ko mange kar sakty han is ley humy forex trading main kamyab hony k ziada chance han
    Stock market main wahan available rehna or wahan sy sy apna kam kea ja sakta ha is k ley humy stock market main rehna both zarori ha is k sath sath ap ny kuch sell ya buy karna ha khud sy ni kar sakty han balky wahan sy ap ny kisi sy kam karwana ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Kia stock exchange main bhi online trade hi ja sakti hai?

      G ha dear agar ap ne dekha ho to hum ne agar stock exchange mai kaam karna hai to hum ko aus k liay bank ki taraf se software dia jata hai jis mai jitny bhi stock hoty hai wo sary show ho rahy hoty hai agar hum ne aus mai se kisi bhi stock ko lena hai ya sale karna hai to hum online aus ko sale kar sakty hai magar aus mai aik baat ye hai k hum aus mai her time kaam ni karty hai aus mai time hota hai jab tak banks chal rahy hoty hai aus time tak aus software mai stocks ki moment hoti hai aor jaisy hi time khatam hota hai to aus time hum ko ye pata ni hota k ab ais ne agay kaha jana hai aus mai hum sirf din k time kaam kar skaty hai magar ais market mai to hum ne jab kaam karna ho kar skaty hai aor ais mai se jitna chaye paisa kama sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Kia stock exchange main bhi online trade hi ja sakti hai?

        Ji han ap nay aik acha question kia hay. World main stock exchange main trading bhi aik online business ki hi taran hay bal k online business hi hay es main mukhtalif companies kay shares khareday aor bachay jatain hain yehni stock khareday aor bechay jatay hain world main New York stock exchange sab say big stock exchange hay esitaran Pakistan main Lahore and Karachi stock exchanges big stock exchanges hain Forex market to all time yehni Saturday and Sunday kay elawa baqi 5 days 24 hours open rehti hay aor es main any time traders kahen bhi beth kar ghar main ya office main jes jagah bhi internet ki saholat mojod ho trading kar saktay hain lakin stock exchange main aisa nahi hay es main stock exchange market 24 hours open nahi rehti bal k sham kay time bank time kay sath hi close ho jati hay aor poori night close hi rehti hay aor din ko bank time kay sath hi open ho jati hay es liay es main all time trading nahi ki ja sakti jab k yeh Forex trading ki taran online business hi hay.
        • #5 Collapse

          Re: Kia stock exchange main bhi online trade hi ja sakti hai?

          Stock exchange forex ki nisbat bht choti market ha. stock exchange kesi ek country k ander mojod national aur international companies k share ki sale aur purchase hoti ha jb k forex ek global market ha aur pori dunia k countries ki markets ko apny ander samoy hovy hn es lea her kisam ki commodities men trade mumkin ha.
          Stock market men investor sirf shares ki sale aur purchase ca munafa gain krty hn jb k forex men bht sari dosri terms hoti hn jaisa k advance sale aur advance purchase aur b bht sari terms hn Jo k traders k Lea trade krna mumkin banata ha.
          Stok exchange k mukabala men Forex bht zayada hujam rakhtA ha esi Lea forex aur stocks exchange k drmyan bht zayada difference ha aur jis b lihaz ca daikha jay forex market zayada kamyab aur traders k Lea zayada faidamand hony ki waja ca traders men zayada makbol ha
          الحمد لله رب العالمين

          • #6 Collapse

            Re: Kia stock exchange main bhi online trade hi ja sakti hai?

            G han dear ye bilkul be possible hay stock exchange market me time guzarny key sath bahot advance ho chuki hay, ab stock exchange me be online trading ho sakti hay, stock exchange me pehly broker key sath mobile ya telephone par discus hoti ti magar ab ye work be online ho chuka hay, app kesi be stock key share online khareed sakty hey aur es ko online hi sale be kar sakty hey, ye sab kam ab online hota hay magar pehly esa bilkul be nahi hota ta, agar stock exchange me app ne share khareedny hey to sab se best yahi hay key app es work ko online join kar lo ye bahot easy be ho jata hay aur kesi broker ko phone be nahi karna hota hay.
            • #7 Collapse

              Re: Kia stock exchange main bhi online trade hi ja sakti hai?

              G han friend ap ki bt bilkal durst hy forex jasa k ham sb janty han k aik bot bara online profitable business hy jo k behad famous business hy or bot tazi sy pori dunya m phalta ja ra hy isi tra stock exchange b aik online business hy is m b hamy currencies exchange krty han ye forex trading ki tra bot bara business to ni mgr ye b aik online business hy stock exchange b wakt guzrny k sath bot advance ho chuka hy ham is m live trading kar sakty han is m ham share khridty or frokht karty han stock exchange m sirf curncies ki khrid o frokht hoti hy jb k forex m bot sari facilities han jin k zriay ham earning kr skty han is lehaz sy forex or stock exchange m bot farq hy forex aik bot bara or famous business hy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kia stock exchange main bhi online trade hi ja sakti hai?

                Start mein to aisa nahin hota tha aur ham stock exchange mein work nahin kar saktey they jab tak keh hum wahan par khud mojood nahin hotey they aur hamara khud ka wahan par mojood hona bohot hi ziada zaroori hota tha lekin ab kioun keh jadeed dor a chuka hey aur internet ka dour a chuka hey to stock exchange ko bhi kafi had tak update kar diya gaya hey aur ab hum Stock exchnage ko bhi apne ghar ke ander beth kar is mein work kar saktey hein lekin mere khayal mein stock exchange se ziada benefits hamare pas forex business mein hein aur yeh business aik bohot hi bara online business hey aur isko hum 24 hour jab chahen kar saktey hein jabkeh hum stock exchange mein aik limited time par hi work kar saktey hein.
                https://t.me/pump_upp

                اب آن لائن

                Working...
                X