Jaiza: Forex Aur conventional Business

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex Aur conventional Business
    Assalam o alaikum dear members and traders.Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex business ko agar baghour aur detailsay daikha jaey tou ye dusray kisi bhi conventional ya aam kiye janey waley business say bohat different hota hai. Agar detail mai dono ko alag alag study kia jaey to ziada acha analysis ho sakta hai. Jiss say ye pata chal jata hai kay kon say business ziada behtar hai.

    Forex Business

    Forex business kernay kay liye kisi office ki zarorat nahi hoti.Forex ko kahi bhi kisi bhi waqt mukhtalif tareeko say kia jaa sakta hai. Forex mai office time ki pabandi nahi hoti hai. Forex seekhnay kay liye kisi academy,college,university say kisi certificate,diploma ya degree ki zaroorat nahi hoti hai. Forex ko full time ya part time dono tarah say kia jaa sakta hai. Forex mai investment ko khud apni marzi say istimaal kia jaa sakta hai. Gharaz forex kay barey mai jitni bhi baat ki jaey kamm hai

    Conventional Business

    Conventional business ya aam business kernay kay liye kisi office,shop ya place ki zaroorat hoti hai. Conventional business ka aik time hota hai jiss kay baad markets band bhi ho jaati hain. Conventional business mai market kay open aur close honay kay waqt ki pabandi kerni parti hai. Conventional business mai investment supply aur demand ko poora kernay kay liye baar baar barhani parti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex Aur conventional Business

    Forex business aur Conventional ya private business me bahot zeyda difference hota hay, Forex online business hay aur es ki market 24 hours open hoti hay es waja se Forex business kesi be Conventional business se best hota hay, Forex business me profit earn karny aur successful key ley traders ko many different opportunists aur advantages deta hay jab key Conventional business me self base par agar mehnat na ki jaye to esy business me kamyabi hasil karna mushkil ho jata hay aur Forex business me broker aur expert traders ki koshish hoti hay key new traders kamyab ban saken.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex Aur conventional Business

      Dear agar ap ne dekha ho to ais market mai agar ap kaam karty hai to ap dunia ka fastest business kar rahy hai aor ais market mai kaam karny k liay ap ki agar koi team hai to ap asani se ais market mai kamyab ho sakty hai magar ais k liay ap ko ais market mai kaam sekhna hai aor ais mai acha plan bana lena chaye aus k baad agar ap ais market mai kaam karty hai to apko ais market mai kafi zadya faida ho sakta hai ais market mai apko kaam sekhna hota hai aus k baad ap ko ais market mai normal business par sochna chaye k aus mai kaam kaisy karty hai agar ap koi aor business karty hai to ap ko aus mai aus k sary faidy aor nuqsan pata hony chaye agar ap ais market mai acha kaam karty hai to ap koi aor business ni kary gay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex Aur conventional Business

        Other conventional business key sath Forex business ko compare nahi kia ja sakta hay, other conventional business ki importance apni jaga alag hoti hay aur Forex business ki importance apni jaga hoti hay, ham na to conventional ko Forex se best samaj sakty hey aur na hi Forex business ko behtar samjna chaye, Forex business apni jaga best hay aur other conventional business apni jaga, agar Forex business me experience na ho aur knowledge ki kami ho to traders fail ho sakty hey es tarha agar other business me be experience ki kami ho to es me be traders fail hi ho sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex Aur conventional Business

          Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading business conventional business k muqabily main hum aram sy kar sakty ha jab tak forex trading main hum ache learning or practice ho tab he hum kamyab ho sakty han or jab k bagar knowledge or experience k hum kamyab ni ho sakty han is ley humy forex trading karni ha to is k ley mehnat bi karni ho ge tab he hum kamyab ho sakty han is ley humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha
          Conventional business k ley humy suhba sy sham tak time dana ho ga or is k ley office or shop ya jo bi kam kar rehe han us k hessab sy jaga talash karni ho ge or daily wahan ja k kam karna ho ga or jtna us ko promote karny gy to ap kamyab ho sakeny gy or us pe both ziada time lagata ha
          Forex trading k ley ap ko na office ya shop ki zarorat ha balky ap apny ghar sy he trading kar sakty han or is sy hum behtar trading kar k ache earning kar sakty han forex trading k ley hum srif learning pe he time lagta ha jtna bi time lagy is key humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha or ziada sy ziada knowledge or experience sy trading karni chae ha ta k hum kamyab ho sakeny or maximum profit hasil kar sakeny
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex Aur conventional Business

            forex aik acha business hain hum is mai live kam akr sakty hain hum is mai pasia be invest kara sakty hain hum is mai part time be kam kkaer sakty hain hum iss mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager passiao ky account bana karbe kamk ar sakty han hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka blm nai hota forex aik acha bhusiness hain hum is maai agar kamyab hona chatey hain to hamy mhnat karne ho ge forex aik wasee busienss hain hum is mai part time be kaam kar sakty haoin hum is mai full time be ikam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky acount bana kar be kam kar sakty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex Aur conventional Business

              aik conventional business ke nisbat forex aik best business hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty han hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kr sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga is mai hmara koi be boss nahi hain

              اب آن لائن

              Working...
              X