Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na karin..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na karin..
    Forex trading mai iss baray mai tu koi b doubt nai hona chaye ke forex trading aik kafi risky aur bohot had tak unpredictable trah ka business hai jis mai prices ke movement kisi b time per change ho sakti hai. aur forex iss taize say move karti hai ke profit wali trades b mintues mai loss ka shikar ho jate hain.
    Lakin
    Forex ke risk kay bawajood b bohot he ziada Forex traidgn say dar ka b trading nai karna chaiye aur traders ko ehtiat beshak karna chaye lakin sath apny trading kay analysis per b confidence rakh kar trading karna chaiye.
    Traders ager bohot he ziada dar kar trading Karin tu phir iss say traders ke decision b achy nai hoty hain aur aksar kafi achi opportunities dar kar trade open na karny ke waja say miss ho jate hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

    Forex trading business mai Agar daikha jaey to ye qool bilkul poora uterta hai kay jo darta hai wo Marta hai. Business mai jab tak faislay jaldi na kite jaey aur faislay kernay aur sochnay mai ziada time laga diya jaey to halaat bohat badal jatey hain aur situation change honay ki wajah say faiday aksar nuqsaan mai badal jatey hain. Iss liye forex ko risky tou samjhna chaiye takay faislay soch samajh kay kiye jaey aur risk Kamm say Kamm ho jaey. Laikin ye daikha chaiye kay itna bhi mat Darain kiyu kay iss Tarah business nahi Kiya jaa sakta. Business mai darr ko shamil ker Lia jaey to Loss nahi hota magar phir profit bhi nahi hota ye baat bhi traders ko samajh laini chaiye. Forex trading business aik bohat bara business hai. Jiss mai bohat ziada earnings hai jo profit honay day he milti hain magar ye bhi zaruri hai kay profit kay liye Business Kiya jaey aur business mai Agar darr shamil rahey tou kuch nahi ho sakta. Learning aur knowledge improved ho to faiday bhi mil jatey hain aur loss bhi nahi hotay hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

      Beshak forex trading bahot hi risky business hai lekin hamain bahot acha profit bhi tou forex market main trade kerny sy hi hasil hota hai agar ham forex market main achi planning ky bahd aur risk ka level kam ker ky trade continue kerty hain tou phir hamain profit bhi zarur hasil ho sakta hai ky loss ka risk jab ham kam sy kam lety hain tou ham bary loss sy bhi bach jaty hain hamain agar continue trades per loss bhi hota rehy tou woh bhi hamary liay faida nehi deta ky hamara account kisi waqat bhi ban ho sakta hai tou agar hamari trade chalti rehy aur hamain kuch profit hota rehy tou yeh is sy bahot behter hai ky hamara account hi wash ho jaey ya ban ho jaey aur hamary pas mazeed trade kerny ka chance hi na rehy forex market main trade kerty huey loss ka chance bahot zyada hota hai tou ham ny loss sy avoid kerty huey trade continue kerni hoti hai ky hamain phir acha profit bhi hasil ho saky
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

        G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ko agar ais market mai ye dar ho ga k ais market mai hum ko loss ho jaye ga to hum ais market mai kaam kar hi ni sakty agar ap ko bahot hi dar lagata hai to ap trading demo par karty rahy aor aus k sath ap learning karty rahy jab ap master ban jaye to aus k baad ap ais market mai achy se profit bana sakty hai ais market mai ap ko agar kaam karna hai to ap ko ais market mai experince aor sabar hona chaye tab hi ap ais market mai kaam kar sakty hai agar ap darty rahy gay to ap ais market mai kabi achi trades ni laga sakty ais liay ap ko ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai confidence k sath entry leni hai aor aus par sabit qadam ho k hold rakhni hai trade.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

          Ji bhai jan nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Yeh bat to ham sab members achi taran jantay hain Forex trading aik risky business hay jes main aksar traders ko loss hi hota hay jen main say ziada tar new traders shamil hain kun k un ko Forex trading ka ziada experience nahi hota lakin traders ko just yeh bat mind main rakh kar trading nahi karni chahiay k Forex main loss hi ho ga bal k mind ko easy rakhna chahiay aor yeh bat mind main rakh kar trading karni chahiay kForex trading main agar loss ho sakta hay to profit bhi ho sakta hay bal k profit yaqeni hay just es kay liay trader ko Forex ka complete knowledge gain karna chahiay aor strong learning karni chahiay learning kay bad demo pay poori taran practice bhi karni chahiay agar ho sakay to kisi expert trader say Forex kay baray main help lani chahiay jab trader ko poori taran Forex trading start karna aa jay aor woh es business ko easily start kar lay to es soorat main trader ko chahiay k woh baghair kisi dar kay soch samajh kar aor full analysis kar kay trading start karay es taran kamyabi kay chances bar jatay hain aor kamyabi zaror milti hay lehaza traders ko dar say avid karna chahiay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

            Dear members Forex trading ek risky business zarur hai Magar is ki apne rules and regulation hote Hain, Jab aap Forex trading ki step by step learning hasil karen ge to aap ke liye ye Forex trading per kam karna soada risky nahin ho ga balky aap ko market ke mood Ka pata ho ga. Koi bhi business Ho yah kam Jab aap ke pass knowledge ki kami hoti Hai to vah Kam karte hi aapko mushkil hoti hai lekin Jab aap us ke ups and down ho jaan jaate Hain to phir aap ke liye kam karna mushkil nahin hota Forex trading mein bhi esa he hota hy Jab aap is ki mukammal knowledge gain kar lete hain to phir aap ke liye trading ziada mushkil nahin rahti.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

              Ap kisi bhi business mn bat kren to business ho wo risky hi hota hy. Isi wja sy to business mn profit bhi ap ko zyada milta hy. Zindgi mn agr ap risk ni ly sakty to ap zindgi k husan ko kho bethty hain. Jahan riskhy wahan luck bhi hy. Rahi bat forex mn risk ki to is mn konsa blind risk lena hota hy is mn ap k pass boht sary option majood hain. Ap iski practice krty hain demo account py .ap technical base py analysis krty hain ap is k software ko sikhty hain trade krni kis trha wo sikhty or senior ki trade ap k samny hoti hy or is k jo rule hain wo follow krty hain to is sy apko confidence milta hy. Agr ik dafa lose ho bhi gya to isi trade sy apko benefit bhi to kai dafa hota hy. Ap safe side rakh k agr trade kren gy to ap ko tention bhi ni hogi na lenni chahye. Phir jo bhi kam ham krty hain agr darty hi rahen k ye na ho jaye wo na ho jaye phir to zindgi guzar li ham ny. Han baqi andha dhund trade ni krni chahye achi trha study kr k trade kren to faida ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

                forex aik acha business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy acha expeirence gain karna ho ga forex mai km karna risky hain hamy is mai acha knolwedge or experience gain kar ky ahteyat sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky km kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah hita forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain is mai hum agar kamyab hona chate hain to ham maket ko analyiz zaror karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

                  Risky kam karne ka bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko risky kam karna chahie ham log Jab forex market Se Achcha profit Hassan Karenge To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hoga aur ham log se Kafi kuch hassil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

                    Dear app mature ho kar Forex market me trading karen gey aur responsible ho kar app trading kia karen gey to mery khayal me app loss ko face kar saken gey, loss ko face karna hi bahot mushkil hota hay, agar app loss ko ba asani face kia karen gey to app learning be apny loss se hi karny ki position me a sakty ho, Forex market bilkul be risky nahi hay koch traders market ko understand nahi karty jab key koch esy traders be meri nazar me hey jo Forex market me trading karna life ka sab se easy kam samjty hey aur ye haqeekat be hay app learning karo to app ko es business me koch be mushkil nahi lagy ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

                      Dear friend aapki baat bilkul theek hai lekin market ko ignore bhi nahin karna chahie agar aap ismein loss ke dar se trading Karte Hain To aap Hamesha loss kar sakte hain isliye Achcha experience rakhen Forex Mein mind work Karen Jitna Achcha mind work aapas Mein Karenge utani hi acchi Aapa nahin kar sakte hain Kyunki Forex trading Ek accha aur Sasta business hai isliye ismein hard worker mahine Karen Kyunki Jab aapke pass Achcha experience hoga to aap ismein bahut hi acchi aur nahin kar sakte hain over confidence ke sath trading bhi aapko loss ki taraf le kar jati hai aur trading Mein loss Kadar Bhi aapko loss ki taraf Lekar jata hai isliye relax Ho Kar fresh mind ke sath aur confidence ke sath kam Karen tabhi aap Forex se bahut hi Achcha aur Behtar profit Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex jasa k hmary liay aik bot bara or behad profitable business hy mgr sath hi is hqeqat ko b ni jhutlaya ja skta k forex aik behad risky or difficult business b hy is m hamy anylyses ko study kr k trades open krni chaiy q k forex aik asi market hy jo kisi b wakt forn sy up down ja skti hy or hmara profit ya hmara bonus foran sy loss m chla jata hy hamy forex k risky hony ko mind py ni lyna chaiy hamy loss k dar sy b trading ni krni chaiy q k dar k sath ki gai trading sy hamy loss b ho skta hy ham agr hardworker han or forex m acha kam kr rahy han to hamy dar kr bilkal b trading ni krni chaiy fresh mind k sath trading kr k profit or loss dono ko fase krna chaiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                          Forex trading mai iss baray mai tu koi b doubt nai hona chaye ke forex trading aik kafi risky aur bohot had tak unpredictable trah ka business hai jis mai prices ke movement kisi b time per change ho sakti hai. aur forex iss taize say move karti hai ke profit wali trades b mintues mai loss ka shikar ho jate hain.
                          Lakin
                          Forex ke risk kay bawajood b bohot he ziada Forex traidgn say dar ka b trading nai karna chaiye aur traders ko ehtiat beshak karna chaye lakin sath apny trading kay analysis per b confidence rakh kar trading karna chaiye.
                          Traders ager bohot he ziada dar kar trading Karin tu phir iss say traders ke decision b achy nai hoty hain aur aksar kafi achi opportunities dar kar trade open na karny ke waja say miss ho jate hain.
                          Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading both ziada risky ha par humary pass Knowledge or experience acha ho or hum apny account ko manage kar k trading karny to humy ziada profit ho sakta ha par agr humary pass Knowledge or experience na ho or hum trading karny to humy loss ho sakta ha is ley humy maximum knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha humy loss ko apny zahan sy nikal k trading karni chae ha ta k hum ache trading kar sakeny or humy maximum profit hasil ho ga agr loss ho bi jay to humy parshan ni hona chae ha k balky proper analysis karny k bad proper money management or risk management sy trading jari rakhni chae ha ta k hum kamyab ho sakeny or forex trading main kamyab ho sakeny gy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza :Forex risky ha lakin: Bohot he ziada loss ka dar rakh kar b trading na kar

                            Forex trading business equity profitable business Hai Magar Hamen sometime loss ka Samna bhi karna padta hai jo traders loss ke dar se trade Nahin lagat Aise traders ko chahie ki vah Apna confidence aur apni learning ko increase Karen Kyunki Ham Kabhi be profitable trade select nahin kar sakte jab tak Hamare Paas knowledge or experience Na Ho bahut se traders loss ke dar se trade Nahin lagat Aise traders ko chahie ki vah confident se apne trade select Karen aur apne knowledge ko use karte hue profit ka analysis Karen main Kabhi billows Ka Dar Nahin Hona chahie Kyunki Hamen profit ke sath sath Har Business mein close ka Samna bhi karna padta hai isiliye koshish karen ki confidence se trade lagaen aur apne loss ko recover karne ki koshish karen..

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X