Capital structure kiya hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Capital structure kiya hy?
    Asslam o alaikum members ap mujhy ye btaen k capital structure kisy kehty hai. Apna Knowledge share kren ta k forum py log is sy sikh saken.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Capital structure kiya hy?

    Capital structure.
    Dear member trading mein capital structure ko Ham is tarike se define karenge ki hamare pass trading account mein total capital is equal to difference between debit and equity. Is ki Ham asan lafzon Main aise byan karenge ke debit aur equity mein kya ratio hoti Hai yeni ke aap ka total capital kitna hai aur us mein profit ke bad equity kitni banti hai ya us mein debit ki ratio kya hoti hai is tamam calculation ko capital structure kahate Hain. Simply hamen itna pata hona chahie ki hamare paas total account mein kitna capital hai aur usmein account hamara profit mein hai ya loss mein hai equity kitni banti hai agar equity positive milati Hai to iska matlab hai ki hamara trading structure jo hai vah positive banega agar equity minuse mein jaati Hai to trading structure hamara negative mein aaega isliye hamesha koshish karen ki aapka trading account positive hona chahiy.
    • #3 Collapse

      Re: Capital structure kiya hy?

      Dear ais market mai jab hum investment karty hai to aus time humry account mai jo balance hota hai aor equity hoti hai wo same hoti hai aor aus k sath humry account par free margin bhi atna hota hai jitna humra balance hota hai magar jab hum account par koi trade lagaty hai to aus mai humra margin use ho jata hai humri lot k hisab se aus k sath sath humry account mai jo balance hota hai wo atna hi rehta hai jab tak hum trade ko profit ya loss mai close ni kar lety aor ais mai humri equity change ho rahe hoti hai jab humri trade running mai hoti hai aus k hisab se equity kam ya zayda ho rahe hoti hai aor humra over all account show kar rahe hoti hai ais market mai hum mazeed trades tab hi laga sakty hai jab humry pass free margin hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Capital structure kiya hy?

        Capital Structure:

        Jab hum forex mein koi bhi trade open kartey hein to hamara jo capital hota hey uska utaar charhaao shuru ho jata hey aur phir hum us mein dekh saktey hein keh jese jese hum profit mein jatey rehtey hein hamari jo equity hoti hey woh barhti jati hey aur hamara balance wohi rehta hey aur jese hi hum koi trade close kartey hein to hamara balance jo hota hey woh increase ho jata hey aur equity close ho jati hey is trha se jab hamari trade loss mein hoti hey to hamari equity balance se kam hoti hey aur balance ziada hota hey aur jese hi hum trade close kartey hein to hamara jo balance hota hey woh bhi already kam ho jata hey is trha se yeh aik Capital structure market mein hamen show ho raha hota hey keh hamara capital kis trha chal raha hota hey Kis trha yeh increase hota hey aur kis trha decrease hota hey uska sara structure hamen show ho raha hota hey.

        Picture mein aap Market ke Structure ke barey mein practical bhi dekh saktey hein aur samajh saktey hein.

        Click image for larger version

Name:	capital structure.PNG
Views:	1
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12325172
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Capital structure kiya hy?

          Forex market main trade kerty huey hamain apny capital ko increase bhi kerty rehna chahiay aur safe rakh ker trade continue kerni chahiay ky hamain forex market main trade kerty huey acha profit hasil ho saky lekin loss ho tou ham sy kam ho isliay hamain apni equity ko manage rakhna perta hai ky hamara capital tou running trade main fix hota hai lekin equity increase ya decrease Ho rehi hoti hai tou open trade main hamain capital ki nehi balky equity management ki zarurat hoti hai ky ham agar equity ko kisi surat bhi less nehi hony dety tou hamain phir forex market main trade kerty huey balance ko increase kerny main koi problem nehi hota aur hamain apna balance increase kerty rehna chahiay ky hamain jab forex market main trade kerty huey kuch profit hasil hota rehy tou hamain Sara profit withdraw kerwany ki bajaey kuch profit withdraw kerwa lena chahiay aur kuch sy capital ko built kerna chahiay taky hamary pas forex market main trade open kerny ky liay wide range all the time available ho ky ham kisi bhi waqat trade open ker ky acha profit hasil ker sakain
          • #6 Collapse

            Re: Capital structure kiya hy?

            Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy simply ham kah sakty han k capital structure ka mtlb apny capital apni investment k account k bary m sb kuch janna hy hmara balance ktna hy hmari aquity ktni hy ham ny jo profit or loss kia hy wo ktna hy ham apny capital ko trading kr k kis tra sy chla ry han ye hmara capital structure hota hy jis ka mukmal knowledge hamy lazmi hona chaiy forex aik bot bara or behad profitable business hy ye kbi b bnd na hony wala business hy is m ham bharpor mehnat sy kam krty han to hamy is ka bahtreen sila milta hy ham is m jb koi trade open karty han or wo profit ya loss m ja rahe hoti hy to hmari aquity b kam zyada hoti hy ye hmary account ka structure hota hy
            • #7 Collapse

              Re: Capital structure kiya hy?

              Ham Logon Ko Apne balance Ko Dekhkar trading karna Hogi Jab ham log Apne balance Ko Dekhkar trading Karenge to is ham logon ko bahut hi jyada fayda Hoga aur ham log market Se Ja Biya kar sakte hain Aisa karne se Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Capital structure kiya hy?

                Dear friend capital se Murad Hai Sar maayakari Kyunki aap Forex trading Mein kam karna chahte hain to uske liye aapke pass acche balance Ka Hona bahut jaruri hai jab tak aapke pass Achcha balance backup maujud Nahin Hoga aap acchi earning nahin kar sakte to isliye sabse pahle Forex trading Mein kam karne ke liye acche experience Ka Hona bahut jaruri hai Jab aapke pass Achcha experience hoga to Uske bad aapko chahie ki aapke pass Achcha capital maujud ho aap ke pass backup Mein acchi earning maujud Ho Jab aapke paas backup Achcha balance maujud Hoga tabhi aap Forex trading Mein acchi trade Le sakte hain aur Jitna Achcha hoga Achcha capital Hoga utani acchi earning aap kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Capital structure kiya hy?

                  Ji Bajar capital se Murad Hai Sar Sarkari Kyunki aap Forex chatting Nahin kam karna chahte hain to uske liye aapke pass Achcha balance Ka Hona bahut jaruri hai jab tak aapke pass Achcha balance vcorp majbut nahin hoga aap acchi Hardik nahin kar sakte to isliye sabse pahle Forex trading Mein kam karne ke liye Achcha Express Ka Hona bahut jaruri hai Jab kya aapke pass Achcha experience hoga to Uske bad aapko chahie kya aapke pass Achcha capital maujud Ho aapke pass backup Achcha balance manjur Hoga tabhi aap frustrating mein acchi Chale Le sakte hain aur Jitna Achcha Hoga Achcha capital hoga Itni hi acchi Hardik aap kar sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Capital structure kiya hy?

                    Assalamu Alaikum dear friend Jab Ham Forex Mein Koi Bhi trade open Karte Hain To Hamara Jo capital Hota Hai Uska Utar chadav shuru ho jata hai aur FIR Ham usmein dekh sakte hain Ki Jaise Jaise Ham profit Mein Jaate rahte hain Hamari Jo equity Hoti Hai vah badhati jaati hai aur Hamara balance vahi rahata hai aur Jaise hi Ham Koi trade close Karte Hain To Hamara balance Jo Hota Hai vah increase ho jata hai aur duty close Ho Jati Hai Is Tarah Se Jab Hamari trade laws major Hoti Hai To Hamari equity balance se kam hoti hai aur balance Jyada hota hai aur Jaise hi Ham trade close Karte Hain To Hamara jobana hota hai vah bhi already kam ho jata Hai Is Tarah Se yah Ek capital structure market mein Main Hamesha ho raha hota hai ki Hamara capital Kis Tarah chal raha Hota Hai Is Tarah yah increase hota hai aur yah Kis Tarah decrease Hota Hai Uska Sara structure show ho raha Hota Hai Forex per kam karna chahie free sakte hain aur acche trader Ban sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X