Aramco Ki Market listing ka International Market pay kia asar hoga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aramco Ki Market listing ka International Market pay kia asar hoga?
    Dear members aaj ki tazaa tareen news jiss say sub tarders ka connection banta hai wou SAUDI ARABIAN oil producing company ARAMCO kay barey mai hai. Saudi government aur security exchange commision nay ARAMCO ki stock market mai listing ki ijazat day di hai. Ab ARAMCO kay sahre bhi stock market mai sale aur purchase ho sakengay. ARAMCO state ki cmopany hai. Kuch conditions poori kernay kay baad apnay share market mai paish ker day gi. Aap ka kia khayaal hai iss say international market pay bhi ko asar parey ga? Iss kay baad crude oil ki market pay kia asar parey ga? Kia ye asar musbat hoga ya manfi hoga? Aap apnay experience kay mutabiq iss pay roshni dalain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aramco Ki Market listing ka International Market pay kia asar hoga?

    aramco Saudi Arabia ki oil company hai jis per previous month main drone attacks huey thay tou uski market listing ka forex market per Kia effect ho sakta tha wohi effect jo kuch time ky liay hua tha sab ny dekha ky oil ki price kuch time ky liay bahot zyada up chali gai lekin Saudia ki hikmat amli sy Sara effect khatam ho gia aur crude oil main market phir sy nechy aa ker apni normal routine main chalna shoru ho gai ab jabky crude oil Saudia apny reserves sy provide ker raha hai tou aesa mumkin hai ky jab crude oil reserves sy bhi kam hony lagy ga aur Aramco sy bhi oil ki supply nehi ho rehi hogi tou crude oil main market price bahot zyada increase ho sakti hai hamain aesi situation per nazar rakhni chahiay ky jesy hi Saudia main crude oil ki shortage hogi tou forex market main bhi oil ki price bahot zyada increase ho sakti hai aesy time ky liay crude oil traders ko ready rehna chahiay ky kisi waqat bhi oil ki price bahot bari upward movement ker sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Aramco Ki Market listing ka International Market pay kia asar hoga?

      Dear jaisy ap ne baat ki hai Aramco company ki to ye aik oil ki company hai jo oil supply karti hai aor aus ki waja se market mai oil ki price stable rehti hai kun k oil ki jab supply zayda hoti hai to ais ki price down aati hai magar jab oil ki demand zayda hoti hai aor ais ki supply kam ho jati hai to aus time ais ki price zayda ho jati hai aisy hi agar ap ko pata ho to kuch din phly ais company mai attack hoa tha jis ki waja se oil ki price kafi zayda up gai thi magar kuch din k baad phir price stable ho gai thi aisy hi ais market mai jitny bhi supply wali companies hai agar aun ki supply kam ho jati hai to aus par ap ko ye pata hona chaye k market mai price up ja sakti hai ais liay ap ko sath fundamental par nazar rakhni chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Aramco Ki Market listing ka International Market pay kia asar hoga?

        Gee haan aap ki baatain theek hain jub bhi kahin per oil producing countries ki oil production mein change ati hai tou uss waqt forex mein bhi crude oil ki price mein bahut zayada changes ati hain jaisay kay aap nay dekha ho ga kay jub aramco company per drone attack hua tha tou ss waqt oil ki prices bahut zayada ouper ko chali gae thi aur uss ki wajah sae bahut zayada traders kay account bhi wash huay thay aur ab jub kay iss company ko marketing ki hasiat mil gae hai tou iss ka bhi forex market per kafi acha asar ho ga aur oil ki prices mein kafi changes ayain gi aur agar aap forex market mein sich samajh ker crude oil mein trading kerain tou aap ko sub sae zayada profit crude oil mein hi hota hai aur agar beghair sochay samjhay aap crude oil mein trading kerain gay tou aap ko loss bhi sub sae zayada ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Aramco Ki Market listing ka International Market pay kia asar hoga?

          forex aik unique busienss hain hum is mai market ke movment ko samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik interantional business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah hota forex aik amm business ke tarah nahi hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai forex aik acha busines hain hum is mai agar sucess gain karna chatey hain to hamy apne bad felllings ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga forex business international level per number one per aa cuka hain forex jasa koi or business nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Aramco Ki Market listing ka International Market pay kia asar hoga?

            Is oil market bahut hi jyada Asar rakhti Hai Jab ki value up down hoti hai to market Mein Jahan Tej ho jata hai jisse Ham logon ko bahut fayda ho jata hai aur ham log Kafi Achcha Prasad banaa sakte hain isliye Ham Logon Ko isase Jyada Se Jyada apni Hoti Hai To Ham log Achcha prapt Na Sake
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Aramco Ki Market listing ka International Market pay kia asar hoga?

              ARAMCO saudia ki aik oil company hey aur iska jo shares hein woh market mein kafi ziada popular hein aur is mein bhi bohot hi ziada traders investment kartey hein aur is se stock market mein share waghera buy and sell kartey rehtey hein aur jab bhi oil ka koi rate up ya down hota hey to jitne bhi share holders hotey hein un ko bhi is mein kafi ziada faida bhi hota hey aur is mein nuqsan bhi hota hey rehta is trha se Loss and profit to business ka aik hisa hey aur yeh chalta rehta hey,
              ARAMCO ke shares up ya down hone par waqai international market par bih kafi ziada asar parega kioun keh is mein bohot hi ziada investors ne invesetment ki hui hey aur iska kafi ziada impact market par par sakta hey
              https://t.me/pump_upp

              اب آن لائن

              Working...
              X