jaiza : gold pair ke movement fast ho to ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : gold pair ke movement fast ho to ?
    gold aik acha pair hain hum is mai live kam karty hain to hamy mahnet sy kam karna ho ga pher pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik unique busiens hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik wasee busienss hain hamy ahteyat sy forex mai kam karna ho ga forex aik asa business hain jo ky hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : gold pair ke movement fast ho to ?

    Forex trading mai metals mai trading aik bohat achi trading count ki jaati hai kiyu kay metals kay spreads ziada hotay hain magar unn mai movement continue aur achi hoti rehti hai jiss say traders ko achay profits hotay rehtay hain. Agar daikha jaey tou small traders kay liye gold aik risky pair shumaar hota hai magar small traders bhi agar apnay account balance kay mutabiq lot size rakh kay small trades open aur close kertay rahey tou unhain bhi acha profit hojata hai. Small traders kay liye gold mai trading kertay huay masla tab ata hai jab wo apnay thoray balance kay saath lot size ziada rakh laitay hain aur ziada profit kay laalch mai aisi trade open ker laitay hai jo kisi sudden movement ki wajah say hoti hai aur dobara wapis apnay trend pay ajaati hai. traders ko aisi movement mai trading say bachna cjaiye jo bohat fast ho rahi ho kiyu kay uss kay break aur reverse honay kay chances bhi utnay he ziada aur fast hotay hain
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : gold pair ke movement fast ho to ?

      Pyare doston gold trading thori difficult hoti hai forex trading the kyun ki is ki market movement zyada fast hoti hai. Jab is ki movement fast hoti hai to us ki sab se bari wajah Koi fundamental changes hoti hai market mein. Gold ki price United State dollar se interlink hoti hai isliye ye US dollar ki price mein up down ke sath gold ki price mein bhi increase or decrease hota hai. Gold trading karne se pahle aap ko economic calendar ko study karna pare ga us ke bad hi aap trade place Karen. Agar aap in donon pahlu unko apne samne rakhen ge to aap is se achi earning Le sakte hain bahut se traders aise Hain Jo gold ki moment ko judge karne ke Maher Hain wah is se achi earning le rahe hain.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : gold pair ke movement fast ho to ?

        Ji mere Bhai gold trading thodimushkil hoti hai forex trading kyon ke is market ki movement jyada fast hoti hai jab iski movement fast hoti hai to use ki sabse badi vajah change hoti hai market mein gold ki price dollar se alag hoti hai isiliye US dollar ki price mein up down ke sath gold ki price mein bhi increase or decrease hota hai gold training karne se pahle aapko economic calendar ko study karna chahie aur is experience ki karna chahie agar aap ine donon pahlu Mai se a kisi ek ko bhi samne rakhte hue trade karenge to aap acchi learning kar sakte hain aur acchi trade kar sakte hain road ki movement ko charge karne ke liye hamen iske bare mein jyada se jyada experience Lena chahie aur FIR ismein trade karni chahie to ismein hamen fayda hoga
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : gold pair ke movement fast ho to ?

          Dear agar ap ko ye lag raha hai k gold ki moment fast hai aor ais par ap ne agar trade karni hai to ap ko ais mai lot aik to kam rakhni hai aor dosra ais mai apni trade k sath stop loss lazmi lagana hai kun k gold waisy to range mai moment kar raha hota hai aor aus mai ap acha profit bana sakty hai dosra ais mai jo moment hoti hai wo jab ais range ko fastly break kary to aus mai wapis muskil se ati hai ais liay ais mai her trade k sath stop loss laga ly agar market ap ki favor mai aa gai hai to aus time stop loss ko entry point par shift kar dy aor long term k hisab se target set kar k ais trade ko choar dy ya sath sath stop loss ko profit mai shift karty jaye ais tarha ap ko zayda faida ho sakta hai aus aik trade se.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : gold pair ke movement fast ho to ?

            Gold Pair ki fast movement:

            Gold mein work karne ka maza hi tab ata hey jab iski movement fast ho kioun keh agar iski movment slow hoti he to hum is mein kabhi bhi acha profit nahin kar saktey hein aur hamen is mein loss bhi asakta hey aur agar hum loss mein chale jatey hein aur movement bhi slow hoti he to hum us loss mein kafi arsa tak phansey rehtey hein isliye hamen Gold ko hi ziada tar choose fast movement mein hi karna chahiye aur jis taraf gold ka trend ho usy traf hamen bhi trade laga deni chahiye is trha se hum Bohot hi achi trha se is mein acha profit karne ke qabil ban saktey hein aur is mein kamiyab ho saktey hein isliye hamen fully Money Management and risk management ke sath hi is mein work karna chahiye jab iski movement hamen fast dekhne ko miley.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : gold pair ke movement fast ho to ?

              trading business Ek bahut hi risky business hai Hamen Forex trading business Mein identify karna chahie ki agar gold ki price movement up and down bahut speed se hi to koshish karen kay apnai trade ko stop kar de koshish karen ke market ka analysis karte hue trade order lagaen aur without analysis kiye bagair Kabhi B trade Na Lage qk Jab market Mein movement bahut Teji se change hoty Hai To Hamen bahut jyada heavy loss ka Samna karna pad sakta hai koshish karen kay risk na Leta Agar Hamare Paas Jyada balance hai tab Forex trading business Mein Hamen risk Lena chahie otherwise kam capital wale traders ko chahie Ki vah Is Tarah Gold per trade ordinal Gaye Kyunki Hamare balance ka khatam ho jana aur dwara recover karna bahut Mushkil Hota Hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : gold pair ke movement fast ho to ?

                Dear mera mashwara to ye hay key agar gold pair ki market movement daily movement se koch zeyada fast ho to kam risk le kar trading karni chaye aur planing key sath agar fast movement me be trading na ki jaye to per be ye trading bahot risky ho jati hay, koshish karen key gold me position trading kia karen aur support level ki trading agar fast movement me be ki jaye per be zeyda loss nahi ho sakta hay, news ko agar mind me rak kar trading strategy banai jaye to per be market ki movement jetni fast ho traders huge profit earn kar sakty hey.

                اب آن لائن

                Working...
                X