Types of trading..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types of trading..
    Forex trading business may Day trading may 2 types ki trading ki jati hai Yani forex may hum 2 tarha ki trade order karty hain yah tu buy position ki trade lagty hain yah Phir sell position ki trade lagty hain buy ki trade order lagty waqt humain currency pair Kay rates barhne may asaani hoti hai or faida hota hai or sell ki trade lagne say humain pair ky kam hone say faida hota hai for example agr hum USDJPY ki sell ki trade lagty hain tu hum japani day Kay amarican dollars buy kar rahy hain or jab hum buy karain gye tw hum USD dy Kay Japani buy kar rhy ho gye tu humain faida ho ga huMsha yaad rakhian sells may huMsha rates kam hone pay faida or buy pay hmsha rates ziyda hone may faida hota hai is liye trade lagne say phaly rates ka analysis karna bohat zarori hai...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Types of trading..

    forex mai hum pairs mai or currecny mai trading karty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain hum is mai muslsal mahnet sy kam kary gy to hamy kmayabe mil jy ge forex aik wasee busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik legal busiens hain is mai har tarha ky log kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisnat acha busienss hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex ak bohat bara business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: Types of trading..

      Dear ais market mai agar ap normal dekhy to ais market mai 2 types k traders hai aik to technical traders hai aor dosra ais market mai fundamental traders hai mai agay bahot sari trading strategies ha jin k zarye hum ais market mai kaam kar sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai agar ap ne ais market mai se paisa kamana hai to ap ko ais market mai koi aik trading strategy sekhni hai aor aus par demo account par achy se practice karni hai jab ap ko aus ki sahe se samjh aa jaye to aus k baad ap ais market mai real account par wohi trading strategy use kar sakty hai aor aus par acha profit bana sakty hai jab ap ais market mai kaam sekh lety hai to aus k baad ap ais market mai se asani se profit bana lety hai.
      • #4 Collapse

        Re: Types of trading..

        Types of Trading:

        jab hum forex business mein enter hotey hein to apko is mein different types of trading dekhne ko milti hein jin mein aap technical and fundamental types ki bhi trading dekhtey hein aur is ke ilawa jab aap is mein work kartey hein to aap is men different types ki strategies banatey hein jiske through aap is mein work kartey hein aur woh strategies ke through bhi aap different types ki trading kartey hein jis mein koi traders aisey hotey hein jo Support & Resistance par trading kartey hein aur koi traders aisey bhi hotey hein jo Crossover par trading kartey hein aur bohot sarey traders aisey bhi hotey hein jo just scalping kartey hein is trha se is business mein bohot hi ziada types ki trading hoti hein aur yeh hamare apne uper hi depend karta he keh hum is mein kis kisam ki trading ko prefer kartey hein aur is mein work kartey hein.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Types of trading..

          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex market m trading do tipes ki hoti han aik sell position or dosri buy position ham forex m trading buy or sell py hi karty han pairs ya curnciy chahy jo b ho ham us m do tra ki trading hi karty han jin ko sell or buy kahty han ham kisi bi curnciy m sell or buy position open ya close krty han or agr anylyses ko study kr k or market ko understand kr k trade open ki hoe hoti hy to hamy profit hasil hota hy to kbi loss hota hy hamy achi trading sekhny k liay demo account bna kr us m practice krni ho gi or us sy jo experience hasil hota hy us sy achi trading kr k ham aik kamyab trader ban skty han forex hmara apna business hota ha is liay ham is m jitni zyada mehnat karan gy utna hi zyada profit hasil karan gy
          • #6 Collapse

            Re: Types of trading..

            Ki bahut Si types hai hai agar Ham Logon training Mein heartbreaking Karte Hain To Ham Logon Ko iska fayda hota hai isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi Taki ham log market se fayda hassil kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Types of trading..

              Salam Walekum bhaiyon aapane bilkul theek kaha hai ki main aapki baat se matlab theek hun frocks market Mein trading 2 types ki Hoti Hai Ek sell position or dosri boy position Ham Forex Mein trading boy aur selfie hi karte hain pears ya currency chahie jo bhi ho Ham usmein do Tarah Ki trading hi Karte Hain jinko sell or boy Kahate Hain Ham Kisi bhi currency Mein cell aur boy postition open ya close Karte Hain aur agar agar isko Saturday Karke aur Market Mein understand Karke trade open ki Hui Hoti Hai To Hamen profit Hasil Hota Hai Tu Kabhi loss hota hai Hamen acchi trading sikhane ke liye demo account Banakar usmein practice karni Hogi aur usse Jo experience Hasil hota hai usse trading Karni Hogi tab hi Ham ismein Kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Types of trading..

                Forex trading business mai traders kay liye trading ki aik he type favorite hoti hai aur woh type profits aur bohat say profits waali trading hai. Her tarder apni strategies kay saath trading kerta hai. Forex trading market her waqt movement ker rahi hoti hai aur her waqt he traders buy aur sell ker rahey hotay hain. Forex trading business mai traders ko yeh daikhna hota hai kay kiss waqt unhain kiss trend ko follow kerna hoga jiss say unhain faida ho sakey. Aur yehi traders ki bohat kamyab strategy hoti hai.

                Trading ki types ki baat ki jaey tou scalping, hedging aur short term, long term, fundamental trading aur technical trading ko trading ki types mai he shumaar kia Jata hai. Her trader inn types ko he apni strategies aur plannings mai follow ker raha hota hai aur jiss waqt jiss type say usay profit aur achi earning ho rahi hoti hai wohi best type of trading aur best strategy count ki jaati hai
                • #9 Collapse

                  Re: Types of trading..

                  Asalamualikum dear brothers
                  Ap sub ny sahi hai trading hamary pas 2 kissm ki hotin hain technical trading aur 2nd fundamental trading. In tradings mai aagy bi boht c types of trading hain aur strategies hain
                  Apko koi q type of trading pehly seekhni perhy gi apna demo account bnaa kr us pe apko practice krni perhy gi aur seekhni pry gi k trading kaisy hoti jb ap smi jahein gy to is mai ap acha profit Kama skty hain.
                  Trading mai buy aur sell ka bi apko dehan rkahna pry ga k kia hoga to hamain profit hoga aur kia hoga to nuqsaan yani loss
                  Agr hum koi trade buy kr ry hain to jb us ki price brhay gi to hamian profit ho ga aur agr hum koi trade mai chez sell kr ry hain to agr us ki price km hojanay per hamain profit ho ga hamain
                  Buy aur sell trades mai dehan rakhna pry ga aur learning k baad hi hum ek achi trade kr skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Types of trading..

                    Ji han bhai jaan aap bilkul theek hai Rahe Hain Aapke is bar se main agri agri karta hun Kya aapane Ek Achcha Sawal Kiya Hai Hamen chahie ki Hamen apni takat ko Roj complete karna chahie aur tips of trading Hamen Hamen tips ko trade karna chahie aur Hamen ismein Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie kamyabi Hasil karna chahie Hamen market ke moment ko analyse karna chahie aur ham market ki moment ko analyse Karte Hain To Ham ismein Achcha knowledge or experience Hasil kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Types of trading..

                      Dear ais market mai agar ap regular dekhy to ais market mai 2 sorts ok buyers hai aik to technical traders hai aor dosra ais marketplace mai essential investors hai mai agay bahot sari trading techniques ha jin ok zarye hum ais marketplace mai kaam kar sakty hai aor ais marketplace mai se paisa kama sakty hai agar ap ne ais marketplace mai se paisa kamana hai to ap ko ais market mai koi aik trading strategy sekhni hai aor aus par demo account par achy se practice karni hai jab ap ko aus ki sahe se samjh aa jaye to aus okay baad ap ais marketplace mai actual account par wohi trading approach use kar sakty hai aor aus par acha income bana sakty hai jab ap ais market mai kaam sekh lety hai to aus ok baad ap ais market mai se asani se earnings bana lety hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X