Jaiza:loss q hota h main waja kya h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:loss q hota h main waja kya h
    ji mere Bhai yah main Janna chahta hun ki agar Ham Forex mein kam kar rahe hain to ismein agar hamari trade acchi nahin hoti to hamen loss kyon hota hai ismein loss hone ki sabse badi vajah yah hai kya hai trader ismein kyon jyada se jyada loss karte hain aur isko recover nahin kar paate main iske bare mein mukammal detail Janna chahta hun
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:loss q hota h main waja kya h

    Zahir c bat hey agar hum kisi bhi business mein achi karkadagi ka muzahira nahin kartey hein to phir woh chahe forex ho ya koi aur business ho hum us mein loss hi kartey hein aur loss ki aur koi bari wajha nahin hoti hey hamen jo bhi loss hota hey woh just hamarey apne Lack of Knowledge & Experience ki wjha se hi hamen loss hota hey aur agar hum apne Knowledge and Experience ko achi trha se cover kar lete hein to phir hum kisi bhi barey loss se easily bach jatey hein aur hum achi trha se is business mein work kar saktey hein isliye hamen always apni learning ko continue rakhna chahiye tab hi hum is business mein loss se bach saktey hein aur is mein kamiyab ho saktey hein.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:loss q hota h main waja kya h

      Bhai loss tou forex market main trade kerty huey zarur hota hai jab market hamari open trade ky against move kerti hai tou loss hi hota na market ny tou all the time move kerna hota hai agar hamari open trade ki favour main move kerti rehy tou hamain profit hasil hota rehta hai aur agar against move kerti rehti hai tou hamain loss ho jata hai hamain chahiay ky jab bhi trade open kerain pehly market ka trend find ker lain ky jab trade open ho tou market hamari favour main hi move kery aur ham loss sy bhi bach jaen aur hamain acha profit bhi hasil ho saky then loss hamain hamari bahot sari mistskes ki waja sy bhi hota hai ky ham forex market main baghair sochy samjhy trade open ker ky acha profit hasil hony ki umeed sy trade continue rakhty hain tou hamain loss ho jata hai overconfident Ho ker jab ham bara risk lety hain tou loss bhi bahot zyada hota hai then ham loss ko small level per control nehi kerty ky increase hoty hoty account wash ker jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:loss q hota h main waja kya h

        Loss ki main wajah ghalat planning hoti hai. Jab koi business kia jaey aur uss mai investment ki jaey chahay wo conventional business ho ya online business ho, uss mai ye baat zehan mai rakhni chaiye kay profit aur loss kisi bhi business mai kisi bhi waqt aik choti si mistake say bhi ho sakta hai. Loss hamesha mistakes aur wring decisions say he hota hai. Aisa kabhi nahi hota kay koi bhi business man ya online forex trader jaan boojh kay apna loss ker ley.

        Forex mai loss honay kay mukhtalif reasons hotay hain jinn mai sub say ziada tou jald baazinaur laalach wajah banti hai.uss kay baad market ki monitoring aur trade open kertay waqt stop loss aur take profit ko bohat ziada margins pay set kerna aik reason hota hai. Jab bhi koi trade open karain tou traders ko ye andaza hona chaiye kay wo khud market ko watch nahi ker paen gay tou unhain stop loss aur take profits dono ka he use kerna chaiye takay dono kay hit honay ki soorat mai aik average profit ho jaey aur trade close honay say wo average profit bhi zaya nahi ho aur loss bhi itna he ho kay account ko masla nahi ho. Loss hits he iss wajah say hai jab traders andaazo pay kaam kertay hain halakay forex mai agar active mind kay saath sahi calculate ker kay kaam kia jaey tou loss kay chances bohat Kamm reh jatey hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:loss q hota h main waja kya h

          Dear ais market mai ap jitna bhi kaam sekh ley ap ais mai 100% ni bata sakty k abi market ne up jana hai ya down jana hai ais market mai hum jab trade lagaty hai to aus se phly hum analysis karty hai aus mai humra aik idea hi hota hai k market ne ais taraf jana hai confirm to koi bhi ni bata sakta aus k baad hum apni trade k sath stop loss lagaty hai aor take profit lagaty hai aus se humri favour mai agar market aa jati hai to profit mai close ho jati hai aor agar humry opposite jati hai to loss mai close ho jati hai agar hum ne ais market mai trade lagai hai aor aus par loss ho gia hai to atna masla ni hai hum aus loss ko baqi trades se recover kar sakty hai ais k liay hum ko apna recovery plan tyar karna chaye aor aus k hisab se kaam karna chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:loss q hota h main waja kya h

            Assalamu Alaikum dear Forex members zaida tar hone wale loss ki wajah Hoti Hai Ke Kuchh newly members practice or experience ke bagair hi trading start kar dete hain aur periods na hone ki vajah se loss kar Baithe Hain isliye Jaruri Jaaye trading start karne se pahle Ek Achcha knowledge or experience Hona bahut jaruri hai aur ek acche knowledge experience ke liye hamein sabse pahle to Forex form ke rules ko acche se padhna chahie aur usko follow karna bahut jaruri hai agar Ham usko bolo Nahin Karenge To Hamara Kaun Pyar Kar Diya Jata Hai ismein Se Usko follow karna bahut jaruri hai Iske bad demo account mein jitna kaam kiya jaye hamare Liye utna Hi best Hai demo account main kaam karke Hamen kachha experiencing hasil kar sakte hain aur Jab hamain acha experience Ho Jaaye Uske bad Hamen real account mein investment Karke trading start Karni chahie Taki Hamare loss ke chances bahut kam ho aur ham Ek bahut hi kam time Mein Ek bahut Achcha profit earn kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:loss q hota h main waja kya h

              Theatre aapse bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai Lekin ismein loss Ki Sabse Badi vajah Yahi hoti hai ki Jab aapke pass Forex trading ke bare mein Achcha experience maujud Na Ho Duniya Mein Koi Bhi kam ho jab tak aapke pass Uske bare mein Achcha experience Nahin hoga to aap usmein sharing nahin kar sakte ISI Tarah Forex trading bhi Aisa business hai Jisme agar aap acchi aur nahin karna chahte hain to usmein aapke pass Achcha experience on Knowledge Ka Hona bahut hi jaruri hai Jab aap red open Karte Hain To Aisa luck trade open Nahin Karni chahie Jab aapke pass Achcha experience maujud hoga to aap market ko acchi Tarah analyse kar sakte hain market ke friend ki movement acchi Tarah read kar sakte hain Jab aapko market ke movement cast achi Tarah Se Andha ho jaega tab aap trade Karen aur FIR aap Achcha profit Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:loss q hota h main waja kya h

                Loss qn hota hy iski main wjoohat mn apko btata hon.
                Lack of knowledge
                Lack of experience.
                Lack of training.
                Emotions py control na hona.
                Money management na krna.
                Loss management na krna.
                Risk management na krna.
                To mere dosto ye kuch factor hain k agr ap in py amal ni kren gy to apko loss k chance zyada hain.
                Jab tak ap k analysis achy ni joty to trade mn profit boht mushkal hy. Us k bad apki training ye boht zarori hy ap agr demo py apny analysis ko chk ni krty to ap real mn kamyab ni hotu.
                Jazbat mn agr koi trade lgaen gy to maximum ap loss mn jaen gy.
                Zindgi k har km mn money management krni chahye ta k ap ground level py na ponch jaen. To koshish kren oper diye gye Factor ko made nazr rakhen.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:loss q hota h main waja kya h

                  Ap ny bilkal tek kaha hy ham dunya k kisi b shoby m kam kr ry hon us m hamy profit or loss dono milty han ye kbi b ni hota k hamy sirf or sirf profit hi hasil ho loss na ho hamy apny loss sy ghbrana ni chaiy hamy forex m jb b loss hota hy hmari apni mistakes ki wja sy hota hy hmary loss ki sb sy bari waja over trading b hoti hy ham lalich m a kr zyada kmany k chkr m zyada sy zyada trades open krty rahty han jo k hmary loss ka sbab bnta hy hmary loss ki bot c or b wjohat hoti han jasa k km knowledge thora experience or achi learning ka hasil na krna or in k bagar hi trading krna bot bary loss ka sbab hota hy or is loss ko ham cover b ni kr paty
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:loss q hota h main waja kya h

                    Assalam walekum Pyare bhai aapki baat bilkul theek hai Jyada log lalach karte hain aur Aise log Jinke pass Achcha experience bhi Hota Hai lekin Fir Bhi vah experience ke sath trading Karte Karte Koi Aisi trad Laga Baithe Hain jismein vah Jyada profit Hasil karne ki lalach karte hain Jiski vajah se unko nuksan uthana padta hai Mera aur ISI Tarah kam experience hone ke bavjud bhi aisa hota hai isliye Achcha experience Hasil Karen Achcha knowledge Hasil Karen aur Market ke bare mein Achcha analyse karna sikhe Uske bad lalaj kiye bagair kam Karen tab aap Forex se bahut hi accha profit Hasil kar sakte hain isliye Kamyab trader Hamesha risk free trading karta hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:loss q hota h main waja kya h

                      Loss ki main waja

                      Different esy conditions hey jes ki waja se trading me loss ho sakta hay sab se pehly to ye maloom hona chaye key loss hamy kinu hota hay, agar apni trading ka hi jaiza kia jaye to esy bahot se mistakes hamary samny a sakty hey jo loss ki main waja banti hey,

                      1. trading practice regular na karna
                      2. Weak risk management strategy
                      3. Ghalat aur risky decisions lena

                      4. trading open karny close karny aur loss ko jald se jald aur 1 hour me hi recover karny ki mistake
                      esy bahot se mistakes ki waja se loss hota hay magar mera personal opinion ye hay key jetni teezi trading me dekai jaye to sab se main aur big mistake hoti hay aur loss be esi waja se hi possible aur koi waja meri samaj me nahi ati loss ki.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X