Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.
    Dear agar ap ne ais market mai kaam karna hai aor ais market mai kamyab hona hai to aus k liay ap ko aj asan tareeka banaty laga hun agar ap ais tarha ais market mai kaam kary gay to ap thory se time k baad professional trader ban jaye gy aor ais market mai se asani se acha profit hasil kar sakty hai agar ap ne ais maret mai kaam karna hai to sab se phly learning kary aor ais market mai dekhy k ais market mai ap kaam kaisy kary gay jis se ap ko ais mai faida ho aus k baad ap ne ais market mai apni aik trading strategy set karni hai aor ais market mai aus ko aik dafa demo par use karna hai ta k ap ki trading strategy par achy se practice ho jaye aor ais market mai jab ap real account par kaam kary to ap ko masla na aye agar ap ais market mai kaam sekh lety hai to aus k baad ap ne ais market mai jab trade karni ho to ais mai ap ko weekend par analysis kar leny hai aor aus k baad jab market open ho to monday waly din ap ne ais market mai trade ni karni jab market normal moment start kary to ap ais market mai trade karna start kar dey ais mai ap ko ye faida hota hai k jab ap ais market mai analysis kar lety hai aor aus k orders laga dety hai to aus time ap sirf wait karty hai k market ap ki trade ka take profit hit kary ya stop loss hit kary agar market ap ki favour mai aati hai to ap ko ais mai profit ho jaye ga aisy hi agar ap money management k sath trade lagaty hai to ap ki trade agar kuch loss mai jati bhi hai to ap ko masla ni ho ga aor ap aram se ais market mai trade ko hold rakh sakty hai aor ais ma acha profit bana skaty hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main sab sy pehly behtar learning karni hon ge forex trading main humy apny kuch rules banany hon gy tab he kamyab ho sakeny gy
    Learning
    Forex trading main learning both zarori ha jab tak hum log learning ni karty han to kamyab ni ho sakty han is ley humy pehly ache tahra seekena ho ga phr us k bad trading karni ho ge
    Practice
    Jtni humary pass knowledge ho us pe practice karni chae ha jtni ziada practice karny gy to humara experience ziada hota jay ga is ley humy maximum practice karni ho ge
    Lots Size
    Lots size apny account k mutabiq trading karni chae ha or small lots sy trading karni chae ha humari lots sy kabi bi trading ni karni chae ha balky humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge
    Safe account
    Dear friend humy apna account safe rakhena ha to humy stop loss or take profit istamal karna ho ga tab he hum safe account k sath trading kar sakeny gy or humy loss bi ni ho ga or ache earning kar sakeny gy
    profit
    Jtna hum money management or risk management sy trading kar sakeny gy to humy maximum profit hasil ho ga is ley humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

      bhai jan forex ki market ko smhna zarori amal hai q k jub tak hum market ko smjh nahi skty hain tab tak hum market ko follow bhi nahi kar skty hain or na he hum achi or miyari trading kar skty hain es liye apko sub se pahly tu market ko smjhny ki leraning karni chahye k market main in points ko dekhna chahye or kin points se hmain currences pairs ki value or trend k bary main pta chaly ga forxe market kos mjhny k liye achy analysis ki zarort hoti hai jis sse market k tredn ko bhi find out karny maina snai hoti hai or market ko follow karny main bhi asnai hoti hai es liye apony kam ko bahtr karny k liye market kos mjhny ki ability strong karenq k jub tak hum markt kos mjh nahi skty hain hum kamayb nahi ho skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

        Forex business me kamyab hony key koch specific tareeqy hey jes ko agar follow kia jaye to success zaror mil sakti hay, perfect aur achy traders appi hard work key base par hi ban sakty hey,

        1. knowledge aur information: 1 new trader key ley Forex business se related har information aur knowledge ekata karny ki zarorat hoti hay jetna app knowledge ekata karo gey future me Forex business app key ley asaan ho sakta hay,

        2. Trading Practice: Trading practice esi condition me app key ley helpful ho sakti hay jab app key pass knowledge aur information zeyada jama ho jaye ga,

        3. Market analysis karny me expert hona: knowledge aur trading practice app ko market analysis karny me expert kar sakty hey, app key ley 3rd stage market analysis karna hi hota hay, proper tareeqy se agar app knowledge hasil karty ho aur trading ki practice be karty ho to market analysis karny me app ko zeyada mushkil nahi aye gi.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

          agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to is ka best tareka yai hain ky hum pahly ache learning gain kary or hum forex ky rules ko samjy q ky rules sub sy zasa improtant hoty hain kamyab hony ky liye hamy greed ko avoid kar ky mahnet py foruce karna ho ga hamy learning ko stop nahi karna chaey hamy aik time table bana kar kam karna ho ga forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai kabe be band na honjy wala business hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss o jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nah ihota
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

            market mai kamyab hony ky liye hamy expert banna ho ga hamy ahteyt karne ho ge or hamy soch samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai trading kar sakty hain hum is mai roanza kam kary gy to he hum acha bonus kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik unique business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex mai seniors zada kamyab hoty hain so hamy in ke tips ko follow kar ky ahteyt sy kam karna chahey forex kabe be katem na hony wala acha or legal business hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

              bhai jan ap ny bari achi posts ki hai jis main hmain forex main kamyab hony k bary main abtya hai jesa k hum sub janty hain k forex main akmayb bhi hum apni mahant se hoty hain jub k nakami bi hmain hmari apni wjah se milti hai tu hmain aysa nahi kana chahye k hmain nakami ki traf chly jana chahye forex main hum mahnat karen or forex ko bahtr traiky se kany ki koshshs karen forex main kamyb hony k liye hmain forex ki leraning par zyda focus krna chahye wo es liye k forex main acha am karny k liyez arori hai k hum forex ko achi trha sikh len paaly or jan len k forex kiya hai or es main kamyab kis trha hona hai os k bad humain forex k bary main khud he knolwedg gain hota rhta hai jis se hum achi eraning bhi kar skty hain sath main hmain achha rofit bhi mil jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

                dear forex aik aisa business hay jis main kisi kisam k shortcut ki koi gunjaish nai hay agar is main aiasay tareekay hotay jin say har traders shortcut say apnaay apko bahut jaldi say ameer banna possble hota to sab k sab markeet ko loot chukkay hotay is liye mairy khayal aur knowledge k mutabik hamko is markeet main apnay apko improve krnay k liye bahut ziada time ki bhi zarurat hoty hay experience bantay bantay is markeet main lose ka hona bhi possible hay sath sath agar account ki growth hoty jaye to isay ham success balk real success ka name day saktay hain is liye better yahi hay k ham kisi kisam k shortcut ka kabhi na sochain aur ziada say learn krnay say ziada say ziada experince milta hay jo hamko kamyaabi ki tarf lay jata hay jisay ham real main kamyaabi ka name day saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

                  g dear nay bohut he acha method kamyab hony ka share kia hai ager har trader he es market main asa akrna follow kar day tu har koi forex main kamyab ban sakta hai mager kuch new trader es bat say sehmat nahi karty hain wo market main aty he investment shuru kar daity hain bgair kisi learning ky aur experience ky bgair forex main kam shuur kr daity hain jis waja say un o los hota hai es lea forex market main sab sy pehly ham ko learning complete karni chahea learning ky bad ham ko practice kanri chahe demo account bana kar aur jab ap pracitce karty hain tab he ap ko market main acha experience milta hai aur ap ko phir he profit milna shuru hota ha lea forex ko pehly samjhnain sochain phir es main kam karain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

                    Mere Khyal mein agar aapko recording Business mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aap ko stepwise kam karna hoga sabse pahle aapko Pakistan Forex forum per Ek account register karna hoga Uske bad Yahan Par Majboor senior members ki post ko acche tarike se read karne ke bad usmein maujud Forex trading ka knowledge Hasil karna hoga aur Iske bad aap ko directly real account Mein Nahin Jana pahle Ek demo account banana hai aur use demo account per trade ko open karna hai different pairs per aur different lot size mein tab aap ek acchi e aur Iske bad aapko Jyada Se Jyada time Dena Hoga market ko understand karne ke liye market to understand karne ke liye Forex chat ko read karna hoga Kyunki Forex chart read karne se Hamen technical analysis karna bahut jyada easy ho jata hai is ke liye aapko candlestick Encyclopaedia ko read karna hoga jisse aap ko candlesticks ki bahut acchi information Hasil ho jayegi Mein To Har member ko Yahi Mashwara Doonga ke vah is book ko acche tarike se read Karen unke is Book mein candlestick ki patterns ke bare mein bahut acche information hai
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

                      g Apne bohot hi achi bat ki hey aur waqai agar hum forex business mein aik achi MONEY Management ke sath work kartey hein aur is business ko apne rules ke sath kartey hein to phir hum kabhi bhi is business mein fail nahin hotey hein aur achi trha sey is mein kamiyab ho saktey hein isliye hamen chahiye keh hum is business ko achi trha se learn karen aur demo account par ziada se ziada practice karen achi se achi strategies banayen aur phir usy strategy ko hi is business mein apply kartey rahen lagatar to hum us mein aik acha hold bana lete hein aur is mein achi trha se successful ho saktey hein isliye hamen always is business mein hardwork ke sath sath apne emotions ko bhi full control mein rakhna chahiye aur achi trha se money management ko follow karke hi is mein trade laga ni chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

                        Forex trading business mai traders ka kaamyab honay kay liye bohat say tareekay hain. Her trader apni strategy use kerta Hai kiyu kay trader ko jiss mai asaani lagti hai ussi ko adopt kerta Hai. Asaan ho ya mushkil tareeka ho trading mai success tabhi milti hai jab strategies strong ho. Forex trading business mai kaam kernay kay liye learning aur knowledge strong hona bohat zaruri hai. Uss kay baad trading ki practice ko achay tareekay say kerna chaiye. Jitni achi trading ki demo mai practice hogi trading kertay huay utni he asaani hogi.

                        Best trading kay liye best learning, best knowledge aur best trading practice honi chaiye. Traders ki best trading tabhi count hoti hai jab unhain acha profit hota hai. Best trading ka aik he sub say asaan tareeka hai kay jo bhi trade open ki jaey uss ko pehlay market analysis aur market trend ko zaroor daikh lain takay trade open kernay kay baad profits ki tawaqoo ho Agar aisa nahi kia jaey tou profit ka pata bhi nahi hota. Kabhi bhi tukkay aur chances pay trading nahi kerni chaiye. Kiyu kay tukkay kabhi bhi kaamyab nahi kerwaatey aur na he chances say trading mai koi khaas faida hota hai. Forex mai tukkay aur chance waali trading say faida Kamm aur nuqsaan ziada he hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

                          Forex trading business ki market aik mushkil market hai js mein kaamyaab hona bhi mushkil hai lakin Koi bhi kaam Jo mushkil hota hy lakin namumkin nahin hota aur forex market main bhi kaamyaab hona aur profit earn namumkin nahin Hai hum mehnat kartay han tu profit bhi ho Jata hy lakin is k liye zaroori hy k hum forex ki Sab see pahly learning karain hum ko ye pata hona cahaiye k market ki movement kis traha hoti hy aur hum ko market ka knewledge aur experience hona aur js currency pair par trading Karni ho us ka knewledge aur experience Hona cahaiye aur ziada see ziada knewledge aur information ho forex ko sekh kar samjh kar market ko samjh kar market mein in hotay han Tu market mein kaamyaab ho saktay han aur is k elawa hum ko Jo trading mein Jo tools han un ko bhi use karna cahaiye aur hum trading mein stop loss aur take profit ko laga kar trading Karna cahaiye aur is k elawa greed se emotions se aur jald bazi ki trading see bachna hota hy phr hi hum market see kuch hasil kar saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

                            Ji han dear agar aap forex market se acchi earning karna chahte hain to aapko market hard work karna bahut jaruri hai Jaise ke Pehla step yah hota hai ki aap market Mein learning Hasil Karen jitni acchi learning Hogi Itni hi acchi aap earning kar sakte hain isliye market mein jyada Se Jyada learn Karen market ko acchi Tarah Jaane Taki aapko market ka acchi Tarah Se Pata ho aur uske bad aap demo account mein practis Karen Kyunki demo account Aisa Kaun Hai jismein acchi practis ke sath hi aap market ko acchi Tarah Jaan sakte hain to usmein acchi practis Karen hard work Karen Taki aapko Jyada Se Jyada experience Asif ho aur aap live account mein acchi earning Hasil kar Saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex market mai kamyab hony ka best tareeka.

                              Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading say best and big earning kay liay traders ka es main kamyab hona bohat zarori hay agar traders es main successful nahi hotay to bar bar loss ki wajh say earning to door ki bat trading karna bhi bohat ziada mushkil ho jata hay lehaza traders ko Forex main kamyabi hasil karnay kay liay har soorat main pehlay forex trading ka knowledge gain kar laina chahiay aor es kay bad Forex ki achi taran learning karni chahiay knowledge and learning kay liay aam tor par internet ki help li jati hay lakin behtar to yahi hota hay k traders kisi expert trader say Forex ka knowledge gain karay aor live Forex trading ki learning karay jab Forex ka complete knowledge gain kar lia jay aor learning bhi complete ho jay to es kay bad real trading account say pehlay demo pay Forex trading ki achi taran practice ki jay aor full experience kay bad real trading say pehlay mukamal analysis kiay jain aor market ki movement kay hisab say trade open ki jay kabhi bhi greed aor jald bazi na ki jay trading tools ko zaror use karna chahiay har traders ko kamyabi kay liay money management and account management karni chahiay mehnat aor hardworking ki kamyabi ka zamin hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X