Re: markeet main permanent in rehnay k liye hamko konsay method say kaam krna chaye?
Ji ap nay bohat acha question kia hay aor aik achi bat bhi ki hay main ap ki bat say agree bhi karta hoon. Bohat say aisay traders jo Forex market main permanent nahi reh patay un main say ziada quantity un traders ki hoti hay jo Forex trading ko poori taran understand nahi kar patay ya Forex trading ka poori taran knowledge and experience nahi rakhtay aor jald bazi main trading kartay hain aisay traders main say ziada new emotional traders and greedy traders hotay hain. Forex trading main permanent rehnay kay liay pehli bat to yeh hay k Forex ka poori taran knowledge hona chahiay aor achi and strong learning honi chahiay aor ziada say ziada Forex trading ka experience hona chahiay es kay bad kabhi bhi over trading na ki jay aor na ki big lot kay sath trade open ki jay kun k aksar big lot size ki wajah say ki big loss hota hay es liay mini ya micro lot size kay sath trade open karni chahiay aor aik dam ziada profit ki nisbat normal profit hasil kar kay kamyab honay ki koshish karni chahiay aor koi bhi trade without analysis open nahi karni chahiay aor kabhi bhi market trend kay against trade nahi lagani chahiay en chand aik osoolon pay amal kar kay Forex market main permanent reha ja sakta hay.
اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez
پيغام ديکھيے
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим