100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    100$ k account pr kitni trade open karni chaia?
    Asalamu Alaikum friends
    M nay suna hain k forex par ye bhi ek concept hain k kitny dollar par kitni trades open karni chaia ek time mai account ko safely run karny k liay. To please batye 100$ k account par kitni trade open karni chaia ek time mai or kitny lot size k sath?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

    Hundred dollars ka balance koi itni bari amount nehi hai jis per ham bari lots sy trade kerty huey achi earning ker sakain gy aur hamara account wash bhi nehi hoga hamara aesa account bahot jald wash ho jata hai agar ham thori si bhi bari lot sy trade open ker lety hain so hamain chahiay ky hundred dollars ky sath agar ham forex market main trade continue rakhna chahty hain tou ham minimum lot size use kerty huey trade kerty rehain aur kuch dollars earning ky liay beshak hamain long time wait bhi kerna pery lekin hamara account wash nehi hona chahiay

    Hamain smallest lot size sy trade open ker ky continue kerni chahiay ky is sy hamain open trade main bhi margin acha hasil hota hai aur ham market main acha chance dekh ker jab trade open kerty hain tou hamain bahot acha profit bhi hasil ho jata hai tou hamain smallest lot size sy trade open ker ky margin save rakhna chahiay ky Jesy hi hamain kisi pair main trade open kerny ka acha chance nazar aay tou ham trade open ker ky short time main acha profit hasil ker sakain hamain bus aesy time ka wait kerna perta hai phir ham small balance per bhi achi earning ker lety hain

    Agar ham forex market main achi trade aur achi earning kerna chahty hain bary risk ky sath tou hamain phir forex market main kuch zyada amount investment bhi kerni hogi ky just hundred dollars per ham bahot kam earning ker sakty hain Jesy hi ham hundred dollars per zyada earning ka sochain gy hamara account hi wash ho jaey ga
    • #3 Collapse

      Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

      Dear agar hum ne ais market mai kaam karna hai aor hum ais mai real account banaty hai aor ais market mai investment karty hai to hum ko ais mai agar insta forex par trade karni hai to hum ko ais mai 0.03 ki trade lagani chaye aor aus k baad hum ko ais market mai apni trade k sath stop loss aor take profit lagana chaye agar hum ais market mai mehnat karty hai to hum ko ais market mai faida hota hai kun k hum ko agar kisi trade par loss hota hai to atna zayda loss ni hota jis se humra account wash ni hota kun k hum agar ais market mai trade kam lagaty hai to ais mai hum ko atna loss ni hota agar hum bara account banaaty hai to aus par hum bari lot laga sakty hai aisy hi hum jitna bara account banaty hai aus par hum zayda bari lots laga sakty hai aor aus par trades ko hold rakh sakty hai aor kamyab ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

        Forex trading mai trade kernay kay liye 100$ ko aik average balance kaha jaa sakta hai. 100$ kay saath traders ko 2 mutalif strategies kay saath faida hota hai jo aik he waqt mai run ki jaa sakti hain. 100$ kay saath crude oil pay trading kerna best hai kiyu kay crude oil mai trading her session mai ho rahi hoti hai aur crude oil ki price total 2 say 3 dollars mai fluctuate ker rahi hoti hai jiss say traders bohat acha profit Bana saktay hain. Crude oil ka spread 0.01 kay lot size kay saath 0.30$ hai Agar achi aur safe trading kerni hai aur 100$ ko safe rakh kay profit earn kerna hoto 0.01 ka lot size best hai kiyu kay crude oil mai trader aik he din mai both side pay 8 say 10$ profit easily ker saktay hain iss Tarah her 2nd day pay traders ko apna profit withdraw kertay rehna chaiye aur trading ko jaari rakhna chaiye. 100$kay saath Agar weekly 30 say 40$ profit ho raha ho tou iss say best koi strategy nahi hai. European aur us market mai crude oil ki achi movement ho rahi hoti hai.

        100$ aik acha average balance hai jiss say trading start ker kay apna experience barhaya jaa sakta hai aur uss kay saath saath 100$ balance ko bhi safe rakha jaa sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

          Dear friend ye ap k knowledge or experience pe ha ap 100 dollars pe ktni trade open karty han means ap aik trade bi open kar sakty han ya phr different pairs main small lots sy 3 sy 5 trades bi open kar sakty han ya kisi aik pair main bari lots sy trading kar sakty han or ache earning kar sakty han
          Small lots sy trading
          Forex trading main agr small lots sy trading karny gy to humy ziada fayda ho sakta ha or is tahra humara account safe bi hota ha or acha profit bi hasil ho jata ha agr hum small lots sy proper money management or risk management sy trading karny to humy loss bilkal bi ni ho ga or acha profit hasil ho ga
          big lots
          Forex trading main jab hum bari lots trading karny gy to humy ziada loss k chance hoty han or profit k kam chance hoty han bazdafa humy ziada profit hasil ho sakta ha par is main risk bi both ziada hota ha is ley humy apna account safe rakhna ha to humy bari lots sy trading ni karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy warna aik do bar profit ho sakta ha par phr account wash bi ho sakta ha
          • #6 Collapse

            Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

            dear $100 ke account mein Hamesha koshish karen Ek Waqt Mein Ek trade order lagaen aur profit ka vate Karen Kyunki $100 ka account bahut Chhota account hota hai aur bahut jyada risky hota hai Forex trading business Kyunki Ek risky business hai isiliye Hamen Apne account ko safe rakhne ke liye ek Waqt mein sirf ek trade order lagakar profit Ka vate Karna chahie Kyunki sometime Jo traders Apne account ke balance ko ignore karte hain aur ek Se Jyada trade order Lagate Hain aur Aise traders ko bahut jyada heavy account loss ka Samna karna padta hai aisa Rajjo ke bahut Mushkil se recover Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

              hum account bana kar kam kar sakty hain hum is mai aik time mai aik trade place kary to hamy kamyabe hasial ho jy ge forex aik acha business hain hum is maai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kr sakty hain hum is mai 24 ganty mi sy kes be wakt ak time table bana kar kam kaer sakty hain hum si maai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik asa business hain jo hamy learning eb deta hain or hamy earning be deta hain hamy acha experience gain kar ky is mai kam karna ho ga per he hum agy bar saky gy is mai hamara koi be boss nahai hain
              • #8 Collapse

                Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
                100$ k account pr kitni trade open karni chaia?<br />Asalamu Alaikum friends<br />M nay suna hain k forex par ye bhi ek concept hain k kitny dollar par kitni trades open karni chaia ek time mai account ko safely run karny k liay. To please batye 100$ k account par kitni trade open karni chaia ek time mai or kitny lot size k sath?
                Ji very important question hay ap ka. Agar dekha jay to 100$ ka account bhi koi big account nahi hota bal es ka shumar small account main hota hay small account ki soorat main ham ko bohat si chezon ko samnay rakhna parta hay jes main leverage, margin and lot size shamil hain aik kamyab trade kay liay lot size aor leverage aik buniadi hasiat rakhti hain small account yehni agar hamara capital small hay to aor ham nay big profit kay lalach main big lot size say trade open kar di aor market up ki bajay down move karnay lagi to small capital ki wajah say ziada loss ko hamara account bardashat nahi kar pay ga aor account bohat jald wash ho jay ga es liay 100$ kay account main mini ya micro lot size kay sath trade open karni chahiay dosray lafzon main ham ko 100$ kay account main trade volume small rakhna chahiay ta k loss ki soorat main hamara account wash na ho aor na hi big lot ki taran ziada tazi say big loss ho kun k lot size ki hi wajah say profit and loss ka size big ya small hota hay han agar ap aik expert trader hain aor ap ko yaqqen hay k market up move karay gi to es condition main ap yeh risk lain saktay hain k big lot size kay sath trade open kar lain bal k behtar to yahi hay k over trading na ki jay aor small lot size kay sath trade open ki jay.
                • #9 Collapse

                  Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

                  forex aik bohat bara business hain hum is mai 100 dollars py investment kar ky acha munfa kama sakty hain hamy is mai ahteyta sy kam karna h ga pher he hum agy bar saky gy forex aik online business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kaer sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hum pairs mai or currnecy mai kam kar sakty hain hamy market ke movemnt ko samj kar is mai kam karna ho ag pher he hum agy bara saky gy forex aik wasee business hain hum is mai paart time be kam kark sakty hain hum is mai full time be kam akr sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

                    ager ap ky pas 100 doller ka account aur ap gold main trade karna chaty hain tu ap ko kam say kam apni lot 0.01 ya ziada bhi riks laina ho tu 0.02 maximum lot size rakhna chahaey kyon ky ye money mangement ky bilkul mutabik hai jiss say ap ko forex main koi bhi dar ya koi bhi khtra nahi hota hai ager ap ko loss bhi ho jay tu maximum ap ko 10 say 15 doller ka stop loss lagy ga es lea ap ko 100 doller ky account main itni he lot lgani chaheay phir he ap safe method say trade kar sakty hain kabhi bhi forex main money mangement ky khilaf kam nahi karna chahea kyon ky ap ko forex main success tab tak nahi milti hai jab tak ap rules ko follow nahi karty hain kisi bhi professional trader say ager success hony k reaosn pochi jay tu wo rules he btata ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

                      dear friend ye sb chezen money management men aati hen k apko kitni account par kitni trade open karni chaheay ya phir kitni lot size use karni chaehay isko hum forex trading market k business men money management kehty hen or ye bohat he zruri hey isk ilawa trading karna to sirf aisay hota hey k jaisay apny forex trading men loss k liay apna paisa phenk diya ho.
                      dear money management men kuch is trah say hum dekhty hen k jab trade lagani hey tab lot size apka market k andar risk hey or us risk par he apko loss ya profit hoga to ab ap par depend hota hey k ap market k andar kitna risk lena chahty hen ab yaha par baat ho rhi hey k 100$ par kitni trade lagai jay to dear agar expert b hen to ap ko chahey k ap 100$ par sirf 1% ka risk len matlab k 0.01 lot size ki trade lagani chaheay ta k market k sath sath banda chal sky or trading me kamyab ho sky agar to ziyada risk len gy to utna ziyada loss k chances hongy.
                      • #12 Collapse

                        Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

                        Agar hum forex ke rules ko aur risk Management ko achi trha se read karen to hum 100 doller ke account par sab se ziada jo minimum trade hey woh hey micro lot ki 0.01 yeh aik bohot hi safe trade hey aur iske sath agar hum 100 doller ke account par work kartey hein to hum totally safe hi hotey hein aur hum is mein safely work kar saktey hein aur yeh lot hamare 100 doller ke account keliye bohot hi best hey isliye hamen always forex ke rules ke mutabiq hi is mein work karna chahiye tab hi hum is mein kamiyab ho saktey hein aur achi trha se successful ho saktey hein aur agar hum rules ko follow nahin kartey hein is mein achi trha se work nahin kartey hein to phir hum is mein achi trha se kamiayb bhi nahin ho saktey hein.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

                          Dear ager ap hum ne ais. Market mein kaam kerna hai aor hum is mein real account bnatey hai aor ais market mein investment kerty hein to humko ager is mein insta forex per trade kerni hai to hum ko is mein 0. 03 ki trade lgani chahiye or us k baad hum ko is market mein apni trade k sath stop loss or take prfit lgana chaye ager hum ais market mein mehnat kerty hein to hum ko is market mein faida hota hai q k hum ko ager kisi trade per loss hota hai to itna zyada loss nhi hota jisse Hamara account was Nahin Hota Kyunki Ham Agar Kisi market Mein trade kam Lagate Hain To is mein humko utna loss Nahin hota agar Ham Bara account banate hain to use per Ham Badi lot Laga sakte hain aise hi Ham kitna bada account banate hain use per Humse Ada Badi load Laga sakte hain aur use per trades ko hole Rakh sakte hain aur Karya ko sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

                            Dear agar account 100$ ka ho to mery khayal me din me 1 hi single trade agar open kia jaye to behtar hay, 100$ ka account balance small account samja jata hay es kam account balance par be agar zeyada risk leny ki koshish ki jaye to koi 1 be ghalat trade agar open ho jaye to bahot zeyada loss face kia ja sakta hay es se bachny ki koshish me hamy 100$ key account balance par jetna be ho saky kam se kam risk leny ki koshish karni ho gi aur 1 hi trade din me esa open karna chaye jo hamy 100%profit de saky, agar market hamy profit deny key condition me ho to zeyada risk be le lena chaye magar trade 1 hi open hona zarori hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?

                              forex main money mangement ky rule ky mutabik ap ko 100 doller pay 0.02 ki lot allow hai es say ziada ager ap lgain ky tu ap rules say out ho jain gay aur apka account khtray main ajay ga jiss say ap ko avoid karna chaheay ap ko sirf 0.02 ki lot say ziada lot nahi lgani chaheay es say ap ka account wash ho sakta hai aur phir ap ky pas recovery karny ky lea belence nahi ho ga es lea ap ko forex main apne account size ky lehaz say trading karni chaheay forex aik risky business hai ager ap es main risk mangement say kam karain gay tab he ap ky lea forex aik profitable business ban sakta hai es lea forex main ager ap nay success laini ai tu es k lea money mangement aik pehla step hai jis ko apply krny say he ap ko success milni shuru hoti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X