jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?
    forex aik acha business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain forex aik bohat bara busiens hain is mai news ke bohat value hain hamy new ko watch karny ky liye internet ke website www.forexxfactory.com ko join karna ho ga hamy news ko daliy dahkna ho ga hum news mai live or sda urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai students be kam kar sakty hain forex ko samjna asnan nahi hain hamy expet ban ky is mai kam karna ho ga forex mai kam karny ka agar hamy experience nahi hain to hamy is mai kam nahi karna chahey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?

    Forex trading say related calander aur baqi news ko follow karny ke liye ajj kal kafi ziada option majood hain. sab say pehlay tu economic calendar aur baqi news ko daikhany ke liye ap jo b broker use kar rahy hain , iss ke web site b visit kar rahy hain. kion ke ajj kal sary he brokers apny clients ko news update daite hain. for example ager app insforex use karty hain tu inforex ke website per forex news watch kar sakty hain.

    Lakin iss kay ealwa b kafi websites hain jis trah say app nay mention kiya hai forex factory kafi achi aur important website hai , iss kay sath sath app investing . com per b forex trading say related news watch kar sakty hain. yeh dono he forex calendar aur news watch karny ke liye bohot achi websites hain.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?

      Forex business se related economic news ki bahot si websites app find karny me kamyab ho sakty ho aur har news website hi best hoti hay, magar sab se best app key ley yahi hay key app economic calendar ka jaiza leya karo aur sath me koi be news website ka daily visit be kia karo, kesi economic news website me app ko siraf news release par hi focus nahi karna chaye sath me expert traders key reviews par be app ki nazar honi chaye, har website me economic news key sath expert traders apny experience key base par market ko analysis karny ki be report be release karty hey aur review be dety hey jo key market ko samjny me bahot help de sakti hey.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?

        Trading calendar bahut sari site per maujud hai aur sab se pahle Agar of Pakistan Forex forum ko Gaur Se Dekhen to is mein bhi trading calendar show ho raha hai jo ki Aane wali Tamam meeting ka Waqt aur aur Naam bata raha Hota Hai. Is Baat ko koi nahin Jaanta ki meeting mein kya result ana hai Magar aap meeting ke time ko follow Karen ge to and meeting khatam honay pay press release hoti hai Jis Se Tamam Logon Ko achievements bataiye Jaati Hain yah Waqt Hota Hai Jiske bad price movement Shuru Ho Jaati Hai. Trading calendar mein Kuchh meeting Sia news Aisi Hain Jin Ke Aane Se a market bahut jyada fast Ho Jaati Hai. Aap daily basis per form per yah Internet se connect hokar trading calendar khareed Karte Rahen.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?

          Forex trading ma news ka bohat hi important role h, market news aur events pe hi move karti ha, is lye news se hamain touch rehna chaye is se pata chalta ha k market ka trend kia banany ja raha ha aur next condition kia ho gi is lye news se touch rehny k lye broker ne news website develop ki howi hain, to economic calendar ko ap kisi bhi forex website pe dekh skata hain lakin meray khayal se chand aik ahm website yeh hain jaisay
          1. ************: yeh aik bohat hi important website ha jis ko most of traders follow kartay hain, is k economic calendar ko hamain touch rehna chaye, boaht hi useful website ha, red colour ki news high alert news hoti ha,
          2. Investing.com: yeh bhi forex news k lye bohat ashi website ha, jahan ham forex new ko dekh kar market ko analyse kar saktay hain
          3. Bloomberg: is ko bhi forex ki news k lye hamain use karna chaye
          is tarah market ma behtar results k lye hamain forex news ko bhi zehn ma rakhna chaye ta k ham aik ashi trading strategy k sath market ma trading kar sakain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?

            Worldwide economic news bahot si website par real time me release hoti hey jes se traders ko news key base par market ka jaiza leny me asani hoti hay, Forex factory key sath agar economic calendar ka be jaiza leya jaye to ye best ho sakta hay, esi website ka intekhab karna chaye jes me news samjny me traders ko asani ho aur jes me real time zone key mutabeq hi news release hoti ho, esy traders jo news ko understand nahi be kar sakty hey wo expert traders key market analysis reports se trading ideas le sakty hey, expert traders ne news ka tafseel key sath jaiza leya hota hay jes me market ki future movement ki complete information di hoti hay.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?

              Dear jab ap ne news k event dekhny ho to ais k liay bahot sari sites hai jaha se ap ko pata chal jata hai k news kon si aa rahe hai aor kis time aye gi ais se ap ko ye pata chal jata hai k flan pair par news aye gi aor ais news ki waja se atny pairs mai moment ho gi aisy hi agar ap ne ais market mai ye dekhna ho k news mai kai kaha gia hai to aus k liay diffrent sites hai jaha par ap ko pata chal jata hai k news mai kai discuss hoa hai aor ais ka market par kai faraq parny wala hai magar ais mai bahot hi kam time hota hai jaisy hi news aati hai to market mai moment ho jati hai aor ap ki trades lag jati hai agar ap news k data ko phly study kar ley aor apny analysis kar ley gay to ap ko ais mai faida ho jaye ga.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?

                Agar Ham sab log news ko Devkar trading Karte Hain To Ham Sab Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Sab Logon Ko news Ko Dekhkar trading Karni chahie Kyunki news ko ki vajah se market ka train up and down ho jata hai jisse ham log trading Karke Kafi Achcha profit hassil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?

                  Forex trading business Mein Hamen news ke liye Forex factory website per visit karna hota hai aur vahan news ka analysis karte hue trade order lagakar hi Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain news ke according Ham easily profitable trade ko select kar sakte hai market ki apan down situations ka analysis Katate Hue aur future forecast ko Dekhte hue Forex factory Mein Hamen bahut jyada information on Knowledge Hasil hoti hai Har currency ke mutabik hi effect news low effect news average effect news Hamen future forecast for actual forecast ka difference batati Hai Jisko Dekhte Hue Ham easily buy or sell keytrade Lagate Hain aur Achcha profit Hasil Karte Hain news ka analysis bahut jaruri hai isiliye koshish karen ki Forex Factory ka visit zarur Karen..
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?

                    Forex trading main news ko smjny k liay bot c website's han jin m sy forex factory.com b aik ahm site hy jis k zariye ham news ko jan skty han unan wach kr skty han forex trading jasa k aik bot bara or behad profitable business hy mgr ye utna hi difficult or risky b hy is m news ki bot ahmiat hy news ko wach kr k ham achi trading kr skty han ham agr news ko follow kr k koi b trade open karty han to hamy us m profit hasil hota hy news ko ignore kr k hamy kbi b koi trade open ni karni chaiy hamy forex factory ka visit kr k achi or profitable trades open karni chaey hmary liay achi or kamyab trading krna bot zrori hota hy or us k liay news bot zrori han jin ko ham kisi b web site sy search kr k read kr skty han
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?

                      yes your absolutley right k yeah bahot hi acha or online business or sath sath ik international business bhe hai . ji han bhai jaan traiding main news ki bahot imopratent hoti hai kiun agar ham reguler news read karty hain to ham ko markeet ko samjhney main asani hoti hai or ham ko news reading ka bahot ziada faida hota hai ik acha traider wohi hota hai jo k traiding k doran irad gerad k mahool sey ba khabar rhta hai wo sari jan kari rakhta hai k markeet main kiya hoa rha hai ajj kal agar ham bhe ik achy traider bana na chahty hain to ham ko chahi hai k ham reguler adaat bana ley news ko read karna .and second jo ap ney kaha hai k ham yahan par part time and full time kam kar skty hain ji ham ap ney bilkul sahi kaha hai jab hamra dill kary ham yahan par kam kar skty hain time or jaga ki koi pabandi nahi hai jab ap ka dill chahy or jise jaga par ap beth kar kam karna chahy ap yahan par kam kar skty hain .jitna ziada ap yahan par work kary geyai ap ko otney hi ziada yahan sey benefits mily geyai .
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : friends news ko watch karny ke website kon se hain ?

                        Dear friends Forex trading ki news ko baat karne ke liye bahut sari website maujud hain lekin Mere Khyal se sabse behtarin aur acchi website ************.com Hai Jiski help se aap market mein news ko acchi Tarah Se dekh sakte hain aur news ko acchi Tarah Se read bhi kar sakte hain Forex factory.com se aapko Kafi Jyada help milati hai ismein aap trader ki trade lot size ko bhi dekh sakte hain ki kis Taraf trade lagi hai aur kaise Jyada trader kis Taraf movement kar rahe hain isliye yah bahut hi Behtar aur acchi website hai jis ki help se aap kafi Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain aur Market ka accha knowledge bhi Hasil kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X