trading strafegies

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading strafegies
    Assalamu Alaikum dear seniors Forex trading Mein Ham Kis Tarah Se apni strategies ko develop Karen jisse Ham easily Achcha profit earn kar sakin Kyunki new members ke liye bahut jyada masla Hota Hai K trading plan Kis Tarah kiya jaaye aur Kis Tarah Se follow karte hue Ham Achcha profit and kar sake Ham Hamen apni Rai Den ????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading strafegies

    Kabhi bhi baghair stretigy ky hamain forex market main kisi bhi pair main trade open nehi kerni chahiay ky forex market main trade open kerna bhi bahot bara risk leny ky braber hai apni investment per warna ham agar baghair stretigy ky koi bhi trade open kerty hain aur hamain loss hona shoru ho jata hai tou ham sochty hi rehty hain ky market reverse move kerty huey profit main bhi jaey gi tou pata tab chalta hai jab hamara account wash ho chuka hota hai hamain chahiay ky koi na koi aesi stretigy zarur use kerty huey trade continue kerain jis sy hamain profit ka chance zyada aur loss hony ka kam ho taky ham forex market main trade ker ky hamesha achi earning kerty rehain aur hamara account kabhi wash na ho saky

    Stretigy jab bhi ham forex market main trading ky liay banaty hain tou hamain money management aur risk management ko mind main rakhna chahiay taky jab bhi hamari trade open ho tou ham loss ko apny control main rekhty huey trade continue ker lain then hamain same stretigy ko demo account main test kerna zaruri hai ky aesa na ho ham stretigy banaty huey kisi point ko mis ker rehy hon aur hamain direct real account sy trade open kerny per bahot zyada loss ho jaey jab hamain demo account sy trial kerny per sure ho jaey ky stretigy successful hai tou phir real account main apply ker ky profit hasil kerna asan hota hai
    • #3 Collapse

      Re: trading strafegies

      Dear ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais aik trading strategy select karni hoti hai aus k baad ap ko ais mai kaam karna hota hai agar ap ais market kaam karty to ap ko ais mai koi aik tareeka select karna hota hai aus k baad ap ko ais mai faida hota hai agar ap ais market mai acha karny k liay koi trading strategy select karty hai to aus k hisab se ap ko ais market mai profit hota hai agar ap ais market mai trading plan bana ley aus k baad hi ap ais market mai acha profit bana sakty hai magar ap ko ais mai rules ko follow karna hota hai agar ap ais mai rules ko break karty hai to aus par ap ko loss ho jata hai ais liay ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna hota hai tab hi faida hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: trading strafegies

        Trading Strategies:

        Forex market mein work karne keliye hamen kisi na kisi strategy ki zarurat zaroor hi parti hey aur iske baghair forex mein kamiyabi mumkin nahin hey mein to yeh mashwara dunga keh first of all hamen jo sab se simple strategy hey woh hey Moving average.

        Moving Average:

        Moving average ko hamen start mein laga kar is se market ke trend ko achi trha se samajh saktey hein aur is trha se hum start mein Moving average mein bohot hi ziada asani ke sath work kartey hein aur sath sath hum market ki strategies ko bhi samjhtey jatey hein aur mere khayal mein start mein yeh best hey uske bad hey

        Support & Resistance:

        Jab hum moving average par achi trha se maharat hasil kar len to phir hamen uske bad chahiye keh hum Support & Resistance ko achi trha se learn karen aur phir isko demo par apply karen is trha se hum aik achi strategy Suppor & resistance se bhi easily bana saktey hein aur yeh bohot hi asani hey bas thora patience chahiye hota hey.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: trading strafegies

          New traders ko apni strategy bohat simple aur easy rakhni chaiye aur unhain ye samajh laina chaiye kay trading business kay start mai kisi kisam ka risk lainay ki zarurat nahi hai. Kisi kay masjwara ki bajaey sirf aur sirf apni strategy banaey aur usi pay ammal karain. Strategy jitna asaan aur simple hoti hai usay execute kerna bhi utna he asaan hota hai. Strategy banatay waqt sub say ziada important account balance, equity aur free margin hota hai. Usay apna main focus rakhain. Uss kay baad new traders sirf currency pay tradi g start karain aur uss mai bhi small lots kay saath trades lagani jinn mai stop loss ziada pips aur take profit Kamm pips pay set karain. Ye bilkul nahi so hain kay iss Tarah bohat Kamm profit hoga ya dair say profit hoga bulkay ye so hain kay trading seekh I hai profit Kamm bhi hotk khair hai loss nahi hknay daina hai. Kiyu kay forex aik do din ya mahinoo ka kaam nahi hai ye aik aisa business hai jisay permanent profession chahay full time ho ya part time ho uss point of view say shuru bhi keratin aur seekhain bio aur strategies bhi start mai isi thinking pay frame karain. Iss Tarah new traders apna trading business bohat afe aur secure tareekay say shuru ker lain gay. Raato raat ameer honay kay mashwarey apnay mind say clear ker kay iss business ko slow and steady shuru karain aur phir grow kertay jain tou ammer bhi jo jaen gay
          • #6 Collapse

            Re: trading strafegies

            hamy ache strategy bana kar kam karan ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning bee deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kari sakty hain forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ag forex aik internaitonal or unique business hain
            • #7 Collapse

              Re: trading strafegies

              Forex men bina kesi strategy k kabi b kesi b pair men trade ko open ni krna chahea q k aisa krny ka matlb ho ga loss krna esi lea forum hamesha apny members ko trading sekhny k lea ya behas mukabla krvata ha EA Lea her post ko achy ca read krna chahea aur market ko smjny k lea use hony wali strategies ko samjny ki koshsh krni chahea .
              Trading k doran sb ca phly tu hum planning krty hn aur phir apny knowledge aur experience k hisab ca koi ek market strategy use krty hn jis k zareay ca hum apni money management krty hn aur aur trade for open krny k lea munasib waqat ka intzar aur market fundamental pr nazr rakhty hovy market trend ko samjny ki koshsh krty hn akser expert traders different strategies ko market ki fluctuation k hisab ca change krty hovy trades open krty hn.
              Es Lea Trading k Lea kesi na kesi market strategy ka istamal market analysis ko asan aur kafi had tak perfect bna daita ha.
              الحمد لله رب العالمين

              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: trading strafegies

                Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy hamy forex trading m kbi b kisi stertgy k bagar trades open ni karni chaiy hamy achi stertgy bna kr or trading ki achi planning k sath trades open krni ho gi tb hi ham forex m successful traders ban skty han hamy contest ya forum m hisa lyna chaiy q k us m forum hamy hr qism ka knowledge or learning frahm karty han ham is sy sekh kr achi planning k sath b trading kr skty han or achi stertgy bna kr b kam kr skty han forex aik bot bara or behad difficult or risky business hy is liay is m hamy bot ahtiyat or smjdari k sath trading karni ho gi asi stertgy bna kr kam krna ho ga jis sy ham profitable trading kr sken

                اب آن لائن

                Working...
                X