Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...
    Aslm o Alikm umeed ha sab khryt sy hun gye forex trading business may jab hum trading karna start karty hain to humain sath hi loss ho jata hai uski bari waja yah hai Kay hum forex ko join karty hi profit ka sOchty hain or apni learning experience ko ignore karty hain without any knowledge of forex trade hum kabi bhi profitable trade nahi laga sakty humain loss say bachne Kay liye koshish karni chahye Kay ziyda sy ziyda forex ko learn karain or apna experience build karne Kay liye demo account ka istamal karty rahain ziyda knowledge say humain faida yah hota hai Kay hum easily Trade laga skty hain or profit kama sakty hain.. HuMsha koshish karain Kay ziyda ficus leaning or experience pay rkhty hoe apni skills ko improve karty rahain ta Kay real account may trade lagty hoe koi muskil na ho or easily trade laga Kay profit earn kiya ja saky shukria..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

    Market ko agar proper analysis na kia jaye aur market key bary me information be collect na ki jaye to jesy hi ham trading start karty hey hamy zaror loss ho sakta hay, trade jesy hi open kia jaye to trade loss me pehly change ho jata hay aur ye loss minimum hota hay es ki waja market ki movement nahi hoti ye pair ka spread hota hay jes ki waja se hamara trade loss me pehly change ho jata hay us key bad market ki movement par hamara trade depend karta hay agar ham ne trade acha open kia hota hay market analysis key mutabeq ho ye jald profit me change hony ki ability zaror rakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

      g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai k jub bhi hum trdaing ko strt karty hain tu hmain starting main loss he hota hai os k bad hmain ahista ahista loss par control rahta hai q k jub humari trdaing main loss hota hai tu es ka mtalb yah hota hai k hmari trdaing main hmain knowleg kam hai or humain trdaing k bary main abhi itna kuj pta nahi hai jis se hum tukky lga laga kar trdaing karty hain jis se hmain loss ho jaata hai tu aghr apni tdaing main loss ko kam krna cahty hain tu apko apni trdaig main apny expiernce ko gain krna hoga es k liye aghr ap pahly demo account main trdaing karty hain tu ap k liye boht he bets ho jata hai or ap apni trdaing ko real account main bari achi trha mange kar lety hain loss bhi ayse kam hony lagta hai jub ap trdaing ko smjhty hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

        forex trdaing main jn mambers ko trading start karty he loss hota hai un ko es liye loss hota hai q k wo proper forex ko sikh kar start nahi karty hain q k jo mambers forex ko proper sikh kar karty hain wo kbhi bhi start main loss ko face nahi karty hain acha start lety hain trdaing ka un ko kbhi bhi loss nahi hota hai tu pahly he apni trdaing ko pahly proper sikhen es k liye apko real account main trading karny se pahly demo account main trading kar leni chahye q k jub ap demo account main trdaing karty hain tu ap trading ka expiernce gain kar lety hain or real account ko achi trha se use karny main mahar ho jaty hain es liye apko chahye k ap apni trdaing main aghr chahty hain k hmain starting main he loss na ho tu pahly he achi or miyari trading k liye demo account use karen ayse ap ko kbhi bhi loss nahi hoga
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

          G han jesy hi ham Forex business ko join karty hey aur without learning key ham profit earn karny key ley trading karna start kar lety hey to big loss hamy 1st trade me hi ho jata hay koch traders es first loss ki waja se kamyab be ho jaty hey aur koch traders apny 1st loss ki waja se hi Forex business se mayoos be ho jaty hey, traders key ley fist loss ki ehmeyat us key ley bahot hi zeyda hoti hay agar apny fist loss se lesson hasil kia jaye to ye lesson traders ko professional aur successful traders bana sakti hay agar apny har loss ko ham ignore kar dia karen gey to hamesha key ley ham es business me fail samjy jaty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

            Forex trading aik aisa business hai jiss mai traders join kertay saath he sirf profit ka sochtay hain jo kay bilkul ghalat approach hoti hai. Jitni ziada learning aur knowledge bhi haasil ker lain aksar traders pehli trade open kertay huay sub kuch bhool jatey hain ye koi new baat nahi hai. Pehli trade pay josh ziada hota hai iss liye hosh bilkul nahi rehta kay hum ab tak kia seekhtay aey hain iss liye asal trading dusri teesri trade say he shuru hoti hai. New traders ko chaiye kay apni pehli trade say pehlay real trading account kay un pairs ko watch shuru ker lain jinn pay trading kerna chahtay hoo. Unn pairs ya commodities kay charts ko mt4 pay open ker kay mukhtalif time frames kay saath daikha karain takay unhain samajh ajaey kay real trade open kerna kab aur kaisay munasib rahey gi. iss tarah pehli trade open kernay kay baad loss kaafi kamm ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex jasa k aik profitable business hy is m ham jb ham aty han forex ko join krty han to aksar traders k zahn m hota hy k forex bot easy business hy is m ham aik dm sy bot sa pasa kma kr jald ameer ban jain gy mgr asa hota ni q k forex profitable hony k sath sath difficult or risky business b hy is m aty sath hi ham zyada earn ni kr skty ham apni mistakes sy sekhty han kuch arsa hamy acha knowledge or experience aktha krny m lgta hy phr kahin ham kamyab hoty han acha experience hasil krny k liay hamy demo account m practice ki zarort hoti hy phr ham successful hoty han
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

                Trading start krty he loss ka hona koi problem nhi hai asal ma wo apko spread charge hota hai jo ky as a commission broker ko milta hai keun ky wo apko leverage facilities provide krta hai keun ky ma ny suna hai ky koi bhi trader broker ky thorugh he forex trading market ko join kr skta hai agr broker apko shamil nhi krta to ap demo ky elawa kahen trade execution nhi kr skty ho apko trading market ma bahot sari chezon aor action ki zarorat hai ab agr apki trade trend ky ghalat simat ma lag gai hai to apko ghanty sy zeyada wait nhi krna chye market aksar support ko to tor deti hai lkn jub usko liquidity milti hai wo dovara up chli jati aor apko hunt kr leti hai asal ma insan ki psychic kp smjhna asan nhi hai market ma bethy log bhi logo sy paisy kamany ky paisy lety hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                  Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...<br />Aslm o Alikm umeed ha sab khryt sy hun gye forex trading business may jab hum trading karna start karty hain to humain sath hi loss ho jata hai uski bari waja yah hai Kay hum forex ko join karty hi profit ka sOchty hain or apni learning experience ko ignore karty hain without any knowledge of forex trade hum kabi bhi profitable trade nahi laga sakty humain loss say bachne Kay liye koshish karni chahye Kay ziyda sy ziyda forex ko learn karain or apna experience build karne Kay liye demo account ka istamal karty rahain ziyda knowledge say humain faida yah hota hai Kay hum easily Trade laga skty hain or profit kama sakty hain.. HuMsha koshish karain Kay ziyda ficus leaning or experience pay rkhty hoe apni skills ko improve karty rahain ta Kay real account may trade lagty hoe koi muskil na ho or easily trade laga Kay profit earn kiya ja saky shukria..
                  Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say agree karta hoon. Yeh bat bil kul thek hay k aksar traders trading start kartay hi loss ko face kartay hain taqreeban 90% log trading main loss ko face kartay hain en main say ziada tar log new traders shamil hain new traders main sab say ziada knowledge and learning ki kami hoti hay aor en main experience ki kami bhi hoti hay jab k yeh sab yehni knowledge and learning ka complete hona bohat zarori hay aksar traders Forex ka complete knowledge bhi gain kar latay hain aor strong learning bhi kar latay hain lakin sab say important step demo practice ko ignore kar daitay hain aor demo pay practice nahi kartay jes say woh jantay to sab kuch hain lakin trading start kartay time bohat si mistakes kar jatay hain jes say un ko loss ho jata hay es liay learning complete karnay kay bad demo account pay Forex trading ki practice kar kay trading ka achi taran experience hasil kar laina chahiay ta k trading kay doran kisi kisam ka koi problem na ho aor trader easily trading kar sakay aor kamyab ho sakay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

                    Forex mein trading start karte hi loss ka hona hamare experience ki kami ki badaulat bhi ho sakta hai proper tarike se humne iska experiencing na kiya ho aur humne demo account per bhi kam na kiya ho Ham direct trading Karen to isase hamen loss ho sakta hai hamen chahie ki Ham frax ke bare mein pahle sikhen uske bad trade Karen usse aapko fayda hoga agar aapke pass experience hi nahin hai to aap trade lagate Hain to aapko usse loss ka samna karna pad sakta hai aur aapka account divorce ho sakta hai hamen chahie ki Ham pahle demo account per kam Karen FIR uske bad trade Karen usse aapka profit hasil hoga jitna aap ke pass experience hoga utna hi acchi trade aap laga denge aur utna hi jyada profit hasil kar sakenge isliye starter lock hone ki bahut badi vajah experience ka Na hona hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

                      Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy ache trading karny k ley knowledge or experience ki zarorat ha forex trading main humy ziada sy ziada knowledge or experience hona chae ha jab hum bagar knowledge or experience k trading karny gy to loss he ho ga or jab analysis k bagar karny gy tab bi loss ho ga is ley humy analysis karna seekena chae ha jtna hum seek k trading karny gy to hum utny he kamyab ho sakty han is ley humy maximum learning or practice karni ho ge jis sy humy knowledge or experience mily ga or us k bad hum kamyab ho sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

                        Dear jaisy ap ne dekha hai k ais market mai bahot hi kam log hai jo learning kar k aus k baad aus par practice kar k kaam karty hai aor sabar se trade lagaty hai jo log ais market mai analysis karty hai aor aun ko pata hota hai k abi tak entry point par market ni ponchi aor wo market mai enter ho jaty hai to wo ais market mai loss kar dety hai kun k ais market mai agar ap ne dekha ho k ais market mai ap ki trade lagaty hi trade loss mai chali jati hai aus k sath sath ap ki aus mai agar entry thori late ho to aus mai ap ka aik to stop loss kam ho ga dosra aus mai take profit zayda ho ga aor ap ki trade profit mai bhi jaldi aa jaye gi ais liay jaha se achi entry ho waha par pending orders laga dey aor wait kary.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: trading start karty hi loss ka hona...

                          Trade start karne se pahle market ka perfect analysis aapko loss se a hatal vasih aamkaan hai kya bacha sakta hai Forex trading mein trading market mein mentally tough time bahut zeyada hai physically trading business bahut iji hai lekin Forex trading mein extra cleverness intelligence aur Market mein main tremendous approaches aur participation bahut zejyada zaruri hai hi market maen me million of dollars ki daily trading hoti hai trillion of dollar ki kharido frokhat ki jaati hai Forex trading main multiple sources aur multiple factors ko use karte hue trading analysis sentimental factors for fundamental factors use karne hote hain jinse aapko bahut zeyada profit aur market mein confidence milta hai
                          Acha kaam achy daam

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X