Assalam o alaikum dear members and traders.Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex business ko agar baghour aur detailsay daikha jaey tou ye dusray kisi bhi conventional ya aam kiye janey waley business say bohat different hota hai. Agar detail mai dono ko alag alag study kia jaey to ziada acha analysis ho sakta hai. Jiss say ye pata chal jata hai kay kon say business ziada behtar hai.
Forex business kernay kay liye kisi office ki zarorat nahi hoti.Forex ko kahi bhi kisi bhi waqt mukhtalif tareeko say kia jaa sakta hai. Forex mai office time ki pabandi nahi hoti hai. Forex seekhnay kay liye kisi academy,college,university say kisi certificate,diploma ya degree ki zaroorat nahi hoti hai. Forex ko full time ya part time dono tarah say kia jaa sakta hai. Forex mai investment ko khud apni marzi say istimaal kia jaa sakta hai. Gharaz forex kay barey mai jitni bhi baat ki jaey kamm hai
Conventional business ya aam business kernay kay liye kisi office,shop ya place ki zaroorat hoti hai. Conventional business ka aik time hota hai jiss kay baad markets band bhi ho jaati hain. Conventional business mai market kay open aur close honay kay waqt ki pabandi kerni parti hai. Conventional business mai investment supply aur demand ko poora kernay kay liye baar baar barhani parti hai.
Forex Business

Conventional Business

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим