Jaiza:what is candle chart

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:what is candle chart
    ji mere Bhai agar Ham forex mein kam kar rahe hain to ismein candle chart kya hote hain aur ine se hamen kya halchal hota hai main inke bare mein mukammal detail Janna chahta hun agar koi aisa banna hai jo iske bare mein mujhe Bata sake to please mujhe iske bare mein guide Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:what is candle chart

    Candlestick 1 chart pattern hota hay app market ko analysis karny key ley es pattern ko use kar sakty ho, candlestick esa chart pattern hay jes me agar app indicators ki help na leny ki waja se be market ka jaiza leny me kamyab ho sakty ho, agar app es chart pattern ko use karna chahty ho to app ko pehly candlestick chart pattern ko understand karna ho ga aur market reversal movement ki learning karna ho gi, other kesi be chart pattern me market reversal movement ka app ko knowledge nahi ho sakta hay jes asani se app candlestick chart pattern me app identify karny me kamyab ho sakty ho.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:what is candle chart

      Dear ais market mai agar ap ne dekha ho to humry pass 3 tarha k charts hoty hai jin par hum analysis kar k trade lagaty hai aun mai se sab se zayda use hony wala chart candles stick wala hai ais ko her koi use karta hai kun k ais mai jab hum analysis karty hai to hum ko ais mai achy se market ki moment samjh aa jati hai aor ais k sath sath market mai candle stick patterns hoty hai jin ko hum dekh k ais market mai kaam karty hai ais k sath jo line chart hai ya bar chart hai aun ko kam user use karty hai aun par bhi ap market mai analysis kar sakty hai aor market mai trade laga sakty hai magar aus mai ap ko canlde ki open aor high low ka sahe se pata ni chalta aisi liay log candle chart ko use karty hai aor trade lagaty hain.

      Click image for larger version

Name:	Chart types.png
Views:	10
Size:	32.2 کلوبائٹ
ID:	12325161
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:what is candle chart

        Candlestick Chart:

        Forex business mein hamen jo chart nazar araha hota hey woh totally candlestick se bhara hota hey aur Candlestick chart ke bhi apne hi benefits hein aur agar hum har candle ke barey mein achi trha se information rakhtey hein aur Candles ko achi trha se learn kartey hein to phir hum is business mein bohot hi ziada achi trha se kamiyab ho saktey hain aur bohot hi achi trha se learning kar saktey hain.
        Candlestick Chart ko hamen seekhne ki zarurat hoti hey aur agar hum aik achey analysis ke sath kisi bhi Candle ko samjh jatey hein aur phir usy candle par every time work kartey hein to hum is business mein achi trha se kamiyab ho saktey hain aur Candlestick aik bohot hi zabardast aur bohot hi ziada powerfull Strategy hey forex traders keliye.

        Click image for larger version

Name:	candlstick chart.jpg
Views:	10
Size:	102.3 کلوبائٹ
ID:	12325173
        https://t.me/pump_upp
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:what is candle chart

          Forex market main trade kerny ky liay market ky three types ky charts use hoty hain jin main candle stick pattern line chart aur bar chart hota hai tou line chart aur bar chart tou chart or graph ki normal use ki jany waly options hain lekin candle stick pattern kisi chart ya graph ko show kerny ky liay use nehi kia ja sakta yeah pattern of chart sirf forex market main use hota hai isky elawa hai is ki normal presentation main use ker ky kuch indication nehi dy sakty lekin forex market main trade kerny ky liay sab sy zyada famous chart yehi candle stick pattern chart hai ky isky tehat ham forex market main trade ker ky acha profit bana sakty hain agar ham is pattern ka complete knowledge ho ky same pattern main her complete hony wali candle ka apna aik knowledge hota hai jis ko follow kerty huey ham trade open kerty hain tou hamari same trade kamyab hoti hai ya hamesha hamari aesi trades profit main hi close hoti hai ky candle stick pattern chart itself aik indicator hai jo hamain market trend ki current direction ko indicate bhi kerta hai jo scalpers ky liay bahot helpful hoti hain

          اب آن لائن

          Working...
          X