What is Slippage?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Slippage?
    Aksar dafa mere Stop Loss ya Take profit kisi dusre point par hit ho jatey hein, Aik dost se pucha to usne kaha keh yeh Slippage ki sari wajha hoti hey.
    Mera Slippage ke barey mein koi khas knowledge aur Concept nahin hey, Please Rahnomaai Farmayen,
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Slippage?

    Dear brother Slippage refers to the difference between the expected price of a trade and the price at which the trade is executed.thanks
    • #3 Collapse

      Re: What is Slippage?

      Slipage ka mtlb hy phislna.
      Jab bhi kisi currency ki qeemat mn market sy hat kr changes aati hain to isko slippage kehty hain yani k market ka jo andaza tha wo us say kahen or point sy open hoi ya ja rahi.
      Trader jo asume krty ky ye value yahan tak pair ki jayi gi to wo agr actually or prize py market chali jaye to slippage kehty.
      Ye hota qn hy.
      To dosto jab bhi koi zyada invest kr deta ik hi time mn market sy buy krta hy koi currency to slippage ho jati to jo normal trader un k asume sy market kahen dor chali jati. Ye arri barri partiess ya boht king broker bhi market ki movement ko invest ya sell kr k kisi side py bhi ly ja sakty isko slippage kehty hain.
      • #4 Collapse

        Re: What is Slippage?

        Aksar aisa hota hai k hum apni trade open karty hein lakin aik masla ye aata hai k jis point per hum apni trade open karty hein humari trade us jga open nhi hoti market kuchh pippetts ya kuchh pip aagy peechhay ho jati hai jis se humein apny take profit is wo target nhi milta Jo hum ne set Kia hota hai is k ilawa in trade manual close karny lagty hein tb b yehi issue hota hai trade close hoty hoty aagy peechhay ho jati hai aur wo profit nhi milta Jo target set Kia hota hai
        • #5 Collapse

          Re: What is Slippage?

          Slippage page

          Slippage kia hay aur market me es ki information hamy kesy hoti hay es ko samjna zarori hay, app ne note kia ho ga key agar app crude oil ko buy karny ka decision lety ho aur market ki current price 55.80 hay aur jesy hi app buy button par click karty ho to app ka trade 4$ loss me ya es se be zeyda 6$ loss me chala jata hay aur ye be possible hay key app ka order profit me convert ho jaye to ye slippage ki waja se esa hota hay, app jes price par buy order lagana chahty ho wo price app ko nahi milti ye market ki fast movement ki waja se hota hay.
          • #6 Collapse

            Re: What is Slippage?

            Dear ais market mai kai dafa moment bahot hi fast ho jati hai aor market mai jo new candle ban rahe hoti hai wo gap k sath open hoti hai agar ap ne ais market mai koi order aus time lagya ho ya market mai ap ne koi pending order lagaya ho to aus ki price wo ni hoti jo ap select karty hai ais mai ap ki trade waha se open hoti hai jitna ais market mai slippage k baad market rukti hai aisy hi ais market mai agar ap ki running trade hai aor aus k sath take profit aor stop loss laga ho aor market mai slippage aa jaye to ap ka take profit waha par ja k hit ho ga jaha se market new candle start kary gi ais tarha ap ko ais mai profit zayda ho jata hai aor ais mai market aus jaga par candle ni banati jab market fast ho.

            Click image for larger version

Name:	Slippage.png
Views:	2
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12323563
            • #7 Collapse

              Re: What is Slippage?

              Jab ham forex market main kisi bhi pair main trade per rehy hoty hain tou market gradually up ya down trend main move ker rehi hoti hai tou kabhi kabhi same movement main breakage aa jati hai ky market next candle start hi kisi aur point sy kerti hai ky jahan sy market aik direction main ya aik trend main chal rehi hoti hai woh break ker ky same direction main ya opposite direction main bary gap ky sath open ho ker run kerna shoru ker deti hai aur yehi real slippage hoti hai forex market main ky aksar traders ko is main loss ho jata hai ky jab bhi ham trade ker rehy hoty hain forex market main tou ham market ki movement ki aik limit ko expect ker result hit hain lekin jab bhi aesi movement hoti hai tou hamari expectation bhi break ho jati hai tou ham jis ridham sy trade ker rehy hoty hain woh break ho jata hai hamain aesy time per profit kam aur loss zyada trades main hota hai live trade kerty huey
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: What is Slippage?

                Mere pyale Mein Jab ham log hardworking Karte Hain To is se Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hassan hota hai isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi Taki ham log market se fayda Hassan karte hue Achcha profit Na Sake

                اب آن لائن

                Working...
                X