Islamic trading account se Kya Murad hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Islamic trading account se Kya Murad hoti hai?
    Islamic trading account se Kya Murad hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Islamic trading account se Kya Murad hoti hai?

    Dear ais market mai jab ap account banaty hai to ap ko ais mai apni trades par swap dena parta hai agar ap ais market mai islamic account banaty hai to ap ko ais mai jo trade lagani ho aus par ap ko swap ni dena parta waisy agar ap ais market mai aik din se zayda time trade ko hold rakhty hai to aus par ap ko swap dena hota hai agar ap ne ais market mai islamic account bana lia ho to aus k baad ap ko ais mai na to swap milta hai aor na hi ap ko ais mai swap milta hai ais liay ap ais mai jitny din chaye trade ko hold rakh sakty hai agar ap ais market mai long term par kaam karty hai to aus mai ap ko zayda profit hota hai aus k liay islamic account sab se best hai aus par jitna marzi ho trade ko hold kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Islamic trading account se Kya Murad hoti hai?

      Forex market main trading ky liay hamain two types ky accounts ki facilty available hai aik non Islamic account hota hai jis main swap charge Kia jata hai then second account swapfree Islamic account hota hai jis main swap charge nehi kia jata hamain forex market main trade kerny ky liay insta forex broker yeah facilty provide kerta hai ky ham forex market main swapfree Islamic account register kerwa ker swap sy bach sakty hain jo Islam main haram hai tou hamain forex market main bhi swap sy mean haram sy bach ker trade continue kerni chahiay taky hamain forex market main trade kerty huey acha profit bhi hasil hota rehy aur hamari trading main barkat bhi rehy lekin agar ham swap wala account register kerwa bhi lety hain tou hamain swap ki surat main kuch hasil nehi hota lekin hamary profit sy kuch swap charges zarur Kat liay jaty hain jin ka hamain nuqsan hi hota hai kabhi bhi swap waly account sy trade kerty huey hamain profit hasil nehi hota so best facility hai ham Muslims ky liay forex market main trading ki swap free account tou isy avail kerna chahiay
      • #4 Collapse

        Re: Islamic trading account se Kya Murad hoti hai?

        Islamic Trading Account:

        Agar hum Forex business ko islamic point of view se dekhen to is mein jo Swap system chal raha hota hey forex mein jab hum account open kartey hein to us waqt yeh option ata hey aur agar is mein swap account chal raha ho to woh Sood ke zamrey mein ata hey aur Islamic point of View se swap jayez nahin hey, isliye bohot sarey brokers jis mein INSTA forex bhi shamil hey Swap free account apne clients ko provide kartey hein takeh jo bhi muslim countries se log is mein work karne keliye ayen to unko is mein koi problem na ho aur woh befiker ho kar islami asoolon ke mutabiq is mein work kar saken aur phir yeh business agar swap free hum is mein work kartey hein to yeh business hamare liye aik Halal business ban jata hey aur hum is mein easily work kar saktey hein.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Islamic trading account se Kya Murad hoti hai?

          Islamic trading account

          Dear swap free account ko hi Islamic trading account kaha jata hay traders ko ye opportunity di jati hay key apni marzi se swap account be bana sakty hey swap fee (Islamic account) be, swap free trading account me interest kesi be trade me shamil nahi hota Islamic countries agar Forex market me trading karty hey to esi swap free trading ki opportunity ki waja se hi karty hey, otherwise app azaad hoty ho app swap account be bana sakty ho magar Islam app ko esi trading ki ijazat nahi deta hay har trade me sood shamil hony profit Islam me haram samja jata hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Islamic trading account se Kya Murad hoti hai?

            ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya forex market mein trading ke liye hamen to type ke account difficulty available hoti hai nguyen islami ka kaun hota hai jismein aapse web charge Kiya jata hai dance second counts vapi fridge Islamic kaun hota hai jismein aap sabhi Pyar nahin Kiya jata forex market mein trade karne ke liye install freight broker faculty provide karta hai ki Ham forex market mein swappy free Islamic account register app se paise ke Jo Islam mein haram hai hamen market mein 20,000 se aaram se bachkar continue karni chahie Taki Ham forex main ek achcha beta profit ke liye jaate Hain jinke Ham nhi hota hai kabhi bhi nahin hota haito isliye Ham bhi chahie ki Ham swayam free account banaen aur is profit hasil Karen isiliye aapko ismein bachkar trade karni hai ya musalman ke liye ek glass platform hai aur isase ham ek accha profit hasil kar sakte hain aur lalpari kaise cancel kar sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X