Trading mai unlimited skills kaisay haasil hoti hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai unlimited skills kaisay haasil hoti hain?
    Hum sub kaamyab trader bannay ki baat kertay rehtay hain aur uss kay saath yebaat zaroor ki jaati hai kay skills improve kiye jaey. Maira aap sub say sada sa sawaal hai kay successful trader bannay kay liye trading ki unlimited skills kaisay haasil ki jaey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai unlimited skills kaisay haasil hoti hain?

    Unlimited skills hamain isi terha hasil ho sakti hain ky ham continue forum main posting bhi kerty rehain forex market main continue trading bhi kerty rehain aur forex ki continue learning bhi kerty rehain tou hamain forex market main trading ki skills ko improve kerny main bahot faida hasil ho sakta hai jab ham forex ki unlimited skills ko hasil ker lety hain tou hamain phir forex market main trade kerny main bhi asani rehti hai aur hamain phir apni best trading skills ki waja sy bahot acha profit bhi hasil hona shoru ho jata hai agar ham normal skills hasil ker lety hain tou hamain thora bahot profit bhi hasil hota rehta hai lekin loss of chances bhi bahot zyada hota hai tou is loss sy bachna hai tou apni skills ko unlimited had tak improve kerna pery ga hamain forex market main trade kerny per bahot acha profit bhi hasil ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai unlimited skills kaisay haasil hoti hain?

      Trading may unlimited skills hasil karne Kay liye humain ziyda sy ziyda mehnat karni hoti hai or apna experience gain karna hota hai koshish karain Kay demo account pay practice karty rahy ta Kay experience build ho jab humre pas experience ho ga tu humri trading karne ki skills improve ho gi or hum easily real account may trade laga Kay acha profit hasil kar sakty hain skills ko improve karne Kay liye humain chahye Kay hum ziyda sy ziyda focus experience or practice pay rkhain profit pay dihan nahi dyNa chahye jab hmre pas behtreen experience or skills ajti hain tu him easily profitable trade laga sakty hain or kamyabi hasil kar sakty hain is Kay sath sath hua in chahye Kay hum forex say ziyda say ziyda learning hasil karain forex ko learn karna bohat zarori hai hai unlimited skills hasil karne Kay liye is Kay sath sath apne seniors say guidelines lyte rahna chahye or unko follow karty hoe kam karna chahye kyu Kay unky pas hum sab say ziyda knowledge hota hai is liye easily hum help lyte hoe apne trading skills ko improve kar sakti hain or easily profitable trade laga Kay achi earning kama sakty hain shukria..
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai unlimited skills kaisay haasil hoti hain?

        Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai learning karni hoti hai aor aus k sath sath hum ko ais market mai demo par kaam karna parta hai ta k hum ko ais market mai kaam karny ka experince ho jaye aus k baad hi hum ais market mai acha profit bana sakty hai jab hum ais market mai kaam sekh jaty hai to aus k baad hum ko ais market mai real account bana k kaam start karna chaye agar hum ais market mai real account par sahe kaam kar lety hai aor ais market mai discipline k sath kaam karty hai to hum ais market mai thory se time mai acha profit bana skaty hai kun k ais market mai ap ne dekha hai k hum ais market maki jitna zayda kaam karty hai hum ko ais market ka atna hi zayda pata chalta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai unlimited skills kaisay haasil hoti hain?

          asslam o alikam bhai jan hum is main menat kr k hi kameyab ho sakte hein agr hum is business main apni skills ko thek krna chahte hein tu ap ko chaiye k ap is main daily work krein daily analysis ko fallow krein tab hi ap is main eik kameyab trader ban sakte hein hume is main menat ki sab se zada zahrotrat hoti hai demo account main analysis ko fallow krte rehna chaiye tecnical analysis ur fundamental analysis ko check krna hota ha indicotor ko fallow krein bohat se log is main jald ameer hona chahte hein lekin esa nai ho sakta ha is main sarif wohi trader kameyab ho sakta ha jo menat k sath work krna chaiye daily ap is main work krein demo account main real account jesa kam kiya krein
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai unlimited skills kaisay haasil hoti hain?

            Assam Alaikum Forex trading Ek bahut hi Jabardast business hai Sabhi log Jante Hain Ki yah 24 hours open rahata hai isliye Hamen is skill aur iski practice Hasil karna bahut busy ho jata hai Ham Kisi bhi time Jab Ham free hote hain is business Se Ki acchi practis bhi kar sakte hain aur demo account per jakar is key skills ko improve bhi kar sakte hain Jab Ham ine chijon per Jyada focus Karenge to kamyabi Jarur mil Jayegi aur earning Hasil karna bhi Kafi easy ho jaega
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai unlimited skills kaisay haasil hoti hain?

              dear forex amrkeet k baray main learning koi aisa kaam nai hay jisay ham kahin say buy kar sakain is main unlimited skills hasil krnay k liye is main time spend krna parta hay is main har aik trades k baad jo results nikaltay hain unko samjhna parta hay k mujhay lose q huva hay mujhay profit mairy kon c skill ki wajha say mila hay time guzarnay k sath sath yeh mistakes skills main change hoty jaty hain aur agar ham aisi soch say kaam karaingay k hamko thoray dino main achi khasi skills bhi ajayen aur ham markeet main achay experts traders ban kr sab kuch apnay hath main lay lain to aisa sochna aisa hona sab impossible hay aur aisi soch rakhnay say ham lose k ilawa aur kuch bhi hasil nai kr sakaingay.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai unlimited skills kaisay haasil hoti hain?

                Forex trading business ki learning aur achi skills hasil Karna zaroori hy aur achi skills ki buht ziada ehmyeet hy achi skills ho gi tu achi trading kar k acha profit earn kar saktay han aur achi skills hum apni mehnat kar k hasil kar saktay han aur forex trading business ki skills hum demo account par jtni ziada practice kartay han achi skills hasil kar saktay han aur is k liye hum ko mehnat karni hoti hy knewledge hasil Karna parta hy achi skills k liye hum jtni ziada mehnat karain gay tab hi achi skills hasil kar saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai unlimited skills kaisay haasil hoti hain?

                  Forex se kaisa business hai jiske bare mein mukammal knowledge vasul karne ke liye hamen iske bare mein jyada se jyada padhna hoga jyada se jyada form dekhna hoga aur Jahan se bhi knowledge Mile iske bare mein hasil karna chahie isliye hamare skill bahut jyada improve honge jitna Ham ismein mehnat karenge jitna Ham forex ko time denge itna hi jyada hamare skills improve honge aur itne hi jyada hamare profit k chance h isliye ismein jyada shakil hasil karne ke liye jyada se jyada mehnat bahut jaruri hai hamen demo account per bhi kam chalna chahie aur iske bare mein news se hamesha agah rahana chahie aur Suresh ko regular taur per time Dena chahie
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai unlimited skills kaisay haasil hoti hain?

                    Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy forex jasa k aik behad profitable business hy ye pori dunya m phalta ja ra hy mgr is m ham ny agr successful hona hy to hamy achy skills ki b zrort hoti hy jo k ham different ways sy hasil kr skty han ham pak forum m posts kr k ya posts sirf read kr k b achy skills hasil kr skty han ham demo account bna kr us m practice kr k b skills experience sb kuch hasil kr skty han hamy chaiy k ham forex m trading sy pehly achy sy acha knowledge or best experience or acha skills hasil karan us k bd hi trading karan q k in chezon k bagar ap kbi b forex ho ya koi b kam ho agy ni bahrh skty ye ap ki kamyabi ki zmant han forex hmary liay aik bot bara or kbi b bnd na hony wala business hy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X