Forex kia hai currency pair aur forcast kese kren aur forex broker choose karene ka

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex kia hai currency pair aur forcast kese kren aur forex broker choose karene ka
    Asalam o alaimum
    Dear member please jo b expert forex trader hain aur senior members hain please btana pasand karyngy k forex basic kia hai aur currency paires kese banty hain..forex market m ghraphicall analysis kar k kese market ko forcast kia ja sakta hai aur forex market m entry k liye behtreen tools kon sy hain ta k aik achi entry li jay aur return m behter munafa kamaya ja sakta hai. Forex m business ko start karne k liye kitna amount darkar hota hai jis se start liya ja saky aur aik acha munafa mily ..ki forex m consistantly profit kamany ka kki behtreen tareeqa hai k ni .forex forum k senior member please apne tajarby se mustafeed karen taman new babe in forex tradin ta k wo loss na karey aur acha munafa kama saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex kia hai currency pair aur forcast kese kren aur forex broker choose karene

    Forex aik aesi international market hai jis main all countries ki currencies exchange ky rates change ho rehy hoty hain ky ham puri dunia main kisi jaga sy bhi online forex market main trade ker sakty hain then hamain currency pairs main rates ky increase ya decrease ki achi forecast kerny ky liay market ky technical aur fundamental analysis kerny hoty hain ky agar koi news same currency pairs ky exchange rates ko effect na ker rehi ho tou market hamesha technical movement continue rakhti hai ky jab kisi bhi pair main market support per ho tou ham price increase ki forecast ker sakty hain aur jab market resistance per ho tou ham price decrease ki forecast ker sakty hain ky isi terha ham forex market main trade open ker ky acha profit hasil ker sakty hain then hamain forex market main investment kerny aur trade kerny ky liay aesa broker select kerna chahiay jis main spread kam ho swapfree account ki facility Ho aur instant deposit aur withdraw lia ja saky tou ham Bari asani sy trade ker ky forex sy achi earning ker sakty
    • #3 Collapse

      Re: Forex kia hai currency pair aur forcast kese kren aur forex broker choose karene

      Dear agar hum ne forex mai curreny k pairs k bary mai dekha ho to ais mai hum ko kisi aik currency ko dekh k trade karni hoti hai aus k sath hum agar ais market mai kisi currency ka trend dekh lety hai to ais market mai acha profit bana sakty hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai analysis karny hoty hai ais market mai hum jab kaam karty hai to ais market mai hum kamyab tab hoty hai jab hum ais market mai khud analysis karty hai aor aus k hisab se ais market mai trades lagaty hai jab hum risk reward k hisab se trade lagaty hai to aus trade par hum ko profit ho jata hai tab hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai ais market mai hum ne agar kamyab hona hai to hum ko ais market mai kaam sekhna parta hai tab trend ki samjh aati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex kia hai currency pair aur forcast kese kren aur forex broker choose karene

        Forex currency pairs & Forecast:

        Choose Broker:

        Dear sab se pehle to mein apko yeh batata chalun keh hum jis platform par work kar rahey hein yeh instaforex ka aik platform hey aur yahan par hum forex ko achi trha se learn bhi kar rahey hein aur uske sath sath hum earn bhi kar rahey hein aur yeh instaforex ki taraf se aik bohot hi bari opportunity hey isliye mein samjhta hun keh broker to instaforex hi best hey. aur hamen always isy ko hi choose karna chahiye.

        Currency Pairs:

        Forex mein 2 kisam ki currencies chalti hein aik Base Currency aur aik Quote Currency nichey deegai picture mein aap base currency and Quote currency ko dekh saktey hein aur uski difinition bhi parh saktey hein.

        Click image for larger version

Name:	base currecny.png
Views:	1
Size:	29.1 کلوبائٹ
ID:	12325393

        Market Forecast:

        Market forecast keliye hamare pas acha knowledge & Experience hona bohot hi ziada zaroori hota hey aur uske zariye se hum Market forecast ko bohot hi asani ke sath andaza laga saktey hein aur uske liye hamen fundamental & Technical bhi hona bohot hi ziada lazmi hota hey tab hi hum is mein kamiyab ho saktey hein aur uske liye hamen kafi achi search karna hoti hey market ke chart ko dekh kar jahan par hamen bohot hi kam Stop loss mil raha ho aur TP bohot hi ziada mil rahi ho to hamen us order ko lagana hota hey aur choose karna hota tab hi hum is mein kamiyab ho saktey hein.
        Iske ilawa Market forecast keliye kuch forex chart ke apne setups hotey hein unko dekh kar bhi market forecast kiya jata hey aur jab woh setup ban jatey hein to hum un par bhi easily trade laga saktey hein nichey deegai picture mein bhi aap asani ke sath woh patteren dekh saktey hein jins se hum market forecast ka andaza asani ke sath laga saktey hein.

        Click image for larger version

Name:	technical analysissss.png
Views:	12
Size:	48.2 کلوبائٹ
ID:	12325394
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Forex kia hai currency pair aur forcast kese kren aur forex broker choose karene

          forex aik acha business hain hum is mai currency mai kam kar ky ache earning gain kaer sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kaar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy mah net karne ho ge epher he hum passia kam saky gy forex aik acha business hin hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam k ar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar analysis ko use kar ky kam kary gy to he hum agy bar saky gy
          • #6 Collapse

            Re: Forex kia hai currency pair aur forcast kese kren aur forex broker choose karene

            forex aik wasee busienss hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum is mai paart time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy to hamy loss ho jy ga forex aik acha business hain hum is mai agar emotional ho kara kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain forex busness pakistan mai legal ban cuka han is mai usa or china or new yok jaasy bary bary muamlik sahmil hgain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex kia hai currency pair aur forcast kese kren aur forex broker choose karene

              اصل پيغام ارسال کردہ از: WQ320 پيغام ديکھيے
              Asalam o alaimum
              Dear member please jo b expert forex trader hain aur senior members hain please btana pasand karyngy k forex basic kia hai aur currency paires kese banty hain..forex market m ghraphicall analysis kar k kese market ko forcast kia ja sakta hai aur forex market m entry k liye behtreen tools kon sy hain ta k aik achi entry li jay aur return m behter munafa kamaya ja sakta hai. Forex m business ko start karne k liye kitna amount darkar hota hai jis se start liya ja saky aur aik acha munafa mily ..ki forex m consistantly profit kamany ka kki behtreen tareeqa hai k ni .forex forum k senior member please apne tajarby se mustafeed karen taman new babe in forex tradin ta k wo loss na karey aur acha munafa kama saken
              Agar aap Pakistan Forex forum ke affiliate program ke Dariya se Forex trading business Mein kam kar rahe hain to aap ko broker flat karne ki jarurat Nahin Hai Kyunki sirf aur sirf insta Forex hi Ham use kar sakte hain aur yah Mere Khyal Mein Kafi Achcha broker Hai Iske Hote Hue Hamen Kisi Aur broker ki koi jarurat nahi hai agar aap aap Dekhe Hain To ek baar roka Vahi Achcha hota hai jo bahut hi isiliye aap ki adding Dekho aap tak pahuncha De aur insta Forex se Ham bahut hi easy liye apni earning ko Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex kia hai currency pair aur forcast kese kren aur forex broker choose karene

                Assalam walekum janab a Forex trading members aapko main yah baat batana chahta hunn ki trading main aapko knowledge or experience ke sath sath kisi se majboor abhi kar lena jaruri hota hai senior members trading tips and tricks jante hain agar aap market mein unko follow karenge to aapko maximum chances hai ki aap apne iskaba ko enhance kar sakte ho apne business ko profitable banane ke liye aapko dusron ki help chahie hoti hai online business mein aapko market technical and fundamental aspects and analysis samajhne ke liye forcast of news bahut important samajh nahin hogi technical market mein brokers ma sabse best instaforex broker hai jiska leverage and trading rules and regulations both realistic hai Pakistan Forex form bonus members easily apna profit withdrawal kar sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex kia hai currency pair aur forcast kese kren aur forex broker choose karene

                  Forex trading main broker
                  Forex trading main both ziada achy achy broker han is ley humy asa broker choice karna chae ha jis sy humy kam sy kam spread mily or leverage ziada sy ziada mily ta k hum log kamyab ho sakeny is ley hum log behtar trading kar k ache earning kar sakeny gy instaforex broker bi best broker ha jo k humy bagar investment k trading karny ka moqa data ha jis sy hum ache trading kar k ache earning kar sakty han
                  currency pairs
                  Forex trading main both sary currency pairs han jis sy hum log behtar planning or strategy sy ache earning kar sakty han is ley humy proper money management or risk management sy trading kar k ache earning kar sakty han currency pairs main trading k ley humy maximum profit hasil karny k ley both ziada mehnat karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy
                  Forex trading main humy apny knowledge or experience pe behtar trading kar sakty han jab tak humary pass knowledge or experience na ho to humy wait karna chae ha learning k bad trading start karni chae ha

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X