Aik waqt mai aik trade ziada behtar execute ho sakti hai ya nahi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik waqt mai aik trade ziada behtar execute ho sakti hai ya nahi?
    Forex trading business mai traders aik waqt mai ziada trades open ker laitay hain jiss ki wajah sy unhain problems hotay hain. Iss liye maira sawaal ye hai kay aisi soorat mai aik waqt mai aik trade open kerna behtar nahi rahey ga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik waqt mai aik trade ziada behtar execute ho sakti hai ya nahi?

    Dear mery khayal me jes tarha ka hamara knowledge aur experience level hay jo key bahot kam hi hay hamy 1 time me 1 hi trade open karna chaye zeyda loss ko ham afford nahi kar sakty es ley same time me 1 se zeyda trade app ko bond kar deta hay over trading ki waja se app bond ho jaty ho app koch be nahi kar sakty ho, ye trades agar loss me change ho jaye to app order siraf close hi kar sakty ho next koi be new orders place karny ki position me app bilkul be nahi hoty, app key account ka leverage app ko es bat ki ejazat hi nahi deta key app koi new order place kar sako.
    • #3 Collapse

      Re: Aik waqt mai aik trade ziada behtar execute ho sakti hai ya nahi?

      Dear ye to ap ne ais market mai jo trade lagani hoti hai aus mai ap ne ye dekhna hota hai ais market mai ap jo trade laga rahy hai wo apni trading strategy k hisab se laga rahy hai ya ais mai ap jo trade laga rahy hai wo account k hisab se laga rahy hai to aus time ap account mai aik se zayda trades laga sakty hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai account k hisab se trade lagani chaye agar hum ais market mai lot choti use karty hai to ais mai hum ko agar ais market mai trade lagani ho to aus mai hum ko aik se zayda lots lagany mai masla ni ata kun k hum ais mai agar apni trade k sath stop loss use karty hai to aus par hum ko atna zayda loss ni hota ais liay hum ko ais mai apny plan se kaam karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Aik waqt mai aik trade ziada behtar execute ho sakti hai ya nahi?

        Ji aapane bilkul theek Kaha Ek Waqt Mein Ham Logon Ko sirf ek hi currency patriot Lagani chahie Na Ham Logon Ko Jyada Se Jyada trade Nahin Lagani chahie Aisa karne se Ham logon ko bahut hi jyada nuksan Hoga aur ham log Achcha profit bhi Hassan nahin kar Sakenge aur ham Logon Ko Inka Kafi Jyada nuksan hoga
        • #5 Collapse

          Re: Aik waqt mai aik trade ziada behtar execute ho sakti hai ya nahi?

          G han friend ap ny bilkal tek kaha hy forex trading profitable hony k sath sath aik difficult or risky business b hy is m hamy over trading sy bachna chaiy hamy aik wakt m aik trade sy zyada kbi b trades open ni karni chaiy agr ham over trading krty han to ye hmary liay problems bnti han or hamy profit k bjaiy loss hi hota hy aksar traders jin ka mind hota hy k wo zyada sy zyada pasa kma kr jaldi sy Ameer ban jain to asy traders hi zyada over trading krty han ye un ka lalich hota hy jo un ko bot zyada pasa to kya jo un ka bonus hota hy wo b khtam kr dyti hy hamy hmasha lalich krny k bjaiy achi learning hasil krni chaiy q k ham achi learning hasil karan gy to earning khud b khud ap ko milti jaiy gi
          • #6 Collapse

            Re: Aik waqt mai aik trade ziada behtar execute ho sakti hai ya nahi?

            forex aik legal busienss hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai mahnet karty hain to he hum kamyab hoty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex jasa koi or business nahi hain hamy market ke movment ko samj kar kam karna ho ga forex aik international busines hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik unique business hain hamy aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain
            • #7 Collapse

              Re: Aik waqt mai aik trade ziada behtar execute ho sakti hai ya nahi?

              Aik waqat mein aik hi trade open karna sab se best:

              Jab hum is business mein work kartey hein to hamen bohot hi mohtaat tarike ke sath is mein work karna hota hey kioun keh bohot sarey traders aisey hotey hein keh jo aik hi waqat mein different trades ko open kar lete hein aur jiski wjha se unhen is business mein bohot hi ziada problems ka samna karna par jata hey Agar aik trade profit mein jati hey to dusri loss mein chali jati hey aur is trha se woh is mein totally fail hotey rehtey hein aur achi trha se grow nahin kar patey hein.
              jab hum achi trha se analysis kartey hein aur aik hi waqat mein aik hi trade par work kartey hein to hum kabhi bhi is business mein ziada fail nahin hotey hein aur is mein bohot hi smooth tarike ke sath hum agey barhty jatey hein aur kamiyabian hasil kartey jatey hein.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Aik waqt mai aik trade ziada behtar execute ho sakti hai ya nahi?

                bhai jan forex aik risky bsuiness hai or foex main jo jo trdaing method apki trading main risk ko bahaty hain wo method kbhi bhi use nahi karny chhaen q k ju ap ayse karty hain tu apko apki rdaing main tab he loss zyda hota hai es liye ap aghr aik he time main aik he order lgaen tu ap os pa zyda best kam kar skty hain apka mind jub aik jagah ki bjay boht se jagah par hota hai tu ap khud apny mind ko double minded kar dey hain jis se ap aik ka ko achi trha kar skty thy bad main risk zyda hony ki wjah se apo khud ko e smjh nahi ati k ab hum kiya karen es liye kbhi bhi aik se zyda trade na open karen aik time main aik trade lga kar kam karen pher sokaresult dekhen ap kbhi bhi mayoos nahi hongy aik achy trador ki nishani yahi hai k hum apni trdaing main risk k sub he factors ko avoide kar k trading karen ta k hum kamyb ho kar trdaing kaen or achi earning karen
                • #9 Collapse

                  Re: Aik waqt mai aik trade ziada behtar execute ho sakti hai ya nahi?

                  G han dear member main aap ki baat se mukmmal ittefaq karta Hun ki ek waqt mein ek Hi tradeplace Karni chahie agar Ham chahte Hain ki Hamari execution acchi Ho to phir hamen ek waqt mein ek Hi trade place karna ho gi kyunki Jab Ham ek tradeplace karte Hain to hamara mukammal focus ek hi pair par laga hota Hai aur ham uske tamam tariko se analyse bhi kar sakte hain. Agar ham trading mein Main selection nahin rakhen ge aur over trading karenge to phir is se Koi khatir kha fawaid Nahin milenge balky nuksan ke chances zyada hote Hain. Koshish Kiya Karen ki vah tamam major currency pairs Jo ke zyada violet hote hain aur un ki moment up and down rozana ki buniyad per chalti rahti hai to aise pair trading karne se aapki amount ziada der bound nahin rahti.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik waqt mai aik trade ziada behtar execute ho sakti hai ya nahi?

                    ji haan mere Bhai aapane bilkul theek kaha aap Jo ek waqt mein ek Hi trade Karen vaise to Forex ke rules ke mutabik aaega ek waqt mein ek se jyada tradeplace kar sakte hain lekin usse aapka dhyan do taraf hat jata hai agar aapko best friend karni hai to aap ek hi train Gaye successful trader hamesha ek hi train lagata hai vah sabse pahle market penalized karta hai aur hamen bhi chahie ki ek waqt mein ek Hi train Gaye sabse pahle market band Karen aur jyada se jyada experiencetime management aur money management ke sath chalenge itna jyada Ham ismein x friend karenge utna hi aap is tarah tradeplus kar sakenge aur mere hisab se ismein sirf ek hi waqt mein ek Hi tradeplus karni chahie kyunki aapka Sara focus uchit rate per honi chahie aur aapko koshish karni chahie kya aapas mein ek successful trade Karen aur ek achcha profit gain Karen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X