Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?
    Dear members Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

    Dear jab ap ais market mai apna aik target set karty hai to aus k sath ap ais market mai ye plan banaty hai k ais market mai ap ne jo trade lagani hai aus par ap ko kitna risk lena hai aor ais market mai ap ko jo profit hota hai wo kis hisab se hota hai agar ap ais market mai aik hi time par atna risk lety hai k ap k account mai agar profit ho ga to aus se ap ka target pora ho jaye to ais trade par ap ko agar loss ho ga to aus se ap ka account bhi wash ho sakta hai ais liay ais mai daily thora sa kaam kary aor account safe rakh k trading strategy k hisab se kaam karty rahy ais market mai apna target hi atna set kary jitna ap easly ais market mai se earn kar ley aus par ap ka account asani se growth hota jaye ga.
    • #3 Collapse

      Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

      Trading goal ko achieve kerna mushkil zarur hai lekin namumkin nehi hai ky agar ham forex market main trade kerny ky liay achy analysis kerna learn ker lety hain tou hamain phir forex market main kisi bhi pair main market ki movement ko achi prediction kerny main asani hoti hai jab ham achi prediction ker ky trade open kerty hain tou hamain acha profit bhi hasil hota hai hamain achy analysis kerna learn kerna hota hai then hamain forex market main kisi bhi pair main trade open kerny ky liay achi planning kerni hoti hai ky agar trade open kerty hi loss hona shoru ho jaey tou loss aik limit sy increase na ho saky jab ham loss ko control ker lety hain tou hamain market main trade kerty huey goal ko achieve kerny main bahot asani hoti hai ham small level ka risk ly ker jab forex market main trade open kerty hain tou hamain reasonable profit bhi hasil ho jata hai agar ham apna goal small amount earning tak select kerty hain tou goal ko achieve kerny main bhi asani hoti hai lekin agar ham small balance sy trade kerty huey goal bahot bara select ker lety hain tou hamain phir bara goal achieve nehi hota lekin hamara account zarur wash ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

        Trading mai goal achieve kernay kay liye pehlay goal set kerna zaroori hotay hain. Jo traders apnay goals ko haqeeqat kay qareeb ter rakhtay hain wo apnay goals ko haasil bhi ker laitay hain. Jo traders apnay goals ko haqeeqat kay qareeb ter nahi rakhtay wo kabhi goals achieve nahi ker patay aur na he forex mai kaamyabi haasil ker patay hain. Forex mai kaamyabi naam he apnay goals ko haasil kernay ka hai. Agar aik trader 100$ balance kay saat 500$ profit ka goal set karey ga tou ye aik abnormal sa target hoga aur iss goal ko achieve kernay kay liye trader over trading karey ga, ghaltiaa karey ga aur aakhir mai nakaam hokay poora account wash kerwa lay aur 100$ kay 500$ kernay kay chakkar mai 100$ say bhi haath dho baithay ga
        • #5 Collapse

          Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

          forex may successful trading karne kay liye humain chahye kay hum ziyda say ziyda market ka analysis karain or koshish karain kay future forecasts karne kay liye past prices ka estimates lagain ta kay profitable trade order lagne may asaani ho forex may teading goal ko achieve karne kay lie humain chahye kay ek waqt may bus ek hi trade lagai jiye overtrading say humain humsha naqsan hi hota hai or goal ko achieved nahi kiya ja sakta or sath sath trading tools ko behtreen istamal karna ana chahye MT4 ek asa app hai jis kay through hum easily profitable trade select kar kay profit earn kae sakty hain forex ka maqsad earning hi nai forex ko learn karna hi bohat zarori hai is liye koshish karain kay forex trading business ko samj kar learn kar kay trading order lgya jiye kyun kay begaar learning kay earning ka sochna or target ko achieved karna bohat muskil kam hai is liye koshish karain kay market ka analysis karty hoe profitable trade select ki jiye shukria...
          • #6 Collapse

            Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

            Trading goal ko kese achive karen.

            First of to hamen chahiye keh hum apne liye kuch rules banayen jo keh hamare ander kuch kamzorian hoti hein hamen un kamzorion ko dekhtey huwe apne liye khud hi rules bana chahiye keh hum in rules ko always follow karengey aur kabhi bhi apne rules se hat kar koi bhi kam nahin karengey is se yeh faida hota he keh jab hamare pas achey rules hotey hein aur phir rules ke sath sath hamare pas acha knoweldge and experience hota hey aur hum apne rules ko achi trha se follow kartey hein to phir hum apne goals ko bohot hi ziada asani ke sath achieve kar saktey hein aur is mein koi shak nahin hota he keh hum apne sarey goals bohot hi asani ke sath achive kar saktey hain. Goals achive karna koi mushkil nahin hota just aur just hamen focus karna hota hey aik achey plan ka aur aik achi direction ka jis se hum right simat jakar usko achive kar saken to hum is mein easily kamiyab ho saktey hain
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

              Ham log hard working Karke affair trading call ko chief kar sakte hain jitni Jyada ham log hardworking Karenge itna hi jyada Ham Logon Ko iska fayda Hoga aur ham log forex market Mein Itni hi jyada kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Ham Sab Logon Ko forex market mein jyada Se Jyada hard work karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

                forex main apny goals ko pora karny ky lea ap ko bohut ziada mehnat karni parti hai aur ap forex main aik dam say success nahi hoty hain ap ko step by step success milti hai pehly ap ko forex main sekhna parta hai phir jab ap apni learning ko pora karty hain tu phir ap ko experience hasil karny ky lea demo account main kam karna parta hai jiss ky bad ap ko practice karny say he experience milta ha aur sath sath ap ko loss bhi hota hai kuch experience ap ko loss say he milna hota hai kyon ky wo kisi or jagah say nahi mil sakta hai jab tak ap ko loss nahi ho ga ap ka experience gain nah ho ga es lea jab loss ho tu preshan na hon wo bhi ap ki learning ka aik eham part hai jiss say ap success hoty hain ager learning karni ha tu sath sath ap ko los bhi bardasht karna parta hai jiss ki waja say ap ko forex main kamyabi milti ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

                  forex main apny goals ko pora karny ky lea ap ko bohut ziada mehnat karni parti hai aur ap forex main aik dam say success nahi hoty hain ap ko step by step success milti hai pehly ap ko forex main sekhna parta hai phir jab ap apni learning ko pora karty hain tu phir ap ko experience hasil karny ky lea demo account main kam karna parta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

                    bhai jan aghr hum apny trdaing k gols ko apni trdaing expiernce ki base par set karty hain tab he hum un ko achive kar jaty hain or jub hum apny gols ko ayse he hardly set ka lety hain jin ko achive karny main hamain he bad main msla hota hai tu hum un ko kbhi bhi achive nahi kar skty hain es liye hmain chahhye k hum apni trdaing k goles ko jub set kare un o small level main rah kar set kare kbhi bhi zyda msuhkil golas set na karen hamisha small level par rah rah kar tdaing k goles set karen phr un ko ak time table par set karen or un ko time table k sath set karen tab he hum apny he kam ki planning k sath trdaing karen tab he hum apni trdaing main kamyb ho skty hain or kamyab trdaor ban skty hain tu hmaisha apny goals ko itny level par rakhen jin ko ap ba aani se kar skaen
                    • #11 Collapse

                      Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

                      Profit goals ko set karny key ley app ko ye dekna chaye key app ka account balance ketna hay agar app ka account balance farz karo 200$ hay to app ko daily ka profit target 15$ se zeyda ka nahi rakna chaye agar es be kam app ka account balance hay to es se be kam app ko apna profit target rakna ho ga, profit ka goal jetna kam ho ga ye asani se achieve ho saky ga, aur es me risk be kam ho jata hay, app ko 2 challenges ka samna hota hay app ne profit ka goal be achieve karna hota hay aur app ne risk ko be manage kar key apny target tak pochna hota hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

                        Kisi bhi manzal ko pany k liye pehly goal set kiya jata hy same orex mn bhi trade krty hovy ham goal set kr lety hain us mn hamen achy analysis krny chahye news sunni chahye or is k satg ik experienced person hona chahye ta k jo trde lgaen phir us sy benifit hasil ho or is mn goal thora asan e hona chahye ta k jaldi achieve bhi ho jaye ap ka hosla bhi barhy ga or confidence bhi. Some time loos bhi ho jata mgr jab ap goal set kr letty to apko fikkar hotti phr ap mehnat kr k usko cover kr lety hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

                          Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex m jb ham trading krty han to hmara zahn m plans hoty han target hoty han ham achi planning kr k or achy targets bna kr apny goals pory kr skty han hamy aik target set krna hota hy k ham ny anylyses ko study kr k or market k up down ko dakh kr smj kr trade open krni hy or asi trade open krni hy jis m ham apny goals pory kr skan forex aik bot bara or profitable business hy ye hamy hmari mehnat sy hmary targets or goals mukamal krny m madad dyty han hamy weekend py hi agly 5 din jin m trading krni hoti hy un k liay planning kr lyni chaiy ta k hamy hmari trades sy acha profit ho sky or ham apny goals easily pory kr skan
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                            Dear members Ham apny trading goal ko kesy achive kar sakty hain?
                            Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge jis sy hum ache trading kar sakty han jis sy hum apna goal achieve kar sakty han easily is ley humy proper learning karni ho ge jis sy humy maximum profit hasil ho sakeny humy apny target k hessab sy trading karni ho ge tab he hum log behtar trading kar sakeny gy jtna hum management sy trading karny gy to humy loss sy bach sakeny gy or maximum profit hasil kar sakeny gy forex trading main humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge jtna proper analysis kar k stop loss or take profit istamal karny gy to humy loss k chance both kam hon gy or ziada sy ziada profit hasil kar sakeny gy or apna target achieve kar sakeny gy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X