jaiza: Hardworking kabi zaya nahi jati
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza: Hardworking kabi zaya nahi jati

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Agar ham Forex business ki learning ko zarori samjy aur hardworking karen to ho sakta hay hamy Forex market me koch time tak kamyabi na be mily magar es ka ye matlab nahi hota key hamari mehnat zaya ho gi ye ham ne apna keemti time waste kar dia hay, hamari ye hardworking jes me ham ne apna keemti time spend kia hota hay hamy 100% positive result de sakta hay, ye hamari future key ley best investment hoti hay jo usi time to hamy faida nahi de sakti hay magar koch time guzarny key bad hamy kamyabi milna start ho jati hay.
    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading hon ya duniya ka koi bi business us k ley hard working chae hoti ha jtni ziada hum hard working karny gy to us sy humara knowledge or experience ziada ho ga jtna ziada knowledge or experience ho ga hum duniya k business hum utny he ziada successful hon gy or duniya main jtni bi ziada hard working karny gy wo kabi bi zaya ni hoti ha aik na aik ap ko zaror kam aati ha is ley humy apny business main successful hony k liay both ziada hard working karni chae ha jtna ziada hard working karny gy wo aagy future main humy kam aay ge or humy successful hony main help mily ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza: Hardworking kabi zaya nahi jati

      Dear member business Koi bhi Ho hardworking kabhi bhi nahin hota magar ek baat Zenhan mein rakhni chahiy ke hard working right direction mein honi chahiy. Koshish karen aap apni hardworking Forex trading ki learning mein istemal Karen Takiy aap ko zyada se zyada knowledge ho jaye aur use aap trading mein use karen ge to woh experience mein convert ho jaega jo ki aapke hardworking ke sath mil kar aap ko kamyabi ki taraf Le jayega. Hardworking se jyada jaruri hai ki aapki working rules and regulation ke mutabik ho jis se aap ko trading aur post Hain Jahan bhi aap kaam kar rahe ho aapko fayda mile.
      • #18 Collapse

        Re: jaiza: Hardworking kabi zaya nahi jati

        Assalamu Alaikum dear Forex member ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki mehnat Kabhi Jaya Nahin jaati Har Business mein Kamyab hone ke liye sabse Jaruri chij mehnati hoti hai agar aap mehnat Nahin Karenge To Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Duniya ke kisi bhi business name and Uske bagair Kamyab Hona Namumkin Hai isliye mehnat sabse jaruri hai lekin mahine ke ilava knowledge or experience ka game karna bhi bahut jaruri hai Kuchh member Hote Hain Jo ki posting Karte rahte hain lekin unko and Mein Uske hisab Se Achcha Nahin Milta to Unki posting Kitni acchi Nahin Hoti isliye Uske bare mein information Hogi to vo acchi posting kar payega aur usko Achcha bonus milega lekin Jiske pass experience Nahin Hai vah acchi posting nahin kar Pata Aur usko Achcha Nahin Milta to bad Mein fir vah market complain karta hai lekin ismein maarpeet ka koi plan Nahin Hota yah uski apni hi Galti Hai Hamen sabse pahle Achcha knowledge Hasil karna chahie acchi knowledge ke liye Hamen chahie ki Ham demo account use Karen aur form ke rules ko acche se padhen aur form ke rules ko follow Karen Agar ham rules ko follow Nahin Karenge To Hamara Kaun Ban sakta hai is vajah se rules to follow karna bhi bahut jaruri hai Iske alava mehnat Karte Rahana chahie aur apne skills ko improve Karte Rahana chahie apni trading strategies ko bol dena chahie aur mehnat karte rahenge To Ham 1 din bahut hi acchi hai Businessman Ban jaenge
        • #19 Collapse

          Re: jaiza: Hardworking kabi zaya nahi jati

          d sir ap ny bilkul thek kaha main apki is bat sy agree karti hon forex trading aik asa business hy jis main hard working zaya nai jati forex trading main jitni mahnat ki jay utna profit milta hy agr hum zayada mahnat karty han to kamyab hoty han . jo traders zayada mahnat karta hy wo acha trader bn jata hy us ki mahnat rang lati hy isi lia kahty han k mahnat kabi zaya nai jati hamyn chahya k hum learning zayada sy zayada karyn knowledge or information hasil karyn ta k or zayad kamyab ho sakyn.
           
          • #20 Collapse

            Re: jaiza: Hardworking kabi zaya nahi jati

            Forex trading business may kisi bhi trader ki mehnat zaya nahi jati jo jitna ziyda mehnat karta hai usko zaror return milta hai forex forum may ziyda sy ziyda mehnat or posting karne say ek tu humra experience build hota hai or humain apni mehnat ka acha bonus bhi milta hai jitna ziyda bonus or experience ho ga hum easily Trade laga Kay profit kama sakty hain profitable trade lagne Kay liye humain Ziyda say ziyda learning or skills ki zarort hoti hai is liye humain chahye Kay hum forex ko join karne Kay bad demo account ko join karain or trade lagty hoe apna experience build karty rahain jitna ziyda experience ho ga hum easily profitable trade laga Kay profit earn kar skty hain kamyab hone Kay liye zarori hai Kay ziyda sy ziyda hardwork karna zarori hai jo traders begaar mehnat Kay kamyabi ki umeed rkhty hain unko sawae mayosi Kay kuch hasil nahi Hota...
            • #21 Collapse

              Re: jaiza: Hardworking kabi zaya nahi jati

              mai aap ki baat say mukammal agree kerta hu dear. Traders agar ye baat samajh lain kay humain forex mai kaamyab hona hai aur hard working ker kay kaamyab hona hai aur koi bhi short cut apply nahi kerna hai to un ki mehnat aur hard working kabhi zaya nahi jaati. her jaga pay 2 tarah kay loog hotay hain aik wo jin ka IQ bohat ziada hota hai aur wo her baat ko bohat jald samajh laitay hain aur aik wo hotay hain jin ka IQ ziada nahi hota laikin unhain mehnat aur hardworking ki aadat hoti hai. Kaamyab dono he hotay hain aik zara jaldi hojata hai dusra kuch ziada time mai hota hai. Forex trading seekhnay kay liye jo bhi time spend hota hai wo laazmi kaam ata hai aur bilkul bhi zaya nahi jata hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: jaiza: Hardworking kabi zaya nahi jati

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                Agar ham Forex business ki learning ko zarori samjy aur hardworking karen to ho sakta hay hamy Forex market me koch time tak kamyabi na be mily magar es ka ye matlab nahi hota key hamari mehnat zaya ho gi ye ham ne apna keemti time waste kar dia hay, hamari ye hardworking jes me ham ne apna keemti time spend kia hota hay hamy 100% positive result de sakta hay, ye hamari future key ley best investment hoti hay jo usi time to hamy faida nahi de sakti hay magar koch time guzarny key bad hamy kamyabi milna start ho jati hay.
                Duniya ka koi bi kam ya business la lan jab tak ap hard working ni karty han to ap kamyab ni hoty han or jab hard working karty han to wo kabi zaya ni hoti ha balky kabi na kabi ap ko fayda zaror dati ha is ley ap jo kam karny business karny to us k ley hard working both zarori ha jtni ziada hard working karny gy ap ko utna ziada fayda ho ga or ap easily us kam ya business main kamyab hon gy is ley jab hum forex trading start karny to humy proper knowledge or experience hasil Karna chae ha practice karni chae ha or analysis Karna seekena char han us k bad humy trading start karni chae ha

                اب آن لائن

                Working...
                X