jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna
    agar hum knolwedge ky bager forex mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy learning ko zada ahmeyat dene chahey learning hasial kar ky hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee busienss hain is ko samjna asan nahi hain forex ma hum part time ya full time kam kar sakty hain hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga forex aik asa business hain jo ky kabe be band nahi ho sakta hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy demo mai mahnet karne ho ge pher he hum experts ban saky gy forexa ik wasee businss hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

    dear yoon to ham forex amrkeet main bahut sari mistakes krtay hain laikin jo mistakes ham main say wo traders krtay hain jis main baghair jaany boojhay ham markeet main start lay laitay hain yeh aisi mistakes hain jinka koi bhi solutions nai hota hay ,aik kaam k baray main ham kuch bhi jantay he nai hain to ham phir bhi us main envolve hotay hain to hamko siwaye lose sharmindagi k kuch bhi hasil nai honewala hay yeh baat waisay bhi clear hay k agar ham markeet main kuch banna chahtay hain ya isk baray main kuch acha janna chhtay hain to hamko is k propper rules ko follow krtay huvay agay barhan chaye na k ham apnay he rules bana lain aur aap he is main master bantay jayen aur hamko pata tab chalay jub hamara account washed ho chukka ho is liye better yahi hay k ham kaam ko thora laite start kr lain aur is tarha say karain k kaam khud bolay k mujhay kaisay agay barhan hay yahi kamyabi hay aur isi main he ham tradrs ki behtri hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

      Without knowledge key agar ham trading karty be hey to apna time be ham zaya karty hey aur sath me money ko be loss kar sakty hey, aur agar proper knowledge hasil kia jaye aur trading ka expernice be build ho jaye to traders ka time be bach sakta hay aur money earn be kar sakty hey, without knowledge key Forex market me trading ka koi faida nahi hay es se traders ka nuksan hi hota hay, traders ko chaye key wo jetna acha knowledge hasil kar sakty hey un ko mehnat kar key ye knowledge kamyabi aur Forex business me survive karny key ley hasil karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

        forex trdaing main jub hum without knowledge trading karty hain tu hmain kbhi bhi kamybhi nahi milti hai tu hmain chahye k hum apni trading main kamyab hony k liye knowledge ko gain karen or jub ap proper trdaing ko sjh jaen tab trdaing karen es se best option ap k pass demo account ka hai jis main ap apni trading ki practce kar skty hain or ap ayse trdaing ka expiernce gain kar skty hain tu apko chahye k ap aghr knowledge kisi or trha se gain nahi kar skty hain tu demo account main trading ki practice karen ap ka expiernce gain ho jay ga jis se ap apni trdaing main acha profit gain kar skty hain achi or miyari trading kar k
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

          Dear friend Forex trading main bagair Express ke kam karna Aise Hai Jaise Ek Fauji ka Jung Mein bagair Hathyar ke jana ISI Tarah vyavhar Agar Hathiyar ke koi bhi Fauji Jung Mein Jaega To vah Na Kamal Haasan Karega ISI Tarah Forex Main Bhi Agar knowledge or experience Achcha Na Hoga to Forex Mein Kabhi Bhi acchi earning Nahin Kari Ja sakti isliye Forex trading Mein hard work Karen aur mehnat Hasil Karen acche se Accha knowledge Hasil Karen forex market ko acchi Tarah Jaane Forex kya chij hai Forex ki basic learning ko acchi Tarah Se Aanchal Karen then aap forex market se Kafi Achcha profit Hasil kar sakte hain otherwise aap Forex main Hamesha lossy loss Karoge
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

            forex trading business mai kaam kernay kay liye traders bohat mehnat kertay hain. forex mai successful traders ki nisbat nakaam honay waley traders ki tadaad bohat ziada hai. Trading ka knowledge her trader ki pehli tarjeeh hoti hai. Jo traders pehlay acha knowledge haasil ker kay trading shuru kertay hain wo traders hamesha kaamyab rehtay hain. forex mai baghair knowledge kaam kerna aisa he hai jaisay kamra e imtihaan mai pen kay baghair koi talib e ilm pohanch jaey. Jab tak forex trading kay barey mai bohat acha knowledge nahi hoga uss waqt forex mai kaamyab bhi nahi hua jaa sakta hai. Forex trading tukkay or chances say nahi kia jaa sakta hai iss kay liye achi learning acha knowledge or behtreen demo practice bohat zaroori hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

              Assalamu Alaikum dear Forex numbers Forex trading experience ki kam karna aisa hi hai Jaisa ki 1 batsman bagair bat ke crease py batting Karne Chala Jaaye ISI Tarah batsman Koi score nahin kar payega ISI Tarah Forex nayagram bagair knowledge ke Jaenge experience ke bagair Ham Kuchh bi gain nahin kar Payenge Forex trading Mein Hamen hard work karna chahie aur experience Hasil karna chahie aur uski basic learning ko acchi Tarah Se sikhana chahie Dena aap forex market se Kafi acha profit Hasil kar sakte hain otherwise aap Forex Mein Hamesha loss Hasil Karenge
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

                Dear ais market mai agar dekha jaye to ais market mai jab ap knowledge k baghair kaam karty hai to ap ko ais market mai kamyabi ni hoti aus ki waja yehi hai k market mai jo bhi move hoti hai aus ki koi waja hoti hai wo ye sab banda tab hi sekh sakta hai jab banda learning karta hai agar ap ais market mai kaam sekh lety hai to aus k baad hi ap ais market mai acha kaam kar sakty hai ais market mai ap ne dekha ho ga jin traders ne achi learning ki hoi hai aor aus par amal kar k trade kar rahy hai wo ais market mai se acha profit bana rahy hai aor ais market mai kamyab bhi wo log hi hai ais liay hum ko chaye k hum ais market mai sab se phly knowledge hasil kary aor aus k baad hi ais market mai kaam kary ta k hum loss se bach saky.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

                  Ye possible hi nahi hay key without knowledge key ham good trading kar saken, Forex business me kamyabi traders key knowledge aur us ki long time ki trading experience par depend karti hay, without knowledge key market ko samjny me aur techniques ko understand karny me mushkil hoti hay, knowledge hasil karny se bahot asani ho jati hay market ko samjny me be aur step by step learning karny me knowledge important role play karta hay, agar ham knowledge hasil karny ko ignore karen gey to koi be learning step ham kamyabi key sath pora nahi kar saken gey.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

                    Forex trading main without kam karna bil kul thek nahi hay aor na hi koi faida hasil hota hay pehli bat to yeh hay k Forex trading without start hi nahi ho sakti is main kamyabi to bohat hi door ki bat hay Forex trading ko jo loge without learning and knowledge start kartay hain woh thek taran say trade open nahi kar saktay aor na hi trade ko manage kar saktay hain yahan tak k un ko trading account open karna bhi bohat mushkil hota hay agar woh kisi taran Forex trading account open kar kay trade start kar bhi lain to knowledge na honay ki wajah say un say bohat si mistakes ho jati hain jin ki wajah say un ko trading main loss ho jata hay aor un ka account ziada loss ki wajah say bohat jald wash ho jata hay is liay har soorat main traders ko chahiay k woh trading start karnay say pehlay Forex trading ka achi taran knowledge hasil kar lain aor Forex ki learning bhi complete kar lain aor demo pay practice kay bad real account main trading start karain ta k kamybi ho sakay.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

                      Long time ke liye trading Karen aur Arjun ka taaja a long term trading karne ke bad advantages chahie is per nuksan hone ke chances bhi bahut jyada kam Hote Hain kamyabi ke sath kam karne ke liye ine Sab chijon Ko follow karna padta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

                        Knowledge ke bagair forex market Mein Kabhi Bhi kamyabi Hasil Nahin Ki Ja sakti isliye Ham Sab Logon Ko Apne knowledge ko increase karna chahie Jitna Jyada hamare pass knowledge Hoga itna hi jyada Ham Sab Logon Ko fayda Hoga isliye knowledge ko increase karke hi trading Karni chahie FIR Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

                          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading m bahtreen knowledge achi learning or perfect experience hi sb kuch hota hy agr ye sb kuch hmary pas hy to ham aik successful trader han khas kr forex m ham new traders hon ya old kbi b knowledge k bagar successfull ni ho skty zahir c bt hy aik kam jo ham kr ry hoty han us k mutaliq janna hi bot zrori hota hy forex aik wseeh business hy jo k tmam dunya m phyla hoa hy is m kamyab trader ban ny k liay hamy zyada sy zyada mehnat ki zarort hoti hy agr ham apni mehnat sy aik kamyab trader ban jaty han to hamy kbi b loss ni ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

                            Trading mein sab se zyada zaroori knowledge Hota Hai, Jo log samajhte Hain Ki Bina Is ke Ham trading Mein kamyabi Hasil kar lenge to yah un ki Sab se Bari bhool hai. Dosto business Koi Bhi Ho us mein knowledge ki ahmiyat ko Kam Nahin Kiya Ja Sakta, knowledge aap ko musalsal learning se Hasil Hota Hai, aur Yahi knowledge Jab aap trading platform per use karte hain To aap ke trading experience mein convert ho jata hai jo ki Ek bahut Hamin aam traders se skillful trade tak le jata hay. Agar aap trading ko as a passion use kar rahe hain to day by day knowledge gain Karte Rahe Taki yeh aap ki trading life main kaam a sake aur Saath Saath Kamyab trader Ban Jaaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : with out knolwedge forex mai kam karna

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                              agar hum knolwedge ky bager forex mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy learning ko zada ahmeyat dene chahey learning hasial kar ky hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee busienss hain is ko samjna asan nahi hain forex ma hum part time ya full time kam kar sakty hain hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga forex aik asa business hain jo ky kabe be band nahi ho sakta hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy demo mai mahnet karne ho ge pher he hum experts ban saky gy forexa ik wasee businss hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                              Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy bagar knowledge or experience k trading ni karni chae ha balky proper money management or risk management sy ache trading seek k trading karni chae ha jab tak hum log seek k trading ni karny gy to humy loss ho ga is ley humy loss sy bachena ha to humy bi ziada sy ziada risk lana chae ha is ley humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha ta k humy loss na ho forex trading main different planning or strategy bana k trading karni chae ho ge forex trading main istamal hony waly different indicators seekeny hon gy in ka istamal or in ka kam jab tak humary pass full information ni ho ge to hum log kamyab ni ho sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X