Dosto apne trading ke hawale se do ahem alfaz Margin call aur stop out to sune honge, per aj hum in dono mein difference kia hai, us pe bat kare ge.
Margin call haqeeqat mein ek reminder hai jo ke broker ki taraf se diya jata hai. Jab ap ke trading account mein lagi hue trades mein nuksan itna ziyada bhar jae ke ap ka account zero hone wala ho, tab ap ke account mein broker ki taraf se ek reminder ki tarha ata hai ke ap ke account ka margin bilkul khatam hone wala hai aur ap apni trades mazeed hold nhi kar pae ge, lihaza ap apne account mein mazeed pese jama kare. Broker ki taraf se is demand ko Margin call kaha jata hai.
Aur jab hum margin call ke bad bhi apne account mein pese jama nhi karte to broker hamari trades ko automatically close kardeta hai qk hamare account mein trades ko hold karne ka margin bilkul nhi hota, is amal ko stop out kaha jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим