yahan pay koi member pivot nikalnay ka tareeka share kr sakta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yahan pay koi member pivot nikalnay ka tareeka share kr sakta hay?
    dear maine sunna hay k hamjo auto pivot say kaam krtay hain usay ham mannualy khud bhi creat kr saktay hain agar yeh sach hay to ham kaisay apnay aap pivot calculat kr saktay hain kaisay isay nikaal saktay hain uska koi asaan solutions bata dain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yahan pay koi member pivot nikalnay ka tareeka share kr sakta hay?

    Dear jaisy ap k samny ye picture show ho rahe hai ais mai agar ap ne pivot point nikalna hai to ap ko ais mai previous day ka close point high aor low dekhna parta hai aus k hisab se hum ais mai pivot point aor sath resistance aor support level nikal lety hai ais k liay ap ais mai indicators bhi use kar sakty hai agar ap ne ais formuly k sath khud nikalna hai to ap ko ais mai khud calculte karna hota hai agar ap ais mai indicator aik dafa chart par laga dety hai to aus se ap k chart par lines ban jati hai jaha se ap ko pata chal raha hota hai aor aus par ap trades laga sakty hai ais mai ap ko bar bar lines draw ni karni parti hai bas ap ko ais mai level dekhna hai aor aus se ap ko trade laga leni hoti hai tab ap ko faida hota hai.

    Click image for larger version

Name:	Pivot Forumla.jpg
Views:	2
Size:	68.1 کلوبائٹ
ID:	12323416
    • #3 Collapse

      Re: yahan pay koi member pivot nikalnay ka tareeka share kr sakta hay?

      Pivot points nikalny k liey pichly din ki teen tarah ki information istemal ki jati hein jasiy High Price, Low Price aur Close Price. Wesy to pivot points nikalny k bahot sy tareeqy hein lakin jo sub ziada use hota hy forex mein wo hy Five Points System. Is system mein pichly din ki high, low aur close price ko support aur resistance levels k sath mila kar isetemal kiya jata hy aur ye total 5 points banty hein. is ki equation kuch aesy hy:-

      R2 = P + (H - L) = P + (R1 - S1)
      R1 = (P x 2) - L
      P = (H + L + C)/3
      S1 = (P x 2) - H
      S2 = P - (H - L) = P - (R1 - S1)

      Jab k is mein

      H = High Price
      L = Low Price
      C = Close Price
      S1 = Support 1 – Jo k (Pivot Point x 2) – Pichly din ka High
      S2 = Support 2 – Jo k Pivot Point – (Pichly din ka High – Pichly din ka Low)
      R1 = Resistance 1 – Jo k (Pivot Point x 2) – Pichly din ka Low
      R2 = Resistance 2 – Jo k Pivot Point + (Pichly din kaHigh – Pichly din ka Low)
      P = Pivot point – which is (Pichly din ka High + Pichly din ka Close + Pichly din ka Low)/3

      Ye bahot aam tariqa hy pivot nikalny ka lakin aj kal isi equal k sath indicator b makret mein a gy hein jin ko just chart per lagany sy pivot levels show ho jaty hein.
      • #4 Collapse

        Re: yahan pay koi member pivot nikalnay ka tareeka share kr sakta hay?

        Aapane bahut hi Achcha question poochha hai mere Khyal mein main aapke is question se aagrah karta hun Agar ham log Is Tarah Se trading Karte Hain To fir ham log forex market se Kafi Achcha profit nikal sakte hain Jiska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham Logon Ko forex market Mein kamyabi Milti Hai
        • #5 Collapse

          Re: yahan pay koi member pivot nikalnay ka tareeka share kr sakta hay?

          Ji bhaijaan Ja sake aapke Samne yah Pichkari show ho rahi hai is mein agar aapane pivot point nikalna hai to aapko ismein previews day ka close. Hai aur Lo dekhna padta hai uske hisab se Ham ismein pyboard. Aur 7 resistance aur support level nikal Lete Hain to aapko is Main Khud calculate karna hota hai agar aap ismein indicator Ek Dafa charge per Laga Dete Hain To usse aapke chat per line Ban Jaati Hai Jahan se aapko pata chal raha hota hai aur use per aap trade Laga sakte hain ismein aapko Bar Bar line derive Nahin karni padati hai bus aapko ismein level dekhna hai aur usse aapko trade Laga leni Hoti Hai tab hi aapko fayda hoga
          • #6 Collapse

            Re: yahan pay koi member pivot nikalnay ka tareeka share kr sakta hay?

            Forex trading mai bohat si aisi technical terms hai jinhain samajhnay aur apply kernay kay liye experience ko bohat ziada ehmiat haasil hoti hai. Pivot point nikaalna bhi aik experienced work hai. Jo tarders demo account pay achi practice kertay hain aur demo trading account mai pivot point nikaalna sekh laitay hain unhain phir real trading account mai koi problem nahi hota hai. Pivot nikaalna ziada mushkil nahi hai sirf technically strong knowledge hona chaiye. Pivot manually nikalnay kay liye pichlay din ki Matlab pichlay market session ki high price, low price aur close price ki zarurat hoti hai aur yeh baat zarur zehan mai rakhni chaiye kay pivot market sessions kay alag alag hotay hain. Asian market, European market aur USA market kay pivot points unkay sessions kay he highest, lowest price aur unki he close prices say nikalay jaa saktay hain. Pivot kay liye support aur resistance bhi same sessions kay honay zaruri hain
            • #7 Collapse

              Re: yahan pay koi member pivot nikalnay ka tareeka share kr sakta hay?

              hamy apny mamber ky sath pivote nikalnay ky tareeky ko shar karna chahey forex aik best business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain ham is main live trading karty hain or ham is main amount be invest kar sakty hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik wasee business hain yai usa or china or new youkr main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain ham is main apny boss pa hi hoty hain is main hamara koi boss nahi hota hain
              • #8 Collapse

                Re: yahan pay koi member pivot nikalnay ka tareeka share kr sakta hay?

                forex aik wasee business hain hum is mi live trading kar ky ace earning gaian kar skaty hain hum is mai live treading kar saty hain hum is mai amont be invest kar sakty hain hum is mai baegr balance acocunt bana kr be kam kar sakay hain hum is ma market e movement ko samj kar kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex paksitan mai legaal ban cuka hain hum is mai live trading kar saky hain hum is mai pasia be invest akr sakaty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain forex aik wasee karobar hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar skaty hain is mai dunya ky byar byar mumalk sahmil hain forex pakstan mai legal or famous busnes ban cuka hain forex aik best tne best karobar hain is maai hamara koi be boss nahi hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: yahan pay koi member pivot nikalnay ka tareeka share kr sakta hay?

                  forex aik wasee business hain hum is mai raat mai be kam kaer sakty hain hum is ma din mai be kam kr sakkty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be waktt ka tiemt able bana kar kam kari sakty hain hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum munfa kama saky gy yai aik world wide or kabe be baand na hony wala business hain hum is maai apny boss ap he hoty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bna kar be kam kr sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik intternational busines hain is jasa koi ro business nahi hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X