Ichimoku Kinko Hyo indicator say kia murad hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ichimoku Kinko Hyo indicator say kia murad hay?
    Forex trading main many types kay indicators use kiay jatay hain jen main say indicator ki aik type Ichimoku Kinko Hyo hay maira ap sab say sawal hay k Ichimoku Kinko Hyo say kia murad hay aor Forex trading main es ki kia importance hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ichimoku Kinko Hyo indicator say kia murad hay?

    Dear ais indicator ko use kar k hum ais market mai buy aor sell ki trade laga sakty hai aor ais indicator k diffrent parts hai jin mai market jati hai to aus se hum market ka andaza laga sakty hai mean ais maii badal bny hoty hai aus k color ko dekh k hum ais mai trade lagaty hai aor kai dafa market ais mai badal waly hissy mai jati hai to aus ko dekh k hum ais mai trade lagaty hai ais se hum market ki upcoming moment ko samjh sakty hai aor ais market mai trade laga sakty hai ais indicator ko agar hum use kary to ais se hum acha signal le k ais market mai acha profit bana sakty hai ais ko use karny se hum market ka trend asani se samjh sakty hai ais ko samjhny ki bhi technique hai aus k baad ais mai trade milti hai.

    Click image for larger version

Name:	Ichimoku indi.png
Views:	17
Size:	29.4 کلوبائٹ
ID:	12325328
    • #3 Collapse

      Re: Ichimoku Kinko Hyo indicator say kia murad hay?

      ichimoko aik asa indicator hai ju ky boht he acha hai es say market ko analysis karna boht he asan hai es indicator ko banany main 30 sal lagy thy ju ky aik japan ka trader tha jiss say iss ko bnany main 30 sal laga deay aur aj bhi yeh market main bohut ziada achi accuracy rakhta hai es lea forex market main es ka use bhi kafi ziada kia jata hai main ap ko chart say es ki example day akr samjha data hun ky ap es ko kesy use karty hain.
      Click image for larger version

Name:	ichioko.png
Views:	1
Size:	58.0 کلوبائٹ
ID:	12325395
      jab bhi market es cloud say out hoti hai tab he ap k es main sell ka ya buy ka signal milta hai ap dekh sakty hain jesy he market es main up side cross hoi tu bohut ziada buying presure say market up gai ha es lea yeh aik bohut he acha indicator hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ichimoku Kinko Hyo indicator say kia murad hay?

        hamy forex mai RSI or CCA indicator ko use kar ky kam karna ho ga hamy pahly acha knowledge gain kaarne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar kam kareny ky expert hain to he hum kamyab ho saky gy agtar hum forex mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss h jy ga agar hamare mathmatices ache hain to hum is mai asane sy hedging kar sakty hain or hum indicators ko be use kara sakty hain or hum kamyabe hasial kar saky gy forex mai agar hum new hain to hamy indicators ko use nai karna chahe pher he um loss sy bach saky gy forex ak international business hain
        • #5 Collapse

          Re: Ichimoku Kinko Hyo indicator say kia murad hay?

          Bhai aap Forex trading business Mein kam kar rahe hain to aapko Pata Hona chahie ki aap Kisi bhi indicator ko use karte hain to vah sirf aur sirf aapko market ke price ki indication Deta Hai Ki Ab market trend kis site par jane wala hai aur Market ki movement kahan tak pahunchegi indication hoti hai koi baat bhi nahin hoti isliye aapko chahie ki aap Dil lagakar kam Karte Nahin aur agar aap manually trading Karenge aur main result Hasil Karenge to yah aapke liye Jyada vyast Honge agar aap Kisi indicator ko use karna chahte hain to Mere Khyal Mein sabse accha indicator relative strength indicator hai aur Iske bad moving average indicator ko use karne se sirf Hamen Ek indication Hasil karte hain aur is Se Jyada Kuchh Bhi Nahin Hai
          • #6 Collapse

            Re: Ichimoku Kinko Hyo indicator say kia murad hay?

            Ichimoku Indicator:

            ichimoku indicator ko aik kisam ka cloud indicator bhi kaha jata hey aur yeh meta trader ki default setting mein bhi pehle se mojood htoa hey aur yeh world mein bohot hi ziada use hone wala indicator hey aur kafi ziada usefull indicator hey aur yeh istamal hone mein bhi bohot hi ziada asan hey is se hum market ke trend ka bohot hi asani ke sath andaza laga saktey hein aur market mein aik achi aur strong trade laga saktey hein isliye agar hum isko use karne se pehle thora bohot agar isko demo par use kartey hein aur is mein demo par practice kartey hein to hum jab isko real mein use kartey hein to hum is se bohot hi ziada benefits hasil kar saktey hein aur is mein achi trha se kamiyab ho saktey hein aur iski madad se hum market mein acha profit kama saktey hein.

            Click image for larger version

Name:	ichimko indicator.png
Views:	1
Size:	72.3 کلوبائٹ
ID:	12325397
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Ichimoku Kinko Hyo indicator say kia murad hay?

              forex aik wasee business hain hamy is mai indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum passia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kari sakty hain hum is mai day mai be kam kari sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hsoal nahi ho ga forex mai agar hum indicators ko ignore kary gy to hamy kuch be hasial nah ho ga forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik leagl busness hain si mai usa or china or new yok jasuy bary bary muamlik sahmil hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Ichimoku Kinko Hyo indicator say kia murad hay?

                Ichimoku Kinko Hyo indicator ek technical indicator hai is ke zariye market pe price momentum gauge kia jata hai aur momentum ke sath future ki support aur resistance ka andaza lagaya jata hai. Ye indicatore mein 5 lines pe mushtamil hota hai jis ki wajha se dekhne mein kafi mushkil aur complected lagta hai magar jab ap is ki her line ka matlab samajh jae ge ke konsi line kis wajha se use ho rahi hai to ap is ko asani se samajh sake ge.

                اب آن لائن

                Working...
                X