jaiza : greed ko katem karoo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : greed ko katem karoo
    hamy greed ko katem karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky km kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee business hain is mai dunya ky bary bary mumalik inviovle hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik legal buisnes hain is mai dunya ky bary bary muamlik sahmil hain forex business pury pakistan mai famous ban cuka hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : greed ko katem karoo

    Business mai greed aur laalach business ko fail kernay sub say ziada eham role ada kerta hai. jiss business mai laalach shamil ho jaey aur sahi tareekay say sahi profit kamanay ki bajaey thoray waqt mai ziada say ziada paisa kamanay ki koshish ki jaey tou barey barey business bhi band hojatey hain. Forex trading business ko shuru kerna bohat mushkil hai iss liye aik bar trading shuru kernay kay baad apni mehnat ko khud say zaya kerna hoto laalach he kaafi hai.

    Forex trading business mai greed say bachnay kay liye traders ko chaiye apnay liye aisi trading strategies banaey jiss mai kamm profit pay bhi iktifaa ki aadat daali jaa sakey. Ziada laalach say trading business ko bohat nuqsaan daita hai. Forex trading aik aisa business hai jiss mai thoray thoray profit say bhi bohat acha business kia jaa sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : greed ko katem karoo

      Dear agar ap k andar greed hai aor ap ais market mai trading karty hai to ap ko ais market mai loss hota hai kun k ais market mai hum jab trade lagaty waqat lot bari lagaty hai to aus se hum ko ais market mai agar faida ho jaye to acha hai magar ais market mai hum ko agar loss ho to aus mai atna zayda loss ho sakta hai jis se humra account wash ho sakta hai kun k agar hum ais market mai koi trade lagaty hai to hum ko ais market mai lalch se kaam ni karna chaye kun k hum agar lalch k sath ais market mai lot bari lagye gay ya ais market mai apni trades k sath stop loss use ni kary gay to aus se hum ko nuqsan hai jis ki waja se humra account wash ho sakta hai ais liay hum ko ais market mai soch samjh k kaam krna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : greed ko katem karoo

        G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex hi kya ham kisi bi kam m lalich karan gy hamy koi faida ni hona loss hi ho ga or forex to hy hi aik risky or difficult business is m ham agr lalich krty han to hamy kuch hasil ni hota forex m lalichi traders ki koi jga ni jo traders forex m is bt k sath aty han k unan jald sy jald zyada profit hasil krna hy or ameer ban na hy or yahi lalich unan khrb kr dyta hy hamy forex m ye soch ly k ana chaiy k phly ham achi learning karan gy phr hamy earning ho gi forex aik bot bara or profitable business hy is m ham part time b kam kr skty han or full time bi kr skty han forex hamy hr tra ki saholyat or profit dyta hy hamy jb b forex m loss hota hy to is m market ka koi qsor ni hota hamy hmari mistakes ki wja sy loss hota hy hamy un sy sekh kr forex m agy bahrna chaiy
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : greed ko katem karoo

          Agar Ham Forex trading business Mein Kamyab Hona chahte hain aur acchi earning Kamana Chahte Hain To Hamen Hamesha koshish Karni chahie ki Ham greed ko control Karen aur koshish karen ke lalach Mein Na Aaye Kitna Jyada Ham greed Se Dur Rahenge utna Jyada Hamen Achcha profit Hasil ho sakta hai Kyunki sometime Jo traders greed Mein Aakar overtrading Laga Dete Hain Aise traders ko Hamesha loss ka Samna karna padta hai aur loss ko recover karna bahut Mushkil Hota Hai Forex trading business Mein senior traders prefer Karte Hain ke greed Se Dur Rehkar kam profit Mein Hi apni earning Hasil ki Jaaye Agar Ham slowly Kamyab Hona start Karenge To Ham easily profit Kama sakte hain Har new trader ko chahie ki vah Forex trading business course join karte hi koshish karen ki Jyada Se Jyada learning power ko strong Karen aur Apna experience increase Karen aur koshish karen ki kam profit Mein Hi Khush Raha kar trade order lagaen aur profit Mein Hi trade gloss over trading se Hamen Hamesha loss hota hai isiliye overtrading Se Dur Rahe Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : greed ko katem karoo

            ji greed ko katam karo agr hum is business main lalach karain gy to hamian loss ky ialawa kuch bhi nhi milllay ga is leya hamian trading kertay wakt sabr sy kaam kerna chayie aur hamian lalch kabbi bhi nhi kerni chayie lalach aik bhaot bara loss ha
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : greed ko katem karoo

              g han bilkul ap ny bhai jan bilkul sahi bat ki hai k forex main greed ko khtm kiya jay or yah har trador k liye sub se bari enemy hai es liye aghr wo apni trading main greed ko khtm kar k trading nahi karengy tu wo kbhi kamyb nhi hongy es liye apko chahye k ap jub apni trading karrty hain tu apny emotion par cpntrol akha karen jitna ap apny emotion par control rakhengy otna he apko apki trading main loss kam se kam hoga
              forex mian loss hony ki sub se bari wjah greed he hai log kuj he dinu main ameer hony k chakron main hoy hain or jub wo zyda prfit chahty hain tu wo apni trading main bari lt set kar dety hain jis se un ko loss hota hai tu sidha account wash hota hai....
              ( greed na karny ka sub se bara faida yah hota hai k hmara ccount sve rahta hai tu kiya hmain hmary account ki safety nahi chahe? bilkul sub ko chahye hoti hai tu es bat ka khas khyal rakh kar trading karen hum boht achi earning kar sakty hain.)
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : greed ko katem karoo

                Greed ko khatam karny key ley hamy apni strategies par depend karna ho ga agar ham apni strategies greed ko aur risk ko kam karny key ley use karen gey to successful hony me hamy etna zeyada time nahi lag saky ga jetna time ham greed kar key zaya karty hey, profit targets set karny se 100 percent greed ka khatma kia ja sakta hay apna ye rule rakna chaye key kesi time be agar profit target task pora ho jaye to es se zeyada trading nahi karni to greed ko esi tarha se hi ham khatam nahi karen agar ham ne koi be profit target ka point hi set nahi kia hota to greed traders zaror kar sakty hey.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : greed ko katem karoo

                  Greed ko Khatam karna:

                  Forex business mein jo traders bhi greed ko achi trha se khatam karne mein kamiyab ho jatey hein to woh is business mein bohot hi ziada agey jatey hein kioun keh is business ka sab se pehla rule hi yehi he keh hamen is mein greed ko achi trha se control karna hota hey aur iskeliye hamen apne Emotions ko achi trha se control mein lana hota hey tab hi hum is business mein kamiyab ho saktey hein aur jab hum is mein apne greed ko achi trha se control karne mein kamiyab ho jatey hein to phr hum apne emotions ko bhi achi trha se control kr sakte hn aur is mn kamiyab ho sakte hein
                  Last edited by ; 28-11-2019, 10:24 PM.
                  https://t.me/pump_upp

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X